MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSahir Ludhianvi
HomeSahir Ludhianvi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai rangon mein tera aks dhala tu na dhal saki saanson ki aanch jism ki khushboo na dhal saki tujh mein tujh mein jo loch hai meri tahreer mein nahin tahreer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin bejaan husn mein kahaan raftaar ki adaa inkaar ki adaa hai na ikraar ki adaa koi koi lachak bhee zulfein girahagir mein nahin girahagir mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin duniya mein koi cheez nahin hai teri tarah phir ek baar saamne aaja kisi tarah kya aur kya aur ik jhalak meri taqdeer mein nahin taqdeer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai click here
ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna ho chaahe roke duniya saari uspe kar de sab kuch vaari jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna yaar jisko bhi keh de zubaan se mol uska chukaeye dil jaan se ho yaar jisko bhi keh de zubaan se mol uska chukaeye dil jaan se ho haath rahe chaahe toote baanh usski na chhoote jo ho yaar apna ho chaahe roke duniya saari uspe kar de sab kuch vaari jo ho yaar apna dukh yaar se mile to sukh jaaniye yaar kahiye jisse usse rab maniye dukh yaar se mile to sukh jaaniye yaar kahiye jisse usse rab maniye ho ghaav kitne bhi sehiye burra usko na kahiye jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna bair pad jaaye chaahe jahan se ho yaari yaar ki nibhayen sada shaan se bair pad jaaye chaahe jahan se yaari yaar ki nibhayen sada shaan se ho jaan rahe chaahe jaaye aanch uspe na aaye jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na click here
aahaa hmm hmm lala la la la aahaa hmm hmm lala la la la dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa jo tum muskuraa do hmm hmm jo tum muskuraa do sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa jo tum muskuraa do hmm hmm jo tum muskuraa do aahaa hmm hmm lala la la la aahaa hmm hmm lala la la la jo tum muskuraa do bahaaren hanse sitaaron ki ujali qataaren hanse aaaaa jo tum muskuraa do nazaare hanse jawaan dhadkanon ke ishaare hanse jawaan dhadkanon ke ishaare hanse dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa jo tum muskuraa do hmm hmm jo tum muskuraa do aahaa hmm hmm lala la la la aahaa hmm hmm lala la la la hawaa mein ye khushboo ki angdaaiyaan ye aankhon pe zulfon ki parchhaiyaan aaaaaaa ye masti ke dhaare ubalte huye ye seenon mein toofan machalte huye ye seenon mein toofan machalte huye dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa click here
jo wada kiya wo nibhana padega roke zamaana chaahe roke khudayi tumko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega tarasti nigaahon ne aawaaz di hai muhabbat ki raahon ne aawaaz di hai aa aa aa aa aa aa aa aa jaane hayaa jaane adaa chhodo tarsaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhaana padega ye mana humen jaan se jaana padega par ye samjh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega hum apni wafaa pe na ilzaam lenge tumhen dil diya hai tumhen jaan bhi denge aa aa aa aa aa aa aa aa jab ishq ka sauda kiya phir kya ghabrana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega chamkete hain jab tak ye chaand aur taare na tootenge ab aehdo paimaan humare aa aa aa aa aa aa aa aa ik dusraa jab de sadaa ho ke deewana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega nibhana padega click here
jo waada kiya wo nibhaana padega roke zamana chahe roke khudai tumko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega sabhi ahle duniyaa ye kehte hain hamse ke aata nahin koi mulk e adam se aa aa aaa aaa aaj zara shaane wafa dekhe zamaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega ye maana hamein jaan se jaana padega par ye samajh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega hum aate rahe hain hum aate rahenge mohabbat ki rasmein nibhaate rahenge aa aa aaa aaa jaane wafaa tum do sada phir kya thikaana humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega nibhana padega hamari kahaani tumhara fasaana hamesha hamesha kahega zamana aa aa aaa aaa kaise fajaa kaisa fejaa humko hai aana humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega nibhana padega click here
mere dilbar mujh par khafaa naa ho ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya mere dilbar mujh par khafaa naa ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya jo kisi ke roke ruka naa ho kisi sang e dar par jhuka naa ho tere dar per kaise phisal gaya ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunhehri rangat dhuli dhuli ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunehri rangat dhuli dhuli ye ghaneri zulfen khuli khuli jo zamaane bhar ka guroor hai jo nasha hai jo bhi suroor hai wo tere shabaab mein dhal gaya ho mere dilbar mujh par khafa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai na ye dushaman hai naa habeeb hai main kabhi na isko samjh saka kabhi apnon se bhi hua khafaa click here
ohhoo kaam krodh aur lobh kaa maara jagat naa aaya raas hooo jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas kaam krodh aur lobh kaa maara jagat naa aaya raas jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas tab tab paaya vanvaas kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet sab kuchh haar chuke jab apna tab ho raam ki jeet yug badle par badal na paya ab tak ye itihas jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas tab tab paaya vanvaas chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna auron ke sukh chain ki khaatir dukh sankat mein ghirna hai yahi raam ke lekh ki rekha aa gaya ab vishwas jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas tab tab paaya vanvaas raam har ek yug mein aaye par kaun unhen pahchana raam har ek yug mein aaye par kaun unhen pahchana raam ki pooja ki jag ne par raam ka arth na jana takte takte boodhe ho gaye dharti aur aakash jab jab raam ne janam liya click here
aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa kaanp rahi main abhi zara tham jaana baaki hai ye raat abhi haanf rahi main le loon zara dam jaana na kar ye baat abhi tune o re mere jaani jo hai jee mein thaani us se daroon main daroon main daroon tu jo paas mere aaye jaan meri jaaye aahen bharoon main ta ta tara ta ra ta ta ra ta ta taram ta ta tara ta ra ta ta ra ta ta taram jaane de re rok zara aaa tabhi kaanp rahi main abhi zara tham jaana baaki hai ye raat abhi haanf rahi main le loon zara dam jaana na kar ye baat abhi abhi gull hai deeye saare paas aa jaa pyaare ban jaa deewana deewana zara mast main bhi ho loon to ye tujhe bolun tu hai nisaana ta ta tara ta ra ta ta ra ta ta taram ta ta tara ta ra ta ta ra ta ta taram main bhi hoon tu bhi hai saath abhi kaanp rahi main abhi zara tham jaana baaki hai ye raat abhi haanf rahi main le loon zara dam jaana na kar ye baat abhi kaanp rahi main kaanp rahi main click here
sa ga ga re ga re sa re pa pa dha ma pa ga ma re ga sa re sa ni sa ga re ga re sa re pa ma pa dha ni sa ni dha pa ma ga re sa ga ga re ga re sa re pa kaase kahun man ki baat haan kaase kahun man ki baat bairi balamawa dukhiya kar gaye sukh ko le gaye saath kaase kahun man ki baat haan kaase kahun man ki baat pa ni dha ni pa dha ma pa ga ma re ga sa re ni sa sa sa re ni sa dha ni pa dha ni sa har aahat pe aas lagaaye har aahat pe aas lagaaye aaaaa aaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa har aahat pe aas lagaaye baithi rahi main sej sajaaye har aahat pe aas lagaaye baithi rahi main sej sajaaye bedardi ne rain bitaayi sautaniya ke saaaath kaase kahun man ki baat haan kaase kahun man ki baat preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaaa preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe thes lagi aur sapne toote preet bhi jhoothi meet bhi jhoothe thes lagi aur sapne toote nainan jal mein doob ke rah gayi madhur milan ki raaaat kaase kahun man click here
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigahen me ri amaanat hain ke ye badan ye nigahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chaanv hai meri khatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu click here
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chhaon hai meri khaatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu click here
kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko hum to samjhe the hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona kis liye jeeten hain hum kis liye jeeten hain hum kis ke liye jeeten hain baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe click here
kachchi hai umariyaa kori hai chunariyaa mohe bhi rang deta jaa mohe bhi rang detaa jaa more sajanaa mohe bhi rang deta jaa pag mori behki ang mori dehki kabhi to sudh leta jaa kabhi to sudh letaa jaa more sajnaa kabhi to sudh letaa jaa agan lagaayen lagan lagaayen ye madmaati ghadiyaan ye madmaati ghadiyaan tan bhi sambhaalaa man bhii sambhaalaa sambhale na nainon ki jhadiyaan sambhale na nainon ki jhadiyaan gaayen jab sakhiyaan royen mori akhiyaan kabhi to sudh letaa jaa kabhi to sudh letaa jaa more sajnaa kabhi to sudh letaa jaa keh bhi na paaun reh bhi na paaun preet ka dard chhupaa ke preet ka dard chhupaa ke rang ras barse jiya mora tarse tapan bujha ja aa ke tapan bujha ja aa ke chahun kone sukh hai mohe tora dukh hai kabhi to sudh letaa jaa kabhi to sudh letaa jaa more sajnaa kabhi to sudh letaa jaa kachchi hai umariyaa kori hai chunariyaa mohe bhi rang deta jaa mohe bhi rang detaa jaa more sajnaa mohe bhi rang deta jaa aaaa aaa aaa aaa aaaaa aaa aaa aaa click here
kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa yauwan ritu sajan jaa ke naa aaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaage naa soyaa singaar soyaa singaar jhanan jhan jhanan neet naa bulaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet barase naa neet neet bar barase naa neet neet bar barase naa neet neet barase naa ras ki fuhaar ras ki fuhaar sapan jal gagan neet naa lutaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa click here
kahin karaar na ho aur kahin khushi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho siya naseeb koi unse badh ke kya hoga siya naseeb koi unse badh ke kya hoga jo apna ghar bhi jala de to roshni na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka to kuchh ajab nahin duniya mein aadmi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ke khul ke jee na sake aur mout bhi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho click here
ha ha ha haa haha ha ha ha haa ha ha ha haa haha ha ha ha haa ha ha ha haa haha ha ha ha haaa kaisi yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan door kahin ek taara karta hai yeh ishaara door kahin ek taara karta hai yeh ishaara jeet hai aaj usi ki jisne sab kuchh haara seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan door nagariya teri rasta hai anjaana door nagariya teri rasta hai anjaana raah mein milne waale raah mein chhod na jaana seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan tod ke naate saare chali hoon unke dwaare tod ke naate saare chali hoon unke dwaare ghar aangan se kahiyo ab na mujhe pukaare seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haa haa haa kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin jism se phool chatakane ki sadayen aaeen jism se phool chatakane ki sadayen aayin ooo ooo ooo ruh khilne lagi ruh khilne lagi sanson mein mehak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi ooo ooo ooo honth tapne lage honth tapne lage zulfon mein lachak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron click here
keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai socha hai tumne ke chalte hi jaayen taaron se aage koi duniyaan basaayen socha hai ye ke tumhen rasta bhulaayen sooni jagah pe kahin chhede daraaye haaye re naa naa haaye re naa naa ye naa karna are nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin nahin keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai socha hai tumne ke kuchh gungunaayen masti mein jhoome zara jhoome machaayen socha hai ye ke tumhen nazdik laayen phoolon se honthon ki laali churaayen haaye re naa naa haaye re naa naa ye naa karna are nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin nahin keh doon tumhen yaa chup click here
khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wooo humne is duniya ke dil mein jhaanka hai sau baar le le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bhare the tab banglon mein thehre are khaali huye to hum tak pahuche bhare the tab banglon mein thehre khaali huye to hum tak pahuche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche hoo oo in sharnarthiyon ke sar par de de thoda pyaar le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali ki guarantee dunga click here
khuda e bartar teri zameen par zamin ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khun e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar zameen bhi teri hain hum bhi tere yeh milkiyat kaa savaal kya hai yeh katl o khoon ka rivaaz kyun hai yeh rasm e jungo jadaal kya hai jinhe talab hai jahaan bhar ki unhi kaa dil itna tang kyun hai khuda e bartar garib maaon sharif behnon ko amn o izjat ki zindagi de jinhe ataa ki hai tune taakat unhe hidaayat ki roshni de saron mein kibr o guroor kyun hain dilon ke sheeshe pe jung kyun hai khuda e bartar khaza ke raste pe jaane waalon ko bach ke aane ki raah dena dilon ke gulshan ujad na jaayen muhabbaton ko panaah dena jahaan mein jashn e wafa ke badle yeh jashn e teer o tafang kyun hai khuda e bartar teri zameen par zameen ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khoon e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jo Baat Tujh Mein Hai Taj Mahal (1963) 03:25 14311
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 14311   

Jo Ho Yaar Apna Trishul (1978) 03:32 14357
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Hema Malini
Duration : 03:32   Song Number : 14357   

Jo Tum Muskura Do (Dhadakne Lage) Dhool Ka Phool (1959) 04:40 13085
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nanda
Duration : 04:40   Song Number : 13085   

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega Taj Mahal (1963) 03:44 20690
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 20690   

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega (Sad) Taj Mahal (1963) 03:24 38958
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:24   Song Number : 38958   

Jo Yeh Dil Deewana Dharmputra (1961) 05:57 13079
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Duration : 05:57   Song Number : 13079   

Kaam Krodh Aur Lobh Ka Maara Bahurani (1963) 03:42 37521
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:42   Song Number : 37521   

Kaanp Rahi Main Joshila (1973) 05:29 20095
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:29   Song Number : 20095   

Kaase Kahun Man Ki Dhool Ka Phool (1959) 05:20 32685
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Naz
Raag- 
Kafi
Duration : 05:20   Song Number : 32685   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Kabhi Kabhie (1976) 05:02 20706
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:02   Song Number : 20706   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein (Male) Kabhi Kabhie (1976) 04:51 41008
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:51   Song Number : 41008   

Kabhi Khud Pe Kabhi Hum Dono (1961) 04:00 20707
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nanda, Sadhana
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20707   

Kachchi Hai Umariya Kori Hai Char Dil Char Rahen (1959) 03:34 19969
 
Poster of Char Dil Char Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
Duration : 03:34   Song Number : 19969   

Kahe Tarasaye Jiyara Chitralekha (1964) 03:32 13003
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Kalavati
Duration : 03:32   Song Number : 13003   

Kahin Karaar Na Ho Chandi Ki Deewar (1964) 03:34 38240
 
Poster of Chandi Ki Deewar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:34   Song Number : 38240   

Kaisi Yeh Jaagi Agan Jaal (1952) 05:41 40129
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 05:41   Song Number : 40129   

Kaun Aaya Ke Nigahon Mein Waqt (1965) 04:23 20749
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana, Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:23   Song Number : 20749   

Keh Doon Tumhen Deewaar (1975) 03:40 18122
 
Poster of Deewaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:40   Song Number : 18122   

Khaali Dabba Khaali Botal Neel Kamal (1968) 04:37 32124
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:37   Song Number : 32124   

Khuda E Bartar Teri Zameen Par Taj Mahal (1963) 02:56 37602
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Roy, Pradeep Kumar
Duration : 02:56   Song Number : 37602   
Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Sad Songs of sahir ludhianvi, Love Songs of sahir ludhianvi, Dance Songs of sahir ludhianvi, Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Best songs of sahir ludhianvi, Super hit songs of sahir ludhianvi, hit songs of sahir ludhianvi, duet songs of sahir ludhianvi, solo songs of sahir ludhianvi, old songs of sahir ludhianvi, famous songs of sahir ludhianvi, Hindi Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Hindi Sad Songs of sahir ludhianvi, Hindi Love Songs of sahir ludhianvi, Hindi Dance Songs of sahir ludhianvi, Hindi Hip-hop songs of sahir ludhianvi, best Hindi songs of sahir ludhianvi, super hit Hindi songs of sahir ludhianvi, hit Hindi songs of sahir ludhianvi, duet Hindi songs of sahir ludhianvi, solo Hindi songs of sahir ludhianvi, old Hindi songs of sahir ludhianvi, famous Hindi songs of sahir ludhianvi, Sing Along Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Sad Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Love Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Dance Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Sing Along Best songs of sahir ludhianvi, Sing Along Super hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along duet songs of sahir ludhianvi, Sing Along solo songs of sahir ludhianvi, Sing Along old songs of sahir ludhianvi, Sing Along famous songs of sahir ludhianvi