MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAgneepath (2012)
HomeAgneepath (2012)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


abhi mujh mein kahin baaki thodi si hai zindagi jagi dhadkan nayi jaana zinda hoon main to abhi kuchh aisi lagan iss lamhe mein hai yeh lamha kahaan tha mera ab hai saamne isse chhoo loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa khushiyaan choom loon yaa ro loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa hoo abhi mujh mein kahin baaki thodi si hai zindagi hoo dhoop mein jalte huye tann ko chhaya ped ki mil gayi roothe bachche ki hansi jaise phuslane se phir khil gayi kuchh aisa hi ab mehsoos dil ko ho raha hai barson ke puraane zakham pe marham laga sa hai kuchh aisa reham iss lamhe mein hai ye lamha kahaan tha mera ab hai saamne isse chhoo loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa khushiyaan choom loon yaa ro loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa dor se tooti patang jaisi thi yeh zindagaani meri aaj hoon kal ho mera na ho har din thi kahaani meri ek bandhan naya peechhe se ab mujhko bulaye aane wale kal ki kyun fikar mujhko sataa jaaye ik aisi chubhan iss lamhe mein hai yeh lamha
bichhu mere naina badi zehareeli akkh maare kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare haaye bichhu mere naina badi zehareeli akkh maare kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare note hazaaron ke khulla chhutta karaane aayi husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi jungle mein aaj mangal karungi bhookhe sheron se khelungi main makkhan jaisi hatheli pe jalte angaare le lungi main haaye gehre paani ki machhli hoon raja ghaat ghaat dariya mein ghoomi hoon main teri nazron ki leheron se haar ke aaj doobi hoon main hoye jaan leva jalwa hai dekhne mein halwa hai jaan leva jalwa hai dekhne mein halwa hai pyaar se paros doongi toot le zara yeh toh trailer hai poori film dikhane aayi husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayi aayi chikni
jwala si jalti hai aankhon mein jiske bhi dil mein tera naam hai parwah hi kya uska aarambh kaisa hai aur kaisa parinam hai dharti ambar sitare uski nazare utaare dar bhi usse dara re jiski rakhwaliya re karta saaya tera hey deva shree ganesha deva shree ganesha deva shree ganesha deva shree ganesha hooo teri bhakti to vardaan hai jo kamaye wo dhanwaan hai bin kinare ki kashti hai wo deva tujhse jo anjaan hai yun toh mooshak sawaari teri sab pe hai phehredari teri paap ki aandhiyan laakh ho kabhi jyoti na haari teri apni takdeer ka wo khud sikander hua re bhool ke ye jahaan re jis kisi ne yahaan re saath paaya tera hey deva shree ganesha deva shree ganesha deva shree ganesha deva shree ganesha hoo teri dhooli ka teeka kiye deva jo bhakt tera jiye usse amrit ka hai moh kya hans ke vish ka wo pyaala piye teri mahima ke chhaya tale kaal ke rath ka pahiya chale ek chingaari pratishodh se khadi ravan ki lanka jale shatruon ki kataaren ik akele se haare kan bhi parvat
gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna ye gaana re ho maayusiyon ke chonge utaar ke phenk de na saare candle ye shaam ka phoonk raat ka cake kaat pyaare seekha na tune yaar humne magar sikhaaya re dumdaar nuska yaar humne jo aazmaaya re aasuon ka chooran chaba ke humne dakaar maara re gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna ye gaana re gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna ye gaana ree hmmm hain sar pe tere uljhanon ke jo ye tokre laa humko dede halka ho ja re tu chhokre jo teri neendein apne naakhunun se noch le woh dard saare jalte chulhe mein tu jhonk re zindagi ke raashan mein ghum ka kota zyada hai black mein khareedenge khushi ka pitaara re gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna ye gaana re gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna ye gaana ree ho aye um tu muh phulaa de to ye sooraj bhi dhalne lage aare tu muskura de chaand ka bulb jalne lage tu chup rahe to maano behri lage zindagi tu bol de to parde kaano ke khulne lage ek bandh
meri adhoori kahaani lo daastaan ban gayi hoo tune chhuaa aaj aise main kya se kya ban gaya sehme huye sapne mere haule haule angdaiyaan le rahe thehre huye lamhe mere nayi nayi gehraiyaan le rahe zindagi ne pehni hai muskaan karne lagi hai itna karam kyun na jaane karvat lene lage hain armaan phir bhi hai aankh num kyun naa jaane o saiyyan odhu teri kaaya solah singaar main saja loon sangam ki ye raina isme tyohar main mana loon khushboo teri chhoo ke kastoori ho jaaun kitni pheeki thi main sindoori ho jaaun sur se zara behki huyi meri duniya thi badi besuri sur mein tere dhalne lagi bani re piya main bani baansuri zindagi ne pehni hai muskaan karne lagi hai itna karam kyun na jaane karvat lene lage hain armaan phir bhi hai aankh num kyun naa jaane o saiyyan mere aasmaan se jo hamesha gumshuda the chaand taare tune gardishon ki lay badal di laut aaye aaj saare oo saiyyan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Abhi Mujh Mein Kahin Agneepath (2012) 06:01 17054
 
Poster of Agneepath (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Ajay Atul
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 06:01   Song Number : 17054   

Chikni Chameli Agneepath (2012) 05:04 17055
 
Poster of Agneepath (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Ajay Atul
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 05:04   Song Number : 17055   

Deva Shree Ganesha Agneepath (2012) 05:56 17056
 
Poster of Agneepath (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Ajay Atul
Singer- 
Ajay
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Various
Duration : 05:56   Song Number : 17056   

Gun Gun Guna Agneepath (2012) 04:43 17057
 
Poster of Agneepath (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Ajay Atul
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra, Hrithik Roshan
Duration : 04:43   Song Number : 17057   

O Saiyyan Agneepath (2012) 04:42 17058
 
Poster of Agneepath (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Ajay Atul
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra, Hrithik Roshan
Duration : 04:42   Song Number : 17058