Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la lala la lala la la lala lala la la la lala la aa aaaa aaaa aaaa hum banjaaron ki baat mat poochho ji hum banjaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki achhaa ye baat hai to phir aayenge achhaa ye baat hai to phir aayenge hum tere pyaar ko aazmaayenge hum banjaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki hum dil nahin dete hum jaan deten hain hum dil nahin lete hum jaan leten hain ye dushmani hai tum dosti na samjho dil ki lagi hai tum dillagi na samjho dil ke maaron ki baat mat poochho ji dil ke maaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki ye to hai banjaaren ye tum kaho pyaare pyaar ho jab tadap ke dil dil ko pukaare sar haath pe rakh ke saaqi puraane aaye sab dekhte haan wo yaar ko le jaayen sache yaaron ki baat mat poochho ji sache yaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki tum jo kehte ho hum wo karten
hum bechare pyaar ke mare aur tum to tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahunche lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahunche hum bechare pyaar ke mare aur tum to tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahunche dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig behki nigahen masha allah masha allah banki adayen masha allah masha allah palkon ki uthti girti chilman teer chalaye masha allah dil ka karaar ho tum jaan e bahaar ho tum karne ko aayeh hain nazaare hum bechare pyaar ke mare aur tum toh tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahunche dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig chaal tumhari sabse aala waah waah waah waah baat tumhari ras ka pyala oye oye oye oye apna toh haal kuchh naa puchho kaid huya hai chahne wala zulfon ke jaal mein hum tere
hum hmm hmm hmm hmm hmm aahaa aa aa aa aa chale gaye hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye hum hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye saagar mein zindagi ko utaare chale gaye hum dekha kiye tumhein hum ban ke deewaana dekha kiye tumhein hum ban ke deewaana utra ho nasha to humne ye jaana saare wo zindagi ke sahare chale gaye hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye hum tum to na kaho hum khud hi se khelen tum to na kaho hum khud hi se khelen doobe nahin hum hee yun nashe mein akele sheeshe mein aapko hi utaare chale gaye hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye hum
hum bewafaa hargiz na thei par hum wafaa kar naa sakke hum ko mili uski sazaa hum jo khataa kar naa sakke hum bewafaa hargiz na thei par hum wafaa kar naa sakke kitni akeli thi woh rahen hum jinpe ab tak akele chalte rahe tujhse bichhad ke bhi o bekhabar tere hi gham mein jalte rahe toone kiya jo shikwaa hum wo gila kar naa sakke hum bewafaa hargiz na thei par hum wafaa kar naa sakke tumne jo dekha suna sach tha magar kitna tha sach ye kisko pataa jaane tumhein maine koi dhoka diyaa jaane tumhein koi dhoka hua is pyaar mein sach jhooth kaa tum faisla kar naa sakke hum bewafaa hargiz na thei par hum wafaa kar naa sakke
hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you koi laata gudiya motar koi laata gudiya motor race to koi laata phirki lattu koi chabbi ka tattu aur duniya kehti happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you kitni pyari hoti hai ye bholi si umar na naukri ki chintha na roti ki phikar nanhe munhe hote hum to dete sau hukam peeche peeche daddy mummy banke naukar choclate biscuit toffee khate aur peeta duddu aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you kaise kaise nakhre karte ghar walon se hum pal mein hanste pal mein rote karte naak mein dum akkad bakkad lukka chuppi kabhi chuha chu karte din bhar hulla gulla
hai aag humare seene mein hum aag se khelte aate hain takraate hain jo iss taaqat se wo mitti mein mil jaate hain tumse to patanga achchha hai jo hanste huye jal jaata hai hoye hoye hoye hoye hoye wo pyaar mein mitt to jaata hai par naam amar kar jaata hai par naam amar kar jaata hai hum bhi hain tum bhi ho donon hai aamne saamne dekh lo kya asar kar diya pyaar ke naam ne hum gaate garajte saagar hain koi humko baandh nahin paaya oye hum mauj mein jab bhi lehraayen saara jag darr se tharrraaya hum chhoti si wo boond sahi hai seep ne jisko apnaaya hoye hoye hoye hoye hoye khaara paani koi pee naa saka ik pyaar ka moti kaam aaya ik pyaar ka moti kaam aaya hum bhi hain tum bhi ho donon hai aamne saamne dekh lo kya asar kar diya pyaar ke naam ne kiss phool pe marti hai duniyaa hai kaun sa phal sabse mitha nainon se jo naina takraaye to kaun haara aur kaun jeeta ye dil ka kanwal sabse sunder mehnat ka phal sabse meetha hoye hoye hoye iss pyaar ki baazi mein hans kar jo
hmmm hmmmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmmm hmmmmmm hum bhi sharabi tum bhi sharaabi chhalke gulabi chhalke gulabi taqdeer dil ki khaanakharabi hum bhi sharabi tum bhi sharaabi chhalke gulabi chhalke gulabi taqdeer dil ki khaanakharabi jab tak hai jeena khush ho ke jee len jab tak hai peena jee bhar ke pee len jab tak hai jeena khush ho ke jee len jab tak hai peena jee bhar ke pee len hasrat naa koi reh jaaye baaki hum bhi sharabi tum bhi sharaabi chhalke gulabi chhalke gulabi taqdeer dil ki khaanakharabi kal subah ke daaman mein tum honge naa hum honge kal subah ke daaman mein tum honge naa hum honge bas reit ke seene par kuchh naksh e kadam honge bas raat bhar ke mehmaan hum hain zulfon mein shab ki thode se kham hain bas raat bhar ke mehmaan hum hain zulfon mein shab ki thode se kham hain baaki rahega saagar naa saaki hum bhi sharabi tum bhi sharaabi chhalke gulabi chhalke gulabi taqdeer dil ki khaanakharabi hum bhi sharabi hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
hum bhool gaye hain rakh ke kahin wo cheez jise dil kehte the wo cheez jise dil kehte hain hum bhool gaye hain rakh ke kahin wo cheez jise dil kehte the wo cheez jise dil kehte hain hum bhool gaye hain rakh ke kahin ummeed bhi ajnabi lagti hai aur dard paraaya lagta hai ummeed bhi ajnabi lagti hai aur dard paraaya lagta hai aaine mein jisko dekha tha bichhchhda hua saaya lagta hai aaine mein jisko dekha tha bichhchhda hua saaya lagta hai hum bhool gaye hain rakh ke kahin wo cheez jise dil kehte the wo cheez jise dil kehte hain hum bhool gaye hain rakh ke kahin naa jaane kahaan chhod aaye hain wo shaks jise hum jaante the naa jaane kahaan chhod aaye hain wo shaks jise hum jaante the aahat bhi sunaayi deti nahin parchhaayi se hum pehchaante the aahat bhi sunaayi deti nahin parchhaayi se hum pehchaante the hum bhool gaye hain rakh ke kahin wo cheez jise dil kehte the wo cheez jise dil kehte hain hum bhool gaye hain rakh ke kahin wo cheez jise dil kehte the wo cheez
hmm hmmmm hmm hmmm aaayeee heeeyaaun heeeyaaun heeeyaaun heeeyaaun heeeyaaun heeeyaaun ayeeeee hum bolega to bologe ke bolta hai hum bolega to bologe ke bolta hai ek memshaab haiiiiiiii saath mein shaab bhi hai ek memshaab hai saath mein shaab bhi hai memshaab sunder sunder hai shaab bhi khubshurat hai dono paash paash hai baat khaash khaash hai duniyaa chaahe kuchh bhi bole bole hum kush nahin bolega hum bolega to bologe ke bolta hai hum bolega to bologe ke bolta hai humra ek padoshi hai humra ek padoshi hai naam jiska joshi hai wo paash humre aata hai aur humko ye shamjhaata hai hey jab do jawaan dil mil jaayenge tab kush naa kush to hoga hey jab do baadal takraayenge tab kush naa kush to hoga do se chaar ho shakte hain do se chaar ho shakte hain chaar se aath ho shakte hain aath se shaath ho shakte hain jo karta hai paata hai are apne baap ka kya zaata hai joshi padoshi kush bhi bole bole hum to kush nahin bolega hum bolega to bologe ke bolta hai hum bolega to
hum chaahen yaa naa chaahen hum raahi banaa leti hain hum ko jeevan ki raahen hum chaahen yaa na chaahen ye raahen kahaan se aati ye raahen kahaan le jaati ye raahen kahaan se aati ye raahen kahaan le jaati raahen dharati ke tan par aakaash ki phaili baahen hum chaahen yaa na chaahen hum raahi banaa leti hain hum ko jeevan ki raahen hum chaahen yaa na chaahen utraa aakaash dharaa par tan man kar diyaa nichhaavar utraa aakaash dharaa par tan man kar diyaa nichhaavar jo phool khilaanaa chaahen hans hans kar saath nibaahen hum chaahen yaa na chaahen hum raahi banaa leti hain humko jeevan ki raahen hum chaahen yaa na chaahen
hum chal rahe the wo chal rahe the magar duniyaa waalon ke dil jal rahe the hum chal rahe the wo chal rahe the magar duniyaa waalon ke dil jal rahe the hum chal rahe the wahi hain fizaahein wahi hain hawaayein magar pyaar ki ab nahin wo adaayein wahi hain fizaahein wahi hain hawaayein magar pyaar ki ab nahin wo adaayein bulaayein hum unko magar wo na aaye hum chal rahe the wo chal rahe the magar duniyaa waalon ke dil jal rahe the hum chal rahe the unhein bhool kar bhi bhula na sakoonga jo dil mein lagi hai bujha na sakoonga unhein bhool kar bhi bhula na sakoonga jo dil mein lagi hai bujha na sakoonga main sapnon ki duniyaa sajaa na sakoonga hum chal rahe the wo chal rahe the magar duniyaa waalon ke dil jal rahe the hum chal rahe the
hum chhod chale hain mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona iss dil ko tasalli de lena ghabraaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko ek khaab sa dekha tha humne ek khaab sa dekha tha humne jab aankh khuli to toot gaya jab aankh khuli to toot gaya ye pyaar tumhein sapna bankar tadpaaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko jeevan ke safar mein tanhaai jeevan ke safar mein tanhaai mujh ko to na zinda chhodegi mujh ko to na zinda chhodegi marne ki khabar ae jaanejigar mil jaaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona iss dil ko tasalli de lena ghabraaye kabhi to mat rona
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa poochho to yaaro hum kaun hain hummmm chhupe rustam hain chhupe rustam hain qayaamat ki nazar rakhte hain zameen to kya hai zameen to kya hai aasmaan ki khabar rakhte hain chhup naa paaye koi tasveer humaare aage chal naa paaye koi taqdeer humaare aage toot jaati hai toot jaati hai toot jaati hai khud shamsheer humare aage sar jhukaati hai har taqdeer humare aage raah kaanton mein bana lete hain aasmaan sar pe uthaa lete hain hum agar taish mein aa jaayen to hum agar taish mein aa jaayen to aag paani mein laga dete hain aaaaa aaaaaa humare dam se ye zamaana hai sharaab o jaam hai maikhaana hai hum jahaan sar ko jhuka de yaaron wahin kaaba wahin buttkhaana hai haaann hum to insaan ke liye hum to insaan ke liye hum to insaan ke liye dhaar pe sar rakhte hain zameen to kya hai zameen to kya hai aasmaan ki khabar rakhte hain ooooo oooooo tori nazariyaa gori jaise ooooo oooooo tori nazariyaa gori jaise rass ki nadi lehraaye ek baar jo doobe
hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dekho ab duniyaa ko gaur se pehle se nayee pehle se hasin hum tum ko milna tha mil gaye kya ye asman kaun ye zameen hum jo dekhen tum ko dekhen saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain hooooo la la la la la hooo ho aaaa aa aa la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la lafzon mein jinko naa keh sake aankhon se kahein hothhon se sunein khushboo ke saaye mein baith ke phool hum chune khwaab hum boone is ke aage kuchh naa sochein saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain dhadkanon ko aahaton ko saansein ruk si gayee hain hum chup hain ke dil sun rahen hain hmmm hmmmm hmmm hmmm ho ho aa aa aa aa aa aa
hum chup hain isliye ke khata ki hai pyaar ki aankhon ko di gayi hai saza intzaar ki dil ne ek bewafa se pyaar kiya pyaar kiya jhuthe waadon pe aitbaar kiya haye jhuthe waadon pe aitbaar kiya dil ne ek bewafa se pyaar kiya pyaar kiya jhuthe waadon pe aitbaar kiya haye jhuthe waadon pe aitbaar kiya wo nahin aaye wo na aayenge wo nahin aaye wo na aayenge wo nahin aaye wo na aayenge na aayenge ye samajhkar bhi intzaar kiya haye ye samajhkar bhi intzaar kiya dil ne ek bewafa se pyaar kiya pyaar kiya jhuthe waadon pe aitbaar kiya haye jhuthe waadon pe aitbaar kiya hum samajhte rahe jise apna hum samajhte rahe jise apna hum samajhte rahe jise apna haye apna usne gairon pe dil nisaar kiya haye usne gairon pe dil nisaar kiya dil ne ek bewafa se pyaar kiya pyaar kiya jhuthe waadon pe aitbaar kiya haye jhuthe waadon pe aitbaar kiya aaj beete dinon ki yaadon ne aaj beete dinon ki yaadon ne aaj beete dinon ki yaadon ne haye yaadon ne aur bhi humko bekaraar kiya haye aur bhi
hum dard ka afsana duniya ko suna denge har dil mein mohabbat kiii ek aag laga denge ho jayegi phir duniyaaa aabad yatimon ki gunjegi zamane mein fariyad yatimon ki rote huye nagmon se toofaan utha denge sarkar do aalam kiii ummat pe sitam kyun ho allah ke bandon ko majhdhar ka ghum kyun ho islaam ki kashti ko hum paar laga denge ehsaan yatimon kiii takdeer pe kar dalo fariyad hai dil walo fariyad hai dil walo hum par bhi karam karnaaa hum tumko dua denge
bhujh gaye ghum ki hawa se pyaar ke jalte charaag bewafaai chaand ne ki pad gaya ismein bhi daag hum dard ke maaro ka itna hi fasaana hai peene ko sharaab e ghum dil ghum ka nishaana hai hum dard ke maaro ka itna hi fasaana hai dil ek khilona hai taqdeer ke haathon mein dil ek khilona hai taqdeer ke haathon mein taqdeer ke haathon mein marne ki tamanna hai jeene ka bahaana hai peene ko sharaab e ghum dil ghum ka nishaana hai dete hain duwaaen hum dete hain duwaaen hum duniyaa ki jafaaon ko duniyaa ki jafaaon ko kyun unko bhulaayen hum ab khud ko bhulana hai peene ko sharaab e ghum dil ghum ka nishaana hai hans hans ke bahaaren to shabnam ko rulaati hain hans hans ke bahaaren to shabnam ko rulaati hain shabnam ko rulaati hain aaj apni muhabbat par dariyaa ko rulaana hai aaj apni muhabbat par dariyaa ko rulaana hai hum dard ke maaro ka itna hi fasaana hai peene ko sharaab e ghum dil ghum ka nishaana hai
hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale ho baabul ki aaye mohe yaad jaane kyaa ho ab iske baad hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale gaadi se keh do chale tez manzil hai door thoda safar ka mazza lijiye ae huzoor gaadi se keh do chale tez manzil hai door thoda safar ka mazza lijiye ae huzoor dekho na chhedo is tarah rasta kate phir kis tarah hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam le chal jahaan terii marzi ye teraa hai kaam jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam le chal jahaan terii marzi ye teraa hai kaam mujhpe hai itna aitbaar maine kiya hai tumse pyaar hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale aisa naa ho tu kabhi chhod de mera saath phir na kabhi kehana dil todne waali baat aisa na ho tu
ye naa hoga nahin hoga hoga kaise mano tum agar mera kehna hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega ooooo hoooooo oooo oooo ooooo oooo hooo ooooo oooo hoooo oooo chitthi ke lifaafe pe naam kya likhenge naam chhodo poochho ke paigaam kya likhenge ho likhenge ke chitthi milte hi chale aao baaghon mein phoolon ke khilte hi chale aao chamkenge taare dil mein humare aur ban ke wo mehtaab aayega hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega waada tha tumhara doge tum ik nishaani doonga abhi to hai baaki saari zindagani jab hum na honge tab shayad ye baat ho ho sakta hai aaj hi wo pyaar bhari raat ho hain wo safar mein iss sune ghar mein ban ke mehmaan wo janab aayega hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega
hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain zinda to hain jeene ki adaa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain khushboo jo lootati hai maslate hain usi ko ehsaan ka badlaa yahi milta hai kali ko ehsaan to lete hain sila bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain karte hain mohabbat kaa aur ehsaan ka saudaa matlab ke liye karte hain imaan ka saudaa darr maut ka aur kauf e khuda bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain ab mom pinghal kar koi paththar nahin hota ab koi bhi qurbaan kisi par nahin hota yun bhatke hain manzil ka pata bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain zinda to hain jeene ki adaa bhool gaye hain hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain bhool gaye hain bhool gaye hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Banjaaron Ki Baat Dharam Veer (1977) 06:23 17845
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 06:23   Song Number : 17845   

Hum Bechare Pyaar Ke Rangoli (1962) 03:56 37126
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Durga
Duration : 03:56   Song Number : 37126   

Hum Bekhudi Mein Tumko Pukare Kala Pani (1958) 03:37 20529
 
Poster of Kala Pani (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:37   Song Number : 20529   

Hum Bewafaa Hargiz Na Thei Shalimar (1978) 04:04 18042
 
Poster of Shalimar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:04   Song Number : 18042   

Hum Bhi Agar Bachhe Hote Door Ki Awaz (1964) 05:23 13170
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Joy Mukherjee, Sayra Banu
Duration : 05:23   Song Number : 13170   

Hum Bhi Hain Tum Bhi Ho Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 07:52 12072
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Padmini
Duration : 07:52   Song Number : 12072   

Hum Bhi Sharabi Tum Bhi Sharabi Chitra Singh 07:32 17945
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:32   Song Number : 17945   

Hum Bhool Gaye Aks (2001) 05:25 21146
 
Poster of Aks (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Manoj Bajpai
Duration : 05:25   Song Number : 21146   

Hum Bolega To Bologe Kasauti (1974) 03:50 20531
 
Poster of Kasauti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Pran
Duration : 03:50   Song Number : 20531   

Hum Chaahen Naa Chaahen Phir Bhi (1971) 03:13 32335
 
Poster of Phir Bhi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Raghu Nath Seth
On Screen Actors- 
Pratap Sharma, Meenal Mehta
Duration : 03:13   Song Number : 32335   

Hum Chal Rahe The Duniya Na Mane (1959) 03:28 12157
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:28   Song Number : 12157   

Hum Chhod Chale Hain Mehfil Ko Ji Chahta Hai (1964) 04:18 13435
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shayama, Raj Shri, Rajendra Nath
Duration : 04:18   Song Number : 13435   

Hum Chhupe Rustam Hain Chhupa Rustam (1973) 06:21 12994
 
Poster of Chhupa Rustam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:21   Song Number : 12994   

Hum Chup Hain Faasle (1985) 04:39 13241
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha, Farha Khan
Duration : 04:39   Song Number : 13241   

Hum Chup Hain Isliye Ke Fareb (1968) 04:27 38783
 
Poster of Fareb (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Bela Bose
Duration : 04:27   Song Number : 38783   

Hum Dard Ka Afsana Dard (1947) 03:52 32631
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Munavvar Sultana, Nusrat, Suraiya, Sultana
Duration : 03:52   Song Number : 32631   

Hum Dard Ke Maaro Daag (1952) 04:05 13014
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 13014   

Hum Donon Do Premi Ajanabee (1974) 04:48 20532
 
Poster of Ajanabee (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:48   Song Number : 20532   

Hum Donon Mil Ke Kaagaz Pe Dil Ke Tumhari Kassam (1978) 03:57 16332
 
Poster of Tumhari Kassam (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Padmini Kapila, Navin Nischal
Duration : 03:57   Song Number : 16332   

Hum Dosti Ehsaan Wafa Jagjit Singh 04:30 18806
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:30   Song Number : 18806