nikle the kahaan jaane ke liye pahunche hain kahaan maloom nahin pahunche hain kahaan maloom nahin ab apne bhatakte kadmon ko manzil ka nishan maloom nahin manzil ka nishan maloom nahin humne bhi kabhi hooo humne bhi kabhi iss gulshan mein ek khwaab e bahaara dekha tha ek khwaab e bahaara dekha tha kab phool jhade kab phool jhade kab gard udi kab aayi khizaan maloom nahin kab aayi khizaan maloom nahin ab apne bhatakte kadmon ko manzil ka nishan maloom nahin manzil ka nishan maloom nahin dil shola e ghum se hoo dil shola e ghum se khaak hua ya aag lagi armaanon mein ya aag lagi armaanon mein kya cheez jali kya cheez jali kyun seene se uthta hai dhuwaan maloom nahin uthta hai dhuwaan maloom nahin ab apne bhatakte kadmon ko manzil ka nishan maloom nahin manzil ka nishan maloom nahin barbaad wafa ho barbaad wafa ka afsaana hum kis se kahein aur kaise kahein hum kis se kahein aur kaise kahein khamosh hain lab khamosh hain lab aur duniyaan ko ashqon ki zubaan maloom
Nikle The Kahaan
Bahu Begum (1967)