chhota sa ghar apna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajnaa teri pyari pyari akhiyon mein kho ke khud ko main dhundha karun ha mann mandir mein rakh ke piya teri murat din rain pooja karun barson ki pooja se milta hai pyaar itna tu rooth na jaye sajna sajna tu rooth na jaye sajnaa babul ka ghar chhoda tujhse naata joda pritam teri galiyan sajaaun ho apne is aangan mein palkon se chun chun ke aashaon ki kaliyan bichhaun dukh sukh ki raaton mein ye haath hai haathon mein sang chhoot na jaye sajna sajna sang chhoot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeevan ka sapna ye toot na jaye sajna sajna ye toot na jaye sajnaa
Chhota Sa Ghar Apna
Charitraheen (1974)