aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain main to kuchh bhi nahin tum ko hanseen lagti hoon isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain ek hum hi nahin ek hum hi nahin sab dekhne waale tumko sang e marmar pe sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain aisi baaten naa karo aisi baaten naa karo jin kaa yakin mushkil ho aisi taarif ko aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa iss ko sadiyon ki iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai
Aap Ki Mehki Huyi
Trishul (1978)

Amitabh Bachchan, Hema Malini, Mukesh, Pamela Chopra, Prem Chopra, Rakhi, Sanjeev Kumar, Shashi Kapoor