Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGulzar
HomeGulzar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaane kya soch kar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra ik pal raat bhar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra apni tanhaai kaa auron se na shikva karna apni tanhaai kaa auron se na shikva karna tum akele hi nahin ho sabhi akele hain ye akela safar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra do ghadi jeene ki mohalat to mili hai sab ko do ghadi jeene ki mohalat to mili hai sab ko tum bhi mil jaao ghadi bhar to ye ghum hota hai ik ghadi ka safar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra ik pal raat bhar nahin guzra jaane kya soch kar nahin guzra
jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye muddaten ho gayi sahar dekhe muddaten ho gayi sahar dekhe koi aahat koi khabar aaye koi aahat koi khabar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye chaand jitne bhi gum huye shab ke chaand jitne bhi gum huye shab ke sabke ilzaam mere sar aaye sabke ilzaam mere sar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye mujhko apna pata thikaana mile mujhko apna pata thikaana mile wo bhi ik baar mere ghar aaye wo bhi ik baar mere ghar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye
jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai honth chup chaap kholte ho jab saans kuchh tez tez chalti ho aankhen jab de rahi ho aawaazein thandi aahon mein saans chalti ho thandi aahon mein saans chalti ho jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai aankh mein tairti hain tasveerein tera chehra tera khayaal liye aaina dekhta hai jab mujh ko ek masoom sa sawaal liye ek masoom sa sawaal liye jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai koi waada kiya nahin lekin kyun tera intezaar rehta hai bewazah jab qaraar mil jaaye dil bada beqaraar rehta hai dil bada beqaraar rehta hai jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai jaane kaun aas paas hota hai jab bhi ye dil udaas hota hai
jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai is dard ke behte dariya mein har ghum hai marham koi nahin har dard ka hissa milta hai isha ki mariyam koi nahin saanson ki ijazat milti nahin jeene ki raza mil jaati hai main waqt ka mujrim hoon lekin is waqt ne kya insaaf kiya jab tak jeete ho jalte raho jal jao to kehna maaf kiya jal jaaye zara si chingari to aur hawa mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai kuchh aise kismat waale hain ke jinki kismat hoti nahin hansna bhi mana hota hai unhe rone ki ijazat hoti nahin benaam sa mausam jeete hain berang fiza mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai
jagaave saari raina jagaave saari raina jagaave saari raina nigode do naina nigode naina churaaye chaina jagaave saari raina hooo jagaave jagaave jagaave saari raina nigode do naina jagaave saari raina jagaave saari raina kaanon mein juhi ke jhumke lagai ke kaanon mein juhi ke jhumke lagai ke baahon mein motiyaan baahon mein motiyaan pehne sajai ke motiyan sajai ke sajnaa kaa ke liye sajnaa kaa ke liye re sajnaa jagaave saari raina hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm gaa ke talaiya mein taara gira re humka bulaaye hain woh aisa laga re dekhiyo baahar darwaja kaa baja re phir bhi hu ke aane ka dhadka sa lagaa re jhoote laage jhoote laage hawaaon ke baina jagaave saari raina jagaave saari raina nigode do naina nigode naina churaaye chaina jagaave jagaave jagaaave saari raina
kabhi paas baitho kisi phool ke paas suno jab mehkta hai bahot kuchh ye kehta hai hooooo kabhi gunguna ke kabhi muskuraa keee kabhi gunguna ke kabhi muskuraa keee kabhi chupke chupke kabhi khilkhila ke jahan pe savera ho basera wahin hai jahan pe savera ho basera wahin hai jahan pe savera hoooo basera wahin hai hoooooo kabhi chhote chhote shabnam ke qatre kabhi chhote chhote shabnam ke qatre dekhen to honge subah savere ye nanhi si aankhen jaagi hain shab bhar bahot kuchh hai dil mein bas itna hai labb par jahan pe savera ho basera wahin haiiiiii jahan pe savera ho basera wahin haiii naa mitti naa gaara naa sona sajaana naa mitti naa gaara naa sona sajaana jahaan pyaar dekho wahin ghar banaana ye dil ki imarat banti hai dil se dilason ko chhoo ke ummeedon se mil ke jahan pe savera ho haaan haaa jahan pe basera ho savera wahin hai jahan pe basera hooooo savera wahin hai jahan pe basera hooooo savera wahin haiiiiiiii
janam se banjaara hoon bandhu janam janam banjaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara janam se banjaara hoon bandhu janam janam banjaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara janam se banjaara hoon bandhu janam janam banjaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara jahaan kahin thehar gaya dil humne daale dere raat kahin namkeen mili to meethe saanjh savere ho jahaan kahin thehar gaya dil humne daale dere raat kahin namkeen mili to meethe saanjh savere kabhi nagari chhodi saahil chhoda liya majdhaara bandhu re ye ye ye nagari chhodi saahil chhoda liya majdhaara bandhu kahin koi ghar na ghaat na angnaara janam se banjaara hoon bandhu janam janam banjaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara kahin koi ghar na ghaat na angnaara soch ne jab karwat badli shauk ne par phelaaye ho soch ne jab karwat badli shauk ne par phelaaye maine aashiyan ke tinke saare daal se udaaye ho daal se udaaye kabhi rishte tode naate tode chhoda kul kinaara bandhu
jeevan se lambe hai bandhu jeevan se lambe hai bandhu ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey ik pal tham ke rona hoga ik pal chalna hans ke ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey jeevan se lambe hai bandhu raahon se raahi ka rishta kitne janam purana ek ko chalte jaana aage ek ko peechhe aana mod pe mat ruk jaana bandhu do raahon mein phans ke ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey jeevan se lambe hai bandhu din aur raat ke haathon maafi napi ek umariya saans ki dori chhoti pad gayi lambi raat dagariya bhor ke manzil waale uthkar bhor se pehle chal de ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey jeevan se lambe hai bandhu ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey
jhir jhir barse sawan ankhiyaan saanwariyaa ghar aa saanwariyaa ghar aa tere sang sab rang basanti tujh bin sab sukhaaaa saanwariyaa ghar aa reshmi boondiyaaaan tann pe maare reshmi boondiyaaaan tann pe maare chhed karen bheegi bauchhare chhed karen bheegi bauchhare maanat naa maanat naa jiyaraaaaaa saanwariyaa ghar aa saanwariyaa ghar aa jhir jhir barse sawan ankhiyaan saanwariyaa ghar aa saanwariyaa ghar aa baawari birhan baawari birhan tall naa paaye baawari birhan tall naa paaye pal beete jaise jug jaaye pal beete jaise jug jaaye kaise kate birhaaaaaa kaise kate birhaa saanwariyaa ghar aa saanwariyaa ghar aa jhir jhir barse sawan ankhiyaan saanwariyaa ghar aa saanwariyaa ghar aa
aaaaaaaaaaaaaaaaaa neekee ghoooo ghooooongeeeee hareeeeee thumaaaakaaataa chalaa chalaaaaaa chalaataaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaaa jhuthe naina bole saanchi batiyaa jhuthe naina bole saanchi batiyaa nit chamkaave chaand kaale ratiyaan jhuthe naina bole saanchi batiyaa jhuthe naina bole saanchi batiyaa jaanu jaanu jhuthe maahi ki jaat jaanu jaanu jhuthe maahi ki jaat jaanu jaanu jhuthe maahi ki jaat kin sautan sang tum kaati raat ab lipti lipti ab lipti lipti banaao naa batiyaan jhuthe naina bole saanchi batiyaan jhuthe naina bole saanchi batiya bolo bolo kaisi bhaayi saanwari bolo bolo kaisi bhaayi saanwari bolo bolo kaisi bhaayi saanwari jis ko de dini mori mundari ab bheeni bheeni ab bheeni bheeni banaao naa batiyaan jhuthe naina bole saanchi batiyaan jhuthe naina bole saanchi batiya nit chamkaave chaand kaale ratiyaan jhuthe naina bole saanchi batiyaa aaaaaaa aaaaaaaaaaa tana tataa dhinaaaaaaa ta dhim tana tana dheem naaaaaata dheem dheem
jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan bole jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan boleeee baadlon pe chalne ka chaav piya baadlon pe chalne ka chaav piya aao mera jhulna jhulaao piya ban ban papihaa pihu bole jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan boleeee rog ye kaisa laaga mohe aarsi uthaaun dekhun tohe mann chanchal mose chhal naa kare baawari bole kabhi pagli kahe baawari bole kabhi pagli kahe saari tori ankhiyaan yaad karun aarsi mein baar baar ajar bharun mann mitwa ka ye pihu bole jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan bole jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan boleeee
ya jalle jaan jalle jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale raat bhar dhuaan chale jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale raat bhar dhuaan chale jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re jiya jalle jaan jalle dekhte hain tan mera mann mein chubhti hai nazar dekhte hain tan mera mann mein chubhti hai nazar honth sil jaate unke naram honthon se magar ginti rehti hoon main apni karvaton ke silsile kya karoon kaise kahoon raat kab kaise dhale jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale raat bhar dhuaan chale jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale raat bhar dhuaan chale jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re jiya jalle jaan jalle ang ang mein jalti hai dard ki chingaariyan masle phoolon ki mehek mein titliyon ki kyaariyan raat bhar bechaari
kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi ye sab apna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi ye sab apna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai mujhe agar baahon mein bhar lo shaayad tum ko chain mile mujhe agar baahon mein bhar lo shaayad tum ko chain mile chain to us din khoya maine jis din tum se nain mile phir bhi ye achchha lagta hai magar abhi sapna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai chehre par hai aur ek chehra kaise use hataun mera sach gar tum apna lo janam janam tar jaaun aise sab kachcha lagta hai sab ka sab sapna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai kabhi ye sab apna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai tum samjha do mann ko kya samjhaun kabhi kabhi sapna lagta hai
Kabhi Ruk Gaye Hain
kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum tumko mehsoos hi karta hoon ki ehsaas ho tum mehke rehte ho mere jism mein dekhun kaise koi ummeed ho jaise koi vishwaas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum tumko chhoone se ghani chhaun ka mas milta hai tumko chhoone se ghani chhaun ka mas milta hai aur honthon se kate chaand ka ras milta hai dhundhte rehne se milta nahin koi tumsa tumsa mil jaaye to kismat hi se bas milta hai mehke rehte ho mere jism mein dekhun kaise gunjati rehti ho tum saanson mein khushboo ki tarah gunjati rehti ho tum saanson mein khushboo ki tarah aur aankhon se hansi chehra padha karte hain humne to aankhon se ab sunne ki aadat kar li aur honthon se teri saans gina karte hain mehke rehte ho mere jism mein dekhun kaise koi ummeed ho jaise koi vishwaas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum tumko mehsoos hi karta hoon ki
katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na kal bhi to kucch aisa hee huaa tha neend mein thi tumne jab chuaa tha girte girte bahon mein bachi main ho sapne pe paanv pad gaya tha sapnon mein behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na tumne to aakash bicchaya mere nange peron mein zameen hai paake bhi tumhari aarzoo ho ho shayad aisi zindagi hasin hai aarzoo mein behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na katra katra milti hai katra katra jeene do zindagi hai zindagi hai behne do behne do pyaasi hoon main pyaasi rehne do rehne do na halke halke kohre ke dhuyen mein shayad aasmaan tak aa gayeen hoon teri
kesariyaaaaaaaaa baaalmaaaaaaa o ji ke tumse laage nain nain re ke tumse laage nain kesariyaaaa baalmaa o ji ke tumse ke tumse laage nain kesariyaa ho kesariyaa kesariyaa ho kesariyaa baalmaa o ji ke tumse laage nain nain re ke tumse laage nain kesariyaaaaaaaaaa rang liyo main aaj ang ang tere rang mein tan hua man hua kesariyaa rang liyo main aaj ang ang tere rang mein tan hua man hua kesariyaa chandani hai raat ab to aajaa piyaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaa chandani hai raat ab to aajaa piyaaaaaa kesariyaa ho kesariyaa baalmaa o ji ke tumse laage nain nain re ke tumse laage nain kesariyaaaaaa takraa ke sar ko jaan naa de doon to kya karoon kab tak firaaq e yaar ke sadmein sahaa karoon main to hazaar chaahoon ke bolun naa yaar se kaboo mein apne dil ko naa paaun to kya karoon chandani hai raat ab to aajaa piya chandani hai raat ab to aajaa piyaa aajaa piyaa chandani hai raat ab to aajaa piyaaaaa kesariyaa ho kesariyaa baalmaa o ji ke tumse laage nain nain re ke
khaali haath shaam aayi hai hooo khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai aaj bhi na aaya koi aaj bhi na aaya koi khaali laut jaayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai aaj bhi na aaye aansoon aaj bhi na bheege naina aaj bhi na aaye aansoon aaj bhi na bheege naina aaj bhi ye kori raina aaj bhi ye kori raina kori laut jaayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai raat ki siyaahi koi aaye to mitaaye na raat ki siyaahi koi aaye to mitaaye na aaj na mitaaye to yeh aaj na mitaaye to yeh kal bhi laut aayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai aaj bhi na aaya koi aaj bhi na aaya koi khaali laut jaayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai
halki halki aahein bharna takiye mein sar de ke dheeme dheeme sargoshi mein baatein karna pagalpan hai aise tumpe marna ubla ubla kyun lagta hai ye badan ye jalan to khamakha nahin khamakha nahin ye khalish jo hai wo khamakha nahin haan tapish toh hai par khamakha nahin ye khalish jo hai wo khamakha nahin haan tapish toh hai par khamakha nahin jo nahin kiya kar ke dekhna saans rok ke mar ke dekhna ye bewajah besabab khamkha nahin ye khamakha nahin ye khamakha nahin ye khamakha nahin saari saari raat ka jagna khidki pe sar rakh ke rote rehna ummeedon ka jalna bujhna paagalpan hai aise tumpe marna khali khali do aankhon mein ye namak ye chamak to khamakha nahin khamakha nahin fikr rehti hai jo khamakha nahin rikr rehta hai jo khamakha nahin ashq aankhon mein bhar ke dekhna aaina kabhi darr ke dekhna ye bewajah besabab khamakha nahin deewangi sahi ye khaamakha nahin haa junoon to hai par khamakha nahin sada bhawani tahi jai ho pyara gauri putra ganesh paanch dev
khamosh sa afsaana paani se likha hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana la la la la lala lala dil ki baat naa poochho dil to aata rahega dil ki baat naa poochho dil to aata rahega dil behkaata raha hai dil behkaata rahega dil ko tumne ho kuchh samjhaya hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana sehme se rehte hain jab ye din dhalta hai sehme se rehte hain jab ye din dhalta hai ek diya bhujhta hai ek diya jalta hai tumne koi ho deep jalaya hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana kitne saahil dhunde koi naa samne aaya kitne saahil dhunde koi naa samne aaya jab majdhar mein doobe saahil thamne aaya tumne saahil ho pehle bhi chhaya hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Kya Soch Kar Kinara (1977) 03:51 20615
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Hema Malini, Shreeram Lagoo
Raag- 
Yaman
Duration : 03:51   Song Number : 20615   

Jab Bhi Aankhon Mein Ghulam Ali 05:44 19744
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:44   Song Number : 19744   

Jab Bhi Ye Dil Udaas Hota Hai Seema (1971) 04:30 12131
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kabeer Bedi, Simi
Duration : 04:30   Song Number : 12131   

Jab Ek Kaza Se Guzro Devta (1978) 04:47 13565
 
Poster of Devta (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 13565   

Jagaave Saari Raina Dedh Ishqiya (2014) 05:35 39100
 
Poster of Dedh Ishqiya (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Rekha Bharadwaj
Duration : 05:35   Song Number : 39100   

Jahan Pe Savera Ho Baseraa (1981) 04:15 18185
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor, Rekha
Duration : 04:15   Song Number : 18185   

Janam Se Banjaara Rahgir (1969) 03:46 14038
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shashi Kala, Vishwajeet
Duration : 03:46   Song Number : 14038   

Jeevan Se Lambe Ashirwad (1968) 03:55 12610
 
Poster of Ashirwad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Ashok Kumar
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:55   Song Number : 12610   

Jhir Jhir Barse Sawan Ashirwad (1968) 03:13 12609
 
Poster of Ashirwad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sumita Sanyal
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 12609   

Jhuthe Naina Lekin (1990) 06:38 13610
 
Poster of Lekin (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Vinod Khanna, Alok Nath
Duration : 06:38   Song Number : 13610   

Jhuthi Muthi Mitwa Rudaali (1993) 04:05 10677
 
Poster of Rudaali (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rakhi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 10677   

Jiya Jalle Dil Se (1998) 05:02 18596
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Preity Zinta
Raag- 
Bhairavi
Duration : 05:02   Song Number : 18596   

Kabhi Kabhi Sapna Lagta Ratnadeep (1979) 04:48 14067
 
Poster of Ratnadeep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar, Hema Malini
Duration : 04:48   Song Number : 14067   

Kabhi Ruk Gaye Hain Rahgir (1969) 05:17 17265
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 05:17   Song Number : 17265   

Kaise Dekhun Meri Aankhon Ke Bharosa (Unreleased) (1981) 05:30 18947
 
Poster of Bharosa (Unreleased) (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:30   Song Number : 18947   

Katra Katra Ijaazat (1987) 06:05 20747
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nasiruddeen Shah, Rekha, Anuradha Patel
Duration : 06:05   Song Number : 20747   

Kesariya Balma Lekin (1990) 04:59 13611
 
Poster of Lekin (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Vinod Khanna, Alok Nath
Raag- 
Mand
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:59   Song Number : 13611   

Khaali Haath Shaam Ijaazat (1987) 05:00 13369
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anuradha Patel, Nasiruddeen Shah, Rekha
Duration : 05:00   Song Number : 13369   

Khamakha Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013) 05:50 32756
 
Poster of Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Duration : 05:50   Song Number : 32756   

Khamosh Sa Afsaana Libaas (1988) 06:02 20759
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 06:02   Song Number : 20759   
Karaoke Songs of Gulzar, Sad Songs of Gulzar, Love Songs of Gulzar, Dance Songs of Gulzar, Hip-hop songs of Gulzar, Best songs of Gulzar, Super hit songs of Gulzar, hit songs of Gulzar, duet songs of Gulzar, solo songs of Gulzar, old songs of Gulzar, famous songs of Gulzar, Hindi Karaoke Songs of Gulzar, Hindi Sad Songs of Gulzar, Hindi Love Songs of Gulzar, Hindi Dance Songs of Gulzar, Hindi Hip-hop songs of Gulzar, best Hindi songs of Gulzar, super hit Hindi songs of Gulzar, hit Hindi songs of Gulzar, duet Hindi songs of Gulzar, solo Hindi songs of Gulzar, old Hindi songs of Gulzar, famous Hindi songs of Gulzar, Sing Along Songs of Gulzar, Sing Along Sad Songs of Gulzar, Sing Along Love Songs of Gulzar, Sing Along Dance Songs of Gulzar, Sing Along Hip-hop songs of Gulzar, Sing Along Best songs of Gulzar, Sing Along Super hit songs of Gulzar, Sing Along hit songs of Gulzar, Sing Along duet songs of Gulzar, Sing Along solo songs of Gulzar, Sing Along old songs of Gulzar, Sing Along famous songs of Gulzar