Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharda
HomeSharda
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


achchhaa hi hua dil toot gaya achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya tha jinka roop nighaahon mein wo hain gairon ki baahon mein tha jinka roop nighaahon mein wo hain gairon ki baahon mein kiss baat ka badla mujh se liya haaye mujh se liya achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya naqli the phool muhabbat ke jhuthe the waade ulfat ke naqli the phool muhabbat ke jhuthe the waade ulfat ke har bandhan se main chhut gaya haaye chhut gaya achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya dil mein to socha kya kya tha tera pyaar to ret ka dariyaa tha dil mein to socha kya kya tha tera pyaar to ret ka dariyaa tha naa tair saka naa doob saka naa doob saka
dard mein doob gayi shaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam teri kasmein tere vaade main bhulaaun kaise jakhm dil par wo lage hain ki bataaun kaise aarzoo ban gayi ilzaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam hain puraani wohi rasmein wohi baatein salma kya sajegi yahaan khwabon ki baraatein salma toote ummeed ke sab jaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam
dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo dekh kar kisi ko hosh kho gaye ik nazar mein hum kisi ke ho gaye haaye re wo saamna dil pada hai thaamna phir rahe hain aankh mein nazaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare jab ke naache wo to jhoome zindagi uske har kadam pe baaje raagini ik pari jamaal hai aisi mast chaal hai jaise morni ke ho ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo yaad uski zindagi ke saath hai uski har adaa mein ek baat hai pyaar ki kitaab hai wo to laajawaab hai jo bhi dekhe jaan apni waare dil ki baazi jeet ke bhi haare
naari kaisi shaan hai teri har tasveer mahaan hai teri tere unche roop hain kya kya tu hai maa behan aur biwi tu hai maa behan aur biwi naari kaisi shaan hai teri har tasveer mahaan hai teri tere unche roop hain kya kya tu hai maa behan aur biwi tu hai maa behan aur biwi dukh sah kar sukh deti hai jag ko pyaar sikhati hai dukh sah kar sukh deti hai jag ko pyaar sikhati hai sewa kar ke duniya ki tu takdeer banati hai naari kaisi shaan hai teri har tasveer mahaan hai teri tere unche roop hain kya kya tu hai maa behan aur biwi tu hai maa behan aur biwi ghar ki shobha tujhse hai tu sansaar chalati hai ghar ki shobha tujhse hai tu sansaar chalati hai karobar chalati hai tu sarkaar chalati hai naari kaisi shaan hai teri har tasveer mahaan hai teri tere unche roop hain kya kya tu hai maa behan aur biwi tu hai maa behan aur biwi kal jo sati ho jaati thi bikti thi bazaron mein kal jo sati ho jaati thi bikti thi bazaron mein aaj usi ki rounak hai jalson mein darbaron mein naari kaisi shaan hai
ye anjuman ye khushiyaan ye rang ye nazaare ye anjuman ye khushiyaan ye rang ye nazaare hon aapko mubaarak lamhe ye pyaare pyaare ye anjuman ye khushiyaan ye rang ye nazaare hon aapko mubaarak lamhe ye pyaare pyaare ye anjuman ye khushiyaan mehko ban ke kali si khushboo bikhero jahaan mein mehko ban ke kali si khushboo bikhero jahaan mein har din ho khoobsurat har shab ho kehkashaan mein taare nazar lagaayen sooraj nazar utaare ye anjuman ye khushiyaan dil se dil ka ho sauda aankhon mein jaage ujaalaa dil se dil ka ho sauda aankhon mein jaage ujaalaa chaandi ki baat chhodo chaandi ka dil hai kaala tohfa yahaan pe koi kaabil nahin tumhaare ye anjuman ye khushiyaan ye rang ye nazaare hon aapko mubaarak lamhe ye pyaare pyaare ye anjuman ye khushiyaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Achchha Hi Hua Dil Toot Gaya Maa Bahen Aur Biwi (1974) 05:22 16099
 
Poster of Maa Bahen Aur Biwi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Qamar-Vedpal
Music Director- 
Sharda
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kabeer Bedi
Duration : 05:22   Song Number : 16099   

Dard Mein Doob Gayi Shaam Mandir Masjid (1977) 03:16 40718
 
Poster of Mandir Masjid (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kafeel Azar
Music Director- 
Sharda
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sajid Khan, Yogeeta Bali
Duration : 03:16   Song Number : 40718   

Dil Ki Baazi Jeet Ke Bhi Haare Madan Manjari (1961) 03:17 15620
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sharda Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manhar Desai
Duration : 03:17   Song Number : 15620   

Naari Kaisi Shaan Hai Teri Maa Bahen Aur Biwi (1974) 04:52 33012
 
Poster of Maa Bahen Aur Biwi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Qamar-Vedpal
Music Director- 
Sharda
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Kabir Bedi, Prema Narayan
Duration : 04:52   Song Number : 33012   

Yeh Anjuman Yeh Khushiyan Gharibi Hatao (1973) 03:10 14042
 
Poster of Gharibi Hatao (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kafeel Azar
Music Director- 
Sharda
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 14042   
Karaoke Songs of sharda, Sad Songs of sharda, Love Songs of sharda, Dance Songs of sharda, Hip-hop songs of sharda, Best songs of sharda, Super hit songs of sharda, hit songs of sharda, duet songs of sharda, solo songs of sharda, old songs of sharda, famous songs of sharda, Hindi Karaoke Songs of sharda, Hindi Sad Songs of sharda, Hindi Love Songs of sharda, Hindi Dance Songs of sharda, Hindi Hip-hop songs of sharda, best Hindi songs of sharda, super hit Hindi songs of sharda, hit Hindi songs of sharda, duet Hindi songs of sharda, solo Hindi songs of sharda, old Hindi songs of sharda, famous Hindi songs of sharda, Sing Along Songs of sharda, Sing Along Sad Songs of sharda, Sing Along Love Songs of sharda, Sing Along Dance Songs of sharda, Sing Along Hip-hop songs of sharda, Sing Along Best songs of sharda, Sing Along Super hit songs of sharda, Sing Along hit songs of sharda, Sing Along duet songs of sharda, Sing Along solo songs of sharda, Sing Along old songs of sharda, Sing Along famous songs of sharda