MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKhud-To-Badnaam-Huye
HomeKhud-To-Badnaam-Huye
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


teri chahat mein sanam humne bada kaam kiya aaaa aaaa aaaa khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam aaj nazaren to mila aankh hai paimaana tera jhoom ke pee le sanam pyaar hai maykhaana tera apni aankhon se sada mujhko pilaana saaqi ek pyaase ko kahin bhool na jaana saaqi khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam raaz e dil kya hai bataaun to bataana mushkil aur aahon ko chhpaaun to chhupaanaa mushkil haaye haaye ye naaz ye andaaz na dekha humne aaj to tum mujhe jannat ki pari lagti ho khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam pyaar ki aisi doraahon pe hai jeevan mera ek taraf jaan meri ek taraf dil hai mera aaj to dil tere kadmon pe jhuka jaata hai tere jalwon se ye madhosh huya jaata hai khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam kiya khud to badnaam huye humko badnaam click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

khud to badnaam huye Chanda Aur Bijli (1969) 05:01 21650
 
Poster of Chanda Aur Bijli (1969)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 05:01   Song Number : 21650