Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShekhar
HomeShekhar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sajanaaa aa aaa ho sajana aa aa hoo oo sanwari o oooo sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga magar itna karo vada magar itna karo vada ki rishta tod na jana sun meri sanwari hoye sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari hoo ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega jo mujhko aazmana ho jo mujhko aazmana ho to doli leke aa jana sun mere sajana re sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari oo sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo baje jis roz shehnayi baje jis roz shehnayi samajh lena barat aayi o armanon ki doli mein o armanon ki doli mein dulhaniya ban ke aa
tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti ik khwaab sa dekha hai taabeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti bedard muhabbat ka itna sa hai afsana bedard muhabbat ka itna sa hai afsana nazaron se mili nazaren main ho gaya deewana ab dil ke bahalne ki tadbeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao tarsi huyi aankhon ko phir shaqal dikha jaao mujhse to meri bigdi taqdeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon
aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin hoooo tu jo bhada de haath zara duniyaa ke sahaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin maan liya dilkash hai bahot ye raat hansin ye chaand jawaan baat jo dekhi hai tujh mein nazaaron mein wo baat kahan saamne mere tu ho agar duniyaa ke nazaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa saath hai mere tu jab tak roshan hai jeevan ki raahen saath hai mere tu jab tak roshan hai jeevan ki raahen kyun ho mujhe manzil ka ghum patwar hai jab teri baahen maajhi hai gar tu naiyya ka toofan ke dhaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin baandh liya bandhan mein tumhen bas mein kar liya bahaaron ko hai ye wo bandhan jo kar de aazaad ghumon ke maaron
tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai tere dard se rahe bekhabar mere dil ki kab ye majaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar meri shaam hai teri justzoo meri suboh tera khayaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba mere dil jigar mein sama bhi jaa mere dil jigar mein sama bhi jaa rahe kyun nazar ka bhi faaslaa ke tere bagair to jaane jaan mujhe zindagi bhi muhaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba
tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum ho jahaan ghum kya wahaan rutt rangeen jawaan mausam tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum aur hum koyaliyaa kuhu kuhu bole kaliyon ne ghunghat khole koyaliyaa kuhu kuhu bole kaliyon ne ghunghat khole kaliyon se kahen ek bhanwara dil de do haule haule hatt mere sanam mujhe laaj sharam hatt mere sanam mujhe laaj sharam tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum ho jahaan ghum kya wahaan rutt rangeen jawaan mausam tum aur hum ghir aaye baadal kaale ab dil ko kaun sambhale ghir aaye baadal kaale ab dil ko kaun sambhale apne hi dil se ye poochho hum to hain bhole bhaale ab chhodo sharam tumhen meri kasam tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum ho jahaan ghum kya wahaan rutt rangeen jawaan mausam tum aur hum
unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha uthe toofaan kuchh aise ke doobe pyaar ke saahil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein jise samajhe the hum dilbar woh nikla sangdil qaatil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri ke jeenaa hi nahin ab to mera marna bhi hai mushkil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil
wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa aaaaaa aaaaaa thandi thandi chanda ki kiran jalti jalti saanson ki hawaa kya naam hai iss mausam ka sanam pyaase hain magar phir bhi hai nasha aane lagi angdaayi ke jaise koi rutt badalne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage wo chaand muskaya khoya hai kuchh aisa aaj samaa behke behke uthte hai kadam yun pyaar bhari inn raahon mein chalte hi rahenge jhoom ke hum hum jo chalen mil ke gale khili chandani rang utarne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya
wo hum naa the wo tum naa the wo hum naa the wo tum naa the wo rehguzar thi pyaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye khel tha naseeb kaaa ye khel tha naseeb ka naa hans sake naa ro sake naa toor par pahunch sake naa daar par hi so sake kahaani kiss se ye kahen kahaani kiss se ye kahen chadhav ki utaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the tumhin the mere rehnuma tumhin the mere humsafar tumhin the meri roshni tumhin ne mujhko di nazar di nazar bina tumhaare zindagi bina tumhaare zindagi shamma hai ek majaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye kaun sa muqaam hai ye kaun sa muqaam hai falak nahin zamin nahin ke shab nahin sehar nahin ke ghum nahin khushi nahin kahaan ye le ke aa gayi kahaan ye le ke aa gayi hawaa tere dayaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the
Zameen Bhi Wohi Hai Wohi Aasman
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sun Mere Sajana Aansoo (1953) 05:47 19115
 
Poster of Aansoo (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Shekhar
Duration : 05:47   Song Number : 19115   

Tasveer Banata Hoon Bara-dari (1955) 03:31 12834
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Chadrashekhar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 12834   

Teri Chamakti Aankhon Ke Chhote Babu (1957) 03:27 15713
 
Poster of Chhote Babu (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shekhar, Nimmi
Duration : 03:27   Song Number : 15713   

Tujhe Kyaa Sunaaon Aakhri Dao (1958) 03:19 12557
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shekhar, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 12557   

Tum Aur Hum Fashion (1957) 03:13 13245
 
Poster of Fashion (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Zabeen, Chadrashekhar
Duration : 03:13   Song Number : 13245   

Unhen Tu Bhool Jaa Ae Dil Naya Ghar (1953) 03:53 15641
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:53   Song Number : 15641   

Wo Chaand Muskaya Aakhri Dao (1958) 03:20 12034
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shekhar, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:20   Song Number : 12034   

Wo Hum Naa The Cha Cha Cha (1964) 05:08 12953
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 05:08   Song Number : 12953   

Zameen Bhi Wohi Hai Wohi Aasmaan Chandni Chowk (1954) 02:42 38252
 
Poster of Chandni Chowk (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Shekhar
Duration : 02:42   Song Number : 38252   
Karaoke Songs of Shekhar, Sad Songs of Shekhar, Love Songs of Shekhar, Dance Songs of Shekhar, Hip-hop songs of Shekhar, Best songs of Shekhar, Super hit songs of Shekhar, hit songs of Shekhar, duet songs of Shekhar, solo songs of Shekhar, old songs of Shekhar, famous songs of Shekhar, Hindi Karaoke Songs of Shekhar, Hindi Sad Songs of Shekhar, Hindi Love Songs of Shekhar, Hindi Dance Songs of Shekhar, Hindi Hip-hop songs of Shekhar, best Hindi songs of Shekhar, super hit Hindi songs of Shekhar, hit Hindi songs of Shekhar, duet Hindi songs of Shekhar, solo Hindi songs of Shekhar, old Hindi songs of Shekhar, famous Hindi songs of Shekhar, Sing Along Songs of Shekhar, Sing Along Sad Songs of Shekhar, Sing Along Love Songs of Shekhar, Sing Along Dance Songs of Shekhar, Sing Along Hip-hop songs of Shekhar, Sing Along Best songs of Shekhar, Sing Along Super hit songs of Shekhar, Sing Along hit songs of Shekhar, Sing Along duet songs of Shekhar, Sing Along solo songs of Shekhar, Sing Along old songs of Shekhar, Sing Along famous songs of Shekhar