MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTrishul (1978)
HomeTrishul (1978)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain main to kuchh bhi nahin tum ko hanseen lagti hoon isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain ek hum hi nahin ek hum hi nahin sab dekhne waale tumko sang e marmar pe sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain aisi baaten naa karo aisi baaten naa karo jin kaa yakin mushkil ho aisi taarif ko aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa iss ko sadiyon ki iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai
gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum oh sanam hum dono saath rahein janam janam oh sanam hum dono saath rahein janam janam gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum phoolon jaisa chehra daali jaisa tan hai teri hi amanat har dadkan hai phoolon jaisa chehra daali jaisa tan hai teri hi amanat har dadkan hai arre aa bhi ja bahon mein pyaar ka ho sangam oh sanam hum dono saath rahein janam janam gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum jaadu bhari aankhein khaabon ke khazane mehki mehki saansein gaati hain tarane jaadu bhari aankhein khaabon ke khazane mehki mehki saansein gaati hain tarane arre aa bhi ja bahon mein pyaar ka ho sangam oh sanam hum dono saath rahein janam janam gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum jaage jaage armaan bheega bheega mausam dilon ki ye halchal boondon ki ye chham chham jaage jaage armaan bheega
baap ka ghar kyaa bhaai ka ghar kyaa aaj samjh sabko anjaan ladki jiss ghar mein palti hai uss ghar hoti hai mehmaan jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa ladki ka jab bachpan jaaye maikaa saath hi jaaye uske jeevan saathi kaa ghar uska ghar kehlaaye jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa ladki ke jeevan mein jiss din ye subh avsar aaye saans bane maata uski aur sasur pita kehlaaye jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behna jaa tujh ko ye navjeevan raas aaye tere angnaa laxmi naache durgaa deep jalaaye jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa
aaj hum ishq ka izhaar karein to kya ho jaan pehchaan se inkaar karein to kya ho bhari mehfil mein tumhein pyaar karein to kya ho koshishein aap ki bekaar karein to kya ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho ho jaaneman tum kamaal karti ho aankhon aankhon mein muskuraati ho baaton baaton mein dil lubhaati ho narm saanson ki garm leharon se dil ke taaron ko gudgudati ho in sab baaton ka matlab puchhein to rang chehare ka laal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho chup bhi rahiye ye kya qayamat hai aap ki bhi ajeeb aadat hai itna hungama kis liye aakhir pyaar hai yaa koi museebat hai jab bhi miltey ho jaane tum kya kya ulte seedhe savaal karte ho jaaneman tum kamaal karte ho mastiyaan si fazaan pe chhaayin hain vaadiyaan rang mein nahaain hain narm sabz pe shokh phulon ne makhmali chhaadarien bichhaayin hain chhodo sharmaanaa aise mausam mein tabiyat
ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna ho chaahe roke duniya saari uspe kar de sab kuch vaari jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna yaar jisko bhi keh de zubaan se mol uska chukaeye dil jaan se ho yaar jisko bhi keh de zubaan se mol uska chukaeye dil jaan se ho haath rahe chaahe toote baanh usski na chhoote jo ho yaar apna ho chaahe roke duniya saari uspe kar de sab kuch vaari jo ho yaar apna dukh yaar se mile to sukh jaaniye yaar kahiye jisse usse rab maniye dukh yaar se mile to sukh jaaniye yaar kahiye jisse usse rab maniye ho ghaav kitne bhi sehiye burra usko na kahiye jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna bair pad jaaye chaahe jahan se ho yaari yaar ki nibhayen sada shaan se bair pad jaaye chaahe jahan se yaari yaar ki nibhayen sada shaan se ho jaan rahe chaahe jaaye aanch uspe na aaye jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na
har taraf husn hai jawaanee hai aaj kee raat kyaa suhaani hai reshami jism haan reshami jism thartharaate hain marmaree khwaab gungunaate hain dhadakanon mein surur phaila hai rang nazdik o door phaila hai daawate ishq de rahee hai fazaa aaj ho jaa kisi haseen pe fidaa mohabbat bade kaam ki cheez hai kaam ki cheez hai mohabbat bade kaam ki cheez hai kaam ki cheez hai mohabbat ke dum se hai duniyaa ki raunak mohabbat naa hoti to kuchh bhi naa hotaa nazar aur dil ki panaahon ki khaatir ye jannat naa hoti to kuchh bhi naa hotaa yehi ek aaraam ki cheez hai kaam ki cheez hai mohabbat bade kaam ki cheez hai kaam ki cheez hai kitaabon mein chhapate hain chaahat ke kisse haqeeqat ki duniyaan mein chaahat nahin hai kitaabon mein chhapate hain chaahat ke kisse haqeeqat ki duniyaan mein chaahat nahin hai zamaane ke baazar mein ye wo shai hai ke jis ki kisi ko zarurat nahin hai ye bekaar bedaam ki cheez hai ye kudarat ke inaam ki cheez hai ye bas naam hi naam ki cheez hai kaam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ki Mehki Huyi Trishul (1978) 03:07 14355
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:07   Song Number : 14355   

Gapoochi Gapoochi Gum Gum Trishul (1978) 04:09 20466
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Sachin
Duration : 04:09   Song Number : 20466   

Jaa Ri Behna Jaa Trishul (1978) 03:11 14356
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Amitabh Bachchan, Others
Duration : 03:11   Song Number : 14356   

Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho Trishul (1978) 05:56 20620
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Hema Malini
Duration : 05:56   Song Number : 20620   

Jo Ho Yaar Apna Trishul (1978) 03:32 14357
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Hema Malini
Duration : 03:32   Song Number : 14357   

Mohabbat Bade Kaam Ki Cheez Hai Trishul (1978) 04:42 20971
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Duration : 04:42   Song Number : 20971