MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kya ho gaya hai kya ho gaya hai ye kya ho gaya hai kya ho gaya hai hooooooo hoooooooo meri neend udd gayi hai mera chain kho gaya hai tere pyaar mein meri jaan ye kya ho gaya hai meri neend udd gayi hai mera chain kho gaya hai tere pyaar mein meri jaan ye kya ho gaya hai o yaaraa aa jaa meri baahon mein aa o yaaraa aa jaa meri baahon mein aa meri neend udd gayi hai mera chain kho gaya hai tere pyaar mein meri jaan ye kya ho gaya hai mujhe aas ho gayi hai tujhe paas apne kar loon teri har adaa ko samjhoon aur chaahton mein bhar loon hey mujhe aas ho gayi hai tujhe paas apne kar loon teri har adaa ko samjhoon aur chaahton mein bhar loon ek ajnaabi se jaana tu khaas ho gaya hai tere pyaar mein meri jaan ye kya ho gaya hai o yaaraa aa jaa meri baahon mein aa o yaaraa aa jaa meri baahon mein aa meri neend udd gayi hai mera chain kho gaya hai tere pyaar mein meri jaan ye kya ho gaya hai meri neend udd gayi hai mera chain kho gaya hai tere pyaar mein meri jaan ye kya ho click here
meri neendon mein tum mere khwabon mein tum ho chuke hum tumhari mohabbat mein gum meri neendon mein tum mere khwabon mein tum ho chuke hum tumhari mohabbat mein gum mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun mere dil ki lagi tu meri zindagi tu meri har nazar hai teri daastan mere dil ki lagi tu meri zindagi tu meri har nazar hai teri daastan mere dil ki baharen tumhi ko pukare tumhi se hai abaad mera jahaan mere dil ki baharen tumhi ko pukare tumhi se hai abaad mera jahaan tu mera naaz hai mera andaaz hai dil ki aawaaz hai meri neendon mein tum mere khwabon mein tum ho chuke hum tumhari mohabbat mein gum mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun dil pe chhayi khushi hai click here
tasavvur raat ki mehfil saja raha hoon main wo kaun hai jise apna bana raha hoon main ek inkalaab sa zer e naqaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai jhuki jhuki si do aankhen haseen kanwal jaisi jhuki jhuki si do aankhen haseen kanwal jaisi chhupa chhupa sa tabassum koi ghazal jaisi nazar nazar hai chaman wo shabaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai ulajh rahi thi jawaani kayi sawaalon mein ulajh rahi thi jawaani kayi sawaalon mein mile jo wo to huyi roshani kayaalon mein har ek sawaal ka apne jawaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai meri nigaah ne hmm hmm hmm click here
meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa meri nighaah ne kya wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise fizaa mein phool ki daali si jhuk gayi jaise kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya meri nighaah ne kya wo zulf e naaz khule khul ke kuchh dhalak si gayi sitaare toot pade chandani chhalak si gayi jo maine chehra e jaana ko benaqaab kiyaa meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye sab usi nighaah e naaz ki inaayat hai ke mujhse zarre ko chamkaa ke aaftaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa click here
meri paayaliyaa geet tere gaaye haaye meri paayaliyaa geet tere gaaye chalunnn tham tham ke ghungharoo chhanak jaaye meri paayaliyaa geet tere gaaye chalunnn tham tham ke ghungharoo chhanak jaaye meri paayaliyaa geet tere gaaye tann dole re dhitaank titaank mann bole re dhitaank titaank ambuwaa ki daali pe jab koyal bole haule haule birhan ka mann paapi dole ambuwaa ki daali pe jab koyal bole haule haule birhan ka mann paapi dole kise neend aaye kise chain aaye piya yaad aaye jeeya dhadak jaaye meri paayaliyaa geet tere gaaye chalunnn tham tham ke ghungharoo chhanak jaaye meri paayaliyaa geet tere gaaye ghar baithi sharmaaun gali mein naa aaun latt bikhre mann bhatke kahin kho naa jaaun ghar baithi sharmaaun gali mein naa aaun latt bikhre mann bhatke kahin kho naa jaaun dagar mein haaye nazar mil jaaye kamar bal khaaye chunar sarak jaaye meri paayaliyaa geet tere gaaye chalunnn tham tham ke ghungharoo chhanak jaaye meri paayaliyaa geet tere gaaye thi mere bin tere click here
la la la la la laa la ra laa aa aaa la la la la laa aa meri padosan hai dil ki dushman meri padosan hai dil ki dushman zaalim badi magroor hai phir bhi ye dil usi pe jaan deta hai meri padosan hai dil ki dushman meri padosan hai dil ki dushman wo chham chham chham karke chalti hai haaye wo chham chham chham karke chalti hai dil dhak dhak dhak kiya karta hai wo chham chham chham karke chalti hai dil dhak dhak dhak kiya karta hai din raat uska naam liya karta hai meri padosan meri padosan hai dil ki dushman meri padosan hai dil ki dushman zaalim badi magroor hai phir bhi ye dil usi pe jaan deta hai jo raat saath saath kabhi guzri hai jo raat saath saath kabhi guzri hai wo laakh laakh baar mujhse roothi hai jo raat saath saath kabhi guzri hai wo laakh laakh baar mujhse roothi hai main jaanta hoon berukhi ye jhoothi hai meri padosan meri padosan hai dil ki dushman meri padosan hai dil ki dushman zaalim badi magroor hai phir bhi ye dil usi pe jaan deta hai wo door door click here
patniiiiii aan aan haan aan haan aan haan aaun aaun aaun patni pat te taa taa naa pat patniiiiii pa ga sa ga pa meri patni path ni haaaa aamm haaa meri patni mujhe sataati hai haaa aaa haaa meri patni mujhe sataati hai re jaldi nikal jaati hai ghar se re jaldi nikal jaati hai ghar se der se waapas aati hai patni mujhe sataati hai malhaar na gaa ke dekha kabhi bas deepak raag alaapa alaapa alaapa aalaa aaa pa malhaar na gaa ke dekha kabhi bas deepak raag alaapa mujhpe na aayi jawaani kabhi uspe na aaya budhaapa are saath baras ki budhiya are saath baras ki budhiya lekin filmi gaane gaati hai patni mujhe sataati hai are meri patni haaye haa aa haa aa haa aa haa aa haa aaaa aaa haaa hmmm haaa patni mujhe sataati hai are ghar se baahar to khud naache thai ta thai ta thai thai thai ghar se baahar to khud naache ghar mein mujhe nachaati hai patni mujhe sataati hai haa aaaa haa haa haaa haa hmm haaaaa aaaa aaaa aaaa hmmmm milke gale daamaad se haaye khub sasur ji roye han click here
Meri Pahle Hi click here
meri pehli aarzoo kaa ye salaam yaad rakhna meri pehli aarzoo kaa ye salaam yaad rakhna mera naam hai mohabbat mera naam yaad rakhna meri pehli aarzoo kaa ye salaam yaad rakhna jahan dil se dil mile the wo mukaam yaad rakhna jahan dil se dil mile the wo mukaam yaad rakhna mera naam hai tamannaa mera naam yaad rakhna jahan dil se dil mile the wo mukaam yaad rakhna ye khili khili fizaayen ye jhuki jhuki ghatayen ye ruki ruki si baatein ye dabi dabi sadayen ye khili khili fizaayen ye jhuki jhuki ghatayen ye ruki ruki si baatein ye dabi dabi sadayen yahi subah pyaar ki hai yahi shaam yaad rakhna jahan dil se dil mile the wo mukaam yaad rakhna mera naam hai tamannaa mera naam yaad rakhna jahan dil se dil mile the wo mukaam yaad rakhna mere dil pe chhaa gayaa hai tere roop kaa saveraa naye chaand se hai roshan teri zulf kaa andheraa mere dil pe chhaa gayaa hai tere roop kaa saveraa naye chaand se hai roshan teri zulf kaa andheraa mere pyaar ke jahan kaa ye payaam yaad click here
meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa sajke aayenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa solah singaar meri behna karegi solah singaar meri behna karegi teeka chadhega aur haldi lagegi behna ke honthon pe jhoolegi nathaniyaa aur jhoomenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa sej pe baithegi to doli pe chalegi sej pe baithegi to doli pe chalegi dharti pe behna raani paanw na dharegi palkon ki paalki pe behna ko bitha ke le jaayenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa sajna ke ghar chali jaayegi jo behna sajna ke ghar chali jaayegi jo behna honth hansenge mere royenge ye naina rakhiya ke roz raani behna ko bulaaunga le ke aayenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari click here
meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh jaise hirni paani ke naloon ko tarasti hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh hmm raat aur din aansoo bahte hain duniya wale sab kahte hain hai kaun kahan hai tera khuda kyun hai itna bechain ye dil kyun jaan ye girti jati hai hoga kis din deedar tera kab hoga milna rubaroo meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh yerdaan ki zameen se gaoonga kohe mizgaar se gaoonga gaharaon se geharaon tak raat aur din hoga tera karam main geet dua ke gaoonga wo mujh pe kare apni rahmat hai meri bus ye aarzoo meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh dushman ki malamat teer si hai kyun us ke zulm ka saug karoon chattan hai meri mera khuda wo mujh se yeh har dam kehte hain hai kaun kahan hai tera khuda hoga kis din deedar tera mere toote dil ki aas hai tu meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi hai meri rooh meri rooh khuda ki pyaasi click here
aa aa aa aa umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai shuru ye silsila to usi din se hua tha shuru ye silsila to usi din se hua tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha lehar jaagi jo us pal tan badan mein wo mann ko aaj bhi behakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehka rahi hai bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke ye dil ki baat sun le meri baahon mein aa ke jagaa kar anokhi pyaas mann mein ye mithi aag jo dehka rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye aankhein bolti hain jo hum na click here
meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam tu mere din mein raaton mein khamoshi mein baaton mein baadal ke haathon mein bhejoon tujhko ye payaam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise uss dil se iss dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise uss dil se iss dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise khaabon khaabon tu mille na jaane kya hain silsile palkon par ye pyaar ke na jaane kitne gul khile tere khaab sajaate rehna ab hai mera kaam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri click here
meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum rehti hoo mere khayaalon mein tum meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum rehti hoo mere khayaalon mein tum mere mehboob bahut khoob kya teri taarif karoon meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum rehte hoo mere khayaalon mein tum mere mehboob bahut khoob kya teri taarif karoon meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum khuli khuli ye zulfen fizaaon mein khushboo ke rele khili khili ye kaliyaan hain baaghon mein phoolon ke mele aise tera aanchal udaa paagal huyi chanchal hawaa hawaa hawaa hooo mere waadon mein tum meri yaadon mein tum rehte ho dil ke iraadon mein tum mere mehboob bahut khoob kya teri taarif karoo meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum haan bheega bheega ye mausam ghataaon pe chhaayi jawaani chale jo tu bal khaa ke hawaaon ki badal de rawaani hooo dekho naa yun darta hai dil dhak dhak sanam karta hai dil haaye meri aankhon mein tum mere khwaabon mein tum rehti hoo dil ki kitaabon click here
meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari aar naa soojhe paar naa soojhe ab koi duja dwaar naa soojhe aar naa soojhe paar naa soojhe ab koi duja dwaar naa soojhe kaun thikaane jaaun prabhu main chhod ke sharan tihaari chhod ke sharan tihaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari chheen gaya meri aas kaa moti kho gayi inn nainan ki jyoti chheen gaya meri aas kaa moti kho gayi inn nainan ki jyoti tere jagat mein bhatak rahi hoon main mamtaa ki maari main mamtaa ki maari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari click here
meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do pyaar ka akaal pada saare hi jag mein saare hi jag mein pyaar ka akaal pada saare hi jag mein dhoke hain har dil mein nafrat hai rag rag mein sab ne duboya hai mujhe paar tum utaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do khushi yahaan thodi si aur bahut ghum hain aur bahut ghum hain khushi yahaan thodi si aur bahut ghum hain jitna bhi pyaar mile utna hi kam hai ghum se bhare jeevan ko pyaar se nikhaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do click here
meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do saara gagan mandap hai saara jag baarati saara jag baarati saara gagan mandap hai saara jag baarati mann ke phere sache sache hai hum saathi laaj ka ye ghunghat patt aaj to utaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do dharti karvat badle badle har mausam badle har mausam dharti karvat badle badle har mausam preet ke pujaari hai badlenge nahin hum patjhad sa jeevan hai pyaar ki bahaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do click here
aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa heyyyy aaaaaaa aaaaaaa heyyyy aa aaaa aaa aaaaaaa meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon ye aadhi raat ko phir chudiyan si kya khanakati hai koi aata hai yaa meri zanjeeren chhanakti hain ye kaisi hook si hooooooooooooooooook hooooooooooooooooook ye kaisi hook si uthati hai khaamoshi ke seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon bahut lambi hain raahen pyaar ki aur zindagi kam hai ghata bhi ghir ke aayi har diye ki lau bhi madham hai kinara dooooooooooor kinara dooooooooooor kinara door hota jaa raha hai phir safeene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon click here
kahaan seeee leke aayin hain kahaan majbooriyaan meri zubaan khaamosh aankhen keh rahi hain daastaan meri meri taqdeer ke maalik mera kuchh faisla kar de bura chaahe bura kar de bhala chaahe bhala kar de meri taqdeer ke maalik mujhe itna bata de main kahaan jaaun kidhar jaaun kahin jaane se achchha hai tere kadmon mein marr jaaun sahaara de nahin sakta to phir beaasraa kar de meri taqdeer ke maalik nahin duniyaa mein mera doosra koi thikana hai mujhe to bas yahin apna muqaddar aazmaana hai liya hai dil to meri jaan bhi tann se juda kar de meri taqdeer ke maalik mujhe barbaad karne mein jo hota ho bhala tera bhujha de apne haathon se charaag e zindagi mera nahin koi gila tujhse agar chaahe fanaah kar de meri taqdeer ke maalik click here
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa meri taqdeer meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga tera waada tera waada to nahin hoon jo badal jaaunga tera waada to nahin hoon jo badal jaaunga meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga sher kaabil e gaur hai soz bhar do bhar do bhar do soz bhar do mere seene mein ghum e ulfat ka soz bhar do bhar do bhar do soz bhar do bhar do bhar do bhar do soz bhar do mere seene mein ghum e ulfat ka main koi main koi mom nahin hoon jo pighal jaaunga main koi mom nahin hoon jo pighal jaaunga tera waada to nahin hoon jo badal jaaunga meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga dard kehta hai ke ghabra ke shab e furkat mein dard kehta hai dard kehtaa hai darrrrrd kehta darrrrrd kehta dard kehta dard kehta hai dard kehta hai ke ghabra click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Neend Udd Gayi Hai Boyz N Bandz 05:14 18862
 
Poster of Boyz N Bandz
 
Category
Indipop
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Leslie Lewis
Singer- 
Band Of Boys
Duration : 05:14   Song Number : 18862   

Meri Neendon Mein Tum Naya Andaz (1956) 05:21 20949
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Kishore Kumar
Duration : 05:21   Song Number : 20949   

Meri Nigaah Ne Ye Kaisa Khawab Dekha Lubna (1982) 06:59 37187
 
Poster of Lubna (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Music Director- 
Manas Mukharji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raza Murad
Duration : 06:59   Song Number : 37187   

Meri Nighaah Ne Kya Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 03:27 13761
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ramesh Dev
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:27   Song Number : 13761   

Meri Paayaliyaa Geet Tere Jugnu (1973) 05:29 13468
 
Poster of Jugnu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:29   Song Number : 13468   

Meri Padosan Hai Dil Ki Dushman Simla Road (1969) 04:53 20669
 
Poster of Simla Road (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:53   Song Number : 20669   

Meri Patni Mujhe Satati Hai Pati Patni (1966) 04:40 17664
 
Poster of Pati Patni (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mehmood, Om Prakash
Duration : 04:40   Song Number : 17664   

Meri Pehle Hi Souten (1983) 04:43 37018
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 04:43   Song Number : 37018   

Meri Pehli Aarzoo Ka Pyar Ka Bandhan (1963) 04:50 38243
 
Poster of Pyar Ka Bandhan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajkumar, Nishi
Duration : 04:50   Song Number : 38243   

Meri Pyari Bahaniya Sachaa Jhutha (1970) 04:41 18035
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:41   Song Number : 18035   

Meri Rooh Khuda Ki Christian Devotional 06:46 11386
 
Poster of Christian Devotional
 
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:46   Song Number : 11386   

Meri Saanson Ko Jo Badalte Rishtey (1978) 06:09 12793
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:09   Song Number : 12793   

Meri Saanson Mein Basa Aur Pyar Ho Gaya (1997) 07:01 20953
 
Poster of Aur Pyar Ho Gaya (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Bobby Deol
Duration : 07:01   Song Number : 20953   

Meri Saanson Mein Tum Aaina (1993) 04:19 20952
 
Poster of Aaina (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Dilip Sen-Sameer Sen
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Jackie Shroff, Amrita Singh
Duration : 04:19   Song Number : 20952   

Meri Sun Le Araj Ankhen (1968) 03:47 20955
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:47   Song Number : 20955   

Meri Tamannaon Ki Taqdeer Tum (Female) Holi Aaee Re (1970) 03:55 37616
 
Poster of Holi Aaee Re (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:55   Song Number : 37616   

Meri Tamannaon Ki Taqdeer Tum (Male) Holi Aaee Re (1970) 04:24 20956
 
Poster of Holi Aaee Re (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shatrughan Sinha
Duration : 04:24   Song Number : 20956   

Meri Tanhaiyon Jagjit Singh 06:23 178691
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:23   Song Number : 178691   

Meri Taqdeer Ke Maalik Shart (1954) 03:12 14239
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:12   Song Number : 14239   

Meri Taqdeer Mein Jalna Anup Jalota 06:50 18519
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Duration : 06:50   Song Number : 18519