MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao jee chaahe dubo do maujon mein yaa saahil par le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao ek tum hi sahaara ho mera jeevan ki andheri raaton mein duniyaa ki khushi taqdeer ka ghum sab kuchh hai tumhaare haathon mein ab chaahe idhar le jaao mujhe yaa chaahe udhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao maayus nazar majboor kadam ujada hua aalam hai dil kaa jeena bhi ye koi jeena hai munh dekh sake naa manzil kaa bite huye din mil jaayen jahaan mujhe aisi dagar le jaao hoo mujhe aisi dagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao aansoon naa bahaao mere liye ghum mujhko akele sehne do toote naa tumhara naazuk dil ye dard mujhi tak rehne do ab chhod do mujhko raahon mein yaa door nagar le jaao yaa door nagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao click here
main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane baabul se jhooth boli sakhiyon se jhooth boli main ban gayi bilkul bholi are ooooo bholi tu jhooth kahaan boli tu jhooth nahin boli pyaar ko hi pooja kehte hain pyaar ke parwaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane hoooo oooo oooo aankhon mein jab teri soorat phir koi moorat kya hai hooooo aankhon mein jab teri soorat phir koi moorat kya hai pyaar kiya ho jisne use pooja ki zururat kya hai maine saara jeevan kar diya tujhko arpan ho gayi main teri meera tujhko maan liya mohan naa jaane kya dekha tujh mein nain huye deewane main tujhse milne main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane hoooo oooo ooooo oooo gair ke haath mein naa de de kahin baabul mori baiyaan hoooo oooo ooooo oooo gair ke haath mein naa de de kahin baabul mori baiyaan chaal samay ki pehchaano tum click here
main wohi wohi baat main wohi wohi baat mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi achhchhi yaa kharaab pee lee jaisi mili sharaab pee li saaki naya hai jaam puraana saaki naya hai jaam puraana rang naya hai naam puraana naam puraana subah ho yaa shaam mujhe masti se kaam kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi huuuuu huuuuu huuuu huuuuu huuuuuu apna hi lahoo pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon dil apna hai ghum apne hai dil apna hai ghum apne hai duniyaa paraayi hum apne hai hum apne hai mujhe aaye naa qaraar main rahoon beqaraar kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi click here
main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai aaj keh do naa jee khol ke jo dil mein chhupi baat hai main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum ik pal bhi nahin door hon chaand taaron ki hum ko kasam main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan aaaa haaa haaa haaa haaa haaaa haaa haaa haaa oooo hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo click here
hmm hmm hmmmm hmmmm main ye soch kar uske dar se utha tha ke wo rok legi mana lege mujhko hawaaon mein lehraata aata tha daaman ke daaman pakad kar bitha legi mujhko kadam aise andaaz se uth rahe the ke aawaaz de kar bulaa legi mujhko magar usne roka na usne manaaya na daaman hi pakada na mujhko bithaaya na aawaaz hi di na waapas bulaaya main aahista aahista badhata hi aaya yahaan tak ke usse judaa ho gaya main yahaan tak ke usse judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main click here
main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa barbaadiyon ka sog manana fizul tha barbaadiyon ka sog manana fizul tha manana fizul tha manana fizul tha barbaadiyon ka jashan manata chala gaya barbaadiyon ka jashan manata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya click here
maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko tumpe qurbaan tumpe qurbaan dil o jaan ki daulat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha tumne mujh par tumne mujh par mera dil le ke inaayat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam ye tumhare ye tumhare hain nighaahon ne sharaarat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa click here
maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili zakhm paaye hain baharon ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin meri nazaron ne nazaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi meri raahon se judaa ho gayi raahein unki meri raahon se judaa ho gayi raahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki jinpe iss dil ne click here
maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein koi phool dekha hai koi phool dekha hai muskuraati bahaaron mein maine chaand dekha hai aisa khaab dekha hai jo kisi se nahin miltaa ik gulaab dekha hai jo kahin pe nahin khilta ik hanseen dekha hai ik hanseen dekha hai ek hai jo hazaaron mein maine chaand dekha hai apne shokh haathon se usne ghunghat banaaya hai apna roop ghunghat mein usne aise chhupaaya hai jaise chaand chhuptaa hai jaise chaand chhuptaa hai baadlon ki qataaron mein maine chaand dekha hai sun lo beqaraari kaa ye fasaana jahaan waalo keh lo shouk se mujhko tum deewana jahaan waalo likh lo naam mera bhi likh lo naam mera bhi aaj se beqaraaro mein maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein maine chaand dekha hai click here
maine kaha miss what is this maine kaha miss what is this pehli mulakaat mein hi kiya diss miss kabhi kahe that kabhi kahe this kabhi kahe that kabhi kahe this tere this that mein na aayegi ye miss maine kaha miss miss miss what is this maar daala maar daala gori mem ne loot liya loot liya tere prem ne maar daala maar daala gori mem ne loot liya loot liya tere prem ne chal re lahori tu hai bada jhutha billo billo keh ke mera dil loota chal re lahori tu hai bada jhutha billo billo keh ke mera dil loota na tu mera mister babu na main teri miss na tu mera mister babu na main teri miss miss maine kaha miss what is this han maine kaha miss what is this pehli mulaqaat mein hi kiya diss miss kabhi kahe that that kabhi kahe this this kabhi kahe that kabhi kahe this tere this that mein na aayegi ye miss hmmm maine kaha miss what is this mujhe na sata lahori ja ja ja jaake tu rasoyi mein chapatiyaan bana mujhe na sata lahori ja ja ja jaake tu rasoyi mein chapatiyaan bana click here
pine apple papaiya papaiya papaiya le banana co co nut coconut maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin hoo roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin are isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin aye pyaar kiya to dekho jalke ji jalke ji jalke ji darte ho kyun milne ke jhuthe vaade humse ji humse ji humse ji karte ho kyun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun baar baar deti ho taana mujhe samjho naa itna deewana mujhe isiliye kehti hoon jaan e jigar tumne abhi tak naa jaana mujhe are baar baar deti ho taana click here
maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon main zaleel hoon main zaleel hoon tumko kya kahun are tumko kya kahun tumko kya kahun maine pee sharab tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum shareef log tum ameer log hum tabaah haal hum fakeer log zindagi bhi rog maut bhi ajaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tumne kitne dil chaak kar diye kitne baste ghar khaak kar diye maine to kiya khud ko hi kharaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab reet aur riwaaz sab tumhare saath dharm aur samaaj sab tumhare saath click here
maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya paap kaho ya punay kaho maine peena seekh liya maine peena seekh liyaa ek chhavi thi laakhon mein aan basi in ankhon mein ek kali muskayi thi mann bhanvre ko bhaai thi ek din pyaar ka phool khila mere sur ko geet mila par kismat laayi rang naye sur chhute aur geet gaye bheech bhanwar tune chhoda bhare prem mein munh moda pyaar pe aisa waar kiya ufff jeena uff jeena dushwaar kiya ab sharab ne saath diya to tujh bin jeena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya log kahen kyun ha ha ha ha ha ha log kahen kyun peete ho mann kehta kyun jeete ho jeene ki koi chaah nahin marne ki koi raah nahin jeevan hi jab rog yahaan bolo iski dawa kahan pyaar ke jaam na peete hum kho kar hosh na paate ghum humne manzil dhundhi thi lekin kismat roothi thi raah mein saathi haayeee raah mein saathi chhoot gaya thes lagi dil toot gaya ab to isi nashe ke dhagon se dil seena seekh click here
maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se maine ye hizaab tera dhoondha har jagah shabaab tera dhoodha kaliyon se misaal teri poochhi phoolon mein jawaab tera dhoondha maine poochha baagh se falak ho yaa zamin aisa phool hai kahin baagh ne kahaa har kali ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se hooo chaal hai ke mauj ki rawaani zulf hai ke raat ki kahaani honth hai ke aaine kanwal ke aankh hai ke mahkadon ki raani maine poochha jaam se falak ho yaa zamin aisi mai bhi hai kahin jaam ne kahaa maikashi ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se khoobsurti jo toone paayi loot gayi khuda ki bas khudaayi meer ki gazal kahoon tujhe main ya kahoon khayaam ki rubaai main jo poonchoo shaayaron se aisa dilnashin koi sher hai kahin shaayar kahe shaayari click here
ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa meri nazron ki jannat hai zulf o rukhsaar ki duniyaa kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa tumhein pehchaanaa hai khudaa ko samjhaa hai khudaa ko jaanaa hai maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye jaaneman zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye nazar mil jaane do qayaamat aati hai qayaamat aane do maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat ishq par kya guzarti hai husn ye raaz kya jaane mere dil ke tadapne ka koi andaaz kya jaane ishq par click here
ummm maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein ajnabi si ho magar gair nahin lagti ho beham se bhi jo ho naazuk wo yakin lagti ho haai ye phool sa chera ye ghaneri zulfein mere sheron se tum mujh ko haseen lagti ho maine shayad tumhein dekh kar tumko kisi raat ki yaad aati hai ek khamosh mulakaat ki yaad aati hai jehan mein husn ki thandak ka asar jaagta hai aanch deti huyi barsaat ki yaad aati hai maine shayad tumhein jis ki palkein meri aankhon pe jhuki rehti hai tum wohi meri khayaalon ki pari hote nahin kahin pehle ki tarha phir to na kho jaaogi jo hamesha ke liye ho wo khushi ho ke nahin maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein click here
maine socha tha agar maut se pehle pehle maine socha tha agar duniya ke veeraanon mein maine socha tha agar hasti ki shamshanon mein kisi insaan ko bas ek bhi insaan ki gar sachhi belaag mohabbat kahin ho jaaye naseeb wohi sahil jo bohut door nazar aata hai khud ba khud khinchta chala aata hai kashti ke qareeb maine socha tha yunhi dil ke kanwal khilte hain maine socha tha yunhi sabro sukoon milte hain maine socha tha yunhi zakhm e jigar silte hain lekin sochne hi se muraadein toh nahin mil jaati aisa hota toh har ik dil ki tamanna khilti koshishen lakh sahi baat nahin banti hai aisa hota toh har ik raahi ko manzil milti maine socha tha ke insaan ki qismat aksar phoot jaati hai bikharti hai sambhal jaati hai apsara chand ki badli se nikal jaati hai par mere bakht ki gardish ka toh kuchh ant nahin khushk dharti bhi to mazdaar bani jaati hai kya muqaddar se shikaayat kya zamaane se gila khud meri saans hi talwaar bani jaati hai raat ki siyahi mein taaron ke diye click here
maine tujhse kiya hai pyaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa tu laakh kare inkaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa yeh bataa de o deewaani mere bina yeh jawaani kaise guzaaregi yeh bataade o deewaani mere bina yeh jawaani kaise guzaaregi duniya se chhup ke raaton ko uth ke mujhko pukaaregi maine tujhse kiya hai pyaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa tu laakh kare inkaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa la la lala la la laa la la la la la la la laa berukhi se kya milega dil se dil jo aa milega phir bol kya hoga berukhi se kya milega dil se dil jo aa milega phir bol kya hoga chhup ke tadpaana hans ke tarsaana sun le bura hoga maine tujhse kiya hai pyaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa tu laakh kare inkaar o meri mehbooba yeh dil tujhko hi doongaa tu jo kehna maane mera ban ke daavedaar tera pichhe phirun tere tu jo kehna maane mera ban ke daavedaar tera pichhe phirun tere nazuk dilwaali kaale dilwaali lag ja gale mere click here
majhi chal o majhi chal majhi chal ho majhi chal majhi chal majhi chal majhi chal ho majhi chal tu chale to chham chham baaje maujon ki paayal ho majhi chal o majhi chal majhi chal o o majhi chal tera jeevan nadiya ki dhaar hai tan hai naiyya mann patvaar hai tera jeevan nadiya ki dhaar hai tan hai naiyya mann patvaar hai sun o majhi maujon ki pukaar hai thaam le tu thaam le tu mast pawan ka lehraata aanchal o majhi chal o majhi chal majhi chal o o majhi chal aashaon se naata jod de ye nirasha ke bandhan tod de aashaon se naata jod de ye nirasha ke bandhan tod de sun o majhi aaj ka ghum tu chhod de aaj to pichhe aaj to pichhe reh gaya hai saamne hai kal o majhi chal majhi chal majhi chal o o majhi chal majhi chal majhi chal majhi chal ho majhi chal tu chale to chham chham baaje maujon ki paayal ho majhi chal majhi chal majhi chal o o majhi chal majhi chal majhi chal majhi chal ho majhi chal click here
maama o maama o maama maama maama yaahu ki yaahu ki yaahu burrr maama o maama o maama maama maama gharwaale khaayen chakkar aisa hai apna chakkar chakkar mein tum nahin aana pyaare maama o maama maama o maama o maama maama maama dhage nati naka dhin dhage nati naka dhin dhitta kradhitta kradhitta maama o maama o maama maama maama sa re ga ma pa dha ni sa ni ni pa pa ma ma o maama o ma ga re sa maama o maama o maama maama maama gharwaale khaayen chakkar aisa hai apna chakkar chakkar mein tum nahin aana pyaare maama o maama jo asli hai kabhi usse khataayen ho nahin sakti jo nakli hai kabhi usse wafaayein ho nahin sakti are nahin bhai nahin haaan bura ho waqt to saaya bhi apna door rehta hai hey hey ohooooo wafaadaari ka shikwa kya zamaana yehi kehta hai zamaana yehi kehta hai zamaana yehi kehta hai oooooo ooo asli hai kaun bhaiya nakli hai kaun bhaiya nakli hai kaun ho maama maama o maama o maama maama maama yaahu ki yaahu ki yahuu burrr maama o maama o maama maama click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Tooti Huyi Ek Aadmi (1968) 04:44 12551
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 12551   

Main Tujhse Milne Aayi Heera (1973) 04:20 18547
 
Poster of Heera (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:20   Song Number : 18547   

Main Wohi Wohi Baat Naya Din Nai Raat (1974) 03:29 13858
 
Poster of Naya Din Nai Raat (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 13858   

Main Yahaan Tu Kahaan Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:42 12869
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Niroopa Roy
Duration : 03:42   Song Number : 12869   

Main Ye Soch Kar Uske Haqeeqat (1964) 03:37 11842
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer
Duration : 03:37   Song Number : 11842   

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Hum Dono (1961) 03:51 20877
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:51   Song Number : 20877   

Maine Aye Jaane Wafaa Bedaag (1965) 03:19 12867
 
Poster of Bedaag (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 03:19   Song Number : 12867   

Maine Chaand Aur Sitaron Ki Chandrakanta (1956) 05:59 15149
 
Poster of Chandrakanta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:59   Song Number : 15149   

Maine Chaand Dekha Hai Woh Din Yaad Karo (1971) 04:12 14408
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:12   Song Number : 14408   

Maine Kaha Miss Mitti Mein Sona (1960) 03:31 40159
 
Poster of Mitti Mein Sona (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:31   Song Number : 40159   

Maine Kaha Tha Ustadon Ke Ustad (1963) 04:51 32345
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Helen
Duration : 04:51   Song Number : 32345   

Maine Pee Sharab Naya Raasta (1970) 05:30 13859
 
Poster of Naya Raasta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 05:30   Song Number : 13859   

Maine Peena Seekh Liya Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:31 36860
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Ameeta
Duration : 03:31   Song Number : 36860   

Maine Poochha Chaand Se Abdullah (1980) 05:05 18053
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 05:05   Song Number : 18053   

Maine Rakkhaa Hai Shabnam (1964) 05:29 14204
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 05:29   Song Number : 14204   

Maine Shayad Tumhein Barsaat Ki Raat (1960) 03:57 12848
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 12848   

Maine Socha Tha Mohd Rafi 06:27 37584
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non film
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:27   Song Number : 37584   

Maine Tujhse Kiya Khoj (1971) 04:01 39704
 
Poster of Khoj (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:01   Song Number : 39704   

Majhi Chal O Majhi Chal Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:15 20886
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:15   Song Number : 20886   

Mama O Mama Parvarish (1958) 03:51 40177
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Dattaram Wadkar
On Screen Actors- 
Mehmood, Raj Kapoor
Duration : 03:51   Song Number : 40177   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi