MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaaati hai khamosh hai khewanhaar mera khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai zinda hoon magar abb jeene kee ummeed bhi tooti jaati hai khamosh hai khewanhaar mera saahil ki tamanna thi mujhko majhdhaar mein beda ja pahuncha jeene ki duaayen kya maangun paani toh gale tak aa pahuncha dil dhundh raha hai duniya ko duniya hai ke chhooti jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera ghum apna zubaan tak laa na sakun sansaar ko munh dikhla na sakun ghutta hai jo dam rukte hain kadam badhte hain kadam rukte hain kadam ghutta hai jo dam rukte hain kadam manzil ki taraf bhi jaa na sakun bhatka huwa raahi jaan ke abb takdeer bhi roothi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera charnon mein hai tere laaj meri sun aaj zara fariyaad meri tu door nahin majboor nahin nagri hai magar barbaad meri kya yunhi gareebon ki duniya sansaar mein looti click here
khamosh nigahen ye sunaati hain kahaani khamosh nigahen ye sunaati hain kahaani lo aaj chali thokaren khaane ko jawaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen ye maan liya panchhi ye maan liya kaat liye par hai kisi ne par dil ki kahaani to hai piya ko sunaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen harsoo hai andhera to diyaa ik bhi jale kyun phooti huyi qismat ko hai ab thokaren khaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen hai raat suhaani diye jalte hain hazaaron hai raat suhaani diye jalte hain hazaaron hasrat ke andhere se bani aaj deewaani aaj deewaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen chhaaya diye tere ujade huye dil ki hai tasveer paani ki rawaani mein charagon ki rawaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen har baar ujaada teri furkat mein junoon se har baar ujaada teri furkat mein junoon se seene se laga rakhi hai ek teri nishaani ek teri nishaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen bazaar mein dhoonda tujhe galiyon mein pukaara apsoch kisi ne na suni aur na maani aur na click here
khamosh raat sehmi hawaa tanhaa tanhaa dil apna tanhaa tanhaa dil apna aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra ye sach hai ya sapna ye sach hai ya sapna khamosh raat sehmi hawaa tanhaa tanhaa dil apna tanhaa tanhaa dil apna aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra ye sach hai ya sapna ye sach hai ya sapna jhuki jhuki palken jab uthi naiynon mein diye madham madham adkhule honthon se hansi jhaank rahi madham madham kaise kahaan phir ho gayi uski chhavi madham madham pal pal uthti hansraten hone lagi madham madham aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra sooraj tha benoor sa uski tammana madham madham chaand bhi tha bhujha bhujha taaren bhi the madham madham jugnu dilaasa dene lage nanhi si jaan madham madham shamma bhi thak haar ke hone lagi madham madham aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra jeene ka tha hum mein dum par nahin tha koi humdum khushiyon ki thi justjoo mil rahe the bas ghum hi ghum shor click here
khamosh sa afsaana paani se likha hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana la la la la lala lala dil ki baat naa poochho dil to aata rahega dil ki baat naa poochho dil to aata rahega dil behkaata raha hai dil behkaata rahega dil ko tumne ho kuchh samjhaya hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana sehme se rehte hain jab ye din dhalta hai sehme se rehte hain jab ye din dhalta hai ek diya bhujhta hai ek diya jalta hai tumne koi ho deep jalaya hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana kitne saahil dhunde koi naa samne aaya kitne saahil dhunde koi naa samne aaya jab majdhar mein doobe saahil thamne aaya tumne saahil ho pehle bhi chhaya hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana click here
khamosh zindagi ko aawaaz de rahe ho khamosh zindagi ko aawaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko benoor meri aankhein aur door ka safar hai benoor meri aankhein aur door ka safar hai uthate hain paanv lekin gir jaane ka bhi darr hai par kaat ke kisi ke parvaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko aankhon se behta dariya honthon pe aah lekar aankhon se behta dariya honthon pe aah lekar saahil pe hum khade hain saahil ki chaah lekar barbaad e muhabbat ko naye andaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko click here
khamoshiyan aawaaz hain tum sunne to aao kabhi chhu kar tumhen khill jaayengi ghar inko bulaao kabhi beqarar hain baat karne ko kehne do inko zaraa khamoshiyan teri meri khamoshiyan khamoshiyan lipti huyi khamoshiyan kya uss gali mein kabhi tera jaana hua jahaan se zamaane ko guzre zamaana hua mera samay to wahin pe hai thehra hua bataaun tumhe kya mere saath kya kya hua hmmmm khamoshiyan ek saaz hai tum dhun koi laao zaraa khamoshiyan alfaaz hain kabhi aa gunguna le zara beqarar hain baat karne ko kehne do inko zaraa haa khamoshiyan teri meri khamoshiyan khamoshiyan lipti huyi khamoshiyaan nadiya ka paani bhi khamosh behta yahaan kheeli chandani mein chheepi laakh khamoshiyan baarish ki boondon ki hoti kahaan hai zubaan sulagte dilon mein hai khamosh uthta dhuaan khamoshiyan aakaash hai tum udne toh aao zara khamoshiyan ehsaas hain tumhe mehsoos hoti hai kya beqarar hain baat karne ko kehne do inko zaraa haaaa khamoshiyan teri meri khamoshiyan khamoshiyaan lipti click here
khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi jaag utha hai sapna kis ka meri inn aankhon mein ik nayi zindagi shaamil ho rahi saanson mein kisi ki aati hai sadaa hawaaon mein kisi ki baaten hai dabi si honthon mein raat din meri aankhon mein koi parchhayi lehraane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi dil ka ye carvaan yun hi tha ravaan davaan manzil na humsafar lekin aye meharbaan teri wo ik nazar kar gayi asar duniyaa sanwar jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sharmo hayaa se keh do khuda haafiz o meri jaana hai ghadi milan ki khudaara laut ke naa aana hai raat ka parda humari hi click here
khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega arey khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar haan bade bade log dekho aaye baraat mein moti moti tondon ko laye hain saath mein jo kuchh bhi haath lage saaf kar jayenge kha lenge hafte ka bas ek raat mein hoti hai shaadi dekho ek baar hoti hai shaadi dekho ek baar kha lo pee lo jitna bhi chaho baar baar maango mere yaar haan maango mere yaar milega khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar dekho dulha saja hai aise baitha ghodi pe chanda ho jaise lage dulhan bhi ghunghat mein aise chhupi baadal mein bijali ho jaise donon ye soche kab jayenge baraati donon ye soche kab jayenge baraati gale lag jayen hum jeevan ke saathi chalo mere yaar chalo mere yaar milega are khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar click here
la la la la la la la laaaaaa la la la laa laaaaa khanak gayo haaye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa chhanak gayo haye bairi kanganaa chhanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa chhanak gayo mehendi le kar rut jo aayi mehendi le kar rut jo aayi hans diya kajraa main sharmaayi nain se nain mile dil ke dwaar khule nain se nain mile dil ke dwaar khule lehak gayo lehak gayo lehak gayo reyyy lehak gayo lehak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo apni lahar mein jhoom rahi hoon apni lahar mein jhoom rahi hoon khud ko khushi mein choom rahi hoon kaisi khushbu ye udi reh gayi main to khadi kaisi khushbu ye udi reh gayi main to khadi mahak gayo mahak gayo mahak gayo reyyy mahak gayo mahak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo haye bairi kanganaa khanak gayo dil mein wohi deep jalate dil mein wohi deep jalate sadiyon puraane rishte naate raah mein click here
ooooo khanke khanke kangna bindiya hanse khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse aayi main saj ke unke liye jhume ye jhumka jinke liye aayi main saj ke unke liye jhume ye jhumka jinke liye baaje re bichhua kehna maane na aah khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse saiyyan ne ulta ghungta mera maine bhi hans ke mukhda phera haaye saiyyan ne ulta ghungta mera maine bhi hans ke mukhda phera jab kisi ankhiyaan dekhe sapna khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse thamenge jab wo baiyyan mori daarungi ankhiyaan kajra bhari thamenge jab wo baiyyan mori daarungi ankhiyaan kajra bhari kahungi balma humko chhuo na khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse click here
khanke to khanke kyun khanke jab raat ko chamken taare mera kangana haaye haaye re mera kangana are samjho to samjho yun samjho ye hum ko karein ishaare tera kangana haaye haaye re tera kangana kangana thaamun paayal bole aaun kaun bahaane se aaun kaun bahaane se aeae jin ko milna ho yaaron se darte nahin zamaane se darte nahin zamaane se roke to duniya kya roke are roke to duniya kya roke jab hum hain pyaar ke maare tera kangana haaye haaye re tera kangana khanke to khanke kyun khanke jab raat ko chamken taare mera kangana haaye haaye re mera kangana tiriri tarala lihila re lihila tiriri tarala hoye hoye tiriri tarala lihila re lihila tiriri tarala hoye hoye aaye jawaani jab mastaani roken laaj ke pehre na roke laaj ke pehre na haa haaye ghunghat ka pat khul khul jaaye sar pe aanchal thehre na sar pe aanchal thehre na sochein to sochein kya sochein are sochein to sochein kya sochein jab nain mile matwaare mera kangana haaye haaye re mera kangana are samjho to click here
ab ke baras bhi beet na jaaye ye saawan ki raatein dekh le meri ye bechaini aur likh de do baatein khat likh de saanwariya ke naam baabu khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge kaise hoti hai subah se shaam baabu kaise hoti hai subah se shaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saare vaade nikle jhoothe saamne ho to koi unse roothe saamne ho to koi unse roothe le gayi bairan shehar piya ko ram kare ke aisi naukri chhoote unhen jisne jisne unhen jisne banaya ghulam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de jab aayenge sajana mere khan khan khankenge kangna mere khan khan khankenge kangna mere paas gali mein ghar hai mera us din tu bhi aana angna mere kuch tujhko tujhko kuch tujhko main doongi inaam baabu kore kaagaz pe likh de salaam click here
jab naa maana dil deewana kalam utha ke jaane jaana khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha jab naa maana dil deewana kalam utha ke jaane jaana khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha kaagaz ke iss tukde ko tum dil samjh lena kaagaz ke iss tukde ko tum dil samjh lena jahaan boond giri ho siyaahi ki use til samajh lena yaadon mein doob ke kaagaz ko choom ke pyaar ka tujhko salaam likha haal e dil tamaam likha haal e dil tamaam likha jab naa maana dil deewana kalam utha ke jaane jaana khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha maine dil se laakh kaha ke itna tadapna thik nahin maine dil se laakh kaha ke itna tadapna thik nahin aise kisi ke pyaar mein paagal tera machalna thik nahin dil bola majboori hai khat likhna zaroori hai dil hua tera gulaam likha haal e dil tamaam likha haal e dil click here
ye haa o haa ti ru bi ra ra ye haa o haa khatmandu khatmandu o mundu o mundu dam bhar le pyaar ka tu bol bol ke shiv shambhu khatmandu khatmandu o mundu o mundu dam bhar le pyaar ka tu bol bol ke shiv shambhu ye haa o haa ti ru bi ra ra bhookhe ne maara jo dam yaara to tandoor ki sujhi maara dam jo madaari ne to langoor ki sujhi bhookhe ne maara jo dam yaara to tandoor ki sujhi maara dam jo madaari ne to langoor ki sujhi oo maara dam jo aashiq ne toh hoor ki sujhi maara dam sharaabi ne to angoor ki sujhi re baba re khatmandu khatmandu o mundu o mundu dam bhar le pyaar ka tu bol bol ke shiv shambhu ye hoo o hoo ye haa o haa ti ru bi ra ra baniye ne maara jo dam yaara use khot ki sujhi maara dam jo ameeron ne unhe note ki sujhi baniye ne maara jo dam yaara use khot ki sujhi arre maara dam jo ameeron ne unhe note ki sujhi ho maara dam wakeelon ne to court ki sujhi maara dam jo neta ne to vote ki sujhi ri baba re khatmandu khatmandu o mundu o mundu dam bhar le pyaar ka click here
khatooba khatooba uuuuuu khatooba khatooba khatooba uuuuuu khatooba khatooba khatooba uuuuuuu khatooba uuuuuuu uuuuuu kitne deewane mere itne deewanon mein se kis ki banun main mehbooba aa aa aa aa aa aa khatooba khatooba uuuuuuu khatooba aaaaaaaaaaa kitne deewane mere itne deewanon mein se kis ki banun main mehbooba aa aa aa aa aa aa khatooba khatooba uuuuuuu khatooba wo kaun hai jiski main hoon deewani hooo hai wo yahin wo sanam mera diljaani tu hai wo tu nahin tu hai wo tu nahin teri aankhon mein dil doobaaa khatooba khatooba aaaaaae khatooba uuuuuuu jo mera dil meri jaan sabse bachaye haaan wo mera dil meri jaan sab le jaaye tu hai wo tu nahin tu hai wo tu nahin teri aankhon mein dil dooba khatooba khatooba aaaaaae khatoobaa khatooba khatooba uuuuuuu khatooba yaa tum kaho main kise doon ye baahein haan yaa main kahun kis pe hain meri nigahein tu hai wo tu nahin tu hai wo tu nahin teri aankhon mein dil doobaaa khatooba khatooba aaaaaae khatooba uuuuuuuuuuuu click here
yeh jeena hai yeh jeena hai angoor ka daana yeh jeena hai angoor ka daana kuchh kacha hai kuchh pakka hai kuchh kacha hai kuchh pakka hai jitna khaya meetha tha jo haath na aaya khatta hai yeh jeena hai angoor ka daana yeh jeena hai angoor ka daana kuchh kacha hai kuchh pakka hai kuchh kacha hai kuchh pakka hai jitna khaya meetha tha jo haath na aaya khatta hai yeh ghoomta pahiyaa gol rupaiyaa yeh ghoomta pahiyaa gol rupaiyaa haat na aaye re haat na aaye re are main hoon iske saath ye saathi are main hoon iske saath ye saathi saath na jaaye re saath na jaaye re are haai haai haai haai haai dil bole ke haai dil bole are haai haai haai haai haai dil bole ke haai dil bole haath na aaye to samjho hai sapna jeb mein ho to maal hai apna yeh jeena hai angoor ka daana yeh jeena hai angoor ka daana kuchh kacha hai kuchh pakka hai kuchh kacha hai kuchh pakka hai jitna khaya meetha tha jo haath na aaya khatta hai are jee ke dekho jeene waale are jee ke dekho jeene waale yun click here
khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte dilon ko raund kar dil apna behlaaya nahin karte jo thukraaye gayen hon unn ko thukraaya nahin karte dilon ko raund kar hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai mili ho chaand si soorat to itraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte muhabbat karne waale ghum se ghabraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se ye jaa kar jalne waalon se muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se click here
khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein manzil apni tum alag basaaoge mujhko chhod doge raah mein pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun mile the zindagi ke mod par mujhko aasra diya tha kyun pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se click here
khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke jaa jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke baajegi more ghar shahnaayi baajegi more ghar shahnaayi laayenge dolaa more kanhaayi laayenge dolaa more kanhaayi jhomega manwaa royengi ankhiyaan laagegi apni hi duniya paraayi aayenge mohe yaad din bachpan ke aayenge mohe yaad din bachpan ke jaaungi sasuraal dulhan ban jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke kholenge ghunghtaa jab saanwariyaa kholenge ghunghtaa jab saanwariyaa maaroongi aisi zulmi nazariyaa maaroongi aisi zulmi nazariyaa aahein bharenge paiyaan padenge binti karenge wo saari umariyaa karoongi pee se baat main tan tan ke karoongi pii se baat main tan tan ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj click here
hoooo khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho hoooo mujhe iss haal mein kis ke sahaare chhod jaate ho khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho khuda ka vaasta de kar mana loon door hoon lekin tumhara raasta main rok loon majboor hoon lekin ke main chal bhi nahin sakta hoon aur tum daud jaate ho hoooo khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho gila tumse nahin koi magar afsos thoda hai ke jis ghum ne mera daaman badi mushkil se chhoda hai ussi ghum se mera phir aaj rishta jod jaate ho hooo khilona mere dil se naa lo badla zamaane bhar ki baaton ka thehar jaao suno mehmaan hoon main chand raaton kaa chale jaana abhi se kiss liye munh mod jaate ho hoooo khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khamosh Hai Amar (1954) 04:44 19905
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi, Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:44   Song Number : 19905   

Khamosh Nigahen Ye Sunaati Hain Daasi (1944) 05:15 16424
 
Poster of Daasi (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Amar Nath
On Screen Actors- 
Ragini
Duration : 05:15   Song Number : 16424   

Khamosh Raat Thakshak (1999) 06:24 20758
 
Poster of Thakshak (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Nethra Raghuraman, Ajay Devgan, Tabu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:24   Song Number : 20758   

Khamosh Sa Afsaana Libaas (1988) 06:02 20759
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 06:02   Song Number : 20759   

Khamosh Zindagi Ko Aawaaz De Rahe Ho Naag Mandir (1966) 03:12 31091
 
Poster of Naag Mandir (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shiv Kumar
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahipal, Vijaya Chaudhari
Duration : 03:12   Song Number : 31091   

Khamoshiyan Khamoshiyan (2015) 05:37 36532
 
Poster of Khamoshiyan (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Reshmi Singh
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 05:37   Song Number : 36532   

Khamoshiyan Gungunane Lagi One 2 Ka 4 (2001) 05:26 20760
 
Poster of One 2 Ka 4 (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:26   Song Number : 20760   

Khana Milega Pina Milega Maalik (1972) 03:58 36060
 
Poster of Maalik (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:58   Song Number : 36060   

Khanak Gayo Haaye Bairi Kangna Rishte Naate (1965) 05:53 20641
 
Poster of Rishte Naate (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:53   Song Number : 20641   

Khanke Kangna Bindiya Dr Vidya (1962) 03:33 38399
 
Poster of Dr Vidya (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:33   Song Number : 38399   

Khanke To Khanke Vallah Kya Baat Hai (1962) 04:54 12081
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Beena Roy, Shammi Kapoor
Duration : 04:54   Song Number : 12081   

Khat Likh De Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:27 20761
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:27   Song Number : 20761   

Khat Maine Tere Naam Bekhudi (1992) 06:16 12877
 
Poster of Bekhudi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Kamal Sadanah, Kajol
Duration : 06:16   Song Number : 12877   

Khatmandu Khatmandu O Mundu O Mundu Zulm Ki Hukumat (1992) 04:49 40363
 
Poster of Zulm Ki Hukumat (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Dilip Sen, Sameer Sen
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 04:49   Song Number : 40363   

Khatooba Khatooba Alibaba Aur 40 Chor (1980) 06:45 20762
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Others
Duration : 06:45   Song Number : 20762   

Khatta Meetha Khatta Meetha (1977) 04:44 18415
 
Poster of Khatta Meetha (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:44   Song Number : 18415   

Khayalon Mein Kisi Ke Bawre Nain (1950) 05:08 12863
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vijaya Laxmi
Duration : 05:08   Song Number : 12863   

Khelo Naa Mere Dil Se Haqeeqat (1964) 03:41 11910
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 03:41   Song Number : 11910   

Khile Hain Sakhi Aaj Grahasti (1963) 03:08 32094
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajshree, Shubha Khote, Indrani Mukharji
Duration : 03:08   Song Number : 32094   

Khilona Jaan Kar Khilona (1970) 04:11 20763
 
Poster of Khilona (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:11   Song Number : 20763