MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBahu Begum (1967)
HomeBahu Begum (1967)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain kis kis se apna rishtaa e jaan tod aayen hain mushkil ho arz e haal mushkil ho arz e haal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya raaton ko jaagne ki sazaa kaun de gaya kehne se ho malaal kehne se ho malaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayamat tak khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge ye intezaar bhi ik imtihaan hota hai issi se ishq ka shola jawaan hota hai ye intezaar salaamat ho haaye ye intezaar salaamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge bichhaye shauk se sajde wafaa ki raahon mein khade hain deed ki hasrat liye nighaahon mein qubool e dil ki ibaadat ho haaye qubool e dil ki ibaadat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare khuda humari muhabbat ko kaamyaab kare jawaan sitaara e kismat ho jawaan sitaara e kismat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayaamat tak khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge bujhi bujhi si nazar mein teri talaash liye bhatakte phirte hain hum aap apni laash liye yehi junoon yehi vehshat ho yehi junoon yehi vehshat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge naa denge hum tujhe ilzaam bewafaai ka magar gila to karenge teri judaai ka tere khilaaf shikaayat ho tere khilaaf shikaayat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge yeh zindagi tere kadmon mein daal jaayenge tujh hi ko teri amaanat sambhaal jaayenge humara aalam e rukhsat ho humara aalam e rukhsat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge
log kehte hain ki hum tumse kinara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain tumne jis haal e pareshan se nikala tha hamein aasra de ke mohabbat ka sambhala tha humein sochte hain ke wahi sochte hain ke wahi haal dobara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain yun bhi ab tumse mulakaat nahin hone ki mil bhi jaao mil bhi jaao to koi baat nahin hone ki aakhri baar bas ab aakhri baar bas ab zikrr tumhara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain aakhri baar khayalon mein bula lein tumko aakhri baar kaleje se laga lein tumko aur phir apne tadapne aur phir apne tadapne ka nazara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain ki hum tumse kinara kar lein
nikle the kahaan jaane ke liye pahunche hain kahaan maloom nahin pahunche hain kahaan maloom nahin ab apne bhatakte kadmon ko manzil ka nishan maloom nahin manzil ka nishan maloom nahin humne bhi kabhi hooo humne bhi kabhi iss gulshan mein ek khwaab e bahaara dekha tha ek khwaab e bahaara dekha tha kab phool jhade kab phool jhade kab gard udi kab aayi khizaan maloom nahin kab aayi khizaan maloom nahin ab apne bhatakte kadmon ko manzil ka nishan maloom nahin manzil ka nishan maloom nahin dil shola e ghum se hoo dil shola e ghum se khaak hua ya aag lagi armaanon mein ya aag lagi armaanon mein kya cheez jali kya cheez jali kyun seene se uthta hai dhuwaan maloom nahin uthta hai dhuwaan maloom nahin ab apne bhatakte kadmon ko manzil ka nishan maloom nahin manzil ka nishan maloom nahin barbaad wafa ho barbaad wafa ka afsaana hum kis se kahein aur kaise kahein hum kis se kahein aur kaise kahein khamosh hain lab khamosh hain lab aur duniyaan ko ashqon ki zubaan maloom
pad gaye jhoole saawan rutt aayi re pad gaye jhoole seene mein hook uthe allaah duhaayi re pad gaye jhoole chanchal jhonke munh ko choomein boonden tan se khelen boonden tan se khelein peeng badhen to jhukte baadal paanv ka chumban le lein paanv ka chumban le lein peeng badhen to jhukte baadal paanv ka chumban le lein haaye barkha ki wo zor jawani kya kya aafat dhaaye kya kya aafat dhaaye dil ki dhadkan jism ki rangat anchal se chhan jaaye anchal se chhan jaye dil ki dhadkan jism ki rangat anchal se chhan jaye haaye geeton ka ye allhad mausam jhoolon ka ye mela jhoolon ka ye mela aisi rut mein hamein jhulaane aaye koi albela aaye koi alabela aisi rut mein hamein jhulaane aaye koi albela haaye seene mein hook uthe allaah duhaayi re pad gaye jhoole
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duniyaa Karen Sawaal To Hum Bahu Begum (1967) 03:09 20413
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Ashok Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 20413   

Hum Intezaar Karenge Bahu Begum (1967) 03:35 12799
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Durga
Duration : 03:35   Song Number : 12799   

Hum Intezaar Karenge (Male) Bahu Begum (1967) 03:28 36518
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Pradeep Kumar
Raag- 
Durga
Duration : 03:28   Song Number : 36518   

Log Kehte Hain Bahu Begum (1967) 03:32 36107
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:32   Song Number : 36107   

Nikle The Kahaan Bahu Begum (1967) 04:41 37720
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen, Meena Kumari
Duration : 04:41   Song Number : 37720   

Pad Gaye Jhoole Bahu Begum (1967) 04:19 32065
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Others
Duration : 04:19   Song Number : 32065