MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aaa aaa aaaa aaaa aa aa aaa aaa aa aa aaa aaa aaaa aaaa aa aa aaa aaa tera noor sitaaron mein tera rang bahaaron mein o tera noor sitaaron mein tera rang bahaaron mein tu hai sab mein sab tujh mein tu hai ek hazaaron mein tera husn hai jahaan mera ishq hai wahaan har aalam hai sarsaari ho har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya masjid kya but khana dil ka mazhab dildaari ho mi raksam ho mi raksam ho mi raksam ho har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya masjid kya but khana dil ka mazhab dildaari ho mi raksam ho mi raksam ho mi raksam ho ho ho hoo hooo ho ho ho hoo hooo hooo ho ho ho har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya masjid kya but khana dil ka mazhab dildaari ho mi raksam ho mi raksam ho mi raksam har jalwa tera jalwa teri ye duniya saari kya masjid kya but khana dil ka mazhab dildaari ho mi raksam ho mi raksam ho mi raksam pal do pal ki hasti hai fir bhi kaisi masti hai pal do pal ki hasti hai fir bhi kaisi masti hai har sarhad se click here
oo oo oo oo oo oo har janam mein hamara milan do dilon ka ujala rahe haan raheeeee main tumhen devta maan loon man mera ik shivalaa rahen haan raheeeee har janam mein hamara milan nainon ka sangam hota rahe sapnon ka sawan gaata raheee nainon ka sangam hota rahe sapnon ka sawan gaata raheee phoolon ke mele lagte rahen geeton ka mausam aata rahee bhor ki kiran sanjh ki pawan gunguna ke kahen har janam mein hamara milan do dilon ka ujala rahe haa rahe ee ee ee har janam mein hamara milan nadiyaa ki baahen faili rahen lehron ke aanchal khilte rahen nadiyaa ki baahen faili rahen lehron ke aanchal khilte rahen badra ki chhaon mehki rahe jhoom ke do dil milte rahen roop ka nagar preet ki dagar muskura ke kahen main tumhen devta maan loon man mera ik shivalaya rahe haan rahe ee ee ee har janam mein hamara milan do dilon ka ujala rahe haan raheeeee har janam mein hamara milan hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm click here
har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi har kadam par khushi har ghadi duniya nayi ye safar suhaana safar tum ho mere humraahi bin maange mili woh khushi jo mere dil ne chaahi ye safar suhaana safar tum ho mere humraahi bin maange mili woh khushi jo mere dil ne chaahi mere labon ki hansi le lo aansu apne mujhe dedo har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi meri pasand isko bhi pasand dost ne dedi manjoori man se itne paas huye hum tan ki kaisi doori meri pasand isko bhi pasand dost ne dedi manjoori man se itne paas huye hum tan ki kaisi doori saara jeevan mera le lo pyaar ke do pal de do har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi la la la la la la click here
har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe ye andhere mujhe hoooooooo ye andhere mujhe isliye hai pasand inn mein saaya bhi apna dikhaayi naa de inn mein saaya bhi apna dikhaayi naa de roshni ho wahaan roshni ho wahaan roshni ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe chaand dhundhala sahi hoooooooo chaand dhundhala sahi ghum nahin hai mujhe teri raaton pe raaton kaa saaya na ho teri raaton pe raaton kaa saaya na ho chaandni ho wahaan chaandni ho wahaan chaandni ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe click here
la la lala lala la la la lala lala la la lala lala la la la lala lala har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se do dil zinda reh sakte hain chaahat ki bhari nighaahon se chaahat ki bhari nighaahon se har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain jeete ji humko pyaar mila hum dono kismat waale hai hum dono kismat waale hain har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo click here
la la la lalala la la la lalala la la la lalala la la la lalala har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain jeete jee hum ko pyaar mila hum dono qismat waale hain hum dono qismat waale hain har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina hai sab ke bina jeena mumkin namumkin jeena pyaar bina namumkin jeena pyaar bina har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai mehfil mein hai shehnaayi phir bhi dil mein hai tanhaayi hai saanson mein jaise kayi toofan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan milta nahin kya yahaan mere dil phir kyun na milegi tujhe manzil chalte jaana yun hi raahon mein bhar hi lega koi baahon mein humesha rahega naa dil viraan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi click here
har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai ghum sehte sehte ghum ki tasveer ban gaya hoon tasveer ban gaya hoon jaa ae bahaar e duniya haalat na poochh meri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai samaan e zindagi mein kuchh bhi nahin bacha hai kuchh bhi nahin bacha hai ek dard reh gaya hai har ek yaad teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai khushiyon ka ek din bhi aaya na zindagi mein aaya na zindagi mein takta raha hoon main to duniya mein aa ke teri kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai har raat hai andheri apna nahin hai koi kya zindagi hai meri har shaam shaam e ghum hai click here
har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain itni sachchaai hai in aankho mein khote sikke bhi khare ho jaayein tu kabhi pyaar se dekhe jo udhar sukhe jangal bhi hare ho jaayein baag ban jaayein baag ban jaayein jo viraane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain ek halka sa ishaara inka kabhi dil aur kabhi jaan lootega kis tarha pyaas bujhegi uski kis tarha uska nasha tootega jiski qismat mein jiski qismat mein ye paimaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain neechi nazron mein hain kitna jaadu ho gaye pal mein kayi khwaab jawaan kabhi uthhne kabhi jhukne ki adaa le chali jaane kidhar jaane kahaan raaste pyaar ke raaste pyaar ke anjaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain click here
aaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai chhup chhup ke mere haal pe roti hai khudayi dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye ab kitne janam aur jalaayegi judaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab tootega ye sapna roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab click here
har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt mujhe chahiye andaaz e bayaan aur har waqt tere husn ka phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm mastaana ada mein kabhi shokhi hai kabhi sharm shokhi hai kabhi sharm har subeh ghumaan aur hai har raat ghumaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen thakne nahin paati tujhe lipta ke ye baahen lipta ke ye baahen chhu lene se hota hai tera jism jawaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan tu apni misaal aap hai ae jaan e bahaaraan ae jaan e bahaaraan duniya ke haseenon mein koi tujhsa kahaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka click here
hardam tumhi ko pyaar kiye jaa rahi hoon main jeena nahin qubool jiye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar hardam tumhi ko yaad kiye jaa raha hoon main milne ki aarzu mein jiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho tum mere dil ke paas ho chaahe jahaan raho saanson ki lay pe naam liye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko pyaar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar tumhi ko dhundti hai ye aansu bhari nazar ab har taraf nigaah kiye jaa raha hoon main hardam tumhi ko yaad dil mera bolta hai papeehe ke roop mein dil mera bolta hai papeehe ke roop mein kisi ki ye sadayen jeeye jaa rahi hoon main hardam tumhi ko yaad click here
dhaani chunari pehan dhaani chunari pehan saj ke ban ke dulhan jaaungi unke ghar jinse laagi lagan aayenge jab sajan aayenge jab sajan jeetne mera mann kuchh na bolungi mein mukh na kholungi mein bajj uthengi hare kanch ki chudiyan ye kahengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan chhute mata pita chhute mata pita chhuta wo balapan kheli main jiske sang ude solah sawan de ke tan aur mann de ke tan aur mann main manaun sajan tere baahon mein hoo mera jeevan maran ye kahengi hare kanch ki chudiyan haan dalengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan do salone vachan do salone vachan tumko meri qasam ye qasam pyaar ki ye rasam pyaar ki ab nibhana sajan ab nibhana sajan mat bhulana sajan jao pardes tum jaldi aana sajan waada lengi hare kanch ki chudiyan phir kahengi hare kanch ki chudiyan bajj uthengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan click here
hmm hmm hmm hmm hmm oo oo oo oo hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho bhai behen mein oo oo oo oo bhai behen mein nischal pyaar ho atithi mitron ka sada satkaar ho man mein sabhi ke liye prem bhaav ho meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere liye teerath ho hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho maat pita anmol anupam hain sanskaaron ke ye udgam hain ye hi to sakshaat dev roop hain ye hi to sakshaat dev roop hain meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere liye teerath ho hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho sab apne hon koi na gair ho man mein kisi ke liye dwesh na bair ho ye saara jag jaise apna ghar ho ye saara jag jaise apna ghar ho meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere liye teerath ho hari mere ghar ko ye var do maat pita ki seva ho yun jeevan ko safal banaun main har din ek naya punya kamaaun main karmon se moksh dwaar paaun main karmon se moksh dwaar paaun main meri har dhadkan ban jaaye poojan ghar hi mere click here
hooo hoooo hoooo hooooo aaaahhhh yeehhhh aaahhhh hmmmm aaaahhhh hooo hoooo hoooo hooooo ghum hai koi to dum maaro yaaron dum ki dua se ghum bhi khushi hai choor nashen mein ye zindagi hai hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hooo hoooo hoooo hooooo shibbi duyi dab shibbi duyi dab shibbi duyi dab shibbi duyi dab hari om hari om chadti laher jaise chadti jawaani khilti kali sa khila roop jaane kab kaise kahaan haathon se phisal jaaye jaise dhal jaaye chadi dhoop once in every life time comes love like this i need you you need me o my honey can''t you see hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hari om hari hooo hoooo hoooo hooooo ghum hai koi to dum maaro yaaron dum ki dua se ghum bhi khushi hai choor nashen mein ye zindagi hai hooo hoooo hoooo hooooo hari om hari om pyaase pyaase dil mein hai armaan hazaaron saanson mein hain sapne hazaar ek ek pal yahaan jhoom ke jeele jeene ke hai din bas chaar click here
hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana kar dil dukhate ho deewane ho hume bhi tum deewana kyon banaate ho hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana kar dil dukhate ho deewane ho hume bhi tum deewana kyon banaate ho hasate ho hmm rulaate ho hmm hamesha tum hmm satate ho dekho ji kar ke bahana raahon mein meri na aana kehta hai tum se deewana hans ke na mujhko bulaana chhodo na chhodo na baahein yeh chhodo na bolo na bolo na dilbar se bolo na thoda sa hans ke dikhao hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana kar dil dukhate ho deewane ho hume bhi tum deewana kyon banaate ho hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho kaisi ye ladki deewaani maange ye dil ki nisaani itni hain meri kahani baatein tumhaari ye maani aao na aao na baahon mein aao na chaaho na chaaho na tum se dil chaaho na chaahat hai kya hai dikhao hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana click here
hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haseen dilruba kareeb aa zara ke abhi dil nahin bhara kareeb aa zara ke abhi dil nahin bhara haseen dilruba kareeb aa zara ke abhi dil nahin bhara raat kitni baar pee mujhko yaad hi nahin itna yaad hai ke pyaas badh gayi bujhi nahin shabaab se saja gulaab mein basa sharaab se bana jawaan badan tera idhar to la zara ke abhi dil nahin bhara haseen dilruba sharm aur laaj ke saare band khol den mere ang ang mein apna pyaar khol de na haath yun chhuda na aankhen yun dikha na chehra yun chhupa ke mujhse sharam kya lipat bhi ja zara ke abhi dil nahin bhara haseen dilruba kareeb aa zara ke abhi dil nahin bhara ke abhi dil nahin bhara click here
haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho ye chaal bemisaal hai adaa bhi ye kamaal hai magar suna hai aap ne kamaal ko sawaal hai ye chaal bemisaal hai adaa bhi ye kamaal hai magar suna hai aap ne kamaal ko sawaal hai isiliye to kehta hoon akad ke naa chalo haseen ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho naa yun matak matak ke chal naa paanv yun patak ke chal khade hain hum bhi raahon mein dupatta na jhatak ke chal naa yun matak matak ke chal naa paanv yun patak ke chal khade hain hum bhi raahon mein dupatta na jhatak ke chal bahot haseen milenge humko naaz na karo haseen ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho naa rasta hai ye aapka naa rasta mere baap ka agar main saath ho liya to kya gaya janaab ka naa rasta hai ye aapka naa rasta mere baap ka agar main saath ho liya to kya gaya janaab ka main aadmi hoon kaam ka ji saath le chalo haseen ho haseen ho khuda click here
haseen ho tum khuda nahin ho tumhaara sijdaa nahin karenge magar muhabbat mein hukum doge to hanste hanste ye jaan bhi denge haseen ho tum khuda nahin ho tumhaara sijdaa nahin karenge magar muhabbat mein hukum doge to hanste hanste ye jaan bhi denge haseen ho tum khuda nahin ho samjhte ho khud ko jaane kya tum ke saari duniyaaa ko khaak jaana samjhte ho khud ko jaane kya tum ke saari duniyaaa ko khaak jaana guroor ka sar jhukega ek din hansega tum par bhi ye zamaana hamesha ye sin nahin rahega hamesha ye din nahin rahenge haseen ho tum khuda nahin ho humari nazron ka shukr kije ke aasmaan par tumhen bithaya humari nazron ka shukr kije ke aasmaan par tumhen bithaya humare dil ko duwaayen dije ke dhadkanon mein tumhen basaaya bulandiyon se giroge tum bhi agar nighahon se hum girenge haseen ho tum khuda nahin ho humare jaise agar hain laakhon tumhaare jaise bhi kam nahin hain humare jaise agar hain laakhon tumhaare jaise bhi kam nahin hain jo khud hi pathar se phod le click here
hoooooooo oo oo oo oo oo ooo hoooo hooo oo ooo oo oo oo ooo haseen waadiyooooon haseen waadiyooooon fizaaon se keh do hawaaon se keh do mera yaar mera pyaar le ke aaya hai haseen waadiyooooon soorat hai bholi si qaatil har ek adaa dil o jaan se hua hoon main to uss pe fidaa koi jaane naa jaane koi maane naa maane main to kehta hoon unko khudaao ke khuda mera yaar mera pyaar mera yaar mera pyaar wo to aankhon mein khumaar le ke aaya hai haseen waadiyooooon fizaaon se keh do hawaaon se keh do mera yaar mera pyaar le ke aaya hai haseen waadiyooooon kali se hai naazuk phoolon se bhi haseen mere yaar jaisa koi bhi zamane mein nahin uss jaisi naazneen uss jaisi dilnasheen diya le ke bhi jo dhundho to milegi naa kahin mera yaar mera pyaar mera yaar mera pyaar wo to dil ka qaraar le ke aaya hai haseen waadiyooooon fizaaon se keh do hawaaon se keh do mera yaar mera pyaar le ke aaya hai haseen waadiyooooon click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Har Jalwa Tera Jalwa Harjaee (1981) 06:38 38339
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Tina Munim, Randhir Kapoor
Duration : 06:38   Song Number : 38339   

Har Janam Mein Hamara Kaagaz Ki Nao (1975) 04:42 37029
 
Poster of Kaagaz Ki Nao (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
On Screen Actors- 
Sarika, Raj Kiran
Duration : 04:42   Song Number : 37029   

Har Kadam Par Khushi Jeet Hamaari (1983) 07:22 40142
 
Poster of Jeet Hamaari (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Ranjeeta Kaur
Duration : 07:22   Song Number : 40142   

Har Khushi Ho Wahaan Upkar (1967) 03:35 14386
 
Poster of Upkar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:35   Song Number : 14386   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 04:57 17946
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:57   Song Number : 17946   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 05:07 19208
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 05:07   Song Number : 19208   

Har Koi Chaahta Hai Ek Mutthi Aasmaan (1973) 06:30 11964
 
Poster of Ek Mutthi Aasmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora
Duration : 06:30   Song Number : 11964   

Har Shaam Shaam E Ghum Hai Mera Salaam (1957) 03:23 37556
 
Poster of Mera Salaam (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Hafiz Khan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 37556   

Har Taraf Ab Yehi Hindustan Ki Kasam (1973) 04:15 13340
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Priya Rajvansh, Vijay Anand
Duration : 04:15   Song Number : 13340   

Har Tukda Mere Dil Ka Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 07:03 36340
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 07:03   Song Number : 36340   

Har Waqt Tere Husn Chingari (1971) 04:58 17991
 
Poster of Chingari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:58   Song Number : 17991   

Hardam Tumhi Se Pyaar Apsara (1961) 03:18 40939
 
Poster of Apsara (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Duration : 03:18   Song Number : 40939   

Hare Kanch Ki Chudiyan Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 04:06 12065
 
Poster of Hare Kanch Ki Chooriyan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Naina Sahu
Duration : 04:06   Song Number : 12065   

Hari Mere Ghar Ko Sonu Nigam 05:13 37098
 
Poster of Sonu Nigam
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Ravi Pawar
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Sonu Nigam
Duration : 05:13   Song Number : 37098   

Hari Om Hari Pyaara Dushman (1980) 06:37 20506
 
Poster of Pyaara Dushman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kalpana Aiyar
Duration : 06:37   Song Number : 20506   

Hasate Ho Rulate Ho Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001) 05:40 18171
 
Poster of Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Mahima Choudhary
Duration : 05:40   Song Number : 18171   

Haseen Dilruba Roop Tera Mastana (1972) 04:53 32138
 
Poster of Roop Tera Mastana (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:53   Song Number : 32138   

Haseen Ho Khuda To Nahin Ho Mud Mud Ke Na Dekh (1960) 03:44 13788
 
Poster of Mud Mud Ke Na Dekh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharati
Duration : 03:44   Song Number : 13788   

Haseen Ho Tum Khuda Budtameez (1966) 04:51 12946
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:51   Song Number : 12946   

Haseen Wadiyon Fizaaon Se Keh Do Lal Bangla (1966) 03:34 16454
 
Poster of Lal Bangla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sujeet Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 16454