ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa meri nazron ki jannat hai zulf o rukhsaar ki duniyaa kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa tumhein pehchaanaa hai khudaa ko samjhaa hai khudaa ko jaanaa hai maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye jaaneman zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye nazar mil jaane do qayaamat aati hai qayaamat aane do maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat ishq par kya guzarti hai husn ye raaz kya jaane mere dil ke tadapne ka koi andaaz kya jaane ishq par
Maine Rakkhaa Hai
Shabnam (1964)

Dileep Kumar, Haroon Khan, Jeevan, Kamini Kaushal, Kukku Saigal, Mubarak, Paro, Rajendra Singh, Shyam
Song Title :
Maine Rakkhaa Hai
Album/Film :
Shabnam (1964)
Production :
Filmistan
Producer :
Filmistan
Director :
B Mitra
Film Actors :
Dileep Kumar, Haroon Khan, Jeevan, Kamini Kaushal, Kukku Saigal, Mubarak, Paro, Rajendra Singh, Shyam
Singer :
Mohammed Rafi
OnScreen Actors :
Mahamood
Music Director :
Usha Khanna