jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale kadam kadam pe charaagon ka aaj mela hai bujha hua mere dil ka diya akela hai kabhi na aise kisi ki khushi ka baag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale ajeeb rang liye ab ke aayi diwaali ajeeb rang liye ab ke aayi diwaali kisi ne ghar ko jala ke manaayi diwaali udhar charaag idhar dil kaa daag daag jale zameen pe utra hua kaafila sitaaron ka dilaaye yaad sama pyaar ki bahaaron ka jo tum nahin ho to kaise mera charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale 
            
                    Jahaan Main Aayi
                
                    Taj (1956)