ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai kahin hai kaphas mein kisi ka basera kahin hai nigaahon mein ghum ka andhera kahin dil ka lutta huya kaarwaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai yahaan aadmi aadmi ka hai dushman yahaan chaak insaaniyat ka hai daaman mohabbat ka ujda huya aashiyaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye beraham duniya samajh mein na aaye yahaan kar rahe hain sitamgar khudayi na jaane tu aye duniya waale kahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai
Yeh Kya Zindagi Hai
Kohinoor (1960)