MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaadal
HomeBaadal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge un madbhari aankhon ko bhi sharma ke peeyenge paimaane ko paimaane se takraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi baadal bhi hai waada bhi hai meena bhi hai tum bhi itraane ka mousam hai itraa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya dekhenge ke aata hai kidhar se ghum e duniya saaqi tujhe hum saamne bithlaa ke peeyenge saaqi tere maykhane pe hum chha ke peeyenge baadal ki tarah jhoom ke lehraake peeyenge click here
baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aaaa aa aa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa shaamon pe lehraayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare hooo shaakhon pe lehrayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare bheegi huyi in fizaaon mein aankhon se dil mein sambhal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan tootti hai bhanak ban ke angdaaiyan aao bahon mein bhar lein ye tanhaaiyaan main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan aanchal ki chanchal hawaaon mein honton pe geeton sa dhal ke aa baadal click here
baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum zindagi mein kyon meri aa kar goom ho gaye ho aise mujhko bhula kar main pyar tera dil mein saja kar baithi hoon kab se aas laga kar dukh mere dil ke honthon pe aaye o aane wale par tum to na aaye aawaz meri aa jaao sun ke todo na sapne haye mere nayan ke is baar tumse kisi bhi jatan se main raaz apne saare kah dungi man ke khamosh rah ke ye dard paaye o aane waale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum to na aaye click here
baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan aise dil dhadakta hai aise dil dhadakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam bas kuchh bhi ho sakta hai bas kuchh bhi ho sakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai aur kabhi aata hai pyaar tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai click here
jo mammy ki aankhon ke taare the hum tum to daddy ke dil ke sahaare the hum tum aye bada lutf tha jab o kunware the hum tum suno ji bada lutf tha jab kunware the hum tum suno ji bhare shahar mein sabko pyaare the hum tum muhalle mein sabke dulaare the hum tum bada lutf tha jab aye kunware the hum tum suno ji bada lutf tha jab kunware the hum tum suno ji main hero tha kitno ka shaadi se pahle tha hangama fitno ka shaadi se pahle badi beautiful thi jawani ki raatein haseeno se hoti thi rangeen baatein mujhe yaad hai aaj tak wo zamana haseeno ke jamghat mein picnic manana magar ban gayi jab se tu meri dulhan meri jindagi ban gayi ek uljhan jo shaadi huyi to baje mere barah meri har khushi ho gayi nau do gayarah teri budi maa ne kabhi mujh ko daanta kabhi ban gaya tera baap dil mein kaanta kabhi jaan ko aa gaye tere bhaayi kabhi teri bahano ne ki haathapayi aur uss par sitam har baras ek bachcha chalo abb mujhi ko chaba jaao kachcha huaa har maja kirkira aashiqi ka click here
baadol diner prothom kadom phul korechho daan aami dite esechhi sraboner gaan baadol diner prothom kadom phul korechho daan megher chhaayay aandhokare rekhechhi dheke taare ei je aamar surer kheter prothom sonaar dhaan baadol diner prothom kadom phul korechho daan aaj ene dile hoyto dibe na kaal rikto hobe je tomar phuler daal aaj ene dile hoyto dibe na kaal rikto hobe je tomar phuler daal e gaan aamar shrabone shrabone tobo bishritishroter plabone e gaan aamar shrabone shrabone tobo bishritishroter plabone phiria phiria aasibe toroni phiria phiria aasibe toroni bohi tabo sammaan baadol diner prothom kadom phul korechho daan click here
badal gaya hai koi yaar aasmaan ki tarah main sadme ishq mein sehta hoon bezubaan ki tarah badal gaya hai koi yaar aasmaan ki tarah main sadme ishq mein sehta hoon bezubaan ki tarah badal gaya hai koi yaar ghamon ko leke zamaane ki aandhiyaan aayin ghamon ko leke zamaane ki aandhiyaan aayin ujad gaya hai mera dil bhi gulsitaan ki tarah main sadme ishq mein sehta hoon bezubaan ki tarah badal gaya hai koi yaar kinaare laake duboyi hai usne hi kashti kinaare laake duboyi hai usne hi kashti woh ek yaar jo milta tha meherbaan ki tarah main sadme ishq mein sehta hoon bezubaan ki tarah badal gaya hai koi yaar mareej hum bhi kisi ke wo sache aashiq hain mareej hum bhi kisi ke wo sache aashiq hain rahenge mar ke zamaane mein daastaan ki tarah main sadme ishq mein sehta hoon bezubaan ki tarah badal gaya hai koi yaar aasmaan ki tarah main sadme ishq mein sehta hoon bezubaan ki tarah bezubaan ki tarah bezubaan ki tarah bezubaan ki tarah click here
badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali thakan kaisi ghutan kaisi chal apni dhun mein deewane thakan kaisi ghutan kaisi chal apni dhun mein deewane khilaa le phool kaanton mein sajaa le apne veerane khilaa le phool kaanton mein sajaa le apne veerane hawaayen aag bhadkaayen fazaayen zehar barsaayen bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali andhere kya ujaale kya naa ye apne naa wo apne andhere kya ujaale kya naa ye apne naa wo apne tere kaam aayenge pyaare tere armaan tere sapne tere kaam aayenge pyaare tere armaan tere sapne zamaana tujhse ho barham naa aaye raah par mausam bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali bahaaren phir bhi aati hai click here
badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam tumhare hain jab tak ke dum mein hai dum tumhari kasam kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai batao to hoga tumhara karam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen khushi se sahenge tumhare sitam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge na dolenge ulfat mein apne kadam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam click here
badalo badalo barso nayan ki kor se bijliyaan kadkoundh gayi ki or se ooooo badalo barso nayan ki kor se aye ghatao garjana ko tham lo aye ghatao garjana ko tham lo aaj mere karun swar se kaam lo ooooo oooo ooooo aaj mere aaj mere karun swar se kaam lo bandh gaya saawan nayan ki dor se badalo badalo barso nayan ki kor se zeher ko amrit samajh kar pee rahi zeher ko amrit samajh kar pee rahi neen jal bin deen ho kar jee rahi praan tadpe bhagya ke jhakjor se badalo badalo barso nayan ki kor se bijliyaan kadkoundh gayi ki or se ooooo badalo barso nayan ki kor se click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

baadal Ki Tarah Jhoom Ke Jagjit Singh 05:46 35959
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nazeer Banarasi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 35959   

baadal Pe Chal Ke Aa Vijay (1988) 06:02 19155
 
Poster of Vijay (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Nida
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 06:02   Song Number : 19155   

baadal To Aaye Dillagi (1978) 03:56 16426
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:56   Song Number : 16426   

baadal Yun Garajta Hai Betaab (1983) 05:43 20172
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:43   Song Number : 20172   

Bada Lutf Tha Jab Kunware The Hum Noor E Elahi (1976) 09:45 18535
 
Poster of Noor E Elahi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Bablu O Heeraj
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 09:45   Song Number : 18535   

Badal Diner Pratham Kadom Phul Hemanta Mukherjee 03:44 32250
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Duration : 03:44   Song Number : 32250   

Badal Gaya Hai Manhar Udhas 05:38 20148
 
Poster of Manhar Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Chandu Kotecha
Music Director- 
Jugal Baba
Singer- 
Manhar Udhas
Duration : 05:38   Song Number : 20148   

Badal Jaaye Agar Maali Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:04 12798
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha, Tanuja
Duration : 04:04   Song Number : 12798   

Badal Jaaye Duniya Na Badlenge Hum Captain Kishore (1957) 03:16 15564
 
Poster of Captain Kishore (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Duration : 03:16   Song Number : 15564   

Badalo Barso Nayan Ki Kor Se Sampoorn Ramayan (1961) 03:20 37622
 
Poster of Sampoorn Ramayan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Raag- 
Malhar
Duration : 03:20   Song Number : 37622