MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShakeel Badayuni
HomeShakeel Badayuni
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein badi bholi thi aa gayi main badi bholi thi aa gayi main baalam ki chaal mein ulajh gaya ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein hoooo oooo oooo oooo ooooo maine to laakh chaaha dil naa lagaaun dil naa lagaaun maine to laakh chaaha dil naa lagaaun dil naa lagaaun nazron ki maar bhala kaise bhulaaun kaise bhulaaun nazron ki maar bhala kaise bhulaaun kaise bhulaaun main pad gayi haaye raama kaise janjaal mein main pad gayi main pad gayi haaye raama kaise janjaal mein ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein hoooo oooo oooo oooo ooooo hoooo oooo oooo oooo baithi hoon piyaa tujhe mann mein basaaye mann mein basaaye baithi hoon piyaa tujhe mann mein basaaye mann mein basaaye dhadke hai dil mera neendiyaa naa aaye dhadke hai dil mera neendiyaa naa aaye tu bas gaya dheere dheere mere khayaal mein tu bas gaya tu bas gaya dheere dheere mere khayaal mein ulajh gaya jiyaa click here
umangon ko sakhi pee ki nagariya kaise le jaaun kamar lachke mori haaye kamar lachke mori bhaari gagariya kaise le jaaun dagar mein roop ke lobhi nagar mein mann ke maile hain yahan paapi nazariyon ke hazaron jaal faile hain bhare bazaar mein baali umariya kaise le jaaun kamar lachke mori mohe duniyan se darr laage yahan laakhon hain matwaale na jaane koi albela mohe kiss rang mein rang daale rangeelon mein bhala kori chunariya kaise le jaaun kamar lachke mori laga ke haath mein mehndi racha ke nainon mein ratiya dulhniya ban ke nikli hoon milenge aaj man basiya sajan ke dwaar se pyaasi nazariya kaise le jaaun kamar lachke mori click here
wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen wo muhabbat jab se loota gardishon ne ishq tanhaa reh gaya hai unki yaadon ke alaawa ab yahaan kya reh gaya hai ab yahaan kya reh gaya hai humse rutha hai khuda bhi kiss ko apna ghum dikhaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat naam unka dhundhtaa hai ab bhi dil ki dhadkanon mein kat rahi hai zindgani haaye kitni uljhanon mein haaye kitni uljhanon mein kaash khaabon mein wo aa kar haalat e dil dekh jaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat chand aahon ka sahaara chand ashqon par guzaara ye bhi koi zindagi hai aye mere parvardigaara aye mere parvardigaara khud hi baksha pyaar tune khud hi humko di sajaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen click here
yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalte hain jab se toone nigaah pheri hai din hai soona to raat andheri hai chaand bhi ab nazar nahin aata ab sitaare bhi kum nikalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain lut gayi wo bahaar ki mehfil chhut gayi hum se pyaar ki manzil zindagi ki udaas raahon mein teri yaadon ke saath chalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain tujh ko paa kar humein bahaar mili tujh se chhutkar magar ye baat khuli baagbaan bhi chaman ke phoolon ko apne pairon se khud masalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain kyaa kahein tujh se kyun huyi doori hum samajhte hain apni majboori tujh ko maaloom kyaa ke tere liye dil ke ghum aansuon mein dhalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag click here
ye dil ki lagi kam kya hogi ye ishq bhala kam kya hoga jab raat hai aisi matwaali jab raat hai aisi matwaali phir subah ka aalam kya hoga phir subah ka aalam kya hoga nagmon se barasti hai masti chhalke hain khushi ke paimaane aa aa jaisi baahaarein aayi hain kal jiske banenge afsaane ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ye aaj ka rang aur ye mehfil dil bhi hai yahaan dildaar bhi hai aankhon mein qayaamat ke jalwe seene mein tadapta pyaar bhi hai iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga haalat hai ajab deewaanon ki ab khair nahin parwaanon ki anjaamein muhabbat kya kahiye lay badhane lagi armaanon ki aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga click here
ye duniyaa hai ye duniyaa hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil mein samaana kiss ko aata hai mitaane waale laakhon hain mitaane waale laakhon hain banaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai nighaahen pher li tumne to hum kiss ki taraf dekhen kiss ki taraf dekhen tumhin keh do muhabbat ka fasaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai wafaa ka yun to dam bharte hain iss duniyaa mein sab lekinnnn duniyaa mein sab lekin wafaa ke naam par mitt kar dikhaana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai ye duniyaa hai click here
ye kaun hai jiske aane se suraj ki kiran sharmai hai ye kaun hai jiske aane se suraj ki kiran sharmai hai ye kiske badan ke sholon ne paani mein aag lagai hai ye kiske badan ke sholon ne paani mein aag lagai hai ye kaun hai jiske aane se ye thandi pawan lahrayi hai ye kaun hai jiske aane se ye thandi pawan lahrayi hai ye kiske machalte geeton ne maujon ko tadap sikhlaai hai ye kiske machalte geeton ne maujon ko tadap sikhlaai hai ye kiski nasheeli zulfon ki parchhai padi hai lahron par ye kiski nasheeli zulfon ki parchhai padi hai lahron par aakash pe ek badal bhi nahin nadiya mein ghata ghir aayi hai aakash pe ek badal bhi nahin nadiya mein ghata ghir aayi hai ah ha ha ah ha ha ha oh ho ho oh ho ho ho ho ah ha ha ah ha ha ha oh ho ho ho oh ho ho ho ho ye kaun khada hai maujon mein toofan liye armanon ka ye kaun khada hai maujon mein toofan liye armanon ka hai laaj se dil paani paani ye kiss se nazar takrayi hai hai laaj se dil paani paani ye kiss se nazar takrayi click here
ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye rang roop ka chaman ye husnon ishq ka watan yahi to wo mukaam hai jahaan awadh ki shaam hai jawaan jawaan haseen haseen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen shabaab o sher ka ye ghar ye ehle ilam ka nagar hai manzilon ke god mein yahaan har ek rehguzar ye shehar lalazaar hai jahaan dilon mein pyaar hai jidhar nazar uthayiye bahaar hi bahaar hai kali kali hai naaznin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaa ki sab rawaayaten adab ki shahkaar hai ameer ehle dil yahaan gareeb jaan nisaar hain har ek shaakh par yahaan hai bulbulon ke chah chahe gali gali mein zindagi kadam kadam pe kehkahe har ek nazaara dil nashin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaan ke dost bawafaa muhabbaton se aashnaa kisi ke ho gaye agar rahe usi ke umra bhar nibhayi apni aan bhi badhayi dil ki shan bhi hai aisa meharban bhi click here
ye raat ye raat ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo armaan lute deewane ke par toot gaye parwane ke armaan lute deewane ke par toot gaye parwane keeeee naa maut mili naa aazadi kismat mein likhi thi barbaadi ab kaun kahe duniyaa ko haseen naaqam bahaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon wo chot lagi hai seene par majboor hoon aansoon peene par dil se naa uthe toofan kahin betaab nazaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavooo click here
yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai mujhe tumse mohabbat hai mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai lagi hai aag seene mein nahin kuchh lutf jeene mein nazar kuchh keh nahin sakti kahe bin reh nahin sakti tumhein kyun kar main samjhaaun mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai machalti hain tamannayen kahin rusva na ho jaayen kahin rusva na ho jaayen musibat uljhanen dil ki qayaamat dhadkanen dil ki tumhen kyun kar main samjhaaun mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai hoo ooo ooo na jeeti hoon namarti hoon khalish mehsoos karti hoon kahin aisa na ho jaaye kali khilte hi murjhaye tumhein kyun kar main samjhaaun mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai click here
ye duniyaa usi ki jo pyaar kar le preet se dil ka singaar kar le preet se dil ka singaar kar le mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta dhim ta dhim tak tak tak takit takit tak takit takit tak takit takit tak ta ta ta hoooo oooooo mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai nazren kisi se to chaar kar le apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein kaliyaan khila le suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar na der da ni tin dir da ni dim dim ta nan na oo der da ni oo der dim dim ta nan na aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa ta gan na tai tai kir tai tai kir tai tai tai kir tai tak jhoom jhoom tak jhoom jhoom hooo ooooo apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein click here
yeh kya kiya re yeh kya kiya duniyawale yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale o re bedardi o harjayi dekh li maine teri khudayi o re bedardi o harjayi dekh li maine teri khudayi pehle hi mera dil ghayal tha aur bhi uss par chot lagayi tune rulake mujhe dar dar phira ke mujhe kab ke yeh armaan nikale yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale subah ka sooraj raat ke taare ban gaye sab ke sab angare subah ka sooraj raat ke taare ban gaye sab ke sab angare aas ke bandhan tod ke tune chheen liye sab aaj sahare mere lahu ki kasam aur bhi kar ke sitam aag tu dil ki bujha le yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale click here
ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai kahin hai kaphas mein kisi ka basera kahin hai nigaahon mein ghum ka andhera kahin dil ka lutta huya kaarwaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai yahaan aadmi aadmi ka hai dushman yahaan chaak insaaniyat ka hai daaman mohabbat ka ujda huya aashiyaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye beraham duniya samajh mein na aaye yahaan kar rahe hain sitamgar khudayi na jaane tu aye duniya waale kahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai click here
yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana dil chhin ke jate ho kidhar bhool na jaana bhool na jaana dil chheen ke jate ho kidhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale sharmili nigahon se hamein dekhne wale sharmili nigahon se hamein dekhne wale jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana bhool na jaana jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai dekho ye muhabbat ki nazar bhool na jaana bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana click here
yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kya duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kyaaaaaa paani mein mil ke paani anjaam ye ke paani paani mein mil ke paani anjaam ye ke paaniiiiii dambhar ko saans le le dambhar ko saans le le yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaare hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaareeeeee bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegi bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegiiiiii honge yahi jhamele honge yahi jhamele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele click here
yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale sitaaron jagmagaao tum bahaaron muskuraao tum meri ujadi mohabbat ki hansi mil kar udaao tum hansi mil kar udaao tum jinhen sajde kiye humne jinhen sajde kiye humne wo pathar ke sanam nikale wo pathar ke sanam nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale tamanna hai yahi ab to mera sar ho tera dar ho naa aansoon koi aankhon mein naa shikwaa koi lab par ho naa shikwaa koi lab par ho agar yun maut aa jaaye agar yun maut aa jaaye to apne dil se ghum nikale to apne dil se ghum nikale yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale click here
zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai ee zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai anjam zindagi ka anjam zindagi ka nazdeek aa raha hai zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai duniya mein jaise apni duniya mein jaise apni koi bula raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai tujhko kasam hai aakar soorat zara dikha ja soorat zara dikha ja deewana dekh tera duniya se ja raha hai barbadiyon ka apni shikwa nahin kisi se shikwa nahin kisi se mera naseeb mujhko yeh din dikha raha hai aye beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai click here
zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya jahaan aake main khud ko bhool gayi tera pyaar wahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil tu paas rahe phir kya ghum hai har saans khushi ki sargam hai o chhedne waale pyaar ki dhun ehsaan tera ye kya kam hai ehsaan tera ye kya kam hai jo geet chhupe the dil mein mere unhein meri jubaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil ye thandi hawaayen lehraati rangeen fazaayen madmaati ye thandi hawaayen lehraati rangeen fazaayen madmaati main pyaar ki tere deewaani manzil pe akeli kya aati manzil pe akeli kya aati mera darde mohabbat tujhko bhi mere saath yahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil click here
zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade saiyaan tore balma tore dwaare o sajnaa tore dwaare khade birha ki raina birha ki rain teri galiyon ke phere teri galiyon ke phere jogi ka roop liya pritam ne tere jogi ka roop liya pritam ne tere gori sunle balam ke bol saiyaan tore dwaare khade haan saiyaan tore balma tore dwaare o sajnaa tore dwaare khade hooooo oooo oooo ooooo milna hai aaj tohe apne piya se hoooo ooooo ooooo milna hai aaj tohe apne piya se jaane na bhed koiiii tere jiya ke jaane na bhed koi tere jiya ke mann mann mein sajaniyaa dol saiyaan tore dwaare khade hooo hooo hooo saiyaan tore dwaare o balma tore dwaare khade bigde naa baat kahin dheeraj naa khona bigde naa baat kahin dheeraj naa khona jaage hai bhaag ab kaahe ka rona jaage hai bhaag ab kaahe ka rona tera jeevan bada anmol saiyaan tore dwaare khade o zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade o saiyaan tore dwaare o balma click here
zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji maza jab hai tumhaari har ada qaatil hi kehlaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji zamaana hai tumhara zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo tumhari is sharaarat se na jaane kiski maut aaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji ye bholapan tumhara ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki nazar bhar ke jisse tum dekh lo wo khud hi mar jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji bahaaron par karo gussa ulajhti hain jo aankhon se hawaaon par click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ulajh Gaya Jiyaa Mora Jadoo (1951) 03:21 13397
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:21   Song Number : 13397   

Umangon Ko Sakhi Amar (1954) 03:34 12645
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:34   Song Number : 12645   

Wo Muhabbat Noor Jehan (1967) 03:31 13885
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13885   

Yaad Mein Teri Mere Mehboob (1963) 04:34 12158
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sadhana
Duration : 04:34   Song Number : 12158   

Ye Dil Ki Lagi Kam Kya Hogi Mughal-E-Azam (1960) 04:03 13796
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nigar Sultana
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:03   Song Number : 13796   

Ye Duniya Hai Shair (1949) 02:59 14216
 
Poster of Shair (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Dev Anand
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 14216   

Ye Kaun Hai Jiske Aurat (1967) 03:43 36358
 
Poster of Aurat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Padmini Kolhapure
Duration : 03:43   Song Number : 36358   

Ye Lucknow Ki Sar Zameen Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:26 12972
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:26   Song Number : 12972   

Ye Raat Suhaani Raat Nahin Dil E Nadaan (1953) 04:12 16224
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 04:12   Song Number : 16224   

Yeh Afsaana Nahin Dard (1947) 02:56 39314
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Munavvar Sultana, Husn Banu
Duration : 02:56   Song Number : 39314   

Yeh Duniyaa Usi Ki Jo Gharana (1961) 04:24 13278
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 04:24   Song Number : 13278   

Yeh Kya Kiya Re Duniyawale Beti (1969) 04:06 37769
 
Poster of Beti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 04:06   Song Number : 37769   

Yeh Kya Zindagi Hai Kohinoor (1960) 03:02 19907
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:02   Song Number : 19907   

Yeh Pyaar Ki Baaten Anokhi Ada (1948) 02:28 37559
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra, Naseem Bano
Duration : 02:28   Song Number : 37559   

Yeh Zindagi Ke Mele Mela (1948) 02:19 13710
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:19   Song Number : 13710   

Yehi Armaan Lekar Shabab (1954) 03:11 14202
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Tilang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 14202   

Zaalim Zamana Mujhko Dillagi (1949) 03:22 37358
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shyam Kumar, Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Chanda
Duration : 03:22   Song Number : 37358   

Zara Dekh Sanam Grahasti (1963) 03:46 38357
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Manoj Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 38357   

Zara Mann Ki Kewadiya Kohinoor (1960) 03:28 13561
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari, Others
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:28   Song Number : 13561   

Zara Nazron Se Keh Do Bees Saal Baad (1962) 04:10 21492
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Waheeda Rehman
Duration : 04:10   Song Number : 21492   
Karaoke Songs of shakeel badayuni, Sad Songs of shakeel badayuni, Love Songs of shakeel badayuni, Dance Songs of shakeel badayuni, Hip-hop songs of shakeel badayuni, Best songs of shakeel badayuni, Super hit songs of shakeel badayuni, hit songs of shakeel badayuni, duet songs of shakeel badayuni, solo songs of shakeel badayuni, old songs of shakeel badayuni, famous songs of shakeel badayuni, Hindi Karaoke Songs of shakeel badayuni, Hindi Sad Songs of shakeel badayuni, Hindi Love Songs of shakeel badayuni, Hindi Dance Songs of shakeel badayuni, Hindi Hip-hop songs of shakeel badayuni, best Hindi songs of shakeel badayuni, super hit Hindi songs of shakeel badayuni, hit Hindi songs of shakeel badayuni, duet Hindi songs of shakeel badayuni, solo Hindi songs of shakeel badayuni, old Hindi songs of shakeel badayuni, famous Hindi songs of shakeel badayuni, Sing Along Songs of shakeel badayuni, Sing Along Sad Songs of shakeel badayuni, Sing Along Love Songs of shakeel badayuni, Sing Along Dance Songs of shakeel badayuni, Sing Along Hip-hop songs of shakeel badayuni, Sing Along Best songs of shakeel badayuni, Sing Along Super hit songs of shakeel badayuni, Sing Along hit songs of shakeel badayuni, Sing Along duet songs of shakeel badayuni, Sing Along solo songs of shakeel badayuni, Sing Along old songs of shakeel badayuni, Sing Along famous songs of shakeel badayuni