MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apni chhab banaai ke jo main pee ke paas gayi apni chhab banaai ke jo main pee ke paas gayi jab chhab dekhi piyu ki so main apni bhooooool gayi hoooo chhap tilak sab chheeni re mose naina milaai ke chhap tilak sab chheeni re mose naina milaai ke chhap tilak sab chheeni re mose naina naina mose naina naina re mose naina milaai ke naina milaai ke chhap tilak sab chheeni re mose naina naina milaai ke naina milaai ke naina milaai ke chhap tilak sab chheeni re mose naina milaai ke aye ri sakhi main tose kahun main tose kahun haaye tose kahun main jo gayi thi paniyaa bharan ko paniyaa bharan ko paniyaa bharan ko chheen jhapat mori matki patki chheen jhapat mori jhapat mori matki patki naina milaai ke chhap tilak sab chheeni re mose naina milaai ke bal bal jaaun main bal bal jaaun main tore rang rajwaa tore rang rajwaa bal bal jaaun main bal bal jaaun main tore rang rajwaa tore rang rajwaa tore rang rajwaa apni si apni si apni si rang leeni re mose naina milaai ke chhap click here
chhed mere humrahi geet koi aisa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi mil ke naa bichhde ye dil ye pal ye aankhen ye dil ye pal ye aankhen aa ke naa jaayen ye rutt ye din ye raaten ye rutt ye din ye raaten mausam baagon mein aate jaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi peechhe reh jaaye jeevan ki sab seemayen jeevan ki sab seemayen aisi masti mein hum bas chalte hi jaayen hum bas chalte hi jaayen raahon pe kadam dagmagaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi tann ik deepak hai saans hai deepak ki baati saans hai deepak ki baati hum donon ke dil ban ke taare o saathi ban ke taare o saathi kaali raaton mein jagmagaate rahen chhed mere click here
chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen aati hai sharam humko roko ye pyari baatein aati hai sharam humko roko ye pyari baatein jo tumko jaante hain wo jaante hain tumhari baatein tum keh lo sharam isko hum to ada kahenge hum to ada kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge chhedo na meri zulfen main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo tum isko pyaar samjho tum isko chahat ka naam de lo lekin zamaane wale iss ko khata kahenge iss ko khata kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen tauba teri nazar ke masti bhare ishaare tauba teri nazar ke masti bhare ishaare dekhenge hum ko tum ko to muskura ke ye sab nazaare ulfat mein do dilon ko behka hua kahenge behka hua kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana click here
kahaan chalaa aye mere jogiiii jeevan se tu bhaag ke kisi ek dil ke kaaran yun saari duniyaa tyaag ke chhod de saari duniyaa kisi ke liye ye munaasib nahin aadmi ke liye pyaar se bhi zuroori kayi kaam hai pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye tann se tann ka milan ho naa paaya to kya mann se mann kaa milan koi kam to nahin mann se mann kaa milan koi kam to nahin khushboo aati rahe door hi se sahi saamne ho chaman koi kam to nahin saamne ho chaman koi kam to nahin chaand miltaa nahin sabko sansaar mein hai diyaa hi bahot roshani ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye itni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin ek duniyaa ujad hi gayi hai to kya doosra tum jahaan kyun basaate nahin dil naa chaahe bhi to saath sansaar ke chalna padta hai sab ki khushi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye click here
chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya phool sang muskaaye kaliyaan main kaise muskaaun baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan chham chham neer bahaaun main chham chham neer bahaaun chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya dil ki lagi ko kya koi jaane main jaane dil jaane palkon ki chhayaa mein naachen palkon ki chhayaa mein naachen dard bhare afsaane haaye dard bhare afsaane chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat aisi chali birhaa ki aandhi aisi chali birhaa ki aandhi tadpat hoon din raat haaye main tadpat hoon din raat chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya chhod click here
chhod kar tere pyaar ka daaman chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen mil gaye aaj kaafile dil ke hum khade hain kareeb manzil ke muskuraa kar jo tumne dekh liya mit gaye hans ke sab gile dil ke kitni pyaari hai ye haseen ghadiyaan inn se keh do yahin thehar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen tere kadmon pe zindagi rakh doon apni aankhon ki roshni rakh doon tu agar khush ho main tere dil mein apne dil ki har ek khushi rakh doon mere humdam meri khushi ye hai tu nazar aaye hum jidhar jaayen chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen click here
hmm hmm hmm hmm chhod mera haath chhod mera haath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab de mera saath de mera saath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar mann meri baat maan meri baat mujhe peene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan maine khayi maat maine khayi maat mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi click here
ye chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke jaane na do ye mauka bahaar ka maan jaao kehna dildaar ka jaane na do ye mauka bahaar ka maan jaao kehna dildaar ka chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke suno re piya dhadke jiya aanchal mera keh raha aa bhi ja aa bhi jaa suno re piya dhadke jiya aanchal mera keh raha aa bhi ja aa bhi jaa dil nashin hai haseen ho ho dil nashin hai haseen aaj sama bhi saajna saajna chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke lala la lala la la la la la laaaa la la la la la la la la la la la tere liye main mere liye tu doori hai phir aaj ki raat kyun bolo na tere liye main mere liye tu doori hai phir aaj ki raat kyun bolo na silsila pyaar ka ho ho silsila pyaar ka ab shuru bhi karo baalama baalama chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke chhodo bhi click here
chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka aur hi taraana hai tere mere pyaar ka are tere mere pyaar ka aur hi taraana hai tere mere pyaar ka are tere mere pyaar ka chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka ooo ooo ooo ye kisne chupke chupke mujhe beqaraar kar diya ye kisne chori chori mere dil pe vaar kar diya kisne chupke chupke mujhe beqaraar kar diya ye kisne chori chori mere dil pe waar kar diya maze ki baat dekhiye ki dil mera nishaana hai dil mera nishaana hai chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka chhota sa fasaana hai tere mere pyaar ka ho tere mere pyaar ka ooo ooo ooo yun hi badal na jaaye kahin dil mere huzoor ka dil mere huzoor ka kahin qasoor ban na jaaye pyaar beqasoor ka yun badal na jaaye kahin dil mere huzoor ka kahin qasoor ban na jaaye pyaar beqasoor ka pukaarta hai dil mera ki tu hai to zamaana hai tu hai to zamaana click here
chhota sa ghar apna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajnaa teri pyari pyari akhiyon mein kho ke khud ko main dhundha karun ha mann mandir mein rakh ke piya teri murat din rain pooja karun barson ki pooja se milta hai pyaar itna tu rooth na jaye sajna sajna tu rooth na jaye sajnaa babul ka ghar chhoda tujhse naata joda pritam teri galiyan sajaaun ho apne is aangan mein palkon se chun chun ke aashaon ki kaliyan bichhaun dukh sukh ki raaton mein ye haath hai haathon mein sang chhoot na jaye sajna sajna sang chhoot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeevan ka sapna ye toot na jaye sajna sajna ye toot na jaye sajnaa click here
chhoti si ek kali khili thi chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daala haan use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daalaa aage kahun keh naa sakun chup rahun reh naa sakun phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daalaaa aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daala phool waale ki jholi mein toot ke gir padi kali phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi kachchaa dhaaga toot gaya phool waala chhoot gaya phir kya hua koi jaane naa koi jaane naa chhoti click here
chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi hooo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi par marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi ho main mar jaaongi ho o o ho o o yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu ik banjaaran ke matwaari naino ka hai jaadoo tu na jaa meri muskaan pe khel jaaongi main bhi jaan pe chhodoongi na saath chhodoongi na saath aisi kya hai baat ke main darr jaaongi hoo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi hoo main mar jaaongi ho o o ho o o kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra yaad ye rakhna tu sajnaa ye mera waada thehra babul ki galiyaan chhod ke aaongi chunariyaa odh ke click here
Chhoti Umar Mein click here
chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke kaisa jaadu kar gaye saajan in nainan mein aa ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke dheere se bol ke bina kisi mol ke le gaya dil koi akhiyon mein taul ke dheere se bol ke bina kisi mol ke le gaya dil koi akhiyon mein taul ke khoi khoi dolun main to sudh bisra ke khoi khoi dolun main to sudh bisra ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke rut hai bahaar ki sola singaar ki kanon mein more shehnaai baaje pyaar ki rut hai bahaar ki sola singaar ki kanon mein more shehnaai baaje pyaar ki duniya se rakhun kaise preet chhupa ke duniya se rakhun kaise preet chhupa ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke kaisa jaadu kar gaye saajan in nainan mein aa ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke click here
chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal meri gali mein aana karke koi bahaana pyaar ka deep jalaa ke dil kaa mahal chamkana ooo aaja chanda aaja chanda tale daalun tere gale baiyaan gori gori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal man mein papiha bole piuu piuu piuu ras ghole jiya jiya jiya mora dole piya piya piya sang hole ooo aji aisa aji aisa ho sang tum ho meri patang main hun dori dori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal click here
chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan pyaar bhi khoya maine sab kuchh haar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re haan yahi to mere din the singaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke click here
chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana tere honton pe raat ye bahana tha gori tujhko to aaj nahin aana tha tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi ho tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali saawan aane ka kuch matlab hoga baadal chhaane ka koi sabab hoga rimjhim chhaye gatayein oye kya baat ho gayi rimjhim chhaye gatayein oye kya click here
chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao paas hi chhupna door naa jaana jab main bulaaun daude daude chale aana chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao luk chhup jaana makai ka daana raaje ki beti aayi sab chhup gaye sab chhup jaao aage peechhe main baithi hoon ankhiyaan meechhe hoooo sab chhup jaao aage peechhe main baithi hoon ankhiyaan meechhe main aayiiiii main aayiiiii ayeeeeeee pakdi kaisi hai ye didi bhala aankh micholi daayin aankh band ki baayin aankh kholi kisne maine nahin to kaisi hai ye didi bhala aankh micholi daayin aankh band ki baayin aankh kholi pakdi gayin tum chhodo bahaana ab main chhupungi mujhe dhoondh ke laana chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao chalo ab meri baari hai dekho beimaani nahin karna haaaan gora mukhda naina kaale chhupne bhi diya nahin mujhe haaye haaye chori chori mere peechhe peechhe chale aaye chori chori mere peechhe peechhe chale aaye pakdi gayi main tumne ye jaana tumne ye maana hoga maine nahin click here
chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re chuhe maama o mama bhaag billi aayi re billi boli myaun kaahe ghabrao main to chali kaashi gale mil jao billi boli myaun kaahe ghabrao main to chali kaashi gale mil jao o chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re chuhe maama o mama bhaag billi aayi re myaun mat ham ko bana ari mausi tere dil mein zaroor hai kaala kisi aur ko dikhla jaa ke ye jog ye kanthi maala raam ka naam lo aankh se kaam lo raam ka naam lo aankh se kaam lo kal jo hua tha bhool jao bhool jao chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re chuhe maama o mama bhaag billi aayi re main to raam ki jogan apna parlok sudharan jaaun akhir to budhapa thehra ab laut ke aaun na aaun main to raam ki jogan apna parlok sudharan jaaun akhir to budhapa thehra ab laut ke aaun na aaun daant bhi tej tere panje bhi tej hain daant bhi tej tere panje bhi tej hain man mein wahi hai danv lage to lagao chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re billi boli myaun kaahe ghabrao main to chali click here
chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye tumhari iss ada par bhi humare dil ko pyaar aaye tumhari ye shikaayat bhi muhabbat se nahin hai kam chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen dikha do dil humen apna kahaan se dil ko hum laayen ke de rakha hai wo tumko dikha sakte hain kaise hum chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam diya tha kisliye bolo amaanat hi tumhaari thi diya tha kisliye bolo click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhap Tilak Sab Chheeni Re Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) 05:18 16272
 
Poster of Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ameer Khusaro
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Neeta Mehata
Duration : 05:18   Song Number : 16272   

Chhed Mere Humrahi Mastana (1970) 05:10 11952
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Bharati
Duration : 05:10   Song Number : 11952   

Chhedo Na Meri Zulfen Ganga Ki Lahren (1964) 03:58 32442
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 03:58   Song Number : 32442   

Chhod De Saari Duniyaa Saraswatichandra (1968) 03:32 20285
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20285   

Chhod Gaye Baalam Barsaat (1949) 03:24 11812
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 11812   

Chhod Kar Tere Pyaar Ka Woh Kaun Thi (1964) 03:16 12063
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Helen
Duration : 03:16   Song Number : 12063   

Chhod Mera Haath Mujhe Peene De Subha O Sham (1972) 04:19 37296
 
Poster of Subha O Sham (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:19   Song Number : 37296   

Chhodo Bhi Ye Dil Sey Miley Dil (1978) 04:58 37079
 
Poster of Dil Sey Miley Dil (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyamli
Duration : 04:58   Song Number : 37079   

Chhota Sa Fasana Hai Tere Mere Pyaar Ka Birha Ki Raat (1950) 02:40 17515
 
Poster of Birha Ki Raat (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Sarshar Shailani
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Duration : 02:40   Song Number : 17515   

Chhota Sa Ghar Apna Charitraheen (1974) 03:07 38533
 
Poster of Charitraheen (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Sanjeev Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 38533   

Chhoti Si Ek Kali Khili Jurmana (1979) 05:14 13474
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 05:14   Song Number : 13474   

Chhoti Si Umar Mein Bairaag (1976) 04:33 20301
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:33   Song Number : 20301   

Chhoti Umar Mein Aakraman (1975) 05:27 37463
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Sanjeev Kumar, Rekha
Duration : 05:27   Song Number : 37463   

Chhum Chhum Chali Ek Saal (1958) 02:45 19906
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:45   Song Number : 19906   

Chhun Chhun Baaje Hum Log (1951) 03:22 32325
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:22   Song Number : 32325   

Chhup Gaya Koi Re Champa kali (1957) 03:25 12958
 
Poster of Champa kali (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 12958   

Chhup Gaye Saare Nazaare Do Raaste (1969) 05:26 20291
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Raag- 
Tilang
Duration : 05:26   Song Number : 20291   

Chhupa Chhupi (Happy) Dream Girl (1977) 04:44 13185
 
Poster of Dream Girl (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:44   Song Number : 13185   

Chhupa Chhupi O Chhupi Savera (1958) 03:30 39267
 
Poster of Savera (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shailesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:30   Song Number : 39267   

Chhupa Kar Meri Bhabhi (1957) 04:22 12896
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Shyama, Javahar Kaul
Duration : 04:22   Song Number : 12896   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar