MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKabhi-Kaha-Na-Kisi-Se
HomeKabhi-Kaha-Na-Kisi-Se
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar lag gayi zamaane ko kabhi kaha dua bahaar ki maangi to itne phool khile dua bahaar ki maangi to itne phool khile kahin jagah na mili mere aashiyane ko kabhi kaha suna hai gair ki mehfil mein tum na jaoge suna hai gair ki mehfil mein tum na jaoge kaho to aaj saja le gareeb khane ko kabhi kaha kuchh aise sajj gaye tinke ke ab ye darr hai mujhe kuchh aise sajj gaye tinke ke ab ye darr hai mujhe kahin nazar na lage mere aashiyane ko kabhi kaha daba ke kabrr mein sab chal diye dua na salaam daba ke kabrr mein sab chal diye dua na salaam zara si der mein kya ho gaya zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar lag gayi zamaane ko kabhi kaha click here
kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se dua bahaar ki maangi to itne phool khile dua bahaar ki maangi to itne phool khile kahin jagah na rahi mere aashiyaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se ab aage ismein tumhaara bhi naam aayega ab aage ismein tumhaara bhi naam aayega jo hukam ho to yahin chhod doon fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se qamar zara bhi nahin tumko khauf e ruswaayi qamar zara bhi nahin tumko khauf e ruswaayi chale ho chaandni shab mein unhen bulaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se click here
aa aaa aaa re reee ree aa aaa aaaa aa aaa aa aaa aaa aaaaaaa aaa aaa aaaa har ek baat pe kehte ho tum ki tu kya hai tumhin kaho ki yeh andaaz e guftgu kya hai kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko sunaa hai gair ki mehfil mein tum na jaaoge sunaa hai gair ki mehfil mein mehfil mein mehfil mein tum na jaaoge ni sa ni sa re ga ma ga sa ma re ni sa ga re ni sa dha ni sa dha ni sa dha ni sa ni sa re ga ma ga sa sa ni sa dha ni sa ma dha ni ni sa sa sa ni sa dha ni sa sa ni sa dha ni sa sa ni sa dha ni sa ga ma dha ma ga sa dha ma ga sa ma dha ga ma ga sa re ga dha ni sa ga ma dha ga ma dha ni sa dha ni sa ga ma sa ga ma sa ma ga dha ni sa ma ga ma ga ni sa sa ga ga ma ma dha ni sa ma ga ma dha ni sa ma ga ma dha ni sa suna hai gair ki mehfil mein tum na jaaoge kaho toh aaj saja lun gareeb khaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko duaa bahaar ki click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

kabhi kaha na kisi se Anup Jalota 04:20 32024
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
- Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 04:20   Song Number : 32024   

kabhi kaha na kisi se Asha Bhosle 04:25 13902
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
- Ghazal
Lyricist
- Qamar Jalalvi
Music Director- 
Nazar Hussain
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:25   Song Number : 13902   

kabhi kaha na kisi se Ghulam Ali 11:55 21744
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
- Ghazal
Lyricist
- Qamar Jalalvi
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 11:55   Song Number : 21744