Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKhayyam
HomeKhayyam
MeraGana
Close

Karaoke Music Player Aao, Mere Saath Gaana Gao (Come, Sing Along With Me). At MeraGana.com, we believe that Any Body Can Sing (ABCS) and once you experience the pleasure of hearing your own voice in melody, you will want to sing again and again. We've all grown up with that one cousin in the family, the one who's known for their spectacular singing voice. But, at MeraGana.com we believe that singing is not the privilege of the select few.

 

We encourage YOU to sing, because singing is love, singing is therapeutic, singing is confidence, singing is therapy, but most of all, singing is fun! Our minds and bodies are rhythmic, just like the rhythms of our heart beat, so sing along to MeraGana.com either by yourself or with friends and family for a sure-shot sense of happiness, elevation and positivity.


 

MeraGana.com is proud to be the world's largest library of Indian Karaoke music, with a choice of 14770 songs. Our team of musicians recreate soulful karaoke melodies, which can now be performed using the high quality microphones provided by MeraGana.com.

 

Now, YOU can have a theatrical, magical ambience and experience at your fingertips. Re-create your own magic wherever and whenever, with an added feature of adjusting Pitch / Scale and tempo as per your singing needs.

Our Online Karaoke:
tickis as low as $ 4.95/Month or $ 49.95/Year only
tickdoes not require any Software Download
tickis a 100% commercial free Multifeatured Karaoke player with Pitch / Scale and Tempo Control
tickhas original background music and chorus for many Songs ideal for Karaoke
tickhas a large library of Karaoke Songs
tickhas new Karaoke Songs added weekly
tickallows you to build your Favorite Karaoke Playlists
tickpermits unlimited anywhere access 24/7 365 days a year

Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum aao rumjhum kartiii paayal ki jhankaar liyeee nain bichhaaye baitha koi phoolon bhari bahaar liyeee tum aao rumjhum kartiii tera wo angdaayi lenaaaaa yaad hai phir kuchh muskaa denaaa aaa tera wo angdaayi lena yaad hai phir kuchh muskaa denaaa aa us din hi to tune mujhko preetam ke adhikaar diye tum aao rumjhum kartiii paayal ki jhankaar liyeee nain bichhaaye baitha koi phoolon bhari bahaar liyeee tum aao rumjhum kartiii yahi jo ghadiyaan hain jeevan ki pyaasi tere madhur milan ki ee ee yahi jo ghadiyaan hain jeevan ki eeee pyaasi tere madhur milan ki ee ee beet gayin to fir nahin aani ye sundar uphaar liye tum aao rumjhum kartiii paayal ki jhankaar liyeee nain bichhaaye baitha koi phoolon bhari bahaar liyeee tum aao rumjhum kartiii
tum apna ranj o ghum apni pareshaani mujhe de do tumhe unki kasam iss dil ki viraani mujhe de do tumhe unki kasam iss dil ki viraani mujhe de do ye maana main kisi kaabil nahin hoon inn nighahon ne ye maana main kisi kaabil nahin hoon inn nighahon ne bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do main dekhoon to sahi duniyaan tumhen kaise sataati hai main dekhoon to sahi duniyaan tumhen kaise sataati hai koi din ke liye apni nigebaani mujhe de do koi din ke liye apni nigebaani mujhe de do wo dil to maine maanga tha magar gairon ne paaya tha wo dil jo maine maanga tha magar gairon ne paaya tha badi shaikh hai agar uski pashemaani mujhe de do badi shaikh hai agar uski pashemaani mujhe de do tum apna ranj o ghum apni pareshaani mujhe de do
tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki raanaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki tum ke iss jheel ke saahil pe mili hooo mujhse jab bhi dekhunga yahi mujhko nazar aaogi yaad mitti hai naa manzar koi mit sakta hai door jaa kar bhi tum apne ko yahin paaogi tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki ghul ke reh jaayegi jhonkon mein badan ki khushboo zulf ka aks ghataaon mein rahega sadiyon phool chupke se chura lenge labon ki surkhi ye jawaan husn fazaaon mein rahega sadiyon tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein ye naa samjho ke zara der ka kissa ho tum ab humesha ke liye mere muqaddar ki tarah inn nazaaron ke muqaddar kaa bhi hissa ho tum tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi
tum mehakti jawaan chandani ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani ho narm aanchal se chhanti ye khushboo mere har khaab par chhaa gayi hai narm aanchal se chhanti ye khushboo mere har khaab par chhaa gayi hai jab bhi tumpar nighaahen padi hain dil mein ek pyaas lehraa gayi hai tum to sachmuch chhalakti nadi ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani ho jab se dekha hai chaaha hai tumko ye fasaana chala hai yahin se jab se dekha hai chaaha hai tumko ye fasaana chala hai yahin se kab talak dil bhatakta rahega maangloon aaj tumko tumhin se tum ke khud pyaar ho zindagi ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani
hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm lala la la laa laa lala la la laa laa lala la la laa laa lala la la laa laa tumhaari palkon ki chilmanon mein ye kya chhupa hai sitaare jaisa haseen hai ye humare jaisa shareer hai ye tumhare jaisa tumare khaabon ke aaine mein ye kya chhupa hai humare jaisa jawaan hai ye humare jaisa haseen hai ye tumhare jaisa tumhari baahon mein chhup ke humne tumhin ko tum se chura liya hai tumhari baahon mein chhup ke humne tumhin ko tum se chura liya hai churaane wale ke haath humne jo kho diya tha wo paa liya hai tumhare hontho ki khamoshi mein ye kya chhupaa hai ishaare jaisa tumhare hontho ki khamoshi mein ye kya chhupaa hai ishaare jaisa haseen hai ye humare jaisa shareer hai ye tumhare jaisa naye musafir ke kaun hain hum naye musafir ko ye bata do naye musafir ke kaun hain hum naye musafir ko ye bata do wo tum se khud hi karega baaten kareeb aa ke isse jagaa do tumhari sharmeeli
allhaa aaa aaa haa aaa uske khel nirale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane uske khel nirale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane hanste rote ye insaan hanste rote ye insaan aaye kahan se jaye kahaan aaye kahan se jaye kahaan kyun aaye na jaane wale kyun aaye na jaane wale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane wo hi rehman wo hi rahima wo hi vidhata wo gaffar wahi sattaar wahi jagdaata wo hi rehman wo hi rahima wo hi vidhata wo gaffar wahi sattaar wahi jagdaata ho jaaaaa uske hawaale wo he jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane dard bhi de araam bhi de dard bhi de araam bhi de chheene to inaam bhi de chheene to inaam bhi de uske rang nirale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane pehle to zaalim ko dheel sada deta hai phir mazlum ka badla le kar dam leta hai pehle to zaalim ko dheel sada deta hai phir mazlum ka badla le kar dam leta hai bandeee dar pe ussi ke apne sar ko jhuka le phir wo jaane allaah jaane phir
woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi in kaali sadiyon ke sar se jab raat ka aanchal dhalkega jab dukh ke baadal pighlenge jab sukh ka sagar chalkega jab ambar jhoom ke naachega jab dharti nagme gaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi hm hm hm hm hm a a a a jis subah ki khatir yug yug se hum sab mar mar kar jeete hai a a a a a a a a jis subah ke amrit ki dhun mein hum zahar ke pyaale peete hai hm hm hm hm in bhookhi pyaasi roohon par ik din to karam farmayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi a a a hm hm hm hm hm a a a mana ke abhi tere mere armano ki keemat kuch bhi nahi hm hm hm hm mitthi ka bhi hai kuch mol magar insanon ki keemat kuch bhi nahi a a a a insanon ki izzat jab jhute sikko mein na toli jaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi
ye kya jagah hai doston ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan had e nigaah tak jahaan gubaar hi gubaar hai gubaar hi gubaar hai ye kya jagah hai doston ye kis maqaam par hayaat ye kis maqaam par hayaat mujhko le ke aa gayi mujhko le ke aa gayi naa bas khushi pe hain jahaan naa bas khushi pe hain jahaan naa ghum pe ikhtiyaar hai naa ghum pe ikhtiyaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai tamaam umr ka hisaab tamaam umr ka hisaab maangti hai zindagi maangti hai zindagi ye mera dil kahe to kya ye mera dil kahe to kya ke khud se sharmsaar hai ke khud se sharmsaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai bulaa raha hai kaun bulaa raha hai kaun mujhko chilmano ke uss taraf mere liye bhi kya koi mere liye bhi kya koi udaas beqaraar hai udaas beqaraar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan gubaar hi
ye raat bahot rangeen sahi ye raat bahot rangeen sahi iss raat mein ghum ka zehar bhi hai naghmon ki khanak mein doobi huyi fariyaadon puaa ki lehar bhi hai ye raat bahot rangeen sahi tum raqs karo main sher padhun matlab to hai kuchh khairaat mile iss kaum ke bachchon ki khaatir kuchh sikkon ki saugaat mile sikke to karodon dhal dhal kar taksaal se baahar aate hai kin waaron mein kho jaata hai kin pardon mein chhup jaate hai ye zulm nahin to phir kyaa hai pasie se to kaale dhandhe hon aur mulk ki waaris naslon ki taleem ki khatir chande hon ab kaam nahin chal sakne kaa reham aur khairaat ke naare se iss desh ke bachche anpad hai daulat ke galat batwaare se badle ye nijaam e zardaari badle ye nijaam e zardaari keh do ye siyaasatdaanon se ye maq alhal hone ka nahin kaagaz pe chhape elaanon se ye maq alhal hone ka nahin kaagaz pe chhape elaanon se ye raat bahot rangeen sahi iss raat mein ghum ka zehar bhi hai ye raat bahot rangeen sahi
zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein surk phoolon se mehak uthati hain dil ki raahein surk phoolon se mehak uthati hain dil ki raahein din dhale yun teri aawaaz bulaati hai humein din dhale yun teri aawaaz bulaati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se raat ke pichhale pehar roz jagaati hai humein raat ke pichhale pehar roz jagaati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein har mulaakat ka anjaam judaayi kyun hai har mulaakat ka anjaam judaayi kyun hai ab to har waqt yahi baat sataati hai humein ab to har waqt yahi baat sataati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein
zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi humne har haal mein jeene ki kasam khayi hai ab yahi haal muqaddar hai to shikwa kyun ho hum salike se nibha denge jo din baaki hain chaah rusva na huyi dard bhi rusva kyun ho zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi humko taqdeer se be wajah shikayat kyun ho isi taqdir ne chaahat ki khushi bhi di thi aaj agar kaanpti palakon ko diye hain aansu kal thirakate huye honthon ko hansi bhi di thi zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi hum hain maayus magar itne bhi maayus nahin ek na ek din to yeh ashkon ki ladi tootegi ek na ek din to chhatenge ye ghumon ke baadal ek na ek din to ujaale ki kiran phootegi zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Aao Rumjhum Karti Mohd Rafi 03:22 39195
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:22   Song Number : 39195   

Tum Apna Ranj O Ghum Shagoon (1964) 03:27 11931
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:27   Song Number : 11931   

Tum Chali Jaaogi Shagoon (1964) 03:24 14211
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Duration : 03:24   Song Number : 14211   

Tum Mehakti Jawaan Chandani Ho Pyase Dil (1974) 03:24 15652
 
Poster of Pyase Dil (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Yash Tandan
Duration : 03:24   Song Number : 15652   

Tumhaari Palkon Ki Chilmanon Mein Nakhuda (1981) 04:44 15639
 
Poster of Nakhuda (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Swaroop Sampat, Raj Kiran
Duration : 04:44   Song Number : 15639   

Uske Khel Nirale Noorie (1979) 05:01 32332
 
Poster of Noorie (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Geeta Siddharth, Mukri
Duration : 05:01   Song Number : 32332   

Woh Subah Kabhi To Aayegi Phir Subha Hogi (1958) 03:31 11814
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:31   Song Number : 11814   

Ye Kya Jagah Hai Umrao Jaan (1981) 06:17 14380
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:17   Song Number : 14380   

Ye Raat Bahot Rangeen Shagoon (1964) 03:09 14212
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Duration : 03:09   Song Number : 14212   

Zindagi Jab Bhi Umrao Jaan (1981) 05:04 14381
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Rekha, Naseeruddin Shah
Duration : 05:04   Song Number : 14381   

Zindagi Zulm Sahi Shagoon (1964) 04:01 32473
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:01   Song Number : 32473   
Karaoke Songs of Khayyam, Sad Songs of Khayyam, Love Songs of Khayyam, Dance Songs of Khayyam, Hip-hop songs of Khayyam, Best songs of Khayyam, Super hit songs of Khayyam, hit songs of Khayyam, duet songs of Khayyam, solo songs of Khayyam, old songs of Khayyam, famous songs of Khayyam, Hindi Karaoke Songs of Khayyam, Hindi Sad Songs of Khayyam, Hindi Love Songs of Khayyam, Hindi Dance Songs of Khayyam, Hindi Hip-hop songs of Khayyam, best Hindi songs of Khayyam, super hit Hindi songs of Khayyam, hit Hindi songs of Khayyam, duet Hindi songs of Khayyam, solo Hindi songs of Khayyam, old Hindi songs of Khayyam, famous Hindi songs of Khayyam, Sing Along Songs of Khayyam, Sing Along Sad Songs of Khayyam, Sing Along Love Songs of Khayyam, Sing Along Dance Songs of Khayyam, Sing Along Hip-hop songs of Khayyam, Sing Along Best songs of Khayyam, Sing Along Super hit songs of Khayyam, Sing Along hit songs of Khayyam, Sing Along duet songs of Khayyam, Sing Along solo songs of Khayyam, Sing Along old songs of Khayyam, Sing Along famous songs of Khayyam