teri chahat mein sanam humne bada kaam kiya aaaa aaaa aaaa khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam aaj nazaren to mila aankh hai paimaana tera jhoom ke pee le sanam pyaar hai maykhaana tera apni aankhon se sada mujhko pilaana saaqi ek pyaase ko kahin bhool na jaana saaqi khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam raaz e dil kya hai bataaun to bataana mushkil aur aahon ko chhpaaun to chhupaanaa mushkil haaye haaye ye naaz ye andaaz na dekha humne aaj to tum mujhe jannat ki pari lagti ho khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam pyaar ki aisi doraahon pe hai jeevan mera ek taraf jaan meri ek taraf dil hai mera aaj to dil tere kadmon pe jhuka jaata hai tere jalwon se ye madhosh huya jaata hai khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam
Khud To Badnaam Huye
Chanda Aur Bijli (1969)