wo hum naa the wo tum naa the wo hum naa the wo tum naa the wo rehguzar thi pyaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye khel tha naseeb kaaa ye khel tha naseeb ka naa hans sake naa ro sake naa toor par pahunch sake naa daar par hi so sake kahaani kiss se ye kahen kahaani kiss se ye kahen chadhav ki utaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the tumhin the mere rehnuma tumhin the mere humsafar tumhin the meri roshni tumhin ne mujhko di nazar di nazar bina tumhaare zindagi bina tumhaare zindagi shamma hai ek majaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye kaun sa muqaam hai ye kaun sa muqaam hai falak nahin zamin nahin ke shab nahin sehar nahin ke ghum nahin khushi nahin kahaan ye le ke aa gayi kahaan ye le ke aa gayi hawaa tere dayaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the
Wo Hum Naa The
Cha Cha Cha (1964)

Bela Bose, Chandrashekhar, Helen, Iftekhar, Madan Puri, O P Ralhan, Om Prakash, Polson, Tuntun (Uma Devi), Van Shepley
Song Title :
Wo Hum Naa The
Album/Film :
Cha Cha Cha (1964)
Production :
Bhavdeep Films
Producer :
Bhavdeep Films
Director :
Chandra Shekhar Bose
Film Actors :
Bela Bose, Chandrashekhar, Helen, Iftekhar, Madan Puri, O P Ralhan, Om Prakash, Polson, Tuntun (Uma Devi), Van Shepley
Singer :
Mohammed Rafi
OnScreen Actors :
Chandrashekhar