ulti ho gayin sab tadbeeren ulti ho gayin sab tadbeeren kuchh na dawa ne kaam kiya ulti ho gayin sab tadbeeren kuchh na dawa ne kaam kiya dekha is bimaar e dil ne dekha is bimaar e dil ne aakhir kaam tamaam kiya ulti ho gayin sab tadbeeren ahad e jawaani ro ro kaata ahad e jawaani ro ro kaata phiri melin aankhen muuh yaani raat bahut the jaagin yaani raat bahut the jaagin subeh huyi aaraam kiya ulti ho gayin sab tadbeeren yaan ke safad o syaah mein hum ko dakhl jo hai so itnaa hai yaan ke safad o syaah mein hum ko dakhl jo hai so itnaa hai raat ko ro ro subeh kiyaa aur raat ko ro ro subeh kiyaa aur subeh ko jyon tyon shaam kiyaa ulti ho gayin sab tadbeeren meer ke din o mazhab ko ab puchhte kya ho unne to meer ke din o mazhab ko ab puchhte kya ho unne to kashqaa kheencha dair mein baitha kashqaa kheencha dair mein baitha kab ka tark islaam kiya kashqaa kheencha dair mein baitha kab ka tark islaam kiya ulti ho gayin sab tadbeeren
Ulti Ho Gayi Sab Tadbiren
Begum Akhtar