MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


yaar jinhen tum bhool gaye ho yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo chaand gagan se jhaank raha tha yaad karo ye jab tumne kaha tha jaise ye sach hai ke ye hain sitaaren waise ye sach hai ke hum hai tumhaare wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo bikhar gayin armaanon ki kaliyaan ujjad gayin bas sapnon ki galiyaan bhool gaye ho tum waade kasmen tod di saari pyaar ki rasmein wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo click here
wo din yaad karo wo din yaad karo wo chhup chhup ke milna wo hasnaa hasaanaa wo din yaad karo wo din yaad karo wo din yaad karo wo phoolon ki chhaiyaan wo mausam suhana wo din yaad karo phirte the aazaad hum to chaman mein chaand aur sooraj hai jaise gagan mein phirte the aazaad hum to chaman mein chaand aur sooraj hai jaise gagan mein ab to ye jeewan hai uljhan ki seema dhadake meraa dil ab dheemaa dheemaa wo din yaad karo wo din yaad karo wo din yaad karo wo phoolon ki chhaiyaan wo mausam suhana wo din yaad karo jab main kali thi tab hi bhali thi tab hi bhali thi koi naa ghum tha main mannchali thi main mannchali thi meri gali se tera gujarnaa nainon ke raste dil mein utarnaa wo din yaad karo wo din yaad karo haai wo din yaad karo wo chhup chhup ke milna wo hasnaa hasaanaa wo din yaad karo wo din yaad karo wo din yaad karo wo phoolon ki chhaiyaan wo mausam suhana wo din yaad karo wo din yaad karo click here
haaye humnasheen ek nazneen aati hai yaad bhooli nahin wo ek haseen ladki jo bas laajawaab thi wo ek haseen ladki jo bas laajawaab thi achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi wo ek haseen ladki jo bas laajawaab thi achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi jis waqt wo gayiiii jee hua ranj se bojhal jee hua ranj se bojhal jis waqt wo gayiiii jee hua ranj se bojhal ji hua ranj se bojhal uss waqt saamneeee padi thi mez pe botal padi thi mez pe botal botal lagayi munh se botal lagayi munh se to usme sharaab thi haaye achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi wo ek haseen ladki jo bas laajawaab thi achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi hmmmmmm do chaar mulaakaaton se main aage na badh saka ji main aage na badh saka do chaar mulaakaaton se main aage na badh saka ji main aage na badh saka aisi thi koi baat jise main click here
tara rara rara rara rara rara rara rara ra tara rara ra ha haha haha haha haha haha haha haha haha haha haha ha la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la aaaa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha wo mere pichhe haath dho ke pada hai bacha le mujhe bacha le mujhe wo mere pichhe haath dho ke pada hai bacha le mujhe bacha le mujhe wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi zara wo muskura diye shamayen jaise jal gayin zara wo muskura diye shamayen jaise jal gayin wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi haaaaa haaa haaa haaaa haaaa haaa haaaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey kab se dil ko iss ghadi ka intezaar tha shaam o sehar mera pyaar beqaraar tha kab se dil ko iss ghadi ka intezaar tha shaam o sehar mera pyaar beqaraar tha hey hey sitaara wo chamak utha to kismaten badal gayin sitaara wo chamak utha to kismaten badal gayin wo ek nighah kya click here
wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota apna bhi koi hota kyun khud ko mohabbat ka haqdaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar khole to jabaan kyun kar darten hai ke jaane kya sansaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe click here
aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon tumhe tum se maangti hoon zara apna haath de do mujhe aaj zindagi ki wo suhaag raat de do jise le ke kuchh naa maangu aur maang mein sazaa loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa meri aarzoo to dekho ho tumhe saamne bitha kar kabhi dil ke paas laa kar kabhi dilrubaa bana kar koi daastaan sun loon koi daastaan suna loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon maine pyaar ke alaawa kabhi tumse kuchh naa maanga tumhe jaane kya click here
wo hum naa the wo tum naa the wo hum naa the wo tum naa the wo rehguzar thi pyaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye khel tha naseeb kaaa ye khel tha naseeb ka naa hans sake naa ro sake naa toor par pahunch sake naa daar par hi so sake kahaani kiss se ye kahen kahaani kiss se ye kahen chadhav ki utaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the tumhin the mere rehnuma tumhin the mere humsafar tumhin the meri roshni tumhin ne mujhko di nazar di nazar bina tumhaare zindagi bina tumhaare zindagi shamma hai ek majaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye kaun sa muqaam hai ye kaun sa muqaam hai falak nahin zamin nahin ke shab nahin sehar nahin ke ghum nahin khushi nahin kahaan ye le ke aa gayi kahaan ye le ke aa gayi hawaa tere dayaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the click here
wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain nighaahen uth uth ke jhuk rahi hain nighaahen uth uth ke jhuk rahi hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain ye jhuthi aahen ye jhuthe aansoon ye jhuthi aahen ye jhuthe aansoon jhalak rahen hain jo har palak mein bata rahe hain bata rahe hain ke toote dil do hazaaron sadmen utha rahe hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain ghadi mein bigde ghadi mein jhagde ghadi mein bigde ghadi mein jhagde hain baithe phir bhi aisi adaa se aisi adaa se dabaa ke apne honthon ko donon hansi ko apni chhipaa rahe hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain click here
wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye aahtein jaag uthin raaste hans diye thaamkar dil uthe hum kissi ke liye kai baar aisa bhi dhoka hua hai chale aa rahe hain wo nazaarein jhukaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye dil sulagne lagaa aaskh behene lage jaane kya kya humein log kehne lage magar rote rote hasin aa gayi hai khayalon mein aaake wo jab muskuraaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo juda kya hue zindagi kho gayi shamma jalti rahi roshni kho gayi bahot koshishein ki magar dil na behla kayi saaz chede kayi geet gaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye click here
wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain hum to bas dekhne waalon ki nazar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain kisi ke aane se ronak hai aaj mehfil mein kisi ke aane se ronak hai aaj mehfil mein hum to bas shaam se khushiyon ki saher dekh rahe hain hum to bas dekhne waalon ki nazar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain bahut kharaab hain gairon se baat karte hain bahut kharaab hain gairon se baat karte hain aji suniye hum idhar hai kya udhar dekh rahe hain hum to bas dekhne waalon ki nazar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain click here
papapaa papaa papapaa papaaa papaa papapaa papaa papapaa papaaa papapapaaa wo jinki nayi hai duniya manzil hai nayi pichhe nahin dekha karte mud mud ke kabhi sajte hi chale jaate hain jeevan ki gali wo jinki nayi hai duniya manzil hai nayi pichhe nahin dekha karte mud mud ke kabhi sajte hi chale jaate hain jeevan ki gali jo rang yahaan dekhoge sach kehte hain hum sapnon mein naa dekha hoga kabhi tumne sanam jo rang yahaan dekhoge sach kehte hain hum sapnon mein naa dekha hoga kabhi tumne sanam aisi hi niraali hai ye jaadunagari pichhe nahin dekha karte mud mud ke kabhi sajte hi chale jaate hain jeevan ki gali la la lala lala la la laa laa la la lala lala la la lala lala la la laa laa la la lala lala wo jinki nayi hai duniya manzil hai nayi pichhe nahin dekha karte mud mud ke kabhi sajte hi chale jaate hain jeevan ki gali imaan dharam ki yaaro baaten hain tamaam har naam se uncha hai ji dhan daulat ka naam imaan dharam ki yaaro baaten hain tamaam har naam se uncha click here
wo jo milte the kabhi hmm hmm hmm hmm hmm hmm wo jo milte the kabhi humse deewano ki tarah aaj yun milte hain jaise kabhi pehchaan naa thi wo jo milte the kabhi dekhte bhi hain to yun meri nigaahon mein kabhi ajnabi jaise mila karte hain raahon mein kabhi iss kadar unki nazar hum se to anjaan naa thi wo jo milte the kabhi humse deewano ki tarah aaj yun milte hain jaise kabhi pehchaan naa thi wo jo milte the kabhi ek din tha kabhi yunhi jo machal jaate the khelte the meri zulfon se behal jaate the wo pareshaan the meri zulf pareshaan naa thi wo jo milte the kabhi wo muhabbat wo sharaarat mujhe yaad aati hai dil mein ik pyaar kaa tufaan utha jaati hai thi magar aisi to uljhan mein meri jaan naa thi wo jo milte the kabhi humse deewano ki tarah aaj yun milte hain jaise kabhi pehchaan naa thi wo jo milte the kabhi click here
aaa aaa aaa wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai jo rooth jaati hai cheez wo naazuk badi hai toot jaati hai bolo bolo preet nahin reet nahin neend nahin dori dori nahin gori wo kaun hai wo kaun hai jag jisse darta hai wo kaun hai wo kaun hai jag jisse darta hai jaagta hai raat bhar aur aahen bharta hai bolo bolo mor nahin chor nahin chakor nahin diya diya nahin piya jeet na tu paayega jo hoga dekha jaayega arre jeet na tu paayega jo hoga dekha jaayega baat bata ek raaja raani sab kuchh poochh le aaja ho o o o wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai jo aisi hoti hai dil tadapta hai uska aur aankh roti hai bolo bolo hawa nahin ghata aaha dhuaan nahin yaad yaad nahin fariyad wo kaun hai wo kaun hai ek uljhan hoti hai wo kaun hai wo kaun hai ek uljhan hoti hai dost agar aati hai lekin dushman hoti hai bolo bolo raat nahin ghaat uhun baraat nahin nishaani nahin jawaani bhed zara ye kholo aji bolo ji kuchh bolo bhed zara ye kholo bolo bolo ji kuchh click here
wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan himmat hai tere saath himmat hai tere saath to phir saath hai bhagwaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai suyi se mehel bante hain mitti se bane sona kismat ke saath khelo kismat hai ek khilona suyi se mehel bante hain mitti se bane sona kismat ke saath khelo kismat hai ek khilona mehnat hi teri izzat mehnat hi teri shaan mehnat hi teri izzat mehnat hi teri shaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai takdeer se bichhdi huyi takdeer badal jaaye uljhe huye haalaat ki tasweer badal jaaye takdeer se bichhdi huyi takdeer badal jaaye uljhe huye haalaat ki tasveer badal jaaye ye haath ki lakiren badal sakta hai insaan ye haath ki lakiren badal sakta hai insaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai jo kaam hain kiye ja fal to kabhi milega hai aaj agar kaante kal phool bhi khilega jo kaam hain kiye click here
khaab suhana toot gaya ummeed gayi armaan gaye aye duniyaa humse chaal naa chal aye duniyaa humse chaal naa chal hum khoob tujhe pehchaan gaye wo khaab suhana toot gayaaaaaaaa dekha na palat kar saahil ko mallaah ne daaman chhod diya chhod diya dekha na palat kar saahil ko mallaah ne daaman chhod diya chhod diya takraa ke humari kashti ko kaise kaise toofan gaye wo khaab suhana toot gayaaaaaaaa jo pyaar kiya jhootha nikla jo aas lagaayi toot gayi toot gayi jo pyaar kiya jhootha nikla jo aas lagaayi toot gayi toot gayi duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa mein wafaa ka naam nahin hum saari duniyaa chhaan gaye wo khaab suhana toot gayaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa click here
aaye jahaan bhagwaan se pehle kisi dhanwaan kaa naam uss mandir ke dwaar khade khud roye krishn aur raam dhanwaan ko pehle mile bhagwaan ke darshan dharshan ko tarastaa rahe jo bhakt ho nirdhan ye dakshinaa ki reet ye pandon ke chhalaave dukaan mein bikte huye mandir ke chadhaave aise hi agarrrrrr aise hi agar dharm ka vyaapar chalegaa bhagwaan ka duniyaa mein koi naam naa lega aisi jagah pe jaa ke tu kuchh bhi naa paayega bhagwaan aisa mandir khud chhod jaayega chhod jaayega chhod jaayega wo khet mein milegaa khaliyaan mein milegaa wo khet mein milegaa khaliyaan mein milegaa bhagwaan to aye bandeeeeeeeee bhagwaan to aye bande insaan mein milegaa dhanwaan jo hai jhootaaaaaaaa shaitaan ke baraabarrrr nirdhan agar hai sachchaa bhagwaan ke baraabarrrr wo dhong mein nahin hain imaan mein milegaaaa bhagwaan to aye bande insaan mein milegaa ganga se bhi hai paawannnnnn majdoor kaa pasinaaa paani na koi samjhe anmol ye naginaa aise hi pasinon ke nirmaan mein milegaa click here
daa re dar daa ra dar daa re dar da daa re dar daa ra dar daa re dar da woh hai rangeela chhail chhabila woh hai natkhat woh jamuna tat phere lagaye murli bajaye gopiyon ke sang raas rachaye murli bajaye raas rachaye shyam shalona hai jo hai albela mad nainon wala jiski deewani brij ki har bala woh kisna hai jo hai albela mad nainon wala jiski deewani brij ki har bala woh kisna hai woh kisna hai woh kisna hai kisna hai hai hai pyaar mein doobi pyaar mein khoyi pyaar ki dhun mein jaagi na soyi pyaar mein doobi pyaar mein khoyi pyaar ki dhun mein jaagi na soyi duniya se hai woh anjaani sab kehte hai prem deewani kisna se milti hai bhool ke har bandhan hoooo kisna ki mala hi japti hai woh jogan nainon mein sanson mein mann mein kisna har pal hai jeevan mein jiska kisna woh raadha hai woh raadha hai hai hai woh raadha hai radha hai more shyam more shyam madhur madhur sa roop hai jiska swet swet rang jiska sundar tanman sundar chitwan sundar hai rang jiska pyaar hai click here
wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte aati hai majnu ki sada ab tak yahi viraanon se jeene ki baaten na karo hum ishq ke diwaanon se wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte ishq mein marna kya hai kisi barbaad se puchhe koi sar dene se yaar mila farhaad se puchhe koi wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jaan ganwa kar ulfat mein jaan ganwa kar ulfat mein marte nahin marne waale yaad rahenge duniya ko hum ji se guzarne waale wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte click here
aaaaaa aaa aaaaaa hi this is rockey here the man born with the golden spoon rocky speaking no no wrong number please wo mere pichhe padi huyi hai pehle baat zara si thi ab itni badhi huyi hai tuba ribaba riba ba ba ba ba ribaba riba ba ba wo mere pichhe padi huyi hai pehle baat zara si thi ab itni badhi huyi hai tuba ribaba riba ba ba ba ba ribaba riba ba ba ho gaya mujhpe josh jawaani mein ek ulta kaam ho gaya mujhpe josh jawaani mein ek ulta kaam har kisi se ho sakta hai its natural lekin aa haha ha ab to ho gayi lekin aa haha ab to ho gayi mere din ki neend haraam no raat ko main show karta hoon aur din ko sota hoon isliye lekin haha ab to ho gayi mere din ki neend haraam kha kha kha khane bhi na de pi pi pi pine bhi na de aa aa aa aane bhi na de ja ja ja jaane bhi na de khane de na pine de na aane de na jaane de na rone de na gaane de na marne de na jeene de yahan tak ki dil kisi aur se lagaane bhi na de aisi ek jidd pe wo adi huyi hai wo mere pichhe padi hui click here
woh meri taraf yun chale aa rahe hain woh meri taraf yun chale aa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun unhen dekhne ko uthi meri nazren unhen dekhne ko uthi meri nazren mujhe dekhte hi jhuki un ki palken na jaane woh kyun hum se sharmaa rahe hain na jaane woh kyun hum se sharmaa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun jo kaliyaan khili hain to gul bhi khilenge jo kaliyaan khili hain to gul bhi khilenge nigaahen mili hain to dil bhi milenge ki saanson se paigaam aa jaa rahe hain ki saanson se paigaam aa jaa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun unhen dekh kar dil laga rang laane unhen dekh kar dil laga rang laane hai dil kya kahin baat maane na maane ki ham dil ki harkat se ghabraa rahe hain ki ham dil ki harkat se ghabraa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun chale aa rahe hain woh meri taraf yun chale aa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wo Din Yaad (Male) Woh Din Yaad Karo (1971) 03:54 14409
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:54   Song Number : 14409   

Wo Din Yaad Karo Hamrahi (1963) 03:31 13313
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Duration : 03:31   Song Number : 13313   

Wo Ek Haseen Ladki Aakraman (1975) 04:56 16380
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 04:56   Song Number : 16380   

Wo Ek Nighah Kya Mili Half Ticket (1962) 04:13 13308
 
Poster of Half Ticket (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:13   Song Number : 13308   

Wo Hans Ke Mile Hum Se Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:16 11908
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Tanuja, Dharmendra
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 11908   

Wo Haseen Dard De Do Humsaya (1968) 04:07 11919
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:07   Song Number : 11919   

Wo Hum Naa The Cha Cha Cha (1964) 05:08 12953
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 05:08   Song Number : 12953   

Wo Humse Chup Hain Sargam (1950) 02:48 15112
 
Poster of Sargam (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
P L Santoshi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rehana
Duration : 02:48   Song Number : 15112   

Wo Jab Yaad Aaye Bahot Yaad Aaye Parasmani (1963) 04:30 21410
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:30   Song Number : 21410   

Wo Jidhar Dekh Rahe Hain Sabak (1973) 03:05 19847
 
Poster of Sabak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:05   Song Number : 19847   

Wo Jinki Nayi Hai Duniya Dhan Daulat (1980) 06:55 38223
 
Poster of Dhan Daulat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 06:55   Song Number : 38223   

Wo Jo Milte The Kabhi Akeli Mat Jaiyo (1963) 03:19 12629
 
Poster of Akeli Mat Jaiyo (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Majrooh Sultanpuri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Lalit
Duration : 03:19   Song Number : 12629   

Wo Kaun Hai Anjaana (1969) 06:17 36564
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Duration : 06:17   Song Number : 36564   

Wo Kaun Si Mushkil Hai Jo Maa Beta (1962) 04:28 40062
 
Poster of Maa Beta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Duration : 04:28   Song Number : 40062   

Wo Khaab Suhana Toot Gaya Lakht E Jigar (1956) 02:58 11451
 
Poster of Lakht E Jigar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Nazim Panipati
Music Director- 
G A Chishti
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 02:58   Song Number : 11451   

Wo Khet Mein Milega Yaadgar (1970) 06:42 14414
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:42   Song Number : 14414   

Wo Kisna Hai Kisna (2005) 05:50 16880
 
Poster of Kisna (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman, Ismail Darbar
On Screen Actors- 
Sushmita Sen, Vivek Oberoi
Duration : 05:50   Song Number : 16880   

Wo Marne Se Nahin Darte Shama Parwana (1954) 03:30 12319
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:30   Song Number : 12319   

Wo Mere Pichhe Padi Ponga Pandit (1975) 05:20 20593
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa
Duration : 05:20   Song Number : 20593   

Wo Meri Taraf Yun Chale Kafila (1952) 03:24 37692
 
Poster of Kafila (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Brijendra Gaur
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 37692