MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJahaan-Main-Aayi
HomeJahaan-Main-Aayi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale kadam kadam pe charaagon ka aaj mela hai bujha hua mere dil ka diya akela hai kabhi na aise kisi ki khushi ka baag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale ajeeb rang liye ab ke aayi diwaali ajeeb rang liye ab ke aayi diwaali kisi ne ghar ko jala ke manaayi diwaali udhar charaag idhar dil kaa daag daag jale zameen pe utra hua kaafila sitaaron ka dilaaye yaad sama pyaar ki bahaaron ka jo tum nahin ho to kaise mera charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

jahaan main aayi Taj (1956) 03:17 40448
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:17   Song Number : 40448