Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMahipal
HomeMahipal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa aa aa nazar ki khata hai na dil ki khata hai nazar ki khata hai na dil ki khata hai humen bhi pata hai tumhen bhi pata hai ye jaadu sa ulfat ka jo chal gaya hai jo hona tha aakhir wohi ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa aa aa aa badhi ja rahi hai meri beqaraari badhi ja rahi hai meri beqaraari na thi dil pe aisi to beikhtiyaari diya dard jo bhi nazar mein tumhari wohi dard badh ke dawa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa muhabbat ki shamma to jalti rahegi muhabbat ki shamma to jalti rahegi dilon ki tamanna machalti rahegi ye wo daasta hai jo chalti rahegi zamaana to yun hi khafa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai
hmmmm hmmmm aaaaaa aaaaaa hoooo oooooo roshan tumhin se duniyaan raunak tumhin jahaan ki phoolon mein palne waali raani ho gulsitaan ki salaamat raho salaamat raho roshan tumhin se duniyaan raunak tumhin jahaan ki phoolon mein palne waali raani ho gulsitaan ki salaamat raho salaamat raho haaye salaamat raho hoooo ooooo naazuk ho naaz se bhi tum pyaar se bhi pyaari naazuk ho naaz se bhi tum pyaar se bhi pyaari tum husn se haseen ho kya baat hai tumhaari kya baat hai tumhaari aankhon mein do jahaan hai maalik ho do jahaan ki salaamat raho salaamat raho haaye salaamat raho aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa ooo oooo oooo dil chaahe toot jaaye mere dil se yunhi khelo dil chaahe toot jaaye mere dil se yunhi khelo jeeti raho yunhi tum meri bhi umr le lo meri bhi umr le lo kis din dua na maangi humne tumhaari jaan ki salaamat raho salaamat raho roshan tumhin se duniyaan raunak tumhin jahaan ki phoolon mein palne waali raani ho gulsitaan ki salaamat raho salaamat
more ram pyaasi akhiyan tumhen pukaren pyaasi akhiyan tumhen pukaren ruk jaao banwasi ram ek pal bhar jhalak dekh le palken kar le tumhen pranam ruk jaao ruk jaao banwasi ram more ram jeevan ke singar sajaye humne ghar ghar deep jalaye kisne kiya prahar ke mangal mala ke moti bikharaye aasha ke mangal geeton par chale laga kar poorna viram ruk jaao pyaasi akhiyan tumhen pukaren pyaasi akhiyan tumhen pukaren ruk jaao banwasi ram more ram tum raghukul ki shaan le chale hum sabki muskan le chale avadhpuri say vida huye kya avadhpuri kay pran le chale asha main kya chhupi nirasha sukh hai kya dukh ka upnaam ruk jaao ruk jaao banwasi ram more ram tera ajab vidhaan vidhaata kya anhone khel dikhata phoolon ke badle kaanton par haaye chalegi sita maata jaane kahan sawera hoga aaaaaa jaane kahan sawera hoga jaane kahan dhalegi shaam ruk jaao ruk jaao banwasi ram pyaasi akhiyan tumhen pukaren ruk jaao banwasi ram
saaranga teri yaad mein saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho madhur tumhare milan bina din katate nahin rain ho saaranga teri yaad mein wo ambuva ka jhoolana wo peepal ki chhaanv wo ambuva ka jhoolana wo peepal ki chhaanv ghoonghat mein jab chaand tha mehndi lagi thi paanv aaj ujad ke reh gaya aaj ujad ke reh gaya wo sapnon ka gaanv hooo saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho madhur tumhare milan bina din katate nahin rain hooo saaranga teri yaad mein sang tumhaare do ghadi beet gaye jo pal sang tumhaare do ghadi beet gaye jo pal jal bharke mere nain mein aaj huye ojhal sukh leke duhkh de gayin sukh leke duhkh de gayin do akhiyan chanchal hooo saaranga teri yaad mein nain huye bechain hooo madhur tumhare milan bina din katate nahin rain ho saaranga teri yaad mein
aaaa aaoo sambhal ke baitho zara chhaon mein bahaaron ki aaaa aaaa aaaa kahin nazar na lage tumko chaand taaron ki chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai is tarah dard e mohabbat ka na ikraar karo hoooo is tarah dard e mohabbat ka na ikraar karo ye to sarkaar mere pyaar ki ruswaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai dhal chuki raat ye aanchal to hataa do rukh se dhal chuki raat ye aanchal to hataa do rukh se kis liye chaand se chehre pe ghata chhayi hai pyaar bhi karta hai shikwe bhi kiya karta hai hoooooo pyaar bhi karta hai shikwe bhi kiya karta hai saari duniya se niraala mera saudaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai
shyaamal shyaamal baran komal komal charan tere mukhde pe chanda gagan ka jada bade mann se vidhata ne tujhko ghada bade mann se vidhata ne tujhko ghada shyaamal shyaamal baran komal komal charan tere baalon mein simti saawan ki ghataaaaaa tere baalon mein simti saawan ki ghata tere baalon pe chhitki poonam ki chhataa hoo poonam ki chhataa teekhe teekhe nayan teekhe teekhe nayan meethe meethe bayan tere angon pe champa ka rang chada bade mann se vidhata ne tujhko ghada shyaamal shyaamal baran komal komal charan hoooo oooo ye umar ye kamar sau sau bal khaa rahi sau sau bal khaa rahi teri tirchhi nazar teer barsaa rahi teer barsaa rahi naazuk naazuk badan naazuk naazuk badan dheeme dheeme chalan teri baanki latak mein hai jaadoo bada bade mann se vidhata ne tujhko ghada shyaamal shyaamal baran komal komal charan kiss paaras se sona ye takraa gaya tujhe rach kar chitera bhi chakraa gaya kiss paaras se sona ye takraa gaya tujhe rach kar chitera bhi chakraa gaya hooo
teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein hogi tanhaai to aake teri yaadein rulaaengi hamein rulaengi hamein tadpaengi hamein kabhi dekhi thi bahaar kabhi hum se tha pyaar zara yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila teri hi khata hai na meri hi khata hai jo hona tha hua jo hona tha hua hai kisi se kya gila dekho roye mera pyar kahe dil ki pukar hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa
aa aa aa aa aa aa aa aa tu chhupi hai kahaan main tadapta yahaan tere bin fika fika hai dil ka jahaan chhupi hai kahaan main tadapta yahaan tu gayi udd gaya rang jaane kahaan tere bin fika fika hai dil ka jahaan chhupi hai kahaan main tadapta yahaan dil ki mehfil mein jab na mujhe tum mile saans leti hoon aake iss sunsaan mein in bahaaron mein jab na tujhe pa saki in bahaaron mein jab na tujhe pa saki to tadapti hoon aake iss veeran mein tere bin fika fika hai dil ka jahaan chhupi hai kahaan main tadapta yahaan ye nazren deewani kyun khoyi huyi tere rangeen sapnon ke rangon mein umangon mein jab na tujhe pa saki umangon mein jab na tujhe pa saki dhundhati hoon main ghum ki tarangon mein tere bin fika fika hai dil ka jahaan chhupi hai kahaan main tadapta yahaan tu chhupi hai kahaan chhupi hai kahaan chhupi hai kahaan main chhupi hoon piya teri palkan mein teri dhadkan mein teri har saans mein teri har aas mein main chhupi hoon kahaan mera ye raaz sun dard ke haathon
tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum pralay ke devtaa ho tum pralay ke devtaa ho main samarpit phool hoon tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum sudhaa main pyaas hoon tum mahaasagar ki seemaa main kinaare ki lehar tum mahaasangeet ke swar main adhoori saaz per tum ho kayaa main hoon chhaaya tum shamaa main bhool hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum ushha ki laalima ho bhor ka sindoor ho mere praanon ki ho goonjan mere mann ki mayur ho tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum gagan ke chandrama
hmmmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmm mmmm mmmmm mmmmmm tum jahaan jaaoge mujhko bhi wahin paaoge bach ke ab meri nighahon se kahaan jaaoge tum jahaan jaaoge mujhko bhi wahin paaoge bach ke ab meri nighahon se kahaan jaaoge tum jahaan jaaoge itna kyun naaz hai tum jaise hazaaron hain haseen itna kyun naaz hai tum jaise hazaaron hain haseen ek mujh sa hi koi saare zamaane mein nahin soch lo waqt hai phir baad mein pachhtaaoge bach ke ab meri nighahon se kahaan jaaoge tum jahaan jaaoge yun bhi ek khaab ki taabeer nazar aayegi yun bhi ek khaab ki taabeer nazar aayegi har taraf jab meri tasveer nazar aayegi aaina dekh ke ghabraaoge sharmaaoge bach ke ab meri nighahon se kahaan jaaoge tum jahaan jaaoge mujhko bhi wahin paaoge bach ke ab meri nighahon se kahaan jaaoge tum jahaan jaaoge
tum paschim ho hum poorab hain donon ka mel na milta hai ugta hai jo sooraj poorab mein arre ugta hai jo sooraj poorab mein wo paschim mein ja dhalta hai wo paschim mein ja dhalta hai poorab ki pawan mangalkaari mangal sandesh sunaati hai paschim ki hawa mein hai zehar bhara jo ghar ghar aag lagaati hai dharti dharti mein hai farq bada maati maati mein hai antar iss maati mein janme saadhu iss maati mein janme saadhu uss dhool mein janme bikte the uss dhool mein janme bikte the tum baandh rahe iss duniya ko tum baandh rahe iss duniya ko kanunon ki zanjeeron se hum jod rahe dil se dil ko bas pyaar ki chand lakeeron se duniya ki hukumat chaaho tum topon se bombon se goli se humne to dilon pe hai raaj kiya humne to dilon pe hai raaj kiya apni geeta ki boli se apni geeta ki boli se tum dhoondh rahe ho oooo tum dhoondh rahe ho naari ke nainon mein yauwan ka nartan hum dhoond rahe hain naari ke hriday mein mamta ka bachpan tum jhoom rahe tum jhoom rahe madira pee ke rass
wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye aahtein jaag uthin raaste hans diye thaamkar dil uthe hum kissi ke liye kai baar aisa bhi dhoka hua hai chale aa rahe hain wo nazaarein jhukaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye dil sulagne lagaa aaskh behene lage jaane kya kya humein log kehne lage magar rote rote hasin aa gayi hai khayalon mein aaake wo jab muskuraaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo juda kya hue zindagi kho gayi shamma jalti rahi roshni kho gayi bahot koshishein ki magar dil na behla kayi saaz chede kayi geet gaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye
ye duniyaa banana aur bana ke phir chalana bas ussi ka kaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai raat ko hi raat parbhaat ko parbhaat shaam hi ko shaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai ye duniyaa banana aur bana ke phir chalana bas ussi ka kaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai jal pe hai thal aur thal pe aasmaan hai phir bhi ek dooje pe na bojhe ke samaan hai jal pe hai thal aur thal pe aasmaan hai phir bhi ek dooje pe na bojhe ke samaan hai gajab ka ye jahaan hai bin khambe ka makaan hai gajab ka ye jahaan hai bin khambe ka makaan hai jahaan ka ek ek tan uska ghulaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai ye duniyaa banana aur bana ke phir chalana bas ussi ka kaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai surya chandra taare apne dharm se na chal sake insaan ki majaal kya jo uska kram badal sake
na raaja rahega na raani rahegi yeh duniya hai faani aur faani rahegi na jab ek bhi zindgaani rahegi ee to maati sabhi ki kahaani kahegi to maati sabhi ki kahaani kahegi dikhayegi rana ke rann ki nishani kahegi shivaji ke pran ki kahani batayegi muglon ki baate ajaani us gaddaar jaychand ki zindagaani yeh aapas ki sab badgumani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi jo the desh dushman gulami ke raahi lage pharne is vatan par siyaahi videsho ki karne lage vaah vaahi gaya desh haatho se aayi tabaahi yeh bhar bhar ke aankhon mein paani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi phir svatantra ka aisa sangram aaya ke har aadmi desh ke kaam aaya ladi veer janshi ki rani bhavani hajaron ne laakhon ne johar jalaya yeh qurbaniya khud jubaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi jala do jala do yeh itihas jhothe tumhare yahan zarre zarre pe sach hai likha re julam vo
hoo ooo oooo oooo oooo ooooo ooooo zara pehchano to main kaun kahan se aayi zara pehchano to main kaun kahan se aayi yeh to saj dhaj ke meri preet dulhan ban aayi jaane kyun bajne lagi man mein madhur shehnai aaj saj dhaj ke meri preet dulhan ban aayi aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa kitne pyare hain ye aakash ke kale badal jaise in pyari pyari aankhon mein lagta kajal jaise in pyari pyari aankhon mein lagta kajal aaaa aaaa aaaa kaisi bal khati huyi jaati hai gaati lehren jaise chalne pe khanakti hai tumhari payal bolo kya kehti hai san san ye pawan purwayi aaj saj dhaj ke meri preet dulhan ban aayi aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa mera tan man mera sab kuchh hai tumhara sajan mujhko pranon se bhi pyara hai tumhara bandhan mujhko pranon se bhi pyara hai tumhara bandhan aaaa aaaa aaaa hathon mein haath liya hai to nibhana bhi tum kaise bhulunga use jispe lutaya jeewan meri aashaon ki bagiya hai aaj muskayi aaj saj dhaj ke meri preet dulhan ban aayi ho jane kyun bajne
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nazar Ko Sambhalo Ye Kya Ho Raha Hai Cobra Girl (1963) 03:30 37537
 
Poster of Cobra Girl (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Mahipal, Ragini
Duration : 03:30   Song Number : 37537   

Roshan Tumhin Se Duniyaan Parasmani (1963) 06:00 12419
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 06:00   Song Number : 12419   

Ruk Jaao Banwasi Sampoorn Ramayan (1961) 04:41 31078
 
Poster of Sampoorn Ramayan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Mahipal, Maruti, Lalita Pawar, Anita Guha
Duration : 04:41   Song Number : 31078   

Saarangaa Teri Yaad Mein Saranga (1960) 04:24 21221
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mahipal
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:24   Song Number : 21221   

Sambhal Ke Baitho Rooplekha (1962) 03:44 38624
 
Poster of Rooplekha (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Mahipal, Vijaya Chaudhari
Duration : 03:44   Song Number : 38624   

Shyaamal Shyaamal Baran Navrang (1959) 04:08 12412
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 04:08   Song Number : 12412   

Teri Duniya Se Door Zabak (1961) 03:27 21306
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mahipal, Shyama
Duration : 03:27   Song Number : 21306   

Tu Chhupi Hai Kahaan Main Tadapta Yahaan Navrang (1959) 08:10 13848
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
On Screen Actors- 
Mahipal, Sandhya
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:10   Song Number : 13848   

Tum Gagan Ke Chandrama Sati Savitri (1964) 03:25 11905
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Anjali Devi
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:25   Song Number : 11905   

Tum Jahaan Jaaoge Mujhko Bhi Wahin Chor Darwaza (1965) 03:24 15572
 
Poster of Chor Darwaza (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qafil Azar
Music Director- 
Franki
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 03:24   Song Number : 15572   

Tum Paschim Ho Hum Navrang (1959) 05:55 36492
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 05:55   Song Number : 36492   

Wo Jab Yaad Aaye Bahot Yaad Aaye Parasmani (1963) 04:30 21410
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:30   Song Number : 21410   

Ye Duniyaa Banana Kan Kan Mein Bhagwan (1963) 03:50 13515
 
Poster of Kan Kan Mein Bhagwan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shiv Ram
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Anita Guha, Mahipal
Duration : 03:50   Song Number : 13515   

Yeh Maati Sabhi Ki Navrang (1959) 04:20 32977
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 04:20   Song Number : 32977   

Zara Pehchano To Main Kaun Dev Kanya (1963) 03:23 37772
 
Poster of Dev Kanya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anita Guha, Mahipal
Duration : 03:23   Song Number : 37772   
Karaoke Songs of Mahipal, Sad Songs of Mahipal, Love Songs of Mahipal, Dance Songs of Mahipal, Hip-hop songs of Mahipal, Best songs of Mahipal, Super hit songs of Mahipal, hit songs of Mahipal, duet songs of Mahipal, solo songs of Mahipal, old songs of Mahipal, famous songs of Mahipal, Hindi Karaoke Songs of Mahipal, Hindi Sad Songs of Mahipal, Hindi Love Songs of Mahipal, Hindi Dance Songs of Mahipal, Hindi Hip-hop songs of Mahipal, best Hindi songs of Mahipal, super hit Hindi songs of Mahipal, hit Hindi songs of Mahipal, duet Hindi songs of Mahipal, solo Hindi songs of Mahipal, old Hindi songs of Mahipal, famous Hindi songs of Mahipal, Sing Along Songs of Mahipal, Sing Along Sad Songs of Mahipal, Sing Along Love Songs of Mahipal, Sing Along Dance Songs of Mahipal, Sing Along Hip-hop songs of Mahipal, Sing Along Best songs of Mahipal, Sing Along Super hit songs of Mahipal, Sing Along hit songs of Mahipal, Sing Along duet songs of Mahipal, Sing Along solo songs of Mahipal, Sing Along old songs of Mahipal, Sing Along famous songs of Mahipal