Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShahjehan (1946)
HomeShahjehan (1946)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom abr e bahaar aa gaya daur e fizaa chala gaya ishq muraad paa gaya husn ki mach rahi hai dhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom chhitki huyi hai chandani masti mein hai kali kali tu bhi hazaar baar jhoom aye dil e beqaraar jhoom taaren hain maahtaab hai pushp hai aur shabaab hai zindagi kamyaab hai aarzoon ki hai huzoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom tera nasha tera khumaar ab hai bahaar hi bahaar peer e jawaan ke haath choom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom
chah barbaad karegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha maut bhi hum pe hansegi humen maaluuuum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha chhayi ghanghor ghata chand sitaare na rahe wo ummeedein na rahin ab wo sahaare na rahe gair to gair hi the wo bhi hamaare na rahe hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa thaaaa
ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana de uthe daag lo usse hai mahino keh sunaana haaye haaye ye zaalim zamaana dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar uth ke wo chal diye kehte hi reh gaye hum fasaana haaye haaye ye zaalim zamaana koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe phuk raha hai jigar pad raha hai magar muskurana haaye haaye ye zaalim zamaana ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana
jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ek bhedi loot gaya ek bhedi loot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen har saathi chhoot gaya har saathi chhoot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya
jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke mast umangen lahrayi hain rangi mukhda choom ke gumcha mahka bulbul chahka gumcha mahka bulbul chahka naache bhanwra ghoom ke jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke uske nain gulabi uske nain gulabi karde sabko sharaabi karde sabko sharaabi baadal aaya jhoom ke jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke jab hans hans kar wo bole kaanon mein wo ras ghole har dil mein arman dole apni aankhen khole jab hans hans kar wo bole kaanon mein wo ras ghole har dil mein arman dole apni aankhen khole hoooo usne paymana chhalkaya aasha ki masti mein aanchal dhalkaya aasha ki usne paymana chhalkaya aasha ki masti mein aanchal dhalkaya aasha ki rum jhum rum jhum baadal aaya jhoom ke jab usne gesu bikhraye baadal aaya jhoom ke mast umangen lahrai hain rangi mukhda choom ke
kar leejiye chalkar meri jannat ke nazaare jannat ye banaayi hai mohabbat ke sahaare phoolon se liya rang sitaaron se ujaala har cheez ko ik noor ke saanche mein hai dhaala is khwaab ki basti ka falak hai na zamin hai is husn ki duniya ki har ek cheez hasin hai roshan hai fiza aur nahin chaand sitaare jannat ye banaayi hai mohabbat ke sahaare gaati hai khushi nagme to hansta hai wahaan ghum kaliyon ki hansi dekh ke roti nahin shabnam fitrat ki zabaan par kahin masti ka fasaana chheda hai khaamoshi ne bhi purkaif taraana kuchh soye to kuchh jaage huye mast nazaare jannat ye banaayi hai mohabbat ke sahaare athkheliyaan karti huyi chalti hain hawaayen nagmon ki hai barsaat to zulfon ki ghataayen rangeen huyi aur bhi jannat ki kahaani wo dekhiye wo dekhiye jhoole pe roohi ki jawaani betaab kiye dete hain maasoom ishaare masoom ishaare
mere sapnon ki raani mere sapnon ki raani roohi roohi roohi roohi roohi roohi mere sapnon ki raani aankhen neendon ke khazaane hain do ulfat ke paimaane hain aankhen neendon ke khazaane hain do ulfat ke paimaane hain zulfen raaton ki jawaani zulfen raaton ki jawaani sapnon ki raanii maathe pe chaand utar aaye honthon pe bhanvraa mandlaaye maathe pe chaand utar aaye honthon pe bhanvraa mandlaaye mukhdaa phoolon ki kahaani mukhdaa phoolon ki kahaani sapnon ki raanii mere sapnon ki raani roohi roohi roohi roohi roohi roohi mere sapnon ki raani saanche mein dhali hai har dil ke haan palte na nigaahen phir mil ke saanche mein dhali hai har dil ke haan palte na nigaahen phir mil ke patthar ka jigar ho paani patthar ka jigar ho paani sapnon ki raani mere sapnon ki raani roohi roohi roohi roohi roohi roohi mere sapnon ki raani chup ho to udaasi dasti hai hans de to khudaayi hansti hai chup ho to udaasi dasti hai hans de to khudaayi hansti hai bole to fizaa nooraani bole to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Dil E Beqaraar Shahjehan (1946) 03:12 11227
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Sahgal
Raag- 
Bihag
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11227   

Chah Barbaad Karegi Shahjehan (1946) 03:17 11233
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:17   Song Number : 11233   

Ghum Diye Mustqil Shahjehan (1946) 02:56 14215
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal, Ragini
Raag- 
Asavari
Duration : 02:56   Song Number : 14215   

Jab Dil Hi Toot Gaya Shahjehan (1946) 03:33 20630
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal, Ragini
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 20630   

Jab Usne Gesu Bikhraye Shahjehan (1946) 02:55 38139
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 02:55   Song Number : 38139   

Kar Lijiye Chalkar Shahjehan (1946) 05:33 40704
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 05:33   Song Number : 40704   

Mere Sapnon Ki Rani Shahjehan (1946) 04:02 14214
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Jay Raj, Saigal
Duration : 04:02   Song Number : 14214