mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai baharein hi baharein hain jawaani hi jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai zameen lehra rahi hai nashe mein aasmaan hai nigahein kya jawan hain saari duniya pe jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri duniya badal de meri duniya mein aake ye mujh par aapki ik khoobsoorat meharbani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai
Mile Hain Aap Jab Se
Apna Bana Ke Dekho (1962)