Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGulzar
HomeGulzar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke kisi ki aass gayi kisi ki pyass gayi kisi ko jaan mili hamari saans gayi tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke do neeli aankhen do neeli aankhen neeli aankhen jaise sapnon mein khoyi huyi hain ye neeli aankhen ye neeli aankhen neeli aankhen jaise ratein do soyi huyi hain kisi ko saath mila kisi ki baat chali kisi ka din beeta hamari raat chali tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke ho oo log kahte hain kahte hain in aankhon mein sahil behte hain hoo log kehte hain in jhilon mein shayad pyase dil rehte hain tumhari aankh lage toh raat soti hai tumhare jagte hi saver hoti hai tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke
tumhein chhod ke ab jeene ko jee to nahin tumhein chhod ke ho mar jaane ko jee karta hai ho tumhare bina jeena marna kya tumhein chhod ke ho o yun jeene ko jee to nahin tumhein chhod ke ho mar jaane ko jee karta hai ho tumhare bina jeena marna kya tumhein chhod ke ho o ab jeene ko jee to nahin tere pyaar mein dil jala so jala teri saans se jism bhi jal gaya tere pyaar mein dil jala so jala teri saans se jism bhi jal gaya tere pyaar mein jal ke bujhna kya tumhein chhod ke ho o yun jeene ko jee to nahin zamin pe nahin hum pukaaro humein chaand ho gaye hain utaaro humein zamin pe nahin hum pukaaro humein chaand ho gaye hain utaaro humein tum jo nahin chaand pe basna kya tumhein chhod ke ho o ab jeene ko jee to nahin hmm hmm hmm hmm aankhon ne kahi aur zubaan ho gayi itti si kasam daastaan ho gayi aankhon ne kahi aur zubaan ho gayi chhoti si kasam daastaan ho gayi kehte huye daastaan rukna kya tumhein chhod ke ho o ab jeene ko jee to nahin tumhein chhod ke ho mar jaane
tumhein zindagi ke ujaale mubaarak andhere humein aaj raas aa gaye hain tumhein paa ke hum khud se door ho gaye the tumhein chhod kar apne paas aa gaye hain tumhein zindagi ke ujaale mubaarak andhere humein aaj raas aa gaye hain tumhaari wafaa se shikaayat nahin hai nibhaana to koi rawaayat nahin hai jahaan tak kadam aa sake aa gaye hain andhere humein aaj raas aa gaye hain chaman se chale hain ye iljaam le kar bahut jee liye hum tera naam le kar muraadon ki manzil se door aa gaye hain andhere humein aaj raas aa gaye hain tumhein zindagi ke ujaale mubaarak andhere humein aaj raas aa gaye hain
hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the socha tha mai hai zindagi aur zindagi ki mai socha tha mai hai zindagi aur zindagi ki mai pyaala hata ke pyaala hata ke teri hatheli se piyenge woh khaahishen ajeeb thi sapne ajeeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the poochhenge ek baar kabhi hum tumse ruth kar poochhenge ek baar kabhi hum tumse ruth kar hum mar gaye hum mar gaye agar to aap kaise jeeyenge woh khaahishen ajeeb thi sapne ajeeb the jeene ko teri pyaar ki daulat mili to thi jab tum nahin the unn dinon hum bhi gareeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the
ummeed hogi koi hoo raat dhale warna koi aata nahin kisne ye pukaara ummeed hogi koi hoo raat dhale warna koi aata nahin kisne ye pukaara ummeed hogi koi jab bhi koi aahat si hoti hai jaane kaisi dil mein ye ghabraahat si hoti hai jab bhi koi aahat si hoti hai jaane kaisi dil mein ye ghabraahat si hoti hai koi lamha lauta hai bichaara ummeed hogi koi hoo raat dhale warna koi aata nahin kisne ye pukaara ummeed hogi koi aankhein dhoondhen saaye aawaazon ke soone soone chehre hain bas khaali darwaazon ke aankhein dhoondhen saaye aawaazon ke soone soone chehre hain bas khaali darwaazon ke shaayad koi hai kisne phir pukaara ummeed hogi koi hoo raat dhale warna koi aata nahin kisne ye pukaara ummeed hogi koi
us din ki baat hai ramaiya naav le ke naav le ke saagar gaya jaal bichhane ko jaiyo re na ramaiya jaiyo re na ramaiya toofaan aayega aaj to tadke se daayin aankh phadke re ruk jana ruk ja re aaj kuchh ho jayega ho us din ki baat hai ramaiya naav le ke naav le ke saagar gayaa dudhuli ki laali mein saagar ke paani mein saagar ki lahron mein ramaiya gum ho gaya dudhuli ki laali mein saagar ke paani mein saagar ki lahron mein ramaiya gum ho gaya deti hai duhayi re chhati peete haye haye deti hai duhayi re chhati peete haye haye ramni bawoli ho gayi ramni bawoli ho gayi bole har ja jamuhi raat par jaa jamuhi ola har jaa jamuhi raat par jaa jamuhi ramaiya ka samay ho gaya hoo ramaiya ka samay ho gayaa lahriya le to aayi ramaiya ki laash layi lori suna ke gayi kinare sula ke gayi oo lahriya le to aayi ramaiya ki laash layi lori suna ke gayi kinare sula ke gayi us din ki baat hai ramaiya naav le ke naav le ke saagar gaya naav le ke saagar gayaa
vatna ve o mereya vatna ve vatna ve o mereya vatna ve vatna ve o mereya vatna ve vatna ve o mereya vatna ve vatna ve o mereya vatna ve batt gaye tere aangan bujh gaye chulhe saanjhe lutt gayi teri heere marr gaye tere raanjhe vatna ve o mereya vatna ve vatna ve o mereya vatna ve kaun tujhe paani puchhega phaslen sinchega kaun teri maati mein thandi chaanv beejega hoooo oooo hooo oooo oooo hooo kaun tujhe paani puchhega phaslen sinchega kaun teri maati mein thandi chaanv beejega bairi kaat ke le gaye teriyaa thandiya chhanva ve vatna ve o mereya vatna ve vatna ve o mereya vatna ve batt gaye tere aangan bujh gaye chulhe saanjhe lutt gayi teri heere marr gaye tere raanjhe vatna ve o mereya vatna ve vatna ve o mereya vatna ve hum naa rahen to kaun basayega tera veerana mud ke hum na dekhenge aur tu bhi yaad na aana hooo oooo hooo oooo ooo hooo hum naa rahen to kaun basayega tera veerana mud ke hum na dekhenge aur tu bhi yaad na aana gitte kanche bant ke kar len kar len
wo khat ke purze uda raha tha wo khat ke purze uda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha kuchh aur bhi ho gaya numaaya kuchh aur bhi ho gaya numaaya main apna likha mita raha tha main apna likha mita raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha usi ka eemaan badal gaya hai usi ka eemaan badal gaya hai kabhi jo mera khuda raha tha kabhi jo mera khuda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha wo ek din ek ajnabi ko wo ek din ek ajnabi ko meri kahani suna raha tha meri kahani suna raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha wo umr kam kar raha tha meri wo umr kam kar raha tha meri main saal apne badha raha tha main saal apne badha raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha
wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi jhuki huyi nigaah mein kahin mera khayaal tha dabi dabi hansi mein ik haseen saa gulaal tha main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo naa jaane kyun laga mujhe ke muskura rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi mera khayaal hai abhi jhuki huyi nigaah mein khili huyi hansi bhi hai dabi huyi si chaah mein main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo yahi khayaal hai mujhe ke saath aa rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi
yaad na aaye koi lahu na rulaaye koi yaad na aaye koi haay akhiyon mein baitha tha akhiyon se uthke jaane kis desh gayaaaaa akhiyon mein baitha tha akhiyon se uthke jaane kis desh gaya jogi meri jogi ve ranjha mera ranjhna mera darvesh gaya rabba door na jaaye koi yaad na aaye koi shaam ke diye ne aankh bhi na kholi andha kar gayi raat shaam ke diye ne aankh bhi na kholi andha kar gayi raat jala bhi nahin tha deh kaa baalan koyla kar gayi raat rabba aur na jalaaye koi yaad na aaye koi
hum cheez hain bade kaam ki yaaram humen kaam pe rakh lo kabhi yaaram ho hum cheez hain bade kaam ki yaaram ho sooraj se pehle jagaayenge aur akhbaar ki sab surkhiyaan hum gungunaayenge pesh karenge garm chai phir koi khabar aayi na pasand toh end badal denge ho munh khuli jamhaai par hum bajaayein chutkiyaan dhoop na tum ko lage khol denge chhatariyaan peechhe peechhe din bhar ghar daftar mein le ke chalenge hum tumhaari filen tumhaari diary gaadi ki chaabiyan tumhaari ainakein tumhaara laptop tumhaari cap phone aur apna dil kanwaara dil pyaar mein haara bechara dil aur apna dil kanwara dil pyaar mein haara bechara dil yeh kehne mein kuchh risk hai yaaram naaraz naa ho ishq hai yaaram ho raat savere shaam ya dopehari bandh aankhon mein le ke tumhe ungha karenge hum takiye chaadar mehake rehte hain jo tum gaye tumhari khushboo soongha karenge hum o o o o zulf mein phansi huyi khol denge baaliyaan kaan khinch jaaye agar kha lein meethi gaaliyaan chunte chale pairon
yaaro dosti badi hi haseen hai ye na ho to kyaa phir bolo ye zindagi hai koi to ho raazdaar be garaz tera ho yaar koi to ho raazdaar yaaro mohabbat hi to bandgi hai ye na ho to kyaa phir bolo ye zindagi hai koi to dilbar ho yaar jisko tujhse ho pyaar koi to dilbar ho yaar teri har ek buraai pe daante wo dost ghum ki ho dhoop to saaya bane tera wo dost naache bhi wo teri khushi mein arre yaaro dosti badi hi haseen hai ye na ho to kyaa phir bolo ye zindagi hai koi to ho raazdaar be garaz tera ho yaar koi to ho raazdaar tan mann kare tujh pe fida mehboob wo palkon pe jo rakhe tujhe mehboob wo jiski wafa tere liye ho arre yaaro mohabbat hi to bandgi hai ye na ho to kyaa phir bolo ye zindagi hai koi to dilbar ho yaar jisko tujhse ho pyaar koi to dilbar ho yaar
yara sili sili birha ki raat ka jalna yara sili sili yara sili sili hoo yara sili sili dhola sili sili yara sili sili birha ki raat ka jalna ye bhi koi jeena hai ye bhi koi jeena hai ye bhi koi marna yara sili sili birha ki raat ka jalna yara sili sili dhola sili sili tuti hui chudiyon se jodoon ye kalaai main pichhli gali mein jaane kya chhod aayee main tuti hui chudiyon se jodoon ye kalaai main pichhli gali mein jaane kya chhod aayee main beeti huyi galiyon se beeti huyi galiyon se phir se guzarnaa yara sili sili dhola sili sili ho yara sili sili birha ki raat ka jalna yara sili sili dhola sili sili pairon mein na saaya koi sar pe na sai re mere saath jaaye na meri parchhayeen re pairon mein na saaya koi sar pe na sai re mere saath jaaye na meri parchhayeen re baahar ujaalaa hai baahar ujaalaa hai andar virana yara sili sili dhola sili sili hoo yara sili sili birha ki raat ka jalna yara sili sili dhola sili sili yara dhola yara dhola yara dhola
ae zindagi ye lamha jee lene de ho o pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de maasoom si hansi bevaja hi kabhi honton pe khil jaati hai anjaan si khushi behti hui kabhi saahil pe mil jaati hai ye anjaana sa darr ajnabi hai magar khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de dil hi mein rehta hai aankhon mein behta hai kaccha sa ik khaab hai lagta sawaal hai shaayad jawaab hai dil phir bhi betaab hai ye sukoon hai to hai ye junoon hai to hai khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de hoo pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch ho likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de
tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana ke khushi se mar na jaate agar aitbaar hota yeh na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qiismat ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se koi chaara saaz hota koi ghum gusaar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota ye na thi humari qismat kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qismat
yeh raat yeh raat jali ki chipkali raat yeh raat kadi aur kombdi ki raat yeh raat na ugli hi jaaye na nigli hi jaaye yeh kaali zehreeli raat pal pal bal khaati pal pal uljhaati palken jhapakti raat sannaate ki sej pe soyi saanp si sarakti raat yeh raat yeh raat jali ki chipkali raat yeh raat kadi aur kombdi ki raat yeh raat veeraana veeraana hai veeraana dil ko laakh basa le yeh deewaana veeraana veeraana hai veeraana dil ko laakh basa le yeh deewaana ujde ujde rehte hain dil saare veeraano se basta hai veeraana santi se marti hai phunfkaarti hai kaali kodyali raat yeh raat yeh raat jali ki chipkali raat yeh raat kadi aur kombdi ki raat yeh raat na ugli hi jaaye na nigli hi jaaye yeh kaali zehreeli raat pal pal bal khaati pal pal uljhaati palken jhapakti raat sannate ki sej pe soye saanp si sarakti yeh raat yeh raat yeh raat abhi abhi raat badi tezaabi gir na jaaye haath se chand rakaabi abhi abhi raat badi tezaabi gir na jaaye haath se chand rakaabi doob rahe hain
o o o oo o o oo o o o o o o zee haal e masti muqan ba ranjish bahaal e hijra bechaara dil hai ho o o o o o ho o o zee haal e masti muqan ba ranjish bahaal e hijra bechaara dil hai sunaai deti hai jiski dhadkan tumhaara dil ya humaara dil hai sunaai deti hai jiski dhadkan tumhaara dil ya humaara dil hai wo aake pehloo mein aise baithe wo aake pehloo mein aise baithe ke shaam rangin ho gayee hai ke shaam rangin ho gayee hai ke shaam rangin ho gayee hai zaraa zaraa si khili tabiyat zaraa si ghumgin ho gayee hai zaraa zaraa si khili tabiyat zaraa si ghumgin ho gayee hai zee haal e masti muqan ba ranjish bahaal e hijra bechaara dil hai sunaai deti hai jiski dhadkan tumhaara dil ya humaara dil hai ajeeb hain dil ke dard ajeeb hain dil ke dard yaaro na hon to mushkil hai jeena iska na hon to mushkil hai jeena iska jo hon to har dard ek heera har ek ghum hai nageena iska jo hon to har dard ek heera har ek ghum hai nageena iska zee haal e masti muqan ba ranjish bahaal e
zindagi kya hai jaanne ke liye zinda rehna bahut zarruri hai aaj tak koi bhi raha to nahin saari waadi udaas baithi hai mausam e gul ne khud kashi kar li kisne barood boya baaghon mein aao hum sab pahan le aaine saare dekhenge apna hi chehra sab ko saare haseen lagenge yahaan hai nahin jo dikhayee deta hai aaine par chhapa hua chehra tarjuan aaine ka thik nahin hum ko gaalib ne yeh dua di thi tum salamat raho hazaar baras ye baras to fakat dino mein gaya lab tere meer ne bhi dekhe hain pankhadi ik gulaab ki si hai baat sunte to gaalib ho jaate aise bikhare hain raat din jaise motiyon waala haar toot gaya tumne mujhko piro ke rakha tha tumne mujhko piro ke rakha tha hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tumhare Nain Dekh Ke Rahgir (1969) 03:34 36185
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Sandhya
Duration : 03:34   Song Number : 36185   

Tumhein Chhod Ke Baseraa (1981) 07:16 18235
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 07:16   Song Number : 18235   

Tumhein Zindagi Ke Ujaale Purnima (1965) 04:08 13997
 
Poster of Purnima (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 04:08   Song Number : 13997   

Tumse Mila Tha Pyaar Khatta Meetha (1977) 05:03 18417
 
Poster of Khatta Meetha (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 05:03   Song Number : 18417   

Umeed Hogi Koi Asha Bhosle 05:07 38878
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:07   Song Number : 38878   

Us Din Ki Baat Hai Bhupen Hazarika 03:32 32169
 
Poster of Bhupen Hazarika
 
Category
Indipop
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Bhupen Hazarika
Singer- 
Bhupen Hazarika
Duration : 03:32   Song Number : 32169   

Vatna Ve Pinjar (2003) 05:28 12069
 
Poster of Pinjar (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Uttam Singh
Duration : 05:28   Song Number : 12069   

Wo Khat Ke Purze Jagjit Singh 05:16 38096
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:16   Song Number : 38096   

Wo Shaam Kuchh Ajeeb Thi Khamoshi (1969) 04:59 21414
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:59   Song Number : 21414   

Yaad Na Aaye Koi Maachis (1996) 04:04 39778
 
Poster of Maachis (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tabu
Duration : 04:04   Song Number : 39778   

Yaaram Ek Thi Daayan (2013) 04:55 32583
 
Poster of Ek Thi Daayan (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Duration : 04:55   Song Number : 32583   

Yaaro Dosti Rockford (1999) 04:20 16793
 
Poster of Rockford (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Sohail
Duration : 04:20   Song Number : 16793   

Yara Sili Sili Lekin (1990) 05:04 21423
 
Poster of Lekin (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia
Duration : 05:04   Song Number : 21423   

Ye Lamha Filhaal Jee Lene De Filhaal (2002) 05:30 21447
 
Poster of Filhaal (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sushmita Sen
Duration : 05:30   Song Number : 21447   

Yeh Na Thi Humari Qismat Chitra Singh 04:28 15694
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
1954
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 15694   

Yeh Raat Aks (2001) 06:07 39935
 
Poster of Aks (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Raveena Tandon
Duration : 06:07   Song Number : 39935   

Zee Haal E Masti Muqun Ba Ranjish Ghulami (1985) 07:55 18125
 
Poster of Ghulami (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 07:55   Song Number : 18125   

Zindagi Kya Hai Koi Baat Chale (2006) 05:00 16921
 
Poster of Koi Baat Chale (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 05:00   Song Number : 16921   
Karaoke Songs of Gulzar, Sad Songs of Gulzar, Love Songs of Gulzar, Dance Songs of Gulzar, Hip-hop songs of Gulzar, Best songs of Gulzar, Super hit songs of Gulzar, hit songs of Gulzar, duet songs of Gulzar, solo songs of Gulzar, old songs of Gulzar, famous songs of Gulzar, Hindi Karaoke Songs of Gulzar, Hindi Sad Songs of Gulzar, Hindi Love Songs of Gulzar, Hindi Dance Songs of Gulzar, Hindi Hip-hop songs of Gulzar, best Hindi songs of Gulzar, super hit Hindi songs of Gulzar, hit Hindi songs of Gulzar, duet Hindi songs of Gulzar, solo Hindi songs of Gulzar, old Hindi songs of Gulzar, famous Hindi songs of Gulzar, Sing Along Songs of Gulzar, Sing Along Sad Songs of Gulzar, Sing Along Love Songs of Gulzar, Sing Along Dance Songs of Gulzar, Sing Along Hip-hop songs of Gulzar, Sing Along Best songs of Gulzar, Sing Along Super hit songs of Gulzar, Sing Along hit songs of Gulzar, Sing Along duet songs of Gulzar, Sing Along solo songs of Gulzar, Sing Along old songs of Gulzar, Sing Along famous songs of Gulzar