kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se dua bahaar ki maangi to itne phool khile dua bahaar ki maangi to itne phool khile kahin jagah na rahi mere aashiyaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se ab aage ismein tumhaara bhi naam aayega ab aage ismein tumhaara bhi naam aayega jo hukam ho to yahin chhod doon fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se qamar zara bhi nahin tumko khauf e ruswaayi qamar zara bhi nahin tumko khauf e ruswaayi chale ho chaandni shab mein unhen bulaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko kabhi kaha na kisi se
Kabhi Kaha Na Kisi Se
Asha Bhosle