hum aur tum the saathi abhi hai kal ki baat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath hum aur tum the saathi abhi hai kal ki baat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath jalta hai dil main phir bhi khaamosh hoon jalta hai dil main phir bhi khaamosh hoon tumse karun kya shikwaa kya dosh doon humare tumhare hooo humare tumhare armaanon ki ye kaise loot gayi baaraat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath kaise hai ye andhere dhalte nahin kaise hai ye andhere dhalte nahin milon talak ujaale milte nahin humare tumhare humare tumhare jeevan mein kaise aayi ye andhiyaari raat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath jee chaahta hai chhod doon duniyaa teri jee chaahta hai chhod doon duniyaa teri marne na de mujhe magar mamta meri humare tumhare hooo humare tumhare sapne jo sach huye the thaame hai mera haath aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath tumne kabhi kaha tha mar ke bhi hum tumne kabhi kaha tha mar ke bhi hum tumse kabhi na
Hum Aur Tum The Saathi
Hamaare Tumhare (1979)