MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


prem bina bhakti nahin kyun mandir mein jaaye man ka thakur pooj le jo maange so paaye aaaa aaaa aaaa shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam man mohan ki preet mein khoyi ratiyaan beeti main nahin soyi man mohan ki preet mein khoyi ratiyaan beeti main nahin soyi ratiyaan beeti main nahin soyi meri aradhana uska naam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam ek nazar ki main hoon pyaasi janam janam ki main hoon daasi ek nazar ki main hoon pyaasi janam janam ki main hoon daasi janam janam ki main hoon daasi akhiyaan karti hain parnaam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam uski gali ko chhod doon kaise preet ka naata tod doon kaise uski gali ko chhod doon kaise preet ka naata tod doon kaise preet ka naata tod doon kaise uski gali hai mera gaon aur click here
kanhaaaaaaaa kanhaaaaaaaaa o re kanhaa shyam rang ranga re har pal mera re shyam rang ranga re har pal mera re mera matwaala hai mann madhuban tera re shyam rang ranga re har pal mera re jis ke rang mein rangi wo meera rangi thi raadha re maine bhi us mann mohan se bandhan baandha re jis ke rang mein rangi wo meera rangi thi raadha re maine bhi us mann mohan se bandhan baandha re hoo ooo ooo shyam rang ranga re har pal mera re meri saanson ke ye phool khilen hain tere hi liye jeevan hai pooja ki thaali naina hain diye meri saanson ke ye phool khilen hain tere hi liye jeevan hai pooja ki thaali naina hain diye hoo ooo ooo shyam rang ranga re har pal mera re nahin chein pade nahin chein pade dekhe bina tohe kanha din beete na rein dhale chein pade mohe kaahe chhale haan haan dekhe bina tohe kanha din beete na rein dhale chein pade kanhaaaaaaaaa kanhaaaaaaaaa sune jamuna ke tatt sune saare panghat aa jaa re wo krishana kanheiya sune jamuna ke tatt sune saare panghat click here
shyam teri bansi pukaare radha naam shyam teri bansi pukaare radha naam log karein meera ko yunhi badnaam shyam teri bansi pukaare radha naam shyam teri bansi pukaare radha naam log karein meera ko yunhi badnaam log karein meera ko yunhi badnaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam ho o o jamuna ki lehrein bansibat ki chhaiyaan kiska nahin hai kaho krishan kanhaiya jamuna ki lehrein bansibat ki chhaiyaan kiska nahin hai kaho krishan kanhaiya shyam ka deewana to saara brij dhaam shyam ka deewana to saara brij dhaam log karein meera ko yunhi badnaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam ho o o kaun jaane baansuriya kisko bulaaye jiske mann bhaaye ye usi ke gun gaaye kaun jaane baansuriya kisko bulaaye jiske mann bhaaye wo usi ke gun click here
sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun jo kaurav ne paandav se ki haathapaayi jo ki haathapaayi to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun jo p u t put hai to b u t but hai zamane ka dastoor kitna ulat hai jo p u t put hai to b u t but hai zamane ka dastoor kitna ulat hai padhate hain sab mujhko ulti padhaayi hai ulti padhaayi to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun hai jaahil ghaseeta magar khaaye halwaa ye har roz loote mitthaayi ka jalwa waah ghaseete waah hai jaahil ghaseeta magar khaaye halwaa ye har roz loote mitthaayi ka jalwa ye dhoodh mein paani milaata hai bhaayi na aaye malaayi to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladaayi jo ki thi ladaayi to main kya karun ye b a hai lekin chalaaye ye thela ye ma hai lekin ye beche karela karela bhayin ye b a hai lekin chalaaye ye thela ye ma hai lekin ye beche karela agar teen din click here
sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tere siwaa koi na thaa tere siwaa koi nahin sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya ooooooooooo aaaaaaaaaaaa jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe tere bageir din na jala tere bageir shabh na bhujhe sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen millon se din chhod aaye saalo se raat le ke chalen sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya la la la laaaa la la laaaaa la la la laaaa la la laaaaaaaa click here
silsila ye chaahat ka na maine bujhne diya hooo hmmm silsila ye chaahat ka na maine bujhne diya o piya ye diya na bujha hai na bujhega meri chaahat ka diya mere piya ab aaja re mere piya ho mere piya ab aaja re mere piya iss diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya ab aaja re mere piya ho mere piya ab aaja re mere piya faasla tha doori thi faasla tha doori thi tha judaai ka aalam intezaar mein nazrein thi aur tum wahan thei tum wahan thei tum wahan thei jhilmilaate jagmagaate khushiyon mein jhoomkar aur yahan jal rahe thei hum aur yahan jal rahe thei hum phir se baadal garja hai garaj garaj ke barsa hai jhoom ke toofaan aaya hai par tujhko bujha nahin paaya hai o piya ye diya chaahe jitna sataaye tujhe ye saawan ye hawa aur ye bijliyaan mere piya ab aaja re mere piya ho mere piya ab aaja re mere piya oh piya ab aaja re mere piya oh piya ye diya oh piya ye diya hae piya piya piya click here
silsile mulaaqaton ke na chhodiyega na chhodiyega silsile mulaaqaton ke na chhodiyega na chhodiyega naaraazgi mein bhi taaluk na todiyega na todiyega hum hain sanam bewafaa na sochiyega silsile mulaaqaton ke na chhodiyega na chhodiyega naaraazgi mein bhi taaluk na todiyega na todiyega hum hain sanam bewafaa na sochiyega silsile mulaaqaton ke na chhodiyega na chhodiyega hum ishq mein aapke hain hoo raat din raat din raat din jeena nahin hai gawaara ho oh aap bin aap bin aap bin chaahat ka maara ho dil tujhpe haara hai sabse pyaara ho ye naata yaara o dilruba re aur kisi se ab ye naata na jodiyega na jodiyega naaraazgi mein bhi taaluk na todiyega na todiyega hum hain sanam bewafaa na sochiyega silsile mulaaqaton ke na chhodiyega na chhodiyega humko tumhaari wafa pe hai yakin hai yakin hai yakin tere siva zindagi kya kuchh nahin kuchh nahin kuchh nahin khwaabon ke ghar mein o in rangraliyon mein tum le aaye ho o dil ki galiyon mein o saathiya o beech raah mein laa ke click here
simti huyi ye ghadiyaan phir se naa bikhar jaayen phir se naa bikhar jaayen iss raat mein jee len hum iss raat mein mar jaayen iss raat mein mar jaayen simti huyi ye ghadiyaan ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange iss raat har pal se raaten hi ubhar jaayen raaten hi ubhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen taaron mein basen chal kar dharti mein utar jaayen dharti mein utar jaayen simti huyi ye ghadiyaan haalat ke teeron se chhalni hai badan apne haalat ke teeron se chhalni hai badan apne paas aao ke seenon ke kuchh zakhm to bhar jaayen kuchh zakhm to bhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai apni hai wohi saansen jo saath guzar jaayen jo saath guzar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa click here
simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi hooo kaise jahaan mein samaayegaa itna husn jo laayi ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho heera nazar chaandi badan resham hasin mukhda chaman kangaal hain saare hasin bas ik tumhin rakhti ho dhan lutne ka darr hai ghabraai ho lutne kaaa darr hai ghabraai ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho jab tak tumhein dekha nahin ye dil kabhi dhadka nahin aaye gaye kitne sanam maine magar pooja nahin tum dil ki pehli angdaai ho tum dil ki pehli angdaai ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho aankhein milin vaada hua kuchh keh diyaa kuchh sun liyaa thehre kahan betaab dil kaise mile apna pataa zulfon ki badli jab chhaai ho zulfon ki badli jab chhaai ho ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi hooo kaise jahaan mein samaayegaa itna husn jo laayi ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho kis duniya se tum aayi ho hmm hmm click here
yaari hai jaan enaa di vakhri hai shaan enaa di hasna pehchaan enaa di taiyon ae duniyaa kehndi yaari hai jaan enaa di vakhri hai shaan enaa di hasna pehchaan enaa di sab mil ke kehnde ne singh is kinng singh is kinng singh is kinng hun har koi jaane singh is kinng singh is kinng singh is kinng duniyaa de raanjhe singh is kinng singh is kinng singh is kinng hun har koi jaane singh is kinng singh is kinng singh is kinng duniyaa de raanjhe wad up wad up wad up i'm trying to stuck mine wad up wad up wad up i'm trying to stuck mine wad up wad up wad up i'm trying to get this bettar wad up wad up i'm trying to get this singh is kinng singh is kinng singh is kinng hun har koi jaane singh is kinng singh is kinng singh is kinng duniyaa de raanjhe singh is kinng singh is kinng singh is kinng hun har koi jaane singh is kinng singh is kinng singh is kinng duniyaa de raanjhe yaari hai jaan enaa di vakhri hai shaan enaa di hasna pehchaan enaa di taiyon ae duniyaa kehndi yaari click here
sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge huyi hai baat kuchh aisi ke saari raat jaagenge khabar kya thi ke unki ek nazar mein ye asar hoga khabar kya thi ke unki ek nazar mein ye asar hoga nazar mein ye asar hoga idhar dil par padegi aur udhar jazbaat jaagenge idhar dil par padegi aur udhar jazbaat jaagenge sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge kabhi to unki baahon mein humein bhi neend aayegi kabhi to unki baahon mein humein bhi neend aayegi humein bhi neend aayegi kabhi to pyaar ke soye huye haalaat jaagenge kabhi to pyaar ke soye huye haalaat jaagenge huyi hai baat kuchh aisi ke saari raat jaagenge sitaaron aaj to hum bhi tumhaare saath jaagenge sitaaroooooo click here
sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani mein aayenge balam hawaon lehraana ghataon mat aana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana dabe dabe panw jab aayenge saiyaan dabe dabe panw jab aayenge saiyaan chup ke se aake meri pakdenge baiyaan raat rangili hogi raseeli ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaanaa puchhenge kaun hoon main akhiyaan chhupa ke puchhenge kaun hoon main akhiyaan chhupa ke chhedenge hum jootha naam bata ke kitna suhaana hoga bahaana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaanaa neend mein hogi saari duniya to khoyi neend mein hogi saari duniya to khoyi jaanega peechhe se raaz na koi chaand jalega jal ke dhalega ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani click here
sitare raah takte hain chale aao chale aao chale aao chale aao hazaron dil dhadakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao kahan ho tum jo apne ko mera deewana kehte the wo aankhein tum kabhi jinko hansi paimana kehte the hansi paimana kehte the wo paimane chhalakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao yahi wadi yahi sahil yahi rangeen nazaare the yahi ghum e mohabbat ke jawaan lamhe guzare the jawaan lamhe guzare the kahan hum bhool sakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao mohabbat ke hansi wade the donon ki nigahon mein kabhi aankhein thi aankho mein kabhi bahein thi bahon mein kabhi bahein thi bahon mein akele ab bhatakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao sitare raah takte hain chale aao chale aao chale aao chale aao click here
aayi thi raat josh e tamanna liye huye jaati hai ab luti huyiii duniyaa liye huye sitaaron ki mehfil saji tum naa aaye sitaaron ki mehfil saji tum naa aaye saji tum naa aaye jeevan ne aawaaz di sajnaaaaaaaa jeevan ne aaawaaz di tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye ooooo ooooo ooooo ooooo bichhadne ko ye raat kaa caarwan hai haaye caarwan hai hua chaand benoor chup aasmaan hai chup aasmaan hai chali rooth kar chaandani tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye ooooo ooooo ooooo ooooo abhi jaagte hain umeedon ke taare umeedon ke taare chale aao pyaare mohabbat pukaare mohabbat pukaare bahaaron ko neend aa gayi tum naa aaye haaye tum naa aaye haaye tum naa aaye click here
i just met a girl and she is from wulu mulu wulu mulu wonda i can dance and she can sing we can rock the whole night longer i just met a girl and she is from wulu mulu wulu mulu wonda i can dance and she can sing we can rock the whole night longer wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu wulu mulu wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu wulu mulu sing wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu wulu mulu wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu hoooo hooo dhin dana din din dhin dana din din dhin dana din din din din dhin dana din din dhin dana din din dhin dana din din din din ho slow motion angreza hun kyun time ganwaye ho slow motion angreza hun kyun time ganwaye seedhe baahon mein bhar le sarsari kyun badhaye meri whiskiye meri tharriye tu mainun chadh gayi meri soniye roko naa toko naa ho mujhko peene do raj ke ghul mill ghul mill launda ghul mill ghul mill ghul mill ghul mill launda ghul mill ghul mill sing ghul mill ghul mill launda ghul mill ghul mill ghul mill ghul mill launda click here
na ne na no na ne na na na ne na no na ne na na aisa na kar na kar na kar na kar na kar mere yaar de de laa kar laa kar laa kar laa kar laa kar mere yaar aisa na kar na kar na kar na kar na kar mere yaar hai tu hi mera hope zara sa dope dila de mere yaar raat hai ek hore hai maange more tu lootja slowly slowly raat hai ek hore hai maange more tu lootja slowly slowly ghaans ka kar jhol tu karle roll magar beta slowly slowly raat hai ek hore hai maange more tu lootja slowly slowly khoon slow hai brain slow hai hai sabhi slow dum slowly haan mila to mind hua blow lagi lagi latt zubaan pe jab zubaan pe bala tali ab to jaan se ab to jaan se lagi lagi latt zubaan pe jab zubaan pe bala tali ab to jaan se ab to jaan se hooo earth pe rehkar tu heaven par pahonch ja slowly slowly raat hai ek hore hai maange more tu lootja slowly slowly ghaans ka kar jhol tu karle roll magar beta slowly slowly click here
so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha aaj aisi baat kyun hai kuchh samjh aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gayaa chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi jaane kya dekha yahaan ab laut kar jaati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya click here
hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam hmm hmm hmm hmm chaandni mein nahaa ke har kali ko sulaa ke aa rahi hai hawa ek meethi si lori gaa rahi hai hawa dhundhe tujhe sapnon ki baahein gori gori so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam hmm hmm hmm hmm ped shaakhein jhukaa ke phool khushboo lutaa ke so gaye hain sabhi neend ki waadiyon mein kho gaye hain sabhi bechain hain chanda ki baahon mein chakori so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam hmm hmm hmm hmm so ja sanam hmm hmm hmm hmm so ja sanam click here
so jaa so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa main balhaari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa meethe sapne aaye sapnon mein bhi daras dhikhaye so jaa meethe sapne aaye sapnon mein bhi daras dhikhaye udkar roop nagar mein jaayen udkar roop nagar mein jaayen roop nagar ki sakhiyaan aaye roop nagar ki sakhiyaan aaye raja ji maala pehnaaye chume mata tihaari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa rajkumari so jaa click here
soch ke ye gagan jhoome soch ke ye gagan jhoome abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome chaand jab nikal aayega dekhega na koi gagan ko chaand ko hi dekhenge saare chaand jab nikal aayega phool jo khile na to kaise ho phool jo khile na to kaise baagon mein aaye bahaar ho oo oo deep na jale to saanwariyaa kaise meete andhkaar raat dekho kitni hai kaali abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome chandani se bhi tum haseen ho ho oo oo chandani se bhi tum haseen ho nazdeek aao zara ho oo oo chand ke nikalne talak to tum jagmagaao zara raat dekho kitni hai kaali abhi chaand nikal aayega jhilmil chamkenge taare soch ke ye gagan jhoome click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Shyam Ke Rang Mein Patanga (1971) 05:03 20589
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:03   Song Number : 20589   

Shyam Rang Ranga Re Apne Paraye (1980) 05:48 12277
 
Poster of Apne Paraye (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 05:48   Song Number : 12277   

Shyam Teri Bansi Pukaare Geet Gaata Chal (1975) 06:25 12353
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:25   Song Number : 12353   

Sikandar Ne Porus Se Anpadh (1962) 03:16 12269
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Mohan Choti
Duration : 03:16   Song Number : 12269   

Sili Hawaa Chhoo Gayi Libaas (1988) 05:43 21241
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 05:43   Song Number : 21241   

Silsila Ye Chahat Ka Devdas (2002) 05:25 18249
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Aishwarya Rai Bachchan
Duration : 05:25   Song Number : 18249   

Silsile Mulaqaton Ke Bardaasht (2004) 05:39 15703
 
Poster of Bardaasht (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Lara Dutta
Duration : 05:39   Song Number : 15703   

Simti Huyi Ye Ghadiyan Chambal Ki Kasam (1980) 06:19 12294
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Moushumi Chatterjee
Duration : 06:19   Song Number : 12294   

Simti Si Sharmayee Si Parwana (1971) 04:39 21243
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 21243   

Singh Is Kinng Singh Is Kinng (2008) 04:56 17591
 
Poster of Singh Is Kinng (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Akshansh Kumar, Katrina Kaif
Duration : 04:56   Song Number : 17591   

Sitaaron Aaj To Hum Rakhi (1962) 39719
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ameeta
Duration :    Song Number : 39719   

Sitaaron Chhup Jaana Duniya Na Mane (1959) 03:30 40463
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 40463   

Sitare Raah Takte Hain Black Cat (1959) 03:40 32415
 
Poster of Black Cat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:40   Song Number : 32415   

Sitaron Ki Mehfil Saji Uran Khatola (1955) 03:36 12523
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:36   Song Number : 12523   

Slow Motion Angreza Bhaag Milkha Bhaag (2013) 04:21 35956
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Farhan Akhtar, Others
Duration : 04:21   Song Number : 35956   

Slowly Slowly Go Goa Gone (2013) 03:20 32387
 
Poster of Go Goa Gone (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Priya Panchal
Music Director- 
Sachin, Jigar
Duration : 03:20   Song Number : 32387   

So Gaya Sara Zamaana Miss Mary (1957) 03:21 12394
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:21   Song Number : 12394   

So Ja Sanam Teri Jawaan Palkon Rocky Mera Naam (1973) 03:47 39872
 
Poster of Rocky Mera Naam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 39872   

So Jaa Rajkumari Zindagi (1940) 02:52 11226
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:52   Song Number : 11226   

Soch Ke Ye Gagan Jyoti (1969) 03:25 21246
 
Poster of Jyoti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Niveditha
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:25   Song Number : 21246