Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa aa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do nazron se jitne teer chale chalne do jigar par jhelenge in pyaar ki ujli raahon par hum jaan ki baazi khelenge in do nainon ke saagar mein koi dil ki naiyaa dubota hai o jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do tum bhi to iss aag mein jalte ho chehre se bayaan ho jata hai har baat pe aahein bharte ho
jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota hai to dard sa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhala paake tumhein koi khota hai ho jiya o jiya o jiya kuchh bol do nazron se jitne teer chale chalne do jigar par jhelenge in pyaar ki ujli raahon par hum jaan ki baazi khelenge in do nainon ke saagar mein koyi dil ki naiya dubota hai jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota hai to dard sa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhala paake tumhein koi khota hai ho jiya o jiya o jiya kuchh bol do tum bhi to is aag mein jalte ho chehre se bayaan ho jaata hai har baat pe aahein bharte ho har baat pe dil tharraata hai jab dil pe chhuriyaan chalti hain tab chain se koi sota hai jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota
jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete kis vaaste likha hai hatheli pe mera naam kis vaaste likha hai hatheli pe mera naam main harfe ghalat hoon to mita kyun nahin dete main harfe ghalat hoon to mita kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete lillaah shabo roz ki uljhan se nikaalo lillaah shabo roz ki uljhan se nikaalo tum mere nahin ho to bata kyun nahin dete tum mere nahin ho to bata kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete reh reh ke na tadpao aye bedard maseeha reh reh ke na tadpao aye bedard maseeha haathon se mujhe zehar pila kyun nahin dete haathon se mujhe zehar pila kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete jab iski wafaaon pe
jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye kya hua jo tujhko duniyaa nahin pahchane jo padi hai tujhpe vipdaa usse parbhu jane aise mein wo sab ko raasta dikhlaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye soch le bujhegi kaise tere mann ki jwalaa dhundh le yahin par tujhko milega ujala tu chhup ke ishwar ke dwaar se kyun jaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye
Jab Raat Nahi Kat Ti
dekh ke tumko hosh mein aana bhool gaye yaad rahen tum aur zamaana bhool gaye jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai chaaha tha ye kahenge socha tha wo kahenge aaye wo saamne to kuchh bhi na keh sake bas dekha kiye unhen hum dekh kar tumko yakeen hota hai dekh kar tumko yakeen hota hai koi itnaa bhi haseen hota hai dekh paate hain kahaan hum tumko dil kahin hosh kahin hota hai jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai ha ha haaa haaa haaaa haaaaa hooooo aa kar chale na jaana aise nahin sataana de kar hansi labon ko aankhon ko mat rulaana dena na beqaraari dil ka qaraar banke yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke intezaar ban ke bhool kar tumko naa jee paayenge bhool kar tumko naa jee paayenge saath tum hogi jahaan jaayenge hum koi waqt nahin hai humdum jab
Jab Saiyaan
jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par kadam kadam par machal raha hai pyaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon basa hua hai
jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo dil ne dil se kahaa tha fasaana dil ne dil se kahaa tha fasaana laut aaya hai guzraa zamaana hooo laut aaya hai guzraa zamaana khushiyaan saath saath laaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooooo laake aankhon se dil mein bithaaun laake aankhon se dil mein bithaaun muskuraa ke sitaare lutaaun hooo muskuraa ke sitaare lutaaun aashaa jhoom jhoom gaaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo din hai apne muhabbat jawaan hai din hai apne muhabbat jawaan hai unse aabaad mera jahaan hai hooo unse aabaad mera jahaan hai mann ke chor chale aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye
aaha aaha aaha la la hoo hoo hoo jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere haath ki tehreer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum har ujaale mein mehakti thi tumhari khushboo tum wohi ho jo chamakti thi sitaaron ki tarah main to jis raah se gujari hoon tumhein paaya hai tum mujhe dekhte rehte the nazaaron ki tarah jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum pyaar koshish se nahin milta zamaane mein kabhi aap hi aap koi dil mein utar aata hai jab bhi jo khawab kisi mod pe mil jate hein har andhere mein ujala sa bikhar jata hai jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum
aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath kaise bhula sakunga main ehsaan aap ka kaise bhula sakunga main ehsaan aap ka khela kiye hain aap meri zindagi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath phulen phalen nahin hain abhi zakhm e aarzoo phulen phalen nahin hain abhi zakhm e aarzoo khelo khelo khelo abhi kuchh aur meri zindagi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath baahar jo dekhte hain wo samjhenge kis tarha baahar jo dekhte hain wo samjhenge kis tarha kitne ghamo ki bheed hai ek aadmi ke saath sau dard lag gaye hain meri zindagi ke saath jab se gaye hain aap kisi ajnabi ke saath sau dard lag gaye hain
jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni dheemi dheemi roshni meri dhadkan teri baaten tere jalwe meri aankhen jaise ye roshni jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de are sharmaana bhi chhod de ye shokhi si nighaon ki ye chori si adaaon ki jaise ye dillagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai
jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya nain huye hain donon gulabi chaal chalun main jaise sharabi nain huye hain donon gulabi chaal chalun main jaise sharabi bhed jiya ke kaise bataun bhed jiya ke kaise bataun padh le mora chehra kitabi jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya rang mein tore main to rang gayi pyaar ki batiyan main to samajh gayi rang mein tore main to rang gayi pyaar ki batiyan main to
haaye jab se lagan lagayi re umar bhar neend na aai re umar bhar jab se lagan lagayi re umar bhar neend na aayi re umar bhar kaaki chhode kal bhi chhode janam janam ke bandhan tode janam janam ke saathi chhode sangi chhode janam janam ke bandhan tode badnaami se rishte jode badnaami se rishte jode tab tujh tak aa payi re na kar ab to nithurayi re na kar ab na kar ab to nithurayi re na kar ab to nithurayi re umar bhar neend na aayi re umar bhar jab se lagan lagayi re umar bhar neend na aayi re umar bhar man ki kutiya sooni sooni deh bani chandan ki dhooni man ki kutiya sooni sooni deh bani chandan ki dhooni bahut huyi ab aankh michoni bahut huyi ab aankh michoni ab to le sunwayi re subah sandhya ban aayi subah sandhya ban aayi re umar bhar neend na aayi re umar bhar subah sandhya ban aayi re umar bhar neend na aayi re umar bhar jab se lagan lagaai re umar bhar neend na aayi jab se lagan lagayi re jab se lagan lagayi re jab se lagan lagayi re jab se hahaha hahaha
jal mein jaise pyaasi machhariyaa wohi hai haalat meri mujhko to baawari bana gayi murli ki dhun teri ooooooo oooooo oooooooo hoooooo ooooooo oooooooo hoooo hoooo hooo hoooo jab se mile naina tumse mile naina tadap tadap din beete aur jaagi jaagi raina jab se mile naina tumse mile naina tadap tadap din beete aur jaagi jaagi raina bas ik jhalak teri dekh ke khud se begaani huyi phir kisi murli pe koi raadha deewani huyi hooo hoo hoo bas ik jhalak teri dekh ke khud se begaani huyi phir kisi murli pe koi raadha deewani huyi hai janam janam ka rishta ye tera mera baawari hoon main teri tu mera saanwara baansuri bana ke mujhko honthon se laga jab se mile naina tumse mile naina tadap tadap din beete aur jaagi jaagi raina jab se mile naina tumse mile naina tadap tadap din beete aur jaagi jaagi raina oooooooo ooooo oooooo oooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo hooo hoo hooo hooo hooo hoooo parbat ke uss paar se jab tu pukaare mujhe paagal si ho jaaun main dil mera dhoondhe
jab se tere naina mere nainon se laage re jab se tere naina mere nainon se laage re tab se deewana hua sab se begaana hua rabb bhi deewana laage re rabb bhi deewana laage re hoooo oooo oooo jab se tere naina mere nainon se laage re tab se deewana hua sab se begaana hua rabb bhi deewana laage re rabb bhi deewana laage re hoooo oooo oooo jab se tere naina mere nainon se laage re hoooo hooooo jab se mila hai tera ishaara tab se jagi hai bechainiyaa hoooo jab se mila hai tera ishaara tab se jagi hai bechainiyaa jab se huyi sargoshiyaan tab se badhi hai madhoshiyaan jab se jude yaara tere mere mann ke dhaage re tab se deewana hua sab se begaana hua rabb bhi deewana laage re rabb bhi deewana laage re hooooo hoooo hoooo hooooo jab se huyi hai tujhse sharaarat tab se gaya hai chain o qaraar hoooo ooooo ooooo jab se huyi hai tujhse sharaarat tab se gaya hai chain o qaraar jab se tera aanchal dhala tab se koi jaadoo chala jab se tujhe paaya ye jiya dhak dhak bhaage re tab se
jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho hum bhi yahi kehte hain saanson mein tum hi tum ho jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho aa gaye pyaar ke din bekhudi chhaane lagi mastiyaan jhoom uthi zindagi gaane lagi aa gaye pyaar ke din bekhudi chhaane lagi mastiyaan jhoom uthi zindagi gaane lagi zindagi gaane lagi dil ke naye naghmon ki taanon mein tum hi tum ho dil ke naye naghmon ki taanon mein tum hi tum ho hum bhi yahi kehte hain saanson mein tum hi tum ho jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho aaaahaaa haaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaahaaa haaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa jab se paaya hai tumhem bheega bheega hai samaa jab se chaaha hai tumhen har nazaara hai jawaan jab se paaya hai tumhem bheega bheega hai samaa jab se chaaha hai tumhen har nazaara hai jawaan har nazaara hai jawaan dil mein tumhin rehte ho yaadon mein tum hi tum ho dil mein tumhin rehte ho yaadon mein
jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain pehli nazar ne kiya aisa jaadoo na hosh hai na hai dil pe mere kaaboo haan pehli nazar ne kiya aisa jaadoo na hosh hai na hai dil pe mere kaaboo ye soch ke ghabraaun aashique na ban jaaun jab se tumko maanga hai sanam neend hai na mujhe kahin chain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain toone chura li meri neend saari kitni sataaye mujhe beqaraari hooooo toone chura li meri neend saari kitni sataaye mujhe beqaraari teri yaad jo aati hai koi dard jagaati hai jab se tumko paaya hai sanam dekhun sapne din rain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain
jab se tumko dekha dekha hi karte hain jab se tumko dekha dekha hi karte hain tum hi kuchh batlaao iss ko kya kehte hain l o v e l o v e l o v e jab se tumko dekha jeete hain marte hain jab se tumko dekha jeete hain marte hain tum hi kuchh batlaao iss ko kya kehte hain l o v e l o v e l o v e duniyaa lagne lagi koi sapnon ki waadiiiii mausam pehle naa tha kabhi itnaa gulaabiiiiii duniyaa lagne lagi koi sapnon ki waadiiiii mausam pehle naa tha kabhi itnaa gulaabiiiiii aaj to mujhpe naa jaane kaisi hai ye bekhudi l o v e l o v e l o v e jab se tumko dekha jeete hain marte hain tum hi kuchh batlaao iss ko kya kehte hain l o v e l o v e l o v e ta ra ra ta ra ra lala lala lala lala laaaa jaanam jaate ho udhar kahaan chhodo ye nazaare aao apna nazaara dekho dil mein humare jaanam jaate ho udhar kahaan chhodo ye nazaare aao apna nazaara dekho dil mein humare tum ho wahaan bhi yahaan bhi ye kaisi jaadugari l o v e l o v e l o v e jab se tumko dekha jeete hain marte hain
jab se tune mujhe deewana bana rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai sang har shaks ne sang har shaks ne haathon mein utha rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai sang har shaks ne sang har shaks ne haathon mein utha rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai uske dil par bhi kadi ishq mein guzri hogi uske dil par bhi uske dil par bhi kadi ishq mein guzri hogi uske dil par bhi kadi ishq mein guzri hogi naam jisne bhi naam jisne bhi muhabbat kaa sazaa rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai sang har shaks ne sang har shaks ne haathon mein utha rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai patharon aaj mere sar pe baraste kyun hon patharon aaaaaaaaaj mereeeeeee pathaaaronnnnn aaaaaaaaaa patharon aaj mere sar pe baraste kyun hon maine tumko bhi kabhi maine tumko bhi kabhi apna khuda rakha hai jab se tune mujhe deewana bana rakha hai sang
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 04:19 20686
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dev Anand
Duration : 04:19   Song Number : 20686   

Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai (Female) Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 03:40 39960
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 03:40   Song Number : 39960   

Jab Pyaar Nahin Hai To Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 09:22 37812
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 09:22   Song Number : 37812   

Jab Raam Naam Le Le Har Abhi To Jee Lein (1977) 03:57 37012
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Kiran Kumar
Duration : 03:57   Song Number : 37012   

Jab Raat Nahin Katati Changez Khan (1957) 03:59 37054
 
Poster of Changez Khan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy, Prem Nath
Duration : 03:59   Song Number : 37054   

Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar 06:53 17859
 
Poster of Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Duration : 06:53   Song Number : 17859   

Jab Saiyaan Gangubai Kathiawadi (2022) 04:10 13657
 
Poster of Gangubai Kathiawadi (2022)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2022
Lyricist
A M Turaz
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Alia Bhatt, Shantanu Maheshwari
Duration : 04:10   Song Number : 13657   

Jab Se Aankhein Ho Gayi Dharti (1970) 04:49 32318
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 32318   

Jab Se Balam Ghar Aaye Awara (1951) 02:49 12758
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:49   Song Number : 12758   

Jab Se Dekha Hai Tumhen Dil Akhir Dil Hai (1982) 03:59 18349
 
Poster of Dil Akhir Dil Hai (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anil Mohile
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Parveen Babi
Duration : 03:59   Song Number : 18349   

Jab Se Gaye Hain Anup Jalota 06:20 18404
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 06:20   Song Number : 18404   

Jab Se Hum Tum Bahaaron Mein Main Shadi Karne Chala (1962) 03:20 16101
 
Poster of Main Shadi Karne Chala (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mumtaz, Firoz Khan
Duration : 03:20   Song Number : 16101   

Jab Se Laagi Tose Shikar (1968) 06:04 36370
 
Poster of Shikar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 06:04   Song Number : 36370   

Jab Se Lagan Lagayi Reshma Aur Shera (1971) 03:39 18680
 
Poster of Reshma Aur Shera (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:39   Song Number : 18680   

Jab Se Mile Naina (Female) First Love Letter (1991) 08:27 18758
 
Poster of First Love Letter (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Duration : 08:27   Song Number : 18758   

Jab Se Tere Naina Saawariya (2007) 04:45 16948
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Monty
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 04:45   Song Number : 16948   

Jab Se Tumhen Dekha Gharana (1961) 04:23 13277
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Rajendra Kumar
Duration : 04:23   Song Number : 13277   

Jab Se Tumko Dekha Damini (1993) 05:05 13019
 
Poster of Damini (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:05   Song Number : 13019   

Jab Se Tumko Dekha Kaalia (1981) 05:48 17954
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 05:48   Song Number : 17954   

Jab Se Tune Mujhe Deewana Abida Parveen 04:44 11797
 
Poster of Abida Parveen
 
Category
Ghazal
Lyricist
Hakim Nasir
Singer- 
Abida Parveen
Duration : 04:44   Song Number : 11797