zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya jahaan aake main khud ko bhool gayi tera pyaar wahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil tu paas rahe phir kya ghum hai har saans khushi ki sargam hai o chhedne waale pyaar ki dhun ehsaan tera ye kya kam hai ehsaan tera ye kya kam hai jo geet chhupe the dil mein mere unhein meri jubaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil ye thandi hawaayen lehraati rangeen fazaayen madmaati ye thandi hawaayen lehraati rangeen fazaayen madmaati main pyaar ki tere deewaani manzil pe akeli kya aati manzil pe akeli kya aati mera darde mohabbat tujhko bhi mere saath yahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil
Zara Dekh Sanam
Grahasti (1963)