MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhopali
HomeBhopali
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la la la la la laa la ra laa aa aaa la la la la laa aa meri padosan hai dil ki dushman meri padosan hai dil ki dushman zaalim badi magroor hai phir bhi ye dil usi pe jaan deta hai meri padosan hai dil ki dushman meri padosan hai dil ki dushman wo chham chham chham karke chalti hai haaye wo chham chham chham karke chalti hai dil dhak dhak dhak kiya karta hai wo chham chham chham karke chalti hai dil dhak dhak dhak kiya karta hai din raat uska naam liya karta hai meri padosan meri padosan hai dil ki dushman meri padosan hai dil ki dushman zaalim badi magroor hai phir bhi ye dil usi pe jaan deta hai jo raat saath saath kabhi guzri hai jo raat saath saath kabhi guzri hai wo laakh laakh baar mujhse roothi hai jo raat saath saath kabhi guzri hai wo laakh laakh baar mujhse roothi hai main jaanta hoon berukhi ye jhoothi hai meri padosan meri padosan hai dil ki dushman meri padosan hai dil ki dushman zaalim badi magroor hai phir bhi ye dil usi pe jaan deta hai wo door door click here
mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai baharein hi baharein hain jawaani hi jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai zameen lehra rahi hai nashe mein aasmaan hai nigahein kya jawan hain saari duniya pe jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri duniya badal de meri duniya mein aake ye mujh par aapki ik khoobsoorat meharbani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai click here
naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin ab ye sheesha kisi tasveer ke kaabil hi nahin main kahan jaun ke meri koi manzil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin pher li mujhse nazar apnon ne begaanon ne pher li mujhse nazar apnon ne begaanon ne mera ghar loota mere ghar ke hi mehmaanon ne mera ghar loota mere ghar ke hi mehmaanon ne jo mujhe pyaar kare aisa koi dil hi nahin main kahan jaun ke meri koi manzil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin dil behal jaye khayalaat ka rukh mod sakun dil behal jaye khayalaat ka rukh mod sakun main jahan baith ke har ahal e wafa tod sakun main jahan baith ke har ahal e wafa tod sakun meri takdeer mein aisi koi mehfil hi nahin main kahan jaun ke meri koi manzil hi nahin naaz tha jis pe mere seene mein vo dil hi nahin vo jahan sog mein hai aaj fiza bhi chup hai vo jahan sog mein hai aaj fiza bhi chup hai kisse fariyaad karun ab to khuda bhi click here
man mohana man mohana tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de man mohana man mohana tere dar pe khade sar jhukaye huye ek aasha ka deepak jalaaye huye tere dar pe khade sar jhukaye huye ek aasha ka deepak jalaaye huye tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de man mohana man mohana hum tere dil tera zindagi hai teri tu bana ya mita ye khushi hai teri hum tere dil tera zindagi hai teri tu bana ya mita ye khushi hai teri tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de man mohana man mohana man mohana man mohana honth see lenge aansu piye jayenge naam le leke tera jiye jayenge honth see lenge aansu piye jayenge naam le leke tera jiye jayenge tu jo bhi de khushi ho ya ghum tere pyaar ki kasam hai manzoor humen tu jo bhi de click here
ho pyaar baantte chalo pyaar baantte hey pyaar baantte chalo pyaar baantte kya hindu kya muslmaan hum sub hain bhaai bhaai pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro hey socho kal kya the dekho ab kya ho tumko le na doobe kahin apni ye ladaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho hey nanhe shehjaado kal ke netaaon tumse humne kya kya ummeedein hain lagaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte ye click here
aa aa gaya ho aa gaya haye aa aaa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya ho aa gaya pyaar jagane wala pyaar ki manzil paas jo aayi pyaar ki manzil paas jo aayi jhoom ke dil ne li angdayi o ji hum to kho gaye unke ho gaye haan aa aa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya ho aa gaya aaa pyaar jagane wala bhool na jaana batein apni hmmm hmmmm hmmm hmmm bhool na jaana batein apni waade apne kasmein apni dekho munh na modna dil na todna ji aa aa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya lo aa gaya pyaar jagane wala jhoom rahe hain do matwale ha ha ha ha ha ha ha la la la la la la jhoom rahe hain do matwale chand se kah do nazrein jhuka le oji koi aaye na koi jaye na ji aaaaa aaaaa pyaar jagane wala neenden churane wala aa gaya aa gaya wo aa gaya aa pyaar jagane wala aa gaya click here
raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai hmm mm mm haa aa aa hoo oo oo tum hamesha muskuraate hi rahe ho zindagi ke naaz uthaate hi rahe ho oo oo o aaj wo jalwa kahaan ruposh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai aa aa aa ho oo oo oo aa aa aa la lalalalala la aa aa saaze dil par chhed do koi taraana jisko sun kar jhoom uthe saara zamaana oo oo o hum bhi dekhen kisko kitna hosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai click here
raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara hey mere meharbano ye meri baat maano phir na kabhi ye raat aayegi aayi bhi jo raat na ye baat aayegi main aaj hoon kal kahan raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara aye muskuraane waalo jee bhar ke muskuraa lo jane phir dil ko qaraar ho na ho ye jalwa ye raks e bahar ho na ho jo aaj hai kal kahaan raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara click here
Raaz E Dil Unse Chhupaya Na Gaya click here
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa rut hai jawaan sama hai bada pyaara aaja deewaane ke phir ye bahaarein kahaan de de zara jawaani ko sahaaraa baahon mein le le mujhe pyaar se hoon kab se bekaraar main yahaan rut hai jawaan sama hai bada pyaara aaja deewaane ke phir ye bahaarein kahaan de de zara jawaani ko sahaaraa baahon mein le le mujhe pyaar se hoon kab se bekaraar main yahaan toone kabhi socha hai kya main hoon teri tu hai mera toone kabhi socha hai kya main hoon teri tu hai mera aaja mere sajna tu hi meri duniya tere siwa lage na koi pyaara baahon mein le le mujhe pyaar se hoon kab se bekaraar main yahaan rut hai jawaan sama hai bada pyaara aaja deewaane ke phir ye bahaarein kahaan de de zara jawaani ko sahaaraa baahon mein le le mujhe pyaar se hoon kab se bekaraar main yahaan teere nazar aise chala jitna chubhe aaye maza teere nazar aise chala jitna chubhe aaye maza jaise chaahe tadpa lekin yun na tarsa ab to samajh nigaahon ka ishaara baahon mein le le mujhe click here
saiyaan se vaada tha naazuk ghadi thi saiyaan se vaada tha naazuk ghadi thi ban than ke kal main to chhat pe khadi thi ke bichhua ne dank maara haaye haaye haaye raam bichhua ne dank maara haaye haaye haaye raam bichhua ne dank maara haaye haaye baali umar dil ki lagi haaye re na mile chaina kate na sooni raina kahin jee na lage baali umar dil ki lagi haaye re na mile chaina kate na sooni raina kahin jee na lage badi mushkil se aayi milan ki ghadi jitna behlaaya dil utni uljhan badhi aage phir kya hua na puchhiye na puchhiye ke zulfon ki lat mere mukh pe padi thi ke zulfon ki lat mere mukh pe padi thi unke khayaalon mein main to khadi thi ke bichhua ne dank maara haaye haaye haaye raam bichhua ne dank maara haaye haaye haaye raam bichhua ne dank maara haaye haaye aisa laga jaise koi aaya aankhen sharmaayin aadayen muskurayin koi ghum na raha aisa laga jaise koi aaya aankhen sharmaayin aadayen muskurayin koi ghum na raha saamne dekha saiyaan ko aate huye baahein click here
sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge kismat humen milne se rokegi bhala kab tak inn pyaar ki raahon mein bhatkegi wafaa kab tak kadmon ke nishaan khud hi manzil ka pata honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge ye kaisi udaasi hai jo husn pe chhayi hai hum door nahin tumse kehne ko judaayi hai armaan bhare do dil phir ek jagaah honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge click here
suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana ye chehra kyun chhipaaye ho ye daaman kyun bachaye ho zara baitho chale jaana kai din mein to aaye ho tum ek rangeen dhoka ho nahin maaloom kya kya ho tumhen taklif to hogi ghadi bhar ko thahar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana nighaahen naaz ki baaten jawaan andaaz ki baaten abhi to tumse karni hai bahut si raaz ki baaten abhi se bewafai hai duhaayi hai duhaayi hai mere pass aao pehle phir jidhar chaaho udhar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana ye aakhir kaisa waada hai kaho ab kya iraada click here
aaj hum apni duwaaon ka asar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge aaj hum apni duwaaon ka asar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge oooo oooo oooo aap to aankh milaate huye sharmaate hain aap to aankh milaate huye sharmaate hain aap to dil ke dhadakne se bhi darr jaate hain phir bhi ye zid hai ke hum zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge ooooo oooo oooo pyaar karna dil e betaab bura hota hai pyaar karna dil e betaab bura hota hai sunte aaye hain ke ye khaab bura hota hai aaj iss khaab ki taabir magar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge jaan lewaa hai muhabbat ka samaa aaj ki raat shamma ho jaayegi jal jal ke dhuwaan aaj click here
tera bhi kisi pe dil aaye phir koi tujhe bhi tadpaaye allah kare allah kare allah kare tera bhi kisi pe dil aaye phir koi tujhe bhi tadpaaye allah kare allah kare allah kare ye jawaani ye bahaaron se haseen tera badan ye guroor e husn ye andaaz aur ye baankpan sab tujh se fariyaad karen lekin mujhko yaad karen tanhaayi mein aawaaz meri ehsaas se tere takraaye allah kare allah kare allah kare tu jise chaahe wo tere dil se begaana rahe tujhko bhi duniyaa kisi zaalim kaa dewana kahe meri tarah betaab rahe raaton ko bekhaab rahe tu jiski tamanna dil se kare wo naam se tere ghabraaye allah kare allah kare allah kare koi mehfil koi tanhaayi naa raas aaye tujhe mere pehlu mein muhabbat keench ke laaye tujhe ho naa koi jab saath tere phir machle jazbaat tere jab koi tera jee behlaaye tu aur pareshaan ho jaaye allah kare allah kare allah kare tera bhi kisi pe dil aaye phir koi tujhe bhi tadpaaye allah kare allah kare allah kare click here
tere pyaar ne mujhe ghum diya tere ghum ki umr daraz ho tere pyaar ne mujhe ghum diya tere ghum ki umr daraz ho wo zamana aaye khuda kare mere pyaar par tujhe naaz ho tere pyaar ne mera pyaar lootnewale jaa tu tamam umr jawaan rahe mera pyaar lootnewale jaa tu tamam umr jawaan rahe teri zindagi mein bahar ho teri zindagi mein bahar ho meri zindagi mein khizan rahe mere saath ho meri bebasi tere saath nagama o saaz ho tere pyaar ne mujhe ghum diya tere ghum ki umr daraz ho tere pyaar ne kahin aur chal mere dil yahan kabhi laut kar nahin aayenge kahin aur chal mere dil yahan kabhi laut kar nahin aayenge mili dil lagane ki woh saja mili dil lagane ki woh saja ke kahin bhi dil na lagayenge use kya pata ki wafa hai kya jise bewafayi pe naaz ho tere pyaar ne mujhe ghum diya tere ghum ki umr daraz ho wo zamana aaye khuda kare mere pyaar par tujhe naaz ho tere pyaar ne click here
aa aaaa aaa aa aa aa aaaa teri reshmi zulfen chhoo kar jab baad e sabaa aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai tere pyaar se mere humdum khushbu e wafa aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai khanakti chudiyon mein zindagi ke geet milte hain khanakti chudiyon mein zindagi ke geet milte hain teri palken jhapakti hain to dil ke taar hilte hain to dil ke taar hilte hain tera phool sa mukhda chhuke jab shokh hawa aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai machalti dhadkanen jab tere dil ki baat karti hain machalti dhadkanen jab tere dil ki baat karti hain mohabbat ki fizaayen tere tak madhosh rehti hain haan madhosh rehti hain tere pyaar ka nagma banke jab dil ki sada aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai aa aaaa aaa aa aa aa aaaa aa aaaa aaa aa aa aa aaaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm click here
tohar naam lai ke chhoda hai zamaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana sajan aa jaana haan sa sajan aa jaana karke bahaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana aaaa aaaa aaa oooo oooo oooo aaaa aaaa aaaa aaa kaah karoon kajre gajre bindiya ko kaah karoon kajre gajre bindiya ko door dharo chundri mundri kangna ko tod ke main darpan saanwariyaa phiroon khoyi khoyi si tod ke main darpan saanwariyaa phiroon khoyi khoyi si aaaa aaaa aaaa aaaa tanik na bhaye haa haa humen na bhaaye sajna se zyada tohar naam lai ke chhoda hai zamaana naam lai ke chhoda hai zamaana raam kasam dhak dhak dhak dhak hoye manwa raam kasam dhak dhak dhak dhak hoye manwa baat take tarse tarse naynanwa aao balam tumhri balaiyaan le lun jhoom jhoom ke aao balam tumhri balaiyaan le lun jhoom jhoom ke aaaa aaa aaaa aaaa zara dekhei do aaa haa humein dekhei do mukhda suhaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana naam lai ke chhoda hai zamaana aaaa aaaaa oooo oooo click here
uthao jaam chalo dono saath saath piyen uthao jaam chalo dono saath saath piyen tamaam raat piyen tamaam raat piyen uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen koi khayal koi phikra koi ghum na karo tum apni shokh jawaani se yun sitam na karo berukhi chhod bhi do tauba ko tod bhi do uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen abhi to raat ki chehre se noor aaya hai abhi to aankhon mein halka suroor aaya hai itne madhosh na ho aise khamosh na ho uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen idhar sharab udhar madbhari nazar ka nasha mile jo dono to ho jaye umra bhar ka nasha daur per daur chale mazra aur chale uthao jaam chalo dono saath saath piye tamaam raat piyen tamaam raat piyen uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen click here
wo aaye bahaaren laaye baji shehnaayi rut piya milan ki aayi ho rut piya milan ki aayi wo aaye bahaaren laaye baji shehnaayi rut piya milan ki aayi ho rut piya milan ki aayi jiya lehraaye nazar sharmaaye nasha sa ang ang mein dole ho dole kisi ko pa ke tamanna jaage kisi ko dekh ke naina bole ho bole wo nikla chaand chaandni chhayi rut piya milan ki aayi ho rut piya milan ki aayi wo aaye bahaaren laaye baji shehnaayi rut piya milan ki aayi ho rut piya milan ki aayi gagan pe naach rahe hain taare chaman mein jhoom rahi hain kaliyaan ho kaliyaan bahut din baad huyi aabaad ye mere pyaar ki sooni galiyaan ho galiyaan mera dil lene laga angdaayi rut piya milan ki aayi ho rut piya milan ki aayi wo aaye bahaaren laaye baji shehnaayi rut piya milan ki aayi ho rut piya milan ki aayi fiza mein rang hai dil ke sang umangen khel rahi hain holi ho holi kisi ne ek nazar mein bhar di humaari armaanon ki jholi ho jholi jawaani ghoonghat mein sharmaayi rut piya milan ki aayi ho rut click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Padosan Hai Dil Ki Dushman Simla Road (1969) 04:53 20669
 
Poster of Simla Road (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:53   Song Number : 20669   

Mile Hain Aap Jab Se Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:17 37404
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Manoj Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 37404   

Naaz Tha Jis Pe Fareb (1968) 04:32 32089
 
Poster of Fareb (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bela Bose, Darshan
Duration : 04:32   Song Number : 32089   

O Jag Ke Paalan Haare Vandana (1975) 04:37 38072
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhna
Duration : 04:37   Song Number : 38072   

Pyaar Baantte Chalo Hum Sab Ustad Hain (1965) 06:09 12363
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:09   Song Number : 12363   

Pyaar Jagane Wala Neenden Churane Wala Zara Bachke (1959) 03:35 38395
 
Poster of Zara Bachke (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Duration : 03:35   Song Number : 38395   

Raat Chup Hai Chaandni Ustadon Ke Ustad (1963) 03:03 39884
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shakila
Duration : 03:03   Song Number : 39884   

Raat Se Kaho Lootera (1965) 04:21 32437
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nishi Baran
Duration : 04:21   Song Number : 32437   

Raaz E Dil Unse Chhupaya Na Gaya Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:13 38133
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:13   Song Number : 38133   

Rut Hai Jawaan Vandana (1975) 04:38 39174
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jayshree
Duration : 04:38   Song Number : 39174   

Saiyaan Se Vaada Tha Thakur Jarnail Singh (1966) 03:40 39766
 
Poster of Thakur Jarnail Singh (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:40   Song Number : 39766   

Sau Baar Janam Lenge Ustadon Ke Ustad (1963) 03:21 12527
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 12527   

Suno Jaana Hum Sab Ustad Hain (1965) 05:33 12364
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita
Duration : 05:33   Song Number : 12364   

Teer E Nazar Dekhenge Pakeezah (1972) 04:05 13903
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Bhopali
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Duration : 04:05   Song Number : 13903   

Tera Bhi Kisi Pe Dil Aaye Ek Sapera Ek Lutera (1965) 03:59 16237
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:59   Song Number : 16237   

Tere Pyaar Ne Mujhe Ghum Diya Chhaila Babu (1967) 05:41 36453
 
Poster of Chhaila Babu (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prince Saleem
Duration : 05:41   Song Number : 36453   

Teri Reshmi Zulfen Chhoo Kar Aag (1967) 03:28 40368
 
Poster of Aag (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 03:28   Song Number : 40368   

Tohar Naam Laike Chhoda Hai Zamana Aaya Toofan (1964) 04:44 17444
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:44   Song Number : 17444   

Uthao Jaam Chalo Ek Sapera Ek Lutera (1965) 03:49 13235
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Mumtaz Begum
Duration : 03:49   Song Number : 13235   

Wo Aaye Bahaaren Laaye Afsana (1951) 02:58 20802
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:58   Song Number : 20802   
Karaoke Songs of bhopali, Sad Songs of bhopali, Love Songs of bhopali, Dance Songs of bhopali, Hip-hop songs of bhopali, Best songs of bhopali, Super hit songs of bhopali, hit songs of bhopali, duet songs of bhopali, solo songs of bhopali, old songs of bhopali, famous songs of bhopali, Hindi Karaoke Songs of bhopali, Hindi Sad Songs of bhopali, Hindi Love Songs of bhopali, Hindi Dance Songs of bhopali, Hindi Hip-hop songs of bhopali, best Hindi songs of bhopali, super hit Hindi songs of bhopali, hit Hindi songs of bhopali, duet Hindi songs of bhopali, solo Hindi songs of bhopali, old Hindi songs of bhopali, famous Hindi songs of bhopali, Sing Along Songs of bhopali, Sing Along Sad Songs of bhopali, Sing Along Love Songs of bhopali, Sing Along Dance Songs of bhopali, Sing Along Hip-hop songs of bhopali, Sing Along Best songs of bhopali, Sing Along Super hit songs of bhopali, Sing Along hit songs of bhopali, Sing Along duet songs of bhopali, Sing Along solo songs of bhopali, Sing Along old songs of bhopali, Sing Along famous songs of bhopali