khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaaati hai khamosh hai khewanhaar mera khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai zinda hoon magar abb jeene kee ummeed bhi tooti jaati hai khamosh hai khewanhaar mera saahil ki tamanna thi mujhko majhdhaar mein beda ja pahuncha jeene ki duaayen kya maangun paani toh gale tak aa pahuncha dil dhundh raha hai duniya ko duniya hai ke chhooti jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera ghum apna zubaan tak laa na sakun sansaar ko munh dikhla na sakun ghutta hai jo dam rukte hain kadam badhte hain kadam rukte hain kadam ghutta hai jo dam rukte hain kadam manzil ki taraf bhi jaa na sakun bhatka huwa raahi jaan ke abb takdeer bhi roothi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera charnon mein hai tere laaj meri sun aaj zara fariyaad meri tu door nahin majboor nahin nagri hai magar barbaad meri kya yunhi gareebon ki duniya sansaar mein looti
Khamosh Hai
Amar (1954)