Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLalit
HomeLalit
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye panghat jage gaanv ki har gali jaagi hooooo panghat jage gaanv ki har gali jaagi gori kahin aur kahin saanwali jaagi aanchal ki chhaiyaan apne saiyaan ko bulaaye aanchal ki chhaiyaan apne saiyaan ko bulaaye bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye main bhi wahin hai jahaan mohnaa mera hoooo main bhi wahin hai jahaan mohnaa mera madhuban mera to yahi aangnaa mera ye dar naa chhute chaahe duniyaa chhut jaaye ye dar naa chhute chaahe duniyaa chhut jaaye bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye
aa aa aa ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal saari duniyaa ko muhabbat ki nishaani di hai iss ke saaye mein sadaa pyaar ke charche honge khatm jo ho na sakegi wo kahaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj wo shammaa hai ulfat ke sanam khaane ki jis ke parwaanon mein muflis bhi zar daar bhi hai sang e marmar mein samaaye hue khaabon ki kasam marhale pyaar ke aasaan bhi dushwaar bhi hain dil ko ek josh iraadon ko jawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj ik zindaa tassvvur hai kisi shaayar ka iss ka afsaana haqeekat ke siwaa kuchh bhi nahin iss ke aagosh mein aakar ye gumaan hotaa hai zindagi jaise muhabbat ke siwaa kuchh bhi nahin taaj ne pyaar ki maujon ko rawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal ye hasin raat ye mehki hui purnoor fazaa ho ijaazat to ye dil ishq ka izhaar kare ishq insaan ko insaan banaa detaa hai kis ki himmat hai muhabbat se jo inkaar kare aaj taqdeer ne ye raat suhaani
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa heyyyyyy aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa heyyyy heyyyyyy heyyyyy heyyyy heyyyy heyyyyyy heyyyy aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa koi paas aaya savere savere koi paas aaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere koi paas aaya savere savere meri daastaan ko zara saa badal kar meri daastaan ko zara saa badal kar mujhe hi sunaaya savere savere mujhe hi sunaaya savere savere jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna wohi ladkhadaaya savere savere wohi ladkhadaaya savere savere ga ma dha ni sa re sa ni dha ma ni dha ma ga re sa ni ni re ga ni re ga ni re ga ga ga ni re ma ma ma ni re ga ga ga ni re ma ma ma kati raat saari meri maikade mein kati raat saari meri maikade mein meri maikade mein raat saaaaaaaaaaaaaaa raat saaaaaariiiiiiii kati raat saari meri maikade
aa aa aaaa aa aa aaaa aa aa aa aaaa aa aa aa aaaaaaaaaa aa a aa aa aa raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye shaam ko bhoola shaam ka vada re shaam ko bhoola shaam ka vada sang diye ke jaage raadha nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye kis sautan ne rokee dagariya kis sautan ne rokee dagariya kis bairan se laagi najariya nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye birha ki maari prem deewani re birha ki maari prem deewani tan mann pyasaa ankhiyon mein paani nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye
tu hai mera prem devta tu hai mera prem devta in charnon ki daasi hoon main mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta main gauri tu kanth humara main ganga tu mera kinara main gauri tu kanth humara aa aa aa aa aa aa aa main gauri tu kanth humara main ganga tu mera kinara ang lagao pyaas bujhao ang lagao pyaas bujhao nadiya hokar pyaasi hoon main mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta dum dum dum dum dumru baaje main naachun shanker ke aage dum dum dum dum dumru baaje aa aa jaa aa aa aa aa dum dum dum dum dumru baaje main naachun shanker ke aage hoke rahegi jeet usiki hoke rahegi jeet usiki jiski kalaa se shanker jaage mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta
wo jo milte the kabhi hmm hmm hmm hmm hmm hmm wo jo milte the kabhi humse deewano ki tarah aaj yun milte hain jaise kabhi pehchaan naa thi wo jo milte the kabhi dekhte bhi hain to yun meri nigaahon mein kabhi ajnabi jaise mila karte hain raahon mein kabhi iss kadar unki nazar hum se to anjaan naa thi wo jo milte the kabhi humse deewano ki tarah aaj yun milte hain jaise kabhi pehchaan naa thi wo jo milte the kabhi ek din tha kabhi yunhi jo machal jaate the khelte the meri zulfon se behal jaate the wo pareshaan the meri zulf pareshaan naa thi wo jo milte the kabhi wo muhabbat wo sharaarat mujhe yaad aati hai dil mein ik pyaar kaa tufaan utha jaati hai thi magar aisi to uljhan mein meri jaan naa thi wo jo milte the kabhi humse deewano ki tarah aaj yun milte hain jaise kabhi pehchaan naa thi wo jo milte the kabhi
ye kaun aaj aaya savere savere ye kaun aaj aaya savere savere ke dil chaunk uttha savere savere kaha roop ne chaand hai chaudhavin ka kaha roop ne chaand hai chaudhavin ka magar chaand kaisa savere savere gaya mann ka dheeraj badhi bekali bhi gaya mann ka dheeraj badhi bekali bhi ye mujha ko hua kya ye mujha ko hua kya savere savere aate hi ek tarahaadaar ne dil chheen liya aaaaa aate hi ek tarahaadaar ne dil chheen liya dilruba ban ke dilaadaar ne dil chheen liya baaki chitawan ke pichhe yaar ne dil chheen liya de ke dhokha kisi aiyaar ne dil chheen liya aankhon mein jaaduu baaton mein shola aankhon mein jaaduu baaton mein shola diya kaisa charaka savere savere diya kaisa charaka savere savere ye kaun aaj aaya savere savere
nikal ke unnnnke diiiil se hum sare mehfilll mein aaaa baithe humari mushkil ye hai ke badi mushkil mein aa baithe jo milte rehte hain wo dil mein samaa jaate hain jo mil ke nahin milte wo yaad bahot yaad aate hain ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha na tujhe pata na mujhe pata ye nighaahon ka hi kusoor tha ye nighaahon ka hi kusoor tha na teri khata na meri khata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha na to apna tujhko bana sake na to apna tujhko bana sake na hi door tujhse jaa sake kahin kuchh na kuchh to zaroor tha kahin kuchh na kuchh to zaroor tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha tere sukh ki sejjsaji rahe tere sukh ki sejjsaji rahe meri umr bhi tujhe jaa lage main duwaayen dene mein dene mein main duwaayen dene mein choor tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha ya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhor Bhaye Panchhi Aanchal (1980) 05:10 12573
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Raag- 
Lalit
Duration : 05:10   Song Number : 12573   

Ik Shahenshaah Ne Banwaa Ke Leader (1964) 05:17 20450
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Raag- 
Lalit
Duration : 05:17   Song Number : 20450   

Koi Paas Aaye Savere Savere Jagjit Singh 06:01 15120
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Raag- 
Lalit
Taal- 
Sool-Tal
Duration : 06:01   Song Number : 15120   

Raina Beeti Jaaye Amar Prem (1971) 06:06 12240
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Lalit
Duration : 06:06   Song Number : 12240   

Tu Hai Mera Prem Kalpana (1960) 03:43 12093
 
Poster of Kalpana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Padmini, Ragini
Raag- 
Lalit
Taal- 
Tintal
Duration : 03:43   Song Number : 12093   

Wo Jo Milte The Kabhi Akeli Mat Jaiyo (1963) 03:19 12629
 
Poster of Akeli Mat Jaiyo (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Majrooh Sultanpuri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Lalit
Duration : 03:19   Song Number : 12629   

Ye Kaun Aaj Aaya Nartaki (1940) 03:32 13835
 
Poster of Nartaki (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Munshi Arzu
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Jagdish Sethi
Raag- 
Lalit
Duration : 03:32   Song Number : 13835   

Ye Pyaar Tha Ya Kuchh Aur Tha Prem Rog (1982) 07:13 21479
 
Poster of Prem Rog (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Others
Raag- 
Lalit
Duration : 07:13   Song Number : 21479