maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se maine ye hizaab tera dhoondha har jagah shabaab tera dhoodha kaliyon se misaal teri poochhi phoolon mein jawaab tera dhoondha maine poochha baagh se falak ho yaa zamin aisa phool hai kahin baagh ne kahaa har kali ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se hooo chaal hai ke mauj ki rawaani zulf hai ke raat ki kahaani honth hai ke aaine kanwal ke aankh hai ke mahkadon ki raani maine poochha jaam se falak ho yaa zamin aisi mai bhi hai kahin jaam ne kahaa maikashi ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se khoobsurti jo toone paayi loot gayi khuda ki bas khudaayi meer ki gazal kahoon tujhe main ya kahoon khayaam ki rubaai main jo poonchoo shaayaron se aisa dilnashin koi sher hai kahin shaayar kahe shaayari
Maine Poochha Chaand Se
Abdullah (1980)

Danny, Zeenat Aman, Raj Kapoor, Sanjay Khan, Sanjeev Kumar