MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSanjay
HomeSanjay
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai mohabbat hi judaai kaa mohabbat hi judaai kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai puraane log chehre par naya chehra lagaaye puraane log chehre par naya chehra lagaaye milen gairon se hans ke apnon se milte hain aaye hayaa bhi behayaai kaa hayaa bhi behayaai kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai bachaya hai humari muflisi ne hum faqeeron ko bachaya hai humari muflisi ne hum faqeeron ko bahot nazdik se dekha hai humne kuchh ameeron ko ye daulat har buraayi kaa ye daulat har buraayi kaa sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab ban jaaya karti hai bane na baat jab koi to koi kuchh kahe kaise bane na baat jab koi to koi kuchh kahe kaise jo kuchh kehna zaroori ho to insaan chup rahe kaise ye chup dil ki duhaayi ka ye chup dil ki duhaayi ka sabab ban jaaya karti hai kisi ki bewafaai kaa sabab click here
kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai pehle main samjha kuchh aur vaje in baaton ki lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki jaagti rehti hoon main bhi chaand nikalta nahin oh o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai kaise bhuloongi tu yaad hamesha aayega tere jaane se jeena mushkil ho jaayega ab kuchh bhi ho dil pe koi zor to chalta nahin o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai jaise phoolon ke mausam mein ye dil khilte hain premi aise hi kyaa patjhad mein bhi milte hain rut badle duniya badle pyaar badalta nahin ho o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin mm hmm hmm hmm click here
aaaaaa lag jaa gale dilrubaaaa aaaaaa lag jaa gale dilrubaaaa kahaan ruth ke chali o gulaab ki kali tere kadmon mein dil hai mera lag jaa gale dilrubaaaa o shola badan o zohra jabben tum gusse mein lagti ho aur haseen baitha hoon jigar ko thaame huye mujh pe naa gire ye bijli kahin itna naa sitam karna kuchh nazren karam karna dekhiye dil hai naazuk meraaaa lag jaa gale dilrubaaaa aaaaaa lag jaa gale dilrubaaa kahaan ruth ke chali o gulaab ki kali tere kadmon mein dil hai mera lag jaa gale dilrubaaaa itraa ke naa chal bal khaa ke naa chal aanchal ko hawaa mein udaa ke naa chal itraa ke naa chal bal khaa ke naa chal aanchal ko hawaa mein udaa ke naa chal ban jaayega koi afsaana dil ko mere tadpaa ke naa chal kya kehne nazaakat ke saamaan hai qayaamat ke main to pehli nazar mein lootaaa lag jaa gale dilrubaaaa aaaaaa lag jaa gale dilrubaaa kahaan ruth ke chali o gulaab ki kali tere kadmon mein dil hai mera lag jaa gale dilrubaaaa naa ishq humen hai duniyaa se naa click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm lala la lala la lala la la la lala chandani muskuraaye jab hawaa kuchh kahe samjho meri sadaayen hain tere saath mein jo ghana ho fiza mein andhera laayenge hum savere tere liye le chale le chale yaadon ke ye kaafile jaayenge hum jahaan ye zamin aasmaan mile narm boondon ki rimjhim pehli baarish ke din dopahar garmiyon ki shaamen woh sard see rutt koi koi mausam koi ghadi saath mein hum ko hardum tum paaoge le chale le chale roshni ke yeh saaye chhoo ke jaaye tujhe samjho meri sadaaen hai tere saath mein jo ghana ho fiza mein andhera laayenge hum savere tere liye le chale le chale yaadon ke ye kaafile jaayenge hum jahaan ye zamin aasmaan mile le chale le chale click here
hello nanawati hospital aarela hoon leelawati hospital jalera hoon j j hospital aarela hoon mere baap arre kidhar kidhar arre breach candy hold man hold i am busy haan m bole to bole to bole to bole to m bole to master main master b bole to bole to bole to bole to b bole to bindaas doctor b bole to bole to bole to bole to b bole to bemisaal actor s bole to bole to bole to bole to s bole to s bole to shana character main tede ko seedha chala doon seedhe to teda bana doon roothe ko jhat se hansa doon hanste ko phat se rula doon hey style mera smile style mera smile na kar de dil tera crack crack crack oh whats ur name aiya tujsa nau kai re ha ha my name maiti nai kai munna bhai mbbs munna bhai mbbs arre mbbs m bole to bole to bole to bole to hey meri degree a 1 yeh kya bola hey meri dulhan banegi are mast bola re meri degree a 1 ho meri dulhan banegi hmm hey hey hm hm har taraf love ka maahol hoga dil ki dhadkan pe control hoga dekh kar humko duniya jalegi par apni click here
main deewana dil deewana tu deewani ya ya maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan har mod pe dil se dil kaise takra gaya samjho to qismat ka aakhir ishaara hai kya har mod pe dil se dil kaise takra gaya samjho to qismat ka aakhir ishaara hai kya do dilon ki dosti ye do dilon ki dosti ye hai puraani ya ya maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan soorat yeh aankhon se dil mein utarti gayi baaton hi baaton mein yeh baat badhti gayi aji soorat yeh aankhon se dil mein utarti gayi baaton hi baaton mein yeh baat badhti gayi be iraada ban gayi hai be iraada ban gayi hai kya kahani ya ya maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan maano maano ya na maano meri jaan mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan jaan e tamanna mere dil ko click here
main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho uth kar meri palkon ko jhukna hi na pad jaaye uth kar meri palkon ko jhukna hi na pad jaaye do chaar kadam chal kar rukna hi na pad jaaye kya soch ke tanha hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho pehchani hui shai ko pehchaan ke kya lenge pehchani hui shai ko pehchaan ke kya lenge jab maan liya tumko phir jaan ke kya lenge jab maan liya tumko phir jaan ke kya lenge tum jaane tamanna ho ab aur kuchh na socho main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho aaaa aa haa ha ha ha haa ho ho ho ho ho ho oo la la la la la la maana ke mujhe tumne aankhon mein basaaya hai maana ke mujhe tumne aankhon mein basaaya hai jaisi bhi hoon jo bhi hoon seene se lagaaya click here
tu mere har khwaab mein har khwaab ki taabeer mein main tere dilkash khayaalon ki hansi tasveer mein rang ke badle ye dil ka khoon bharna chaahta hoon main tera aashiq hoon main tera aashiq hoon tujhse ishq karna chaahta hoon jheel si aankhon mein teri doob marna chaahta hoon main tera aashiq hoon main tera aashiq hoon tujhse ishq karna chaahta hoon main hoon tere roothne se maan ne se bekhabar main hoon tere roothne se maan ne se bekhabar mujhpe teri berukhi ka bhi nahin koi asar apne har shikwe gile se main mukarna chaahta hoon main tera aashiq hoon main tera aashiq hoon tujhse ishq karna chaahta hoon aane jaane ke liye to aur bhi hain raaste aane jaane ke liye to aur bhi hain raaste raaste sab maine chhode yaar tere vaaste main to bas teri gali se hi guzarna chaahta hoon main tera aashiq hoon main tera aashiq hoon tujhse ishq karna chaahta hoon ya to apne naam se tu naam mera jod le ya to apne naam se tu naam mera jod le ya laga de ek thokar tu mera dil tod de click here
main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujhe kya khabar hai kahaan meri manzil hoga koi mera bhi saathi hoga koi mera bhi saathi hogi kahin to meri bhi mehfil main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa ye husn o ishq ka jahaan ye shokhiyaan ye mastiyaan ye parbaton ke kaafile ye baadlon ki toliyaan poochhti hai mujhse tu chala hai kidhar kidhar kidhar main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujhe kya khabar hai kahaan meri manzil main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujh ko ishq bahaaron se inn rangeen nazaaron se maine chalnaa seekha hai dariyaa ke behte dhaaro se ye gungunaati waadiyaan ye phoolon bhari daaliyaan taaj pehne barf ka ye jagmagati chotiyaan poochhti hai mujhse tu chala hai kidhar kidhar kidhar main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujhe kya khabar hai kahaan meri manzil hoga koi mera bhi saathi hoga koi mera click here
maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein koi phool dekha hai koi phool dekha hai muskuraati bahaaron mein maine chaand dekha hai aisa khaab dekha hai jo kisi se nahin miltaa ik gulaab dekha hai jo kahin pe nahin khilta ik hanseen dekha hai ik hanseen dekha hai ek hai jo hazaaron mein maine chaand dekha hai apne shokh haathon se usne ghunghat banaaya hai apna roop ghunghat mein usne aise chhupaaya hai jaise chaand chhuptaa hai jaise chaand chhuptaa hai baadlon ki qataaron mein maine chaand dekha hai sun lo beqaraari kaa ye fasaana jahaan waalo keh lo shouk se mujhko tum deewana jahaan waalo likh lo naam mera bhi likh lo naam mera bhi aaj se beqaraaro mein maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein maine chaand dekha hai click here
Maine Hi Pahli Baar Dekha Gussa click here
maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se maine ye hizaab tera dhoondha har jagah shabaab tera dhoodha kaliyon se misaal teri poochhi phoolon mein jawaab tera dhoondha maine poochha baagh se falak ho yaa zamin aisa phool hai kahin baagh ne kahaa har kali ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se hooo chaal hai ke mauj ki rawaani zulf hai ke raat ki kahaani honth hai ke aaine kanwal ke aankh hai ke mahkadon ki raani maine poochha jaam se falak ho yaa zamin aisi mai bhi hai kahin jaam ne kahaa maikashi ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se khoobsurti jo toone paayi loot gayi khuda ki bas khudaayi meer ki gazal kahoon tujhe main ya kahoon khayaam ki rubaai main jo poonchoo shaayaron se aisa dilnashin koi sher hai kahin shaayar kahe shaayari click here
mayechya halvya sparshane khulate natyanchya bandhat dhund moharte mayechya halvya sparshane khulate natyanchya bandhat dhund moharte mann udhan varyache gooj pavasache ka hote bebhaan kase gahivarte mann udhan varyache gooj pavasache ka hote bebhaan kase gahivarte mann udhan varyache ta na na ta na na na na na na na na na na na ee hey ta na na ta na na na na na na na na na na woo oo ho ho aakashi swapnanchya harkun bhaan shirte hurhurtya saanjela kadhi ektech phirte savarte bavarte ghar te adkhalte ka padte kadhi aashechya hindolyavar mann he vede jhulate mann tarang houn panyavarti firate ani shanat firuni abhala la bhidate mann udhan varyache gooj pavasache ka hote bebhaan kase gahivarte mann udhan varyache gooj pavasache ka hote bebhaan kase gahivarte mann udhan varyache runjhunate gungunate kadhi gunta te haravte kadhi gehrya dolyanchya dohat paar budate talmalate sarkhe babade nakalat ka bharkatte kadhi mohachya char shanala mann he vede bhoolate jaanate jari click here
aankh milaye na muskuraye na aankh milaye na muskuraye na mera yaar bada sharmeela mera yaar bada sharmeela door bhi jaye na paas bhi aaye na door bhi jaye na paas bhi aaye na kyunki pyaar bada sharmeela mera yaar bada sharmeela zulfon se ghunghat ka kaam le aise ka kya koi naam le haaye zulfon se ghunghat ka kaam le aise ka kya koi naam le neend churaye na chain udaaye na neend churaye na chain udaaye na hai dildaar bada sharmeela mera yaar bada sharmeela har ghum ki koi dawa hai dard e dil to cheez kya hai haaye har ghum ki koi dawa hai dard e dil to cheez kya hai rog bataye na jaan bachaye na rog bataye na jaan bachaye na hai bimaar bada sharmeela mera yaar bada sharmeela honthon pe inkaar sa hai nazron mein iqraar sa hai haaye honthon pe inkaar sa hai nazron mein iqraar sa hai saaf bataye na saaf chhupaye na saaf bataye na saaf chhupaye na hai izhaar bada sharmeela mera yaar bada sharmeela aankh milaye na muskuraye na aankh milaye na muskuraye na mera yaar bada click here
tamnnaon ki duniyan yun to har insaan basata hai magar paata wohi hai jo yahan taqdeer laata hai mere dost tujhe tera meet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq yeh saaz naya naya geet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq kheli hai bahaar se yeh phoolon ki kali khawabon ki dulhan bade naazon mein pali kheli hai bahaar se yeh phoolon ki kali khawabon ki dulhan bade naazon mein pali palkon pe bithana aise sukh denaa yaad na kare ye kabhi babul ki gali apne babul ki gali gaye khushi ke tarane aisi preet mubaraq gaye khushi ke tarane aisi preet mubaraq yeh saaz naya naya geet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq chamke kyun na tara uski qismat ka jisko mila ho yeh haseen tohfa chamke kyun na tara uski qismat ka jisko mila ho yeh haseen tohfa bada hi naseeb wala hai wo jag mein haath mein ho jiske aisi pyaari rekha aisi nyaari rekha aaj haar bhi kahe tujhe jeet mubaraq aaj haar bhi kahe click here
Mere Mehboob Tu Mujhko Na click here
meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin meri jaan mein teri jaan hai hoo saathi mere meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin meri jaan mein teri jaan hai hoo saathi mere meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin palkon mein tere roop ka sapna sajaa diya pehli nazar mein hi tujhe apna bana liya hai yehi aarzoo har ghadi baithi raho mere saamne meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin aisa laga mere sanam hum jo yahaan mile sehra mein jaise shabnami chaahat ke gul khile ye zameen aasmaan keh rahe hum to kabhi na honge juda meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin meri jaan mein teri jaan hai hoo saathi mere meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin click here
mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye subhein tumhari yaad ki ye shamein suhaani bahaar ki tumhari mohabbat mein sanam mili hain humein ye nishaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye dhadkta raha dil raat bhar humein wo fasane suna diye koi aur sunle baat ye to kya kya na ho badgumaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki nigahon se dekhe hum sabhi click here
achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa o maa o maa achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa o maa o maa duniyaan bhar ki khushiyaan humko dene waali maa o maa o maa achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa o maa o maa o maa o maa tune jaag jaag ke raaton mein humein meethi neend sulaaya hai teri mamta ke saaye ne humein sardi garmi se bachaaya hai har haal mein ye ghar swarg lage ye to maa teri maaya hai o maa o maa o maa o maa achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa o maa o maa maara jo kabhi galti pe humein humse dukh jyada tujhko hua hum aansu baha ke chhup ho gaye lekin maa tera man roya aisi mamta ki murat ki jeevan bhar karte rahe pooja o maa o maa o maa o maa achchhi achchhi pyaari pyaari bholi bhali maa duniyaan bhar ki khushiyaan humko dene waali maa o maa o maa o maa o maa o maa o maa o maa o maa click here
o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you tujhe dekhne ko tarse kyun har ghadi nigaahein tujhe dekhne ko tarse kyun har ghadi nigaahein bechain si rehti hain tere liye ye baahein mujhe khud pata nahin hai mujhe tujh se pyaar kyun hai o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you naazuk sa phool hai tu kisi aur ke chaman ka naazuk sa phool hai tu kisi aur ke chaman ka khushboo se teri mehke kyun baag mere mann ka meri zindagi mein chhayi tujh se bahaar kyun hai o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you tu kuchh nahin hai mera phir bhi ye tadap kaisi tujhe dekhate hi khoo mein click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kisi Ki Bewafai Ka Main Awara Hoon (1983) 05:00 10689
 
Poster of Main Awara Hoon (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:00   Song Number : 10689   

Kyaa Yehi Pyaar Hai Rocky (1981) 06:32 18192
 
Poster of Rocky (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Tina Munim
Duration : 06:32   Song Number : 18192   

Lag Jaa Gale Dus Lakh (1966) 04:00 11993
 
Poster of Dus Lakh (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:00   Song Number : 11993   

Le Chale My Brother Nikhil (2005) 04:45 18312
 
Poster of My Brother Nikhil (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Amitabh Varma
Music Director- 
Vivek Philip
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Sanjay Suri
Duration : 04:45   Song Number : 18312   

M Bole To Munna Bhai M B B S (2003) 08:39 18084
 
Poster of Munna Bhai M B B S (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Arshad Warsi
Duration : 08:39   Song Number : 18084   

Main Deewana Zameen Aasman (1984) 04:37 37444
 
Poster of Zameen Aasman (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Anita Raj
Duration : 04:37   Song Number : 37444   

Main Kaun Hoon Chingari (1971) 05:08 38635
 
Poster of Chingari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:08   Song Number : 38635   

Main Tera Aashiq Hoon Gumrah (1993) 06:49 18079
 
Poster of Gumrah (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Shri Devi
Duration : 06:49   Song Number : 18079   

Main To Chala Jidhar Chale Rastaa Dharkan (1972) 04:28 15578
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:28   Song Number : 15578   

Maine Chaand Dekha Hai Woh Din Yaad Karo (1971) 04:12 14408
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:12   Song Number : 14408   

Maine Pehli Hi Baar Dekha Gussa Dharkan (1972) 03:02 37237
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 03:02   Song Number : 37237   

Maine Poochha Chaand Se Abdullah (1980) 05:05 18053
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 05:05   Song Number : 18053   

Man Udhan Varyache Aga Bai Arechya (2004) 04:30 16695
 
Poster of Aga Bai Arechya (2004)
 
Category
Marathi
Year- 
2004
Lyricist
Guru Thakur
Music Director- 
Ajay Atul
On Screen Actors- 
Sanjay Narvekar
Duration : 04:30   Song Number : 16695   

Mera Yaar Bada Sharmeela Milan Ki Raat (1967) 04:13 36485
 
Poster of Milan Ki Raat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:13   Song Number : 36485   

Mere Dost Tujhe Tera Meet Mubaraq Dharkan (1972) 04:08 16221
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:08   Song Number : 16221   

Mere Mehboob Tu Mujhko Na Beti (1969) 05:21 39670
 
Poster of Beti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 05:21   Song Number : 39670   

Meri Duniya Hai Tujh Mein Kahin Vaastav (1999) 04:42 31536
 
Poster of Vaastav (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Namrata Shirodker
Duration : 04:42   Song Number : 31536   

Mohabbat Ki Kahaniyan Woh Din Yaad Karo (1971) 06:28 32346
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Duration : 06:28   Song Number : 32346   

O Maa O Maa Trimurti (1974) 04:15 17214
 
Poster of Trimurti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Rakesh Roshan, Asrani
Duration : 04:15   Song Number : 17214   

O Nanhe Se Farishte Ek Phool Do Mali (1969) 04:41 13230
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:41   Song Number : 13230   
Karaoke Songs of sanjay, Sad Songs of sanjay, Love Songs of sanjay, Dance Songs of sanjay, Hip-hop songs of sanjay, Best songs of sanjay, Super hit songs of sanjay, hit songs of sanjay, duet songs of sanjay, solo songs of sanjay, old songs of sanjay, famous songs of sanjay, Hindi Karaoke Songs of sanjay, Hindi Sad Songs of sanjay, Hindi Love Songs of sanjay, Hindi Dance Songs of sanjay, Hindi Hip-hop songs of sanjay, best Hindi songs of sanjay, super hit Hindi songs of sanjay, hit Hindi songs of sanjay, duet Hindi songs of sanjay, solo Hindi songs of sanjay, old Hindi songs of sanjay, famous Hindi songs of sanjay, Sing Along Songs of sanjay, Sing Along Sad Songs of sanjay, Sing Along Love Songs of sanjay, Sing Along Dance Songs of sanjay, Sing Along Hip-hop songs of sanjay, Sing Along Best songs of sanjay, Sing Along Super hit songs of sanjay, Sing Along hit songs of sanjay, Sing Along duet songs of sanjay, Sing Along solo songs of sanjay, Sing Along old songs of sanjay, Sing Along famous songs of sanjay