Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGulzar
HomeGulzar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bujh gaya tha kyun diya haan bujh gaya tha kyun diya bujh gaya tha kyun diya zyaada hi bachaya tha milan ki raat maine jaag kar iss liye iss liye woh bujh gaya woh bujh gaya woh bujh gaya hooo murjha gaya phool kyun murjha gaya phool kyun pyaar ki bechainiyon mein usko seene mein daba rakha tha maine isliye murjha gaya murjha gaya murjha gaya kis liye sookhi nadi kis liye sookhi nadi aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa kis liye sookhi nadi baandh baandha tha zaroorat ke liye uss par baandh baandha tha zaroorat ke liye uss par hamesha ke liye rakh lun iss liye sookhi nadi iss liye sookhi nadi taar chatkha saaz ka kyun taar chatkha saaz ka kyun uski had se zyada khinch gaya tha sur lagaane mein iss liye taar chatkha iss liye iss liye hmm hmm hmmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm diye chenu jhankaar taayi chede galo tar diye chenu jhankaar taayi chede gaalo tar
chand chura ke laaya hoon chand chura ke laaya hoon chal baithen church ke peechche ho na koi dekhe na pehchaane baithen ped ke neechche chal baithen church ke peechche kal baapu jaag gaye thei meri laaj ki socho kal baapu jaag gaye thei meri laaj ki socho arre jo hona tha kal hua tha aaj to aaj ki socho jaag gaye to to phir chal baithen church ke peechche ho ho ho chand chura ke laayi hoon chand chura ke laayi hoon chal baithen church ke peechche chal dariya par kashti le kar door kahin beh jaayen chal dariya par kashti le kar door kahin beh jaayen ho dhoondh na paayen basti waale saahil se keh jaayen bol diya to to phir chal baithen church ke peechche arre chand chura ke laaya hoon chand chura ke laaya hoon chal baithen church ke peechche hooo na koi dekhe na pehchaane baithen ped ke neechche chal baithen church ke peechche ho o o chand chura ke laaya hoon chand chura ke laaya hoon chal baithen church ke peechche
chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe auni bauni yariyaan teri bauni bauni beriyon talle chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe auni bauni yariyaan teri bauni bauni beriyon talle yaara ve yaara ve yaara ve aaaauniyaan pardesiyaa chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe hey gori chatkori jo katori se khilaati thi jumme ke jumme jo surmein lagaati thi gori chatkori jo katori se khilaati thi jumme ke jumme jo surmein lagaati thi kachhi munder ke talle chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe are jhoothi moothi moi ne haay haay moi ne jhoothi moothi moi ne rasoi mein pukaara tha lohe ke chimte se lipte to maara tha jhoothi moothi moi ne rasoi mein pukaara tha lohe ke chimte se lipte to maara tha oye beeba tera chulha jalle chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe
chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi pairon ki bedi kabhi lage hathkadi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi seedhe seedhe raaston ko thoda sa mod de doooooooo seedhe seedhe raaston ko thoda sa mod de do bejod ruhon ko halka sa jod de do jod do naa toot jaaye saanson ki ladi jod do naa toot jaaye saanson ki ladi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi pairon ki bedi kabhi lage hathkadi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi dheere dheere chalna sapne neendon mein darr jaate hainnnnn hoooooo dheere dheere chalna sapne neendon mein darr jaate hain kehte hai sapne kabhi jaage to marr jaate hain neend se naa jaage koi khaabon ki ladi neend se naa jaage koi khaabon ki ladi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi
jinke sar ho ishq ki chhanv ishq ki chhanv paaon ke neeche jannat hogi jinke sar ho ishq ki chhanv chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya saare ishq ki chhanv chal chhainya chhainya saare ishq ki chhanv chal chhainya paaon jannat chale chal chhainya chhainya paaon jannat chale chal chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya wo yaar hai jo khushboo ki tarah jiski zubaan urdu ki tarah meri shaam raat meri kaaynaat wo yaar mera sainya sainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal
chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan jahaan tere pairon ke kanwal gira karte the hanse to do gaalon mein bhanwar pada karte the jahaan tere pairon ke kanwal gira karte the hanse to do gaalon mein bhanwar pada karte the heyyyyy teri kamar ke bal pe nadi muda karti thi hansi teri sun sun ke fasal paka karti thi chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan hooo jahaan teri edi se dhoop uda karti thi suna hai uss chaukhat pe ab shaam raha karti hai jahaan teri edi se dhoop uda karti thi suna hai uss chaukhat pe ab shaam raha karti hai latto se uljhi lipti ik raat hua karti thi hooo kabhi kabhi takiye pe wo bhi milaa karti hai chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan dil dard ka tukda hai pathar ki dali si hai ik andha kunwaa hai yaa ik band gali si hai ik chhota sa lamha hai jo khatam nahin hota main laakh jalaata hoon ye bhasm nahin hota ye bhasm nahin hota chhod aaye hum wo
chhoti si ek kali khili thi chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daala haan use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daalaa aage kahun keh naa sakun chup rahun reh naa sakun phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daalaaa aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daala phool waale ki jholi mein toot ke gir padi kali phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi kachchaa dhaaga toot gaya phool waala chhoot gaya phir kya hua koi jaane naa koi jaane naa chhoti
la laaaa lal lal laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa la laaaa la la laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi rukti hai thamti hai kabhi barasti hai baadal pe paanv rakh ke baarish machalti hai aaaaaaaaaaaaaaa
daadi chani yaro paan maraye laiye yetamo daadi chani yaro paan maraye laiye yetamoo laiye yetamo yath dil jigras kastam haiye laiye yetamoo laiye yetamo smaha dazan parwanye dazan gowas na soor smaha dazan parwanye dazan gowas na soor dud yel dan dan chaye kor kun gye laiye yetamoo laiye yetamo daadi chani yaro paan maraye laiye yetamoo laiye yetamo dopnum kasse marnum taye surkhye marakh na zanh dopnum kasse marnum taye surkhye marakh na zanh yus moodh tas kya baqi chhuye laiye yetamoo laiye yetamo daadi chani yaro paan maraye laiye yetamoo laiye yetamo yembazale khais baramaye bumbro dama chayan yembazale khais baramaye bumbro dama chayan cheyan walo cheyataw sawal chhuye laiye yetamoo laiye yetamo daadi chani yaro paan maraye laiye yetamoo laiye yetamo gaitt koith wuchhtan aiti kusu chuye yem pat chyi muchraw gaitt koith wuchhtan aiti kusu chuye yem pat chyi muchraw ha nyam rathtaw asnuk paye laiye yetamoo laiye yetamo daadi chani yaro paan maraye laiye yetamoo
daakiya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya daak laaya daakiya daak laaya daak laaya khushi ka paiyaam kahin kahin dardnaak laaya daakiya daak laaya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya khushi ka paiyaam kahin kahin dardnaak laaya daakiya daak laaya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya hey humm devar ki bhatije ki saali ki sagaai hai ho aati puranmaashi ko qaraar paayi hai mama aapko lene aate magar majboori hai bachchon samet aana aapka zaroori hai dada to are re re re re re dada to guzar gaye daadi beemar hai nana ka bhi tervaan aate somvaar hain chhoto ko pyaar dena badon ko namaskaar deri majboori samjho carad ko taar shaadi ka sandesa tera heyyy somnaath laaya daakiya daak laaya daak laaya daakiya daak laaya daakiya daak laaya hmmm birhaa mein kaise kaise kaatoon ratiyaan birhaa mein kaise kaise kaatoon ratiyaan saawan sunaaye bairi bheegi bheegi batiyaan agni ki boondon mein jale jale
shor na kar are awbra na kar zara gaur se kar rakh maun brat sasuri sasuri sasuri sasuri sasu oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo aa aa aa aa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa dabe labon se kabhi jo koi salaam le le dabe labon se kabhi jo koi salaam le le main aasmaan ki tarah se gunjun main aasmaan ki tarah se gunjun jo naam le le dabe labon se kabhi jo koi salaam le le dabe labon se suni thi kahaani pariyon se suni thi kahaani pariyon se a aaa aaaa bhanvare milenge kaliyon se milenge sunehre shehzaade milenge sunehre shehzaade aa aaaa aaaa ujali sunehri pariyon se ujale rang liye khilte ang liye neel pari se kam to nahin ho aaye koi thaamne dabe labon se kabhi jo koi salaam le le dabe labon se aji ishq pe zor nahin hai ik baat chali thi gaalib se humen husn pe zor nahin hai keh do ye humaari jaanib se socha thaa jo ang khilenge socha thaa jo ang khilenge hoho bandhega koi gajron se maanenge sunenge jo kahega maanenge sunenge jo kahega aa aaaa
hey darrrrling aankhon se aankhen chaar karne do darling aankhon se aankhen chaar karne do darling aankhon se aankhen chaar karne do roko na roko na mujhko pyaar karne do darling sorry tujhe sunday ke din zehmat huyi darling milna tera fazle khuda rehmat huyi hey daaarling khaadim ko dil pe to ikhtiyaar karne do darling chhodo zara sharmaane ka ye kaayeda hey darling hairat bhi hai gairat bhi hai kya faayda hey darrrrling public mein sansani ek baar karne do darling aankhon se aankhen chaar karne do darling
hooooo hoooooooo yaaaaa hooooo hoooooooooooooo dhannon ki aankhon mein haan raat ka surma aur chaand ka chummaaaaa are dhannon ki aankhon mein haan raat ka surma aur chaand ka chummaaaaa hoooo sahar bhi tere bina raat lage chhaala pade aag jaise chaand pe jo haath lage yaaaa sahar bhi tere bina raat lage chhaala pade aag jaise chaand pe jo haath lage hooooo hoooooooooooooo dhanno ka gussa hai haan teer ka chumma aur chaand ka chumma hooooo dhannon ki aankhon mein haan raat ka surma aur chaand ka chumma hey hey hey hey hey hoooo dhanno tujhe khwaab mein dekha hai laila ki heer ki kitaab mein dekha hai dhanno tujhe khwaab mein dekha hai haaye laila ki heer ki kitaab mein dekha hai hooooo hoooooooooooooo dhanno ki aankhon mein haan noor ka surma aur chaand ka chumma hey hey hey hooooo hoooooooooooooo dhanno ki aankhon mein haan raat ka surma aur chaand ka chumma hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey
ooooo ooooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo oooo dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din baithe rahen tassavur e jaana kiye huye dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi jaadon ki narm dhoop aur aangan mein let kar jaadon ki narm dhoop aur aangan mein let kar aankhon pe keench kar tere daaman ke saaye ko aankhon pe keench kar tere daaman ke saaye ko aaundhe pade rahe kabhi karvat liye huye dil dhoondhta hai hooo dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi yaa garmiyon ki raat jo purwaaiyaan chale yaa garmiyon ki raat jo purwaaiyaan chale thandi safed chaadron pe jaagen der tak thandi safed chaadron pe jaagen der tak taaron ko dekhte rahen chhat par pade huye dil dhoondhta hai hooo dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par
dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din baithe rahe tasavvure jaanaa kiye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din jaadon ki narm dhoop aur aangan mein leit kar jaadon ki narm dhoop aur aangan mein leit kar aankhon pe kheench kar tere aanchal ke saaye ko aundhe pade rahe kabhi karvat liye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din yaa garmiyon ki raat jo purvaaiyan chalein yaa garmiyon ki raat jo purvaaiyan chalein thandi safed chaadaron pe jaagein der tak taaron ko dekhte rahein chhat par pade hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par vaadi mein goonjti hui khaamoshiyan sunein aankhon mein bheege bheege se lamhe liye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din baithe rahe tasavvure jaanaa kiye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din
dil hoom hoom kare ghabraaye ghan dham dham kare garjaaye ik boond kabhi paani ki mori ankhiyon se barsaaye dil hoom hoom kare ghabraaye teri jhori daroon sab sookhe paat jo aaye tera chhuaan laage meri sookhi daal hariyaaye dil hoom hoom kare ghabraaye jis tan ko chhuaa toone uss tan ko chhupaaun jis mann ko lage naina wo kisko dikhaaun o more chandramaa teri chaandni ang jalaaye oonchi tori ataari maine pankh liye katwaaye dil hoom hoom kare ghabraaye ghan dham dham kare garjaaye ik boond kabhi paani ki mori ankhiyon se barsaaye dil hoom hoom kare ghabraaye
ruk ruk ke kehte hain jhuk jhuk ke rehte hain ruk ruk ke kehte hain jhuk jhuk ke rehte hain dil ka mizaaj ishqiyaa dil ka mizaaj ishqiyaa tanha hain logon mein logo mein tanhaayi dil ka mizaaj ishqiyaa dil ka mizaaj ishqiyaa choten bhi khaaye aur gungunaaye aisa hi tha ye aisa hi hai ye masti mein rehta hai mastaana saudayi dil ka mizaaj ishqiyaa are dil ka mizaaj ishqiyaa sharmeela sharmeela parde mein rehta hai dardon ke jhonke bhi chupke se sehta hai nikalta nahin hai gali se kabhi nikal jaaye to dil bhatak jaata hai arey bachcha hai aakhir bahek jaata hai khwaabon mein rehta hai bachpan se harjaai dil ka mizaaj ishqiyaa dil ka mizaaj ishqiyaa gusse mein bal khana gairon se jal jaana mushkil mein aaye to waadon se tal jaana ulajhne ki isko yun aadat nahin magar bewafa ri sharafat nahin ye jazbaati ho ke chhalak jaata hai ishq mein hoti hai thodi si garmaayi dil ka mizaaj ishqiyaa are dil ka mizaaj ishqiyaaaaaa ruk ruk ke ishqiyaa jhuk jhuk ke ishqiyaa ruk ruk ke
uuuu ik sooraj nikla tha kuchh paara pighla tha ik aandhi aayi thi jab dil se aah nikli thi dil se re ik sooraj nikla tha kuchh paara pighla tha ik aandhi aayi thi jab dil se aah nikli thi dil se re dil se re dil se re dil se re dil se re dil se re dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na piya piya piya piya piya na piya jiya jiya jiya na jiya dil se re dil se re dil se re dil se re dil se re dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na piya piya piya piya piya na piya jiya jiya jiya na jiya dil se re uuuu do patte patjhad ke pedon se utre the pedon ki shaakhon se utre the phir utne mausam guzre wo patte do bechaare phir ugne ki chaahat mein wo sehraon se guzre wo patte dil dil dil the wo dil the dil dil dil the dil hai to phir dard hoga dard hai to dil bhi hoga mausam guzarte hi rehte dil hai to phir dard hoga dard hai to dil bhi hoga mausam guzarte rehte hain dil se dil se dil se dil se dil se re dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na
aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa din chadhta hai maai dar lagta hai maai hmmm din chadhta hai maai dar lagta hai maai kaale ghar mein jaake chhup jaata hai maai raat aaye to raat se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon ari maai ri ari maai ri makdee ke jaale sa aata hai naakhun hai din ke daraata hai darti huyi chhupti huyi jaaun kahaan bachti huyi phir jab raat aati hai hmm hmmm hmm hmmm panjon waali raat se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon kida sa gardan pe chalta hai din raat ungli se malta hai maai mera pichha chhuda sar pe chadhi kaali bala kal na jaane kya ho hmmmmmm hmmmmmm aane waali shaam se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon din chadhta hai maai dar lagta hai maai kaale ghar mein jaake chhup jaata hai maai raat aaye to raat se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon ari maai ri meri maai ri hmm mm mm mm
Din Ja Raha Hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bujh Gaya Tha Kyun Diya Shreya Ghoshal & Shaan 04:56 40467
 
Poster of Shreya Ghoshal & Shaan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shantanu Moitra
Duration : 04:56   Song Number : 40467   

Chand Chura Ke Laaya Hoon Devta (1978) 03:29 13061
 
Poster of Devta (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Shabana Azmi
Duration : 03:29   Song Number : 13061   

Chappa Chappa Charkha Maachis (1996) 04:28 10690
 
Poster of Maachis (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
On Screen Actors- 
Chandrachur Singh, Tabu, Om Puri
Duration : 04:28   Song Number : 10690   

Chhadi Re Chhadi Mausam (1975) 04:57 13695
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev, Sharmila Tagore
Duration : 04:57   Song Number : 13695   

Chhainya Chhainya Dil Se (1998) 06:51 18595
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Malaika Arora
Duration : 06:51   Song Number : 18595   

Chhod Aaye Hum Maachis (1996) 05:05 10691
 
Poster of Maachis (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Suresh Wadkar, K K
On Screen Actors- 
Tabu, Chandrachur Singh, Om Puri
Duration : 05:05   Song Number : 10691   

Chhoti Si Ek Kali Khili Jurmana (1979) 05:14 13474
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 05:14   Song Number : 13474   

Chhoti Si Kahani Se Ijaazat (1987) 07:15 20289
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Nasiruddeen Shah, Anuradha Patel
Duration : 07:15   Song Number : 20289   

Daadi Chaani Kashmiri Folk Song 06:28 16559
 
Poster of Kashmiri Folk Song
 
Category
Kashmiri
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Gulzar Ahmad Hajam
Duration : 06:28   Song Number : 16559   

Daakiya Daak Laya Palkon Ki Chhaon Mein (1977) 05:20 13907
 
Poster of Palkon Ki Chhaon Mein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini, Others
Duration : 05:20   Song Number : 13907   

Dabe Labon Se Kabhi Jo Koi Biwi Aur Makan (1966) 04:02 38636
 
Poster of Biwi Aur Makan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Kalpana, Shabnam, Mehmood
Duration : 04:02   Song Number : 38636   

Darling 7 Khoon Maaf (2011) 03:33 17049
 
Poster of 7 Khoon Maaf (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra, Naseeruddin Shah
Duration : 03:33   Song Number : 17049   

Dhanno Ki Aankhon Mein Kitaab (1977) 03:55 13554
 
Poster of Kitaab (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Ram Mohan
Duration : 03:55   Song Number : 13554   

Dil Dhoondhta Hai (Happy Version) Mausam (1975) 08:30 20352
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 08:30   Song Number : 20352   

Dil Dhoondhta Hai (Sad Version) Mausam (1975) 06:49 15728
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 06:49   Song Number : 15728   

Dil Hoom Hoom Kare Rudaali (1993) 04:00 16858
 
Poster of Rudaali (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:00   Song Number : 16858   

Dil Ka Mizaaj Ishqiya Dedh Ishqiya (2014) 06:19 39667
 
Poster of Dedh Ishqiya (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Duration : 06:19   Song Number : 39667   

Dil Se Re Dil Se (1998) 06:26 18594
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Shahrukh Khan
Raag- 
Jog
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:26   Song Number : 18594   

Din Chadhta Hai Maai Makdee (2002) 05:24 39995
 
Poster of Makdee (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Upagna Pandya
On Screen Actors- 
Shweta Prasad
Duration : 05:24   Song Number : 39995   

Din Ja Raha Hai Doosri Sita (1974) 03:46 38867
 
Poster of Doosri Sita (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 03:46   Song Number : 38867   
Karaoke Songs of Gulzar, Sad Songs of Gulzar, Love Songs of Gulzar, Dance Songs of Gulzar, Hip-hop songs of Gulzar, Best songs of Gulzar, Super hit songs of Gulzar, hit songs of Gulzar, duet songs of Gulzar, solo songs of Gulzar, old songs of Gulzar, famous songs of Gulzar, Hindi Karaoke Songs of Gulzar, Hindi Sad Songs of Gulzar, Hindi Love Songs of Gulzar, Hindi Dance Songs of Gulzar, Hindi Hip-hop songs of Gulzar, best Hindi songs of Gulzar, super hit Hindi songs of Gulzar, hit Hindi songs of Gulzar, duet Hindi songs of Gulzar, solo Hindi songs of Gulzar, old Hindi songs of Gulzar, famous Hindi songs of Gulzar, Sing Along Songs of Gulzar, Sing Along Sad Songs of Gulzar, Sing Along Love Songs of Gulzar, Sing Along Dance Songs of Gulzar, Sing Along Hip-hop songs of Gulzar, Sing Along Best songs of Gulzar, Sing Along Super hit songs of Gulzar, Sing Along hit songs of Gulzar, Sing Along duet songs of Gulzar, Sing Along solo songs of Gulzar, Sing Along old songs of Gulzar, Sing Along famous songs of Gulzar