abhi mujh mein kahin baaki thodi si hai zindagi jagi dhadkan nayi jaana zinda hoon main to abhi kuchh aisi lagan iss lamhe mein hai yeh lamha kahaan tha mera ab hai saamne isse chhoo loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa khushiyaan choom loon yaa ro loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa hoo abhi mujh mein kahin baaki thodi si hai zindagi hoo dhoop mein jalte huye tann ko chhaya ped ki mil gayi roothe bachche ki hansi jaise phuslane se phir khil gayi kuchh aisa hi ab mehsoos dil ko ho raha hai barson ke puraane zakham pe marham laga sa hai kuchh aisa reham iss lamhe mein hai ye lamha kahaan tha mera ab hai saamne isse chhoo loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa khushiyaan choom loon yaa ro loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa dor se tooti patang jaisi thi yeh zindagaani meri aaj hoon kal ho mera na ho har din thi kahaani meri ek bandhan naya peechhe se ab mujhko bulaye aane wale kal ki kyun fikar mujhko sataa jaaye ik aisi chubhan iss lamhe mein hai yeh lamha
Abhi Mujh Mein Kahin
Agneepath (2012)

Hrithik Roshan, Rishi Kapoor, Priyanka Chopra, Sanjay Dutt, Om Puri, Zarina Wahab