kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar lag gayi zamaane ko kabhi kaha dua bahaar ki maangi to itne phool khile dua bahaar ki maangi to itne phool khile kahin jagah na mili mere aashiyane ko kabhi kaha suna hai gair ki mehfil mein tum na jaoge suna hai gair ki mehfil mein tum na jaoge kaho to aaj saja le gareeb khane ko kabhi kaha kuchh aise sajj gaye tinke ke ab ye darr hai mujhe kuchh aise sajj gaye tinke ke ab ye darr hai mujhe kahin nazar na lage mere aashiyane ko kabhi kaha daba ke kabrr mein sab chal diye dua na salaam daba ke kabrr mein sab chal diye dua na salaam zara si der mein kya ho gaya zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar lag gayi zamaane ko kabhi kaha
Kabhi Kaha Na Kisi Se
Anup Jalota