woh meri taraf yun chale aa rahe hain woh meri taraf yun chale aa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun unhen dekhne ko uthi meri nazren unhen dekhne ko uthi meri nazren mujhe dekhte hi jhuki un ki palken na jaane woh kyun hum se sharmaa rahe hain na jaane woh kyun hum se sharmaa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun jo kaliyaan khili hain to gul bhi khilenge jo kaliyaan khili hain to gul bhi khilenge nigaahen mili hain to dil bhi milenge ki saanson se paigaam aa jaa rahe hain ki saanson se paigaam aa jaa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun unhen dekh kar dil laga rang laane unhen dekh kar dil laga rang laane hai dil kya kahin baat maane na maane ki ham dil ki harkat se ghabraa rahe hain ki ham dil ki harkat se ghabraa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun chale aa rahe hain woh meri taraf yun chale aa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain
Wo Meri Taraf Yun Chale
Kafila (1952)