MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana raah mein murakh mat loot jaana mat loot jaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye aankh se tapke dil ka khazaana dil ka khazaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri click here
chhoti si zindagi mein chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye poori naa ho kahaani poori naa ho kahaani aankhon ko neend aaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye chalta raha musaafir manzil magar naa aayi chalta raha musaafir manzil magar naa aayi hum kho gaye kuchh aise apni khabar naa aayi hum kho gaye kuchh aise apni khabar naa aayi phoolon ki aarzu mein phoolon ki aarzu mein kaante gale lagaaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye aansu baha ke dekha rone se faayda kya aansu baha ke dekha rone se faayda kya ro ro ke daag dil ke dhone se faayda kya ro ro ke daag dil ke dhone se faayda kya khushiyon ki hasraton mein khushiyon ki hasraton mein kya kya fareb khaaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye click here
Chhoti Umar Mein click here
yehhhh chhuk chhuk chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe bajaate rahen are gaate rahen tab tak hum hum hum hum chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi dekh dekh tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi are itna nahin are na na na na na na na itni nahin hoon anadi iss khel ki main hoon khiladi sur ko sambhal sur ko sambhal zara taal ko sambhal dono ko sambhal warna hoga bura haal are dil kare haaye haaye dil kare dhak dhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum yaaa yaa yaaa yaya yayaaa everybody are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao gaao na are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao hooooo ooooo oooo oooo ooooo mil jo gaye hum safar mein ab milke hi rahenge duniyaa se dil ka fasaana gaa ke bajaa ke kahenge mil gaye pyaar mein mil gaye pyaar mein yun sur aur taal aage ab dekhna click here
chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke kaisa jaadu kar gaye saajan in nainan mein aa ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke dheere se bol ke bina kisi mol ke le gaya dil koi akhiyon mein taul ke dheere se bol ke bina kisi mol ke le gaya dil koi akhiyon mein taul ke khoi khoi dolun main to sudh bisra ke khoi khoi dolun main to sudh bisra ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke rut hai bahaar ki sola singaar ki kanon mein more shehnaai baaje pyaar ki rut hai bahaar ki sola singaar ki kanon mein more shehnaai baaje pyaar ki duniya se rakhun kaise preet chhupa ke duniya se rakhun kaise preet chhupa ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke kaisa jaadu kar gaye saajan in nainan mein aa ke chhum chhum chali piya ki gali main sapne naye saja ke click here
chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal meri gali mein aana karke koi bahaana pyaar ka deep jalaa ke dil kaa mahal chamkana ooo aaja chanda aaja chanda tale daalun tere gale baiyaan gori gori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal man mein papiha bole piuu piuu piuu ras ghole jiya jiya jiya mora dole piya piya piya sang hole ooo aji aisa aji aisa ho sang tum ho meri patang main hun dori dori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal click here
chhun chhun ghunghroo bole meri chaal nasheeli dole mann gaane laga samjhaane laga tu aaj kisi ki ho le chhun chhun ghunghroo bole meri chaal nasheeli dole mann gaane laga samjhaane laga tu aaj kisi ki ho le chhun chhun ghunghroo bole jab se tu dil mein samaane laga zindagi mein naya mazaa aane laga jab se tu dil mein samaane laga zindagi mein naya mazaa aane laga badli hai chaal khil gaye gaal aankhon mein kamaal bikhre hain baal chhun chhun ghunghroo bole meri chaal nasheeli dole mann gaane laga samjhaane laga tu aaj kisi ki ho le chhun chhun ghunghroo bole yaad rahe piya mera pyaar sachchaa ji phir kabhi aap se milenge achchha ji yaad rahe piya mera pyaar sachchaa ji phir kabhi aap se milenge achchha ji aap ke ghulaam dete hain salaam dekh liya naach laao ji inaam chhun chhun ghunghroo bole meri chaal nasheeli dole mann gaane laga samjhaane laga tu aaj kisi ki ho le chhun chhun ghunghroo bole click here
chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi are bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi daal pakaayegi daal pakaayegi kauwaa roti laayega laa ke tujhe khilaayega mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu naacho kaalu naacho kaalu munna dol bajaayega bhalu naach dikhayegaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa saath humare chale baraati saath humare chale baraati main to hoon munne kaa haathi munne kaa click here
chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan pyaar bhi khoya maine sab kuchh haar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re haan yahi to mere din the singaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke click here
chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana tere honton pe raat ye bahana tha gori tujhko to aaj nahin aana tha tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi ho tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali saawan aane ka kuch matlab hoga baadal chhaane ka koi sabab hoga rimjhim chhaye gatayein oye kya baat ho gayi rimjhim chhaye gatayein oye kya click here
chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao paas hi chhupna door naa jaana jab main bulaaun daude daude chale aana chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao luk chhup jaana makai ka daana raaje ki beti aayi sab chhup gaye sab chhup jaao aage peechhe main baithi hoon ankhiyaan meechhe hoooo sab chhup jaao aage peechhe main baithi hoon ankhiyaan meechhe main aayiiiii main aayiiiii ayeeeeeee pakdi kaisi hai ye didi bhala aankh micholi daayin aankh band ki baayin aankh kholi kisne maine nahin to kaisi hai ye didi bhala aankh micholi daayin aankh band ki baayin aankh kholi pakdi gayin tum chhodo bahaana ab main chhupungi mujhe dhoondh ke laana chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao chalo ab meri baari hai dekho beimaani nahin karna haaaan gora mukhda naina kaale chhupne bhi diya nahin mujhe haaye haaye chori chori mere peechhe peechhe chale aaye chori chori mere peechhe peechhe chale aaye pakdi gayi main tumne ye jaana tumne ye maana hoga maine nahin click here
chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re chuhe maama o mama bhaag billi aayi re billi boli myaun kaahe ghabrao main to chali kaashi gale mil jao billi boli myaun kaahe ghabrao main to chali kaashi gale mil jao o chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re chuhe maama o mama bhaag billi aayi re myaun mat ham ko bana ari mausi tere dil mein zaroor hai kaala kisi aur ko dikhla jaa ke ye jog ye kanthi maala raam ka naam lo aankh se kaam lo raam ka naam lo aankh se kaam lo kal jo hua tha bhool jao bhool jao chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re chuhe maama o mama bhaag billi aayi re main to raam ki jogan apna parlok sudharan jaaun akhir to budhapa thehra ab laut ke aaun na aaun main to raam ki jogan apna parlok sudharan jaaun akhir to budhapa thehra ab laut ke aaun na aaun daant bhi tej tere panje bhi tej hain daant bhi tej tere panje bhi tej hain man mein wahi hai danv lage to lagao chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re billi boli myaun kaahe ghabrao main to chali click here
chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye tumhari iss ada par bhi humare dil ko pyaar aaye tumhari ye shikaayat bhi muhabbat se nahin hai kam chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen dikha do dil humen apna kahaan se dil ko hum laayen ke de rakha hai wo tumko dikha sakte hain kaise hum chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam diya tha kisliye bolo amaanat hi tumhaari thi diya tha kisliye bolo click here
chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki tum apne charnon mein rakh lo mujh ko tumhaare charnon ka phool hoon main main sar jhukaye khadi hoon pritam main sar jhukaye khadi hoon pritam ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki ye sach hai jeenaa tha paap tum bin ye paap maine kiya hai ab tak magar hai mann mein chhabi tumhari magar hai mann mein chhabi tumhari ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki phir aag birhaa ki mat lagaanaa ke jal ke main raakh ho chuki hoon ye raakh maathe pe maine rakh li ye raakh maathe pe maine rakh li ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki click here
chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata o chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata chhupne waale saamne aa aakhir tere naaz ki ye haar nahin to aur hai kya daud ke aana pass mere pyaar nahin to aur hai kya door khadi hairaan hai kya daant mein yun ungali na daba door khadi hairaan hai kya daant mein yun ungali na daba chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata chhupne waale saamne aa aa lipti hai dil se mere zulf teri bal khaayi huyi dekh raha hoon teri nazar apni nazar tak aayi huyi gaalon par zulfen na gira tu hai qayamat main hoon balaa gaalon par zulfen na gira tu hai qayamat main hoon balaa chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata o chhupne waale saamne aa chhup click here
chhupo na chhupo na chhupo na chhupo na chhupo na o pyaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na baanki raseeli baanki raseeli humaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na saajan se chhupo na o pyaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na milne ko aaye hain milne ko aaye hain aakar milo nainon se naina milaakar milo dekho bano na na humko banaao roothi huyi ho to haan roothi huyi ho to ab maan jaao bholi suratiyaa bholi suratiyaa dikhaa do mohaniyaa humse chhupo na chhupo na saajan se chhupo na o pyaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na kaisa suhaana samay hai dilaara bichhude huye bichhude huye do dilon ka sahaaraa kaisa suhaana samay hai dilaara bichhude hue do dilon ka sahaaraa aise mein aao aise mein aao zaraa gungunaati soyi huyi kismaton ko jagaati rum jhum bajaati ho bairi paijaniyaa humse chhupo na chhupo na saajan se chhupo na o pyaari sajaniyaa click here
chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son wo chahe to bin maange hi deve phaad ke chhapad wo chahe to khinch ke maare tere munh pe thappad are wo chahe to bin mange hi deve phaad ke chhapad wo chahe to khinch ke maare tere munh pe thappad is duniya ke peeche tu deewaana nahin ban is duniya ke peeche tu deewaana nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son jo bhikhmanga in sadkon pe aaj bajaaye baaja o deewane tu kya jaane kal hoga wo raaja jo bhikhmanga in sadkon pe aaj bajaaye baaja o deewane tu kya jaane kal hoga wo raaja ek din tere saamne wo ghumega ban than ek din tere saamne wo ghumega ban than chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban aalu ban shora ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son click here
chidiyan choon choon karti hain tote taali bajaate hain chidiyan choon choon karti hain tote taali bajaate hain ye sab mere saathi hain mil kar shor machaate hain ki bolchhe bolchhe ki happy birthday to me ki bolchhe bolchhe ki happy birthday to me mera janamdin sabne manaya bhaalu bhi aaya kaalu bhi aaya mera janamdin sabne manaya bhaalu bhi aaya kaalu bhi aaya hatt jao sab raste se jungle ke raja aate hain chidiyan choon choon karti hain tote taali bajaate hain ye sab mere saathi hain mil kar shor machaate hain ki bolchhe bolchhe ki happy birthday to me ye kitne sundar ye kitne pyaare aise nahin kyun insaan saare ye kitne sundar ye kitne pyaare aise nahin kyun insaan saare ye bandar insanon ki dekho hansi udaate hain chidiyan choon choon karti hain tote taali bajaate hain ye sab mere saathi hain mil kar shor machaate hain ki bolchhe bolchhe ki happy birthday to me iss hirni ko sab kehte hain seeta hai raam haathi ravan ye cheeta iss hirni ko sab kehte hain seeta click here
bichhu mere naina badi zehareeli akkh maare kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare haaye bichhu mere naina badi zehareeli akkh maare kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare note hazaaron ke khulla chhutta karaane aayi husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi jungle mein aaj mangal karungi bhookhe sheron se khelungi main makkhan jaisi hatheli pe jalte angaare le lungi main haaye gehre paani ki machhli hoon raja ghaat ghaat dariya mein ghoomi hoon main teri nazron ki leheron se haar ke aaj doobi hoon main hoye jaan leva jalwa hai dekhne mein halwa hai jaan leva jalwa hai dekhne mein halwa hai pyaar se paros doongi toot le zara yeh toh trailer hai poori film dikhane aayi husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayi aayi chikni click here
hmmmmmmmm hayeeee chikni chikni kanwal jaisi teri jawaani chhoo ke badan ko phisal jaaye paani dekha jo kudrat ne tujhko ho gayi deewani deewani deewani jitni ye bheege jale utni jawaani teri mohabbat ki hai ye deewaani aag bujha na sakega baadal ka paani ho paani ho paani haayeee ha jaise ambar se ha badle paani ke madira barasne lagi hai tera ho jaane ko tujh mein kho jaane ko chahat tarasne lagi hai ha jaise ambar se ha badle paani ke madira barasne lagi hai tera ho jaane ko tujh mein kho jaane ko chahat tarasne lagi hai doob gayi masti mein ritu suhaani haaye chikni chikni kanwal jaisi teri jawaani haaa aaaahhhhh chhoo ke badan ko phisal jaaye paani ha aaaaaaaa ha aaaaaaa aag bujha na sakega baadal ka paani ho paani ho paani ha jaise jal jal mein ha baadal baadal mein tu mujh mein main tujh mein khoyi tu hi tu hai bus main hi main hoon bus duniya mein aur nahin koi ha jaise jal jal mein ha baadal baadal mein tu mujh mein main tujh mein khoyi tu hi tu hai bus click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhoti Si Ye Zindgaani Aah (1953) 03:34 20290
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Duration : 03:34   Song Number : 20290   

Chhoti Si Zindagi Mein Kavi (1954) 03:23 39723
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 39723   

Chhoti Umar Mein Aakraman (1975) 05:27 37463
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Sanjeev Kumar, Rekha
Duration : 05:27   Song Number : 37463   

Chhuk Chhuk Rafoo Chakkar (1975) 03:46 14037
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Pental, Various
Duration : 03:46   Song Number : 14037   

Chhum Chhum Chali Ek Saal (1958) 02:45 19906
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:45   Song Number : 19906   

Chhun Chhun Baaje Hum Log (1951) 03:22 32325
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:22   Song Number : 32325   

Chhun Chhun Ghunghroo Bole Phagun (1958) 03:16 20302
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:16   Song Number : 20302   

Chhun Chhun Karti Ab Dilli Dur Nahin (1957) 03:12 20303
 
Poster of Ab Dilli Dur Nahin (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Moti Lal, Amjad Khan
Duration : 03:12   Song Number : 20303   

Chhup Gaya Koi Re Champa kali (1957) 03:25 12958
 
Poster of Champa kali (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 12958   

Chhup Gaye Saare Nazaare Do Raaste (1969) 05:26 20291
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Raag- 
Tilang
Duration : 05:26   Song Number : 20291   

Chhupa Chhupi (Happy) Dream Girl (1977) 04:44 13185
 
Poster of Dream Girl (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:44   Song Number : 13185   

Chhupa Chhupi O Chhupi Savera (1958) 03:30 39267
 
Poster of Savera (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shailesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:30   Song Number : 39267   

Chhupa Kar Meri Bhabhi (1957) 04:22 12896
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Shyama, Javahar Kaul
Duration : 04:22   Song Number : 12896   

Chhupa Lo Yun Dil Mein Mamta (1966) 03:32 20292
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Ashok Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20292   

Chhupne Waale Saamne Tumsa Nahin Dekha (1957) 03:03 11896
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Ameeta
Duration : 03:03   Song Number : 11896   

Chhupo Na Chhupo Na Meri Behen (1944) 03:02 41002
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:02   Song Number : 41002   

Chhuri Ban Kanta Ban O My Son Jaali Note (1960) 02:37 19831
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:37   Song Number : 19831   

Chidiyan Choon Choon Jyoti (1981) 07:07 37669
 
Poster of Jyoti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 07:07   Song Number : 37669   

Chikni Chameli Agneepath (2012) 05:04 17055
 
Poster of Agneepath (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Ajay Atul
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 05:04   Song Number : 17055   

Chikni Chikni Kanwal Jaisi Teri Jawaani Mahaguru (1985) 05:11 36940
 
Poster of Mahaguru (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 05:11   Song Number : 36940