prem bina bhakti nahin kyun mandir mein jaaye man ka thakur pooj le jo maange so paaye aaaa aaaa aaaa shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam man mohan ki preet mein khoyi ratiyaan beeti main nahin soyi man mohan ki preet mein khoyi ratiyaan beeti main nahin soyi ratiyaan beeti main nahin soyi meri aradhana uska naam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam ek nazar ki main hoon pyaasi janam janam ki main hoon daasi ek nazar ki main hoon pyaasi janam janam ki main hoon daasi janam janam ki main hoon daasi akhiyaan karti hain parnaam aur na mera dooja dhaam shyam ke rang mein rang gayi shaam aur na mera dooja dhaam uski gali ko chhod doon kaise preet ka naata tod doon kaise uski gali ko chhod doon kaise preet ka naata tod doon kaise preet ka naata tod doon kaise uski gali hai mera gaon aur
Shyam Ke Rang Mein
Patanga (1971)