MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekha tumko jab se bas dekha tumko yaara tumse koi achha hai na tumse koi pyaara yun nazrein na phero tum mere ho mere tum hoo hoo hey eh hey hey hoo hoo hey eh hey hey she''s what i want she''s what i love she''s sent to me from the heaven above she''s so cool she''s so fine out of ten i''d give her nine hey eh eh eh hey dekha tumko jab se bas dekha tumko yaara yea dekha tumko jab se bas dekha tumko yaara tumse koi achha hai na tumse koi pyaara yun nazrein na phero tum mere ho mere tum keh do na keh do na you are my sonia hey keh do na keh do na you are my sonia you are you are my sonia you are you are my sonia hey aa aa aa ha dekha tumko jab se bas dekha tumko yaara tumse koi achha hai na tumse koi pyaara yun nazrein na phero tum mere ho mere tum keh diya keh diya you are my sonia you are you are my sonia you are you are my sonia teri mohabbat mein ye dil deewana hai iss mein hai meri kya khataa haan ye dil churaane ka achha bahaana hai mujhko hai pehle se pataa click here
you may be just a little bit deewani thodi thodi si crazy but baby your the one tum jaisi hai na koi yun deewani thodi thodi si crazy but baby your the one ab aur kise na chahta hoon aur kise na chahunga tu jo taare maangle to woh bhi tod launga kehke toh dekho na karta rahunga main pyaar you may be just a little bit deewani thodi thodi si crazy but baby your the one haule haule humse yeh hawayein jane kya keh rahi hain kehte kehte phir zara lajja ke dekho chhup reh rahi hain baat hai toh wahi dil mein thehre kahin sapnon ko mere hai bas ik tera intezaar you may be just a little bit deewani thodi thodi si crazy but baby your the one khule khule teri aankhon mein hain mere armaan saare khile khile aise hain ke pheeke pheeke hain sab nazaare hai naya ye jahaan ke hua na yahaan itna kabhi bhi kisiko kisise hai pyaar you may be just a little bit just a little bit deewani deewani thodi thodi si crazy tu hi to meri baby your the one your the one ab aur kise na chahta click here
danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar yudh kar yudh kar yudh kar aahaaa ha ha ha ha ha haaa danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai hooo krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar danke pe chot padi hai haa saamne fauj khadi hai ho krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar hooohooo ooo hooo ooo oo sadiyo pahle ki ye kahani aaj zubaan par aayi hai aaj zubaan par aayi hai aaj ki raat na jane kya ho shaam khabar ye layi hai shaam khabar ye layi hai tere imtihaan ki ye ghadi hai saamne maut khadi hai tere imtihaan ki ye ghadi hai saamne maut khadi hai hoo krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar hoohooo ooo ooo ooo oo duniya wale tab jhukte han pyaar ki click here
yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho roz aati ho tum khayalon mein roz aati ho tum khayalon mein zindagi mein bhi meri aa jaao beet jaaye na ye sawalon mein iss jawani pe kuch taras khao haale dil samjho sanam haale dil samjho sanam kahenge munh se na hum humari bhi koi maryada hai adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho bholepan mein hai wafaa ki khushboo bholepan mein hai wafaa ki khushboo tujh pe sab kuch na kyun lootaun main mera betaab dil ye kehta hai tere saaye se lipat jaaoon main mujhse ye mail tera mujhse ye mail tera na ho ik khel tera ye karam mujh pe kuch zyaada hai yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin ban gayi ho meri sada ke liye ban click here
yun chaal chalo na matvaali is dil pe qayaamat aati hai yun chaal chalo na matvaali is dil pe qayaamat aati hai naagin ko bhi dhokhaa hota hai jab teri kamar haye hayeeee jab teri kamar bal khaati hai yun chaal chalo na matvaali shanon pe gira do zulfon ko dopahar ki garmi kya shay hai shanon pe gira do zulfon ko dopahar ki garmi kya shay hai sooraj pe siyaahi chha jaaye jab zulf teri taubaa tauba jab zulf teri lehraati hai yun chaal chalo na matvaali yun hum pe hansna theek nahin duniyaa ki nazar lag jaayegi yun hum pe hansna theek nahin duniyaa ki nazar lag jaayegi koi phool samajh kar choom na le jab teri hansi vaah vaah jab teri hansi khil jaati hai yun chaal chalo na matvaali qurbaan nahin ke kehne par aise hi zubaan se haan keh do qurbaan nahin ke kehne par aise hi zubaan se haan keh do chhotaa saa ye lafz e mohabbat hai tasqeen badi allaah tasqeen badi mil jaati hai yun chaal chalo na matvaali is dil pe qayaamat aati hai yun chaal chalo na matvaali click here
yun chhup chhup ke chupke chupke mera aana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay haay sataaye haay jalaaye haay sataaye haay jalaaye kahin bhi jaoge kal na aaye hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa pyaar ki maar buri dil ki haar buri pyaar ki maar buri dil ki haar buri lo haar gaye dil bani mushkil nanha sa hai mera dil tod na jaana hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa click here
yun dekhte ho jaise humein jaante nahin pehchaan kar bhi tum humein pehchaante nahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin sabse hans kar milti hain ye zaalim chaak nigaahein ek humse hi takraa ke naa jaane kyun chhip jaayen sabse hans kar milti hain ye zaalim chaak nigaahein ek humse hi takraa ke naa jaane kyun chhip jaayen kar lo idhar zara ek nazar hum gair to nahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin pehchaan kar bhi tum humein pehchaante nahin aye ji khoon kiya hai tum ne aye ji khoon kiya hai tumne kitne hi armaanon ka har baar bura hai dekho hum jaise mastanon ka aye ji khoon kiya hai tumne kitne hi armaanon ka har baar bura hai dekho hum jaise mastanon ka meri ghaat se mere haath se koi jaaye na kahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin pehchaan kar bhi tum humein pehchaante nahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin click here
chor sipaahi ke jhagde mein hogi kiski jeet chor kisi ke meet yahaan na mor kisi ke meet yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki o raja aa jaa talaashi de jaa yahaan se bach ke na jaa paayega lagi paabandi hai nakabandi agar tu bhaaga maara jaayega o raja aa jaa talaashi de jaa click here
yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein khushi ki talash mein ghum raah mein khade thei wohi saath ho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai haan phool hi to hai ab aap ki khushi isse kaanton mein toliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha zamaane ne ye kaha ye chup si kyun lagi hai aji kuch to boliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag click here
yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana teri yaad to ban gayi ik bahaana yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana teri yaad to ban gayi ik bahaana humen bhi nahin ilm hum jiss pe roye wo beeti ruten hai ke aataa zamaana wo beeti ruten hai ke aataa zamaana teri yaad to ban gayi ik bahaana ghum e dil bhi hai aur ghum e zindagi bhi naa iska thikana naa uska thikana ghum e dil bhi hai aur ghum e zindagi bhi naa iska thikana naa uska thikana naa iska thikana naa uska thikana teri yaad to ban gayi ik bahaana koi kiss pe tadpe koi kiss pe roye idhar dil jalaa hai udhar aashiyaana idhar dil jalaa hai udhar aashiyaana teri yaad to ban gayi ik bahaana yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana teri yaad to ban gayi ik bahaana click here
hmmmm hmmmmmm yun lagne lagi hmmmm aaj kal hmmmm zindgaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani ke jaise kahin chhod aaye jawaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani ke jaise kahin chhod aaye jawaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani kahaan se kahaan aa gaye chalte chalte kahaan se kahaan aa gaye chalte chalte ke dil ban gaya haan ke dil ban gaya dard ki raajdhani yun lagne lagi aaj kal zindgaani badi cheez hai pyaar mein doob jaana badi cheez hai pyaar mein doob jaana badi baat hai haan badi baat hai roop ki meherbaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani la laaaa aaaa la laaaa aaaa la laaaa aaaa aaaaaaa chalo pyaar ki aag mein jal ke dekhen chalo pyaar ki aag mein jal ke dekhen bahut ho chuki zindgi zindgi paani paani yun lagne lagi aaj kal zindgaani kabhi kya kisi ne suni dhyan dekar kabhi kya kisi ne suni dhyan dekar tumhaari zubaani hamaari hamaari kahaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani bade pyaar se sun raha hai zamaana bade pyaar se click here
Yun Na Akadiye Yun Na Bigadiye click here
hey heyyyyyyyyyyy hey ayeeeeeeee hooooo hoooooooooo laal laaa laaaaaa la lala lala lala lala lala lala laaaa yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen saari duniyaa se keh doonga ke tujhi ko hum chaahen ke tujhi ko hum chaahen ke tujhi ko hum chaahen yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen hooooooooooo kaali zulfon waaleeeeeeee zara zulfon ko bikhraa de meri duniyaa ko mehkaa de ik nasha saa chhaaya hai aao chalen ab naa ruken khuli hain dil ki raahen ke tujhi ko hum chaahen ke tujhi ko hum chaahen yun naa sharmaa phailaa de apni goriiii gori baahen are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo kabhi ye bhi socho jinhen pyaar milta nahin jeete hain kaise are hansne waalo saath jeeyen saath maren dil ne kabhi chaaha tha pyaar mile pyaar kare aisa kabhi socha tha dil ko kisi ne toda apna bana ke chhoda utna humen rona pada jitna haseen sapna tha click here
yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole wo bhool gaye hum ko unhein hum nahin bhoole unhein hum nahin bhoole iss dard ke kaaton ki chubhan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw panghat hai yahaan koi na pipal ki wo chhaanw pipal ki wo chhaanw pashchim mein wo purab ki pawan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman hum log sayaane sahi deewane hain lekin begaane bahut achchhe hain begaane hain lekin begaane hain lekin begaanon mein apnon ki lagan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai click here
yun rootho na haseena meri jaan pe ban jayegi meri jaan pe ban jayegi yun rootho na haseena meri jaan pe ban jayegi meri jaan pe ban jayegi haai yoon rootho na haseena karte na jo bahana nazdeek kaise aate ye faasla ye doori hum kis tarah mitate haathon mein tum na lete jab haath hi humara iss beqrar dil ko milta kahan sahara haai yoon rootho na haseena ye baal bikhre bikhre gaalon pe yun na hote ye naag kaale kaale phoolon mein yun na sote ye raat ka andhera din se galle na milta ulfat ka shokh gunchaa aise na dil mein khilta haai yoon rootho na haseena meri jaan pe ban jayegi meri jaan pe ban jayegi hoy yun rootho na haseena aao kareeb aao palkon pe baith jao aankhon mein jhoom jaao dil mein mere samaao ab muskura ke kehdo hum to khafaa nahin hain ik dil hai ek jaan hai hum tum juda nahin hain yun rootho na haseena meri jaan pe ban jayegi meri jaan pe ban jayegi yun rootho na haseena click here
hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm yun shabnami pehle nahin thi chaandani chaand wo bharmaa gaya tujhko dekha to sharmaa gaya wo churane laga hai nazar yun shabnami pehle nahin thi chaandani hooooo yun shabnami pehle nahin thi chaandani chaand wo bharmaa gaya tujhko dekha to sharmaa gaya wo churane laga hai nazar yun shabnami dekho chaand aaya chaand nazar aayaa dheere dheere aa ke hawaa gungunaa ke har khabar de tumhari kaisa ye nasha hai nazer mein ghula hai har ghadi hai khumari nashen mein kadam mere udhar kabhi idhar gumsum nazar jaayen kidhar kho gaye tujh mein hum iss kadar yun shabnami pehle nahin thi chaandani hooooo yun shabnami pehle nahin thi chaandani chaand wo bharmaa gaya tujhko dekha to sharmaa gaya wo churane laga hai nazar yun shabnami hoooooo pariyaaaaa tuuu aaaaaaa jaaaa saaaanwaariyaaaaaa click here
ye bemisaal husn bepanaah ye sabaab hai tu lajawaab nahin lajawaab ka jawaab hai yun to haseen hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar mili to yun laga charag dil mein jal uthe yeh dil sulag sulag utha badan pighal pighal uthe yeh waqt tham gaya wahin yeh dil thahar thahar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron mila wo humsafar ke ghar safar haseen ho gaya safar naya yeh zindagi ko pyaar mein dubo gaya ye dil hi jaane dil mein khwab kya sambhal sambhal gaye yun to haseen hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye dil mein utar gaye lala lalalalala lala click here
yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main apnon se koi shikwaa naa gairon se kuchh gilaa meri khata thi jiski mili hai mujhe sazaa marne ki aarzoo mein jeeye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main dil ke chaman mein ab naa kabhi aayegi bahaar dil ke chaman mein ab naa kabhi aayegi bahaar veeran raaston pe kare kiss kaa intezaar dil ko magar fareb diye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main duniyaa ko dil ke daag dikhaane se faayda barbaadiyon ka jashan manaane se faayda apne labon ko khud hi seeye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main click here
yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste jo pyaar mein guzar gayi wo zindagi thi zindagi jo pyaar mein guzar gayi wo zindagi thi zindagi nikharte chale gaye nikharte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste chala hai raahi pyaar ka hawaao de do rasta kasam tumhen hai pyaar ki hai do dilon ka waasta chala hai raahi pyaar ka hawaao de do rasta kasam tumhen hai pyaar ki hai do dilon ka waasta yeh do dilon ki bastiyaan magar bhanwar mein kashtiyaan yeh do dilon ki bastiyaan magar bhanwar mein kashtiyaan utarte chale gaye utarte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhen click here
ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re hey hey hey aa aa jab talak raat rahe jaam rahe dil ko deewaangi se kaam rahe ho yaar tujh ko meri yaari ki kasam humse ab dosti ka naam rahe chalo ab jhoom ke masti mein ye gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re hey hey hey pyaar mil jaaye to hai duniya haseen pyaar ke jaisa nasha koi nahin pyaar le jaaye jahan jaaun wahin pyaar tujhko milegaa yaar yahin chalo ab ghoom ke galiyon mein ye gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re ho ho ho hey hey hey hey hey hey aa haa haa aa haa haa hey hey hey o ho ho na haa haa hey hey hey hey hey hey o ho ho ra raa raa hey hey hey click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

You Are My Sonia Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 05:43 16748
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Kareena Kapoor
Duration : 05:43   Song Number : 16748   

You May Be Aladin (2009) 05:41 37227
 
Poster of Aladin (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Duration : 05:41   Song Number : 37227   

Yudh Kar Yudh Kar Yudh (1985) 06:48 32296
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Tina Munim
Duration : 06:48   Song Number : 32296   

Yuhin Tum Mujh Se Baat Sachaa Jhutha (1970) 04:21 18036
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj, Vinod Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 18036   

Yun Chaal Chalo Na Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:29 40927
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeevan
Duration : 03:29   Song Number : 40927   

Yun Chhup Chhup Ke Tarana (1951) 02:25 39711
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:25   Song Number : 39711   

Yun Dekhte Ho Coffee House (1957) 02:56 37697
 
Poster of Coffee House (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 02:56   Song Number : 37697   

Yun Ghoor Ghoor Ke Zindagi Ek Juaa (1992) 09:01 38723
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Shakti Kapoor
Duration : 09:01   Song Number : 38723   

Yun Hasraton Ke Daag Adalat (1958) 04:30 21489
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Yaman
Duration : 04:30   Song Number : 21489   

Yun Hi Dil Ne Chaaha Dil Hi To Hai (1963) 03:19 13101
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 13101   

Yun Lagne Lagi Santosh (1989) 06:08 39706
 
Poster of Santosh (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Manoj Kumar
Duration : 06:08   Song Number : 39706   

Yun Na Akadiye Yun Na Bigadiye Sunehri Nagin (1963) 03:55 37961
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Helen, Sheela Kashmeeri
Duration : 03:55   Song Number : 37961   

Yun Naa Sharmaa Parwana (1971) 08:16 13930
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Naveen Nishchal
Duration : 08:16   Song Number : 13930   

Yun Neend Se Wo Jaan E Chaman Dard Ka Rishta (1982) 04:55 13023
 
Poster of Dard Ka Rishta (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Syam-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 13023   

Yun Rootho Na Haseena Meri Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:33 21490
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 21490   

Yun Shabnami Saawariya (2007) 05:14 16953
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sandeep Nath
Music Director- 
Monty
Singer- 
Parthiv Gohil
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Raag- 
Yaman
Duration : 05:14   Song Number : 16953   

Yun To Haseen Hazaron Shradhanjali (1981) 05:30 37895
 
Poster of Shradhanjali (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Duration : 05:30   Song Number : 37895   

Yun Zehar Zindagi Salam E Mohabbat (1983) 05:17 18521
 
Poster of Salam E Mohabbat (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Anwar
Singer- 
Anwar
On Screen Actors- 
Tabrez, Farida Jalal
Duration : 05:17   Song Number : 18521   

Yun Zindagi Ke Raaste Love In Simla (1960) 04:13 36419
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:13   Song Number : 36419   

Yunhi Gaate Raho Saagar (1985) 04:51 18030
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Dimple Kapadia
Duration : 04:51   Song Number : 18030